Very informative.please suggest Which type of compressor technology is best for double door refrigerator (250 ltr- 350 ltrs,) frost free fridge? There is voltage fluctuation more in summer months and sometimes long power cuts also.
Linear aur smart inverter me difference kya hai...? Kyoiki Mera ek doubt hai Bhai, meine recently smart inverter compressor vala Lg double door refrigirator kharida. Lekin badme mujhe pathachala ki Lg linear inverter compressor wala refrigirator best hai. Linear inverter compressor variable speed me run kartha hai jisse vegetables,fruits 14 days thak fresh rehthe hai...! Kya me LG double door smart inverter compressor vala fridge ko kharidke ghalti ki....? Reply me....!
Dear Sir. Mere pass 245ltr ka whirlpool ka refrigerator hai. Normal problem kuch nahi hai. Mai refrigerator ko 800 watt ka inverter par chalata hu. Starting me 5 amp se jyada load leta hai baad me 1 amp ke niche raheta hai. Electricity power par barabar chalta hai, Inverter par bhi chalta to hai par inverter overload ho jata hai. Baad me chatla raheta hai. Maine soft starter/ soft starter circuit ke baare me suna hai jo starting load kam karke chalu karta hai. Mera saval ye hai ki aapke pass koi Idea ya koi circuit hai ki jisko lagane se starting current reduce kar sakte hai ?? Please reply me.
App ka sawal achaa hai per inverter se aap apna refrigerator na use kare to jada achaa hai esmey aap ka inverter bhi kharab ho sakta hai ya refrigerator bhi
Nice video
👌👌👌👍👍👍👍good knowledge..
Very informative.please suggest Which type of compressor technology is best for double door refrigerator (250 ltr- 350 ltrs,) frost free fridge? There is voltage fluctuation more in summer months and sometimes long power cuts also.
New brand voltas bego and no 1 lg linear technology compressor
Sir, reciprocatary compressor achha hota hai ya inverter compressor achha hai? Plz reply fast sir, fridge lena hai
Machinery per aur requirement per depend hota hai ke kon sa compressor. Need hai
@@refrigerationhube4016 side by side door wala fridge lena hai
Linear aur smart inverter me difference kya hai...? Kyoiki Mera ek doubt hai Bhai, meine recently smart inverter compressor vala Lg double door refrigirator kharida. Lekin badme mujhe pathachala ki Lg linear inverter compressor wala refrigirator best hai. Linear inverter compressor variable speed me run kartha hai jisse vegetables,fruits 14 days thak fresh rehthe hai...! Kya me LG double door smart inverter compressor vala fridge ko kharidke ghalti ki....? Reply me....!
Linear mechanism alag hota hai app dekh saktey hai mene video bhi add kiya hai lg
Nhi kio.galti nhi ke
sir new vidio kb dalo ge
Dear Sir.
Mere pass 245ltr ka whirlpool ka refrigerator hai. Normal problem kuch nahi hai. Mai refrigerator ko 800 watt ka inverter par chalata hu. Starting me 5 amp se jyada load leta hai baad me 1 amp ke niche raheta hai. Electricity power par barabar chalta hai, Inverter par bhi chalta to hai par inverter overload ho jata hai. Baad me chatla raheta hai.
Maine soft starter/ soft starter circuit ke baare me suna hai jo starting load kam karke chalu karta hai.
Mera saval ye hai ki aapke pass koi Idea ya koi circuit hai ki jisko lagane se starting current reduce kar sakte hai ??
Please reply me.
App ka sawal achaa hai per inverter se aap apna refrigerator na use kare to jada achaa hai esmey aap ka inverter bhi kharab ho sakta hai ya refrigerator bhi
@@refrigerationhube4016 Thanks Sir
@@refrigerationhube4016 Sir DC Inverter Compressor h tab bhi Inverter se nahi chalana h kya?
@@SaurabhKth No
sir commpressor me kaise jane ge ki kaun sa tarminal u v w hai ye to aap ne btaya nhi
Uvw vese to mention hota hai per agar nhi hai to clamp meter se pta chalta hai Countinity same ate hai tino ke