Abhi samajh mein aya kyu meri inverter battery dead ho gayi thi. Maine sirf distilled water dala tha battery mein, ab pata chala ki acid bhi milana hota hai. Thank you so much for the information bhai.
Sir battery me acid ya pani dalne ke lie metal ka mug nahi plastic ka mug hoga chiye. Acid metal se react hoke metal ko corrode (rust) kar deta and apka acid water mixture contaminate ya kharab ho sakta hai.
New battery buy ki online luminous solar 100ah delivery ke waqt aadha box toot chuka tha gila hoke khol ke dekha to battery me ek bund bhi paani nahi hai kya kare refund ya khud daal lu paani?
Acid aur Distrilwater Mix karke dalo Battery daymitar se milakar Isake upar new video dia hai isko ekbar deklena Agar battery fata hua hai to return karna acha hoga
Sir.. Maine acidentally distilled water over fill kar diya pir charging krte Wakt leakage hogaya kiya main acid dal dun Kya kyunki acid bhi leak ho gayi ti charging karte Wakt..
Mere pas 40ah ki solar battery hai and usko Maine 2 ya 3 year se use nahi Kiya dry ho gayi hai 😁.To main usme kitana bottle acid and kitna bottle distilled water dalu. Hamare yaha vo company ka bottle wala acid milta hai acid+water mix wala. To AAP bata sakte hai kya kitna kya dalu. Kita ratio main 😊🙏.
Whenever top up is required, can we use 3:1 ratio of distilled water and sulphuric acid ? Or only distilled water for top-up. Please clarify when is sulphuric acid required to be mixed
To top up the battery, use distilled water only. Sulphuric acid is mixed when battery is filled with electrolyte for the first time or at the time of service.
Bhai milta to dukan pe hai 20 rupya प्रति लीटर पर साला कोई दुकानदार देगा नही wajh ये है की ओ 20 का acid water Mila k 300 me बेचेगा और चार्जिंग का 300 अलग से लेगा । ये bussiness है घूम डाला मैं पर किसी ने दिया नही सब साले इतने MC ho gaye h paise k chkkar me
@@NSElectric sir Dukan me jane se acid De Dega kia Kuch log bol rahe ki nai Dega or mera 32 Ampere ka exide battery he jo ki Full carge vi nai hota or voltagr kam hote rehta ha to kiya kru please sir
Abhi samajh mein aya kyu meri inverter battery dead ho gayi thi. Maine sirf distilled water dala tha battery mein, ab pata chala ki acid bhi milana hota hai. Thank you so much for the information bhai.
Pura Pani agor nikal do to dalna hota hai
Mery batery ka tora pani kama@@NSElectrickia ab acid our distled water dalo ya serf distled water dalo plz reply
Sirf distld water dalen
Abhi bhi dal sakte he kya pura nikal kar ?@@NSElectric
भगवान आपका भला करे ❤!! सही बताया
Thank you ❤️🙏
Aj maloom hua acid or distilled water alag alag hota he
Ha bhai ye alag hota hai
Distilled water mean H2O only
And acid mean H2SO4
Muze bhi
Mujhe bhi aaj pata chala
Dasvi pass Nahin ho kya bhaiya
Thanks. . I m from karimganj ASSAM INDIA
Thank you ❤️
Apne jaisa bataya maine wasa hi kiya per battery ka gravity low ho chuka hai kya kare
Acid ka matra badaw
Good information bro
Thanks
Good information
Thank you ❤️
Sir battery me acid ya pani dalne ke lie metal ka mug nahi plastic ka mug hoga chiye. Acid metal se react hoke metal ko corrode (rust) kar deta and apka acid water mixture contaminate ya kharab ho sakta hai.
Yes sir 100% thank you so much ❤️
Yes I was also thinking so
Hum sara water nikal ke again se distrile water dal skate hai kya .. ya acid bhi dalna padega
70% Distrile water 30% acid mix
Thank you for your wonderful information Bhai
Welcome brother
Nice video sir 👍👍👍👍👍
Thanks
Direct sulpuric acid dal sakte hai kya?
Iske upor new video ayega
New battery buy ki online luminous solar 100ah delivery ke waqt aadha box toot chuka tha gila hoke khol ke dekha to battery me ek bund bhi paani nahi hai kya kare refund ya khud daal lu paani?
Acid aur Distrilwater Mix karke dalo
Battery daymitar se milakar
Isake upar new video dia hai isko ekbar deklena
Agar battery fata hua hai to return karna acha hoga
Thanks for information about that
Iske baad directly saurya panels se charging kar sakte hai. Uske baad inverter se P🎉lz reply
Ha controlar ke sat
Acid hath me lgega toh jal jayega ky hath
H²SO⁴ is very powerful acid.
. Haath burn hoga for sure... Full precautions le lena..
Nahi
Haath kata hua rhega tab jalega
Mere haat se bateery gir gayi aur thoda acid bahar aya new battry hai .kya acid aur pani dalu..plz reply
Yes 70% distilled water 30% acid mix
Tq bro
Welcome
Yeh Saab daalne ke baad kitne der ke baad charge karna hai?
Kabhi bi desakte hai
Esko charge kitna hrs karna hai
6-8 ghonta
Jab bettery me acid or pani dalte he to pura bettery khali krna padta he kya
Nahi Bhai
Thank you
Welcome
Luminous 220ah pro mein kitna ka acid aur pani ata hai
Saim prossec
Agar adha acid paani hai usme upar se aur acid paani mila de to dikaat nhi n aur dicharge krke dalna hai paani?
Pura new dalna hai
Sir ji main 5 saal se sirf distilled water daal rha hoin ab 6 sal baad backup kam ho gya h.
Kya isme acid dalu ya nayi battery ??
Pura change karke deko
❤❤❤❤❤❤❤❤
🙏🙏🙏🙏🙏
Sir please reply dena car 32 ah battery me Acid Dal Sakta hai kya ❤❤
Distriled water dalo
Sir Backup to Deta nai or Charge karne se
Volt Apne appo Ghat jata he
Mene kuch logo se pucha to Bole thoda acid Dalna Or distilled water mix karke To thik ho jayga to app btao me kya kru please sir please
Sir reply please
Sir.. Maine acidentally distilled water over fill kar diya pir charging krte Wakt leakage hogaya kiya main acid dal dun Kya kyunki acid bhi leak ho gayi ti charging karte Wakt..
Acid thoda Dena baki distilled water
Sir powersef plus 100 ah ki battery me kitna acid kitna pani dale ga plz reply
70% water 30% acid
Nahi Sir ji total kitna hota he 100 ah ki battery me acid aur pani
Suphuric acid kitne gravity ka hein?
12:50 rakna hai
Inverter me charge uthaega ya nahi
Utayega
Thanks bro
Welcome
Video acha laga. YE SULPHURIC ACID BATTERY KE LIYE KAHA MILEGA?
Petrol pump
Are you serious???
Ye acid purchase kaha se kare bro
Petrol pump
Thank you bhai
Welcome
12 volt 12 ah battery me battery acid dal sakte hai kaya
Only distriled water
Sir isa acid bike battery or light ka battery me bhi dal sakta hai? Please sir
Ji haa Saim
Sir battery mein kon sa asid Dale
Salfuri acid
Bhai distilled water me acid mix karne se PH level kam ho jata hai?
Nahi Bhai
Kitne saal baad battery ka acid change karna chahiye?
Ek or cheez humesha pani me acid mix karna ...
Kabhi bhi acid me pani mix mat karna. .
Okay
Little water fell from my battery. Can we replace whole acid and water in the battery after draining it?
Yes
Acid konsa lena h kitne gravity ka shops pr nahi mil raha h
Petrol pump por milsakta hai
Sulphuric acid+ distil water lena hai
Sir apka number dedo or bi jankari leni h apse whatsapp no dedo plz
Plz sir
Bhai kya 1250 acid dalne se nahi hoga?please badaya bai
Ha bhai hoga
Sir hamare battery 12 volt hai 6 pelet hai usme acid and distilled kitne liter ka dalna hai please help me
Mix karke dalo acid 30% 70% distilled water
सर हमारे गाव में पेट्रोल पंप पे1250 ग्रविटी वाला 1 लिटर का ब्वाटल मिलता है वो 150ah ब्यटरी के लिये चलेगा या नही
Ha sar jorur cholega bas boraba milake dalna acid our Distilled water
har shal jo distil water dete hai bataries,usme kia h2so4 dena chhiea detail me botaiea?
Acid kaha se milaga ,
Petrol pump
bro galatfehmi dur kardi
thanks for diff in acid vs pani
Ji Bhai shukriya aapka
Hum to har baar kewal distilled water hi daalte hai?
Ji ha
Mere pas 40ah ki solar battery hai and usko Maine 2 ya 3 year se use nahi Kiya dry ho gayi hai 😁.To main usme kitana bottle acid and kitna bottle distilled water dalu. Hamare yaha vo company ka bottle wala acid milta hai acid+water mix wala. To AAP bata sakte hai kya kitna kya dalu. Kita ratio main 😊🙏.
Muje nahi lagta ki ye battery ab chalegi firbi aap ek bar chak kar sakte hai mix wala dal kar dek sakte hai
Ok thanks 😊.
Bhai ye H2SO4 sulphuric acid kis shop par mil jayega
Petrol pump pe milega
Sir hum to serf battery ka Jo Pani kam hota hai o Pani dalte h plz reply
Ha thik hai
Kharab ho to acid dalna chahiye pura nikal ke
@@NSElectric thanks bro
1250 acid me kitna water milana pdega ?
70% water 30% acid
This is pure asid 98% bhai
Yes
Whenever top up is required, can we use 3:1 ratio of distilled water and sulphuric acid ? Or only distilled water for top-up. Please clarify when is sulphuric acid required to be mixed
I give all details on Video keep video full wach
To top up the battery, use distilled water only. Sulphuric acid is mixed when battery is filled with electrolyte for the first time or at the time of service.
Only distilled water
Steel ka mug nahi n use kr skte
Yes
Bhya v garud bettery. 2 yers. Hogeya mecine on nai horahe
Pata nahi
Gravity to check karvaya hi nahi apne? Kaise pata chalega kitne gravity ka pani tayyar huwa apka?
Thanks
Sir hamari battry 10 min main chage 10 min main dawn ho jati kya karu
mix acid 1250 & distilled water 3:1 ratio
ye acid kanha se milega
Petrol pump pe
ye acid kunsa he, kya ye wu acid he ju gutter or washroom clean kerne ke liye use huta???
Sulphuric acid . Nahi bhai ye gar or wash room clean karne ke liye nahi ye battery par dia jata hai
Sir mera battery charge hone ka time pura pani hauwa me nikal jata he me abhi kese thik karo plz help me
Water pura Change karke dekho
@@NSElectric water change Karne SE koi problem to nehi Hoga na, or Purana water nikal na pare ga keya
Bro mene new luminous 220ah Li hai lekin backup 30 minute me hi discharge ho rhi hai
Battery me problem ho sakta hai
ओर अगर डिस्टील्ड वाटर नहीं डालकर सारा एसीड ही डाल दे तो🤔
Jald hi kharab hojayega
Mere battery me 2 mah pehele distil water ke saath ek bot acid dal diye abhi battery Kam nhi kar Rahi kya solution hai
Pura nikalke Naya dalo
@@NSElectric Thank u
Acid konsa h ye
Sulfuric acid
@@NSElectric kis shop p milta h Bhai ye
Excide battery me tejab 1100 dikha rha hai 20 minut chal rha hai kya tejab change karne par sahi ho jayega ki nyi khareede 500 mang rha hai dukan wala
Tejaab change karwao battery badhiya chalegi
tejab kam se kam1200se upar gravity hona chaiye
Ye distilwater kya hota hey koi botao bhai 😢
Distilwater
Battery main pani dalneka galt tarika hain . battery ke pani main matel ka use nehi kiya jaa hain
Okay
Rubber acid dal sak ta he
Nahi bhai
Sulphuric acid dalna hai
Acid Kaha milta hai
Petrol pump
1 liter acid price?
15
Bhi acid kha sa milaga
Bhai milta to dukan pe hai 20 rupya प्रति लीटर पर साला कोई दुकानदार देगा नही wajh ये है की ओ 20 का acid water Mila k 300 me बेचेगा और चार्जिंग का 300 अलग से लेगा । ये bussiness है घूम डाला मैं पर किसी ने दिया नही सब साले इतने MC ho gaye h paise k chkkar me
Sir je please Meroko Bolna 3leter watar me 1leter acd dalne see koi problem tho nehi Hoga please uski Ak video banai
2 liter Pani 1 liter acid
Tura acid ka matra jiyada hojayega Mene jesa upor bataya asa dena
@@NSElectric tum to video me 3 liter me 1 liter acid bole ho
Acid ka name kya hai kaha milta hai
Sulfuric acid petrol pump me milta hai
Konsa एसिड h yr jnkari to puri do
Sulfuric acid
Ye acid mil nahi raha
बैटरी के शॉप पर ढूंढो मिल जाएगा
एसिड का नाम भाई
Salfuric acid
Acid new ia porna
New
Sar mara bettary 3dn se charge ho raha hain lekin full charge q nehi hota hata hain
Sir reply to nai de rahe q 😢
Kia bolo
@@NSElectric sir Dukan me jane se acid De Dega kia Kuch log bol rahe ki nai Dega or mera 32 Ampere ka exide battery he jo ki Full carge vi nai hota or voltagr kam hote rehta ha to kiya kru please sir
Topa ho ka metal ka magga le rhe ho acid banaya turat battery me pel diye
Are bade bhai sidha sidha bata do na 75 / pani or 25 /acid dalna hai
Ha Bhai
Yahi apki beti ka backup bda sakta ha. 😂😂😂😂. Likh to le sahi se
Okay
Sar apka contect number de do
Thank you
Bhai contact number do apka
Sorry Bhai
@@NSElectric bhai mujhe ak battery repair ka karegar chahiye
Sir from where can we buy sulfuric acid
No
Ita available for petrol pump
Bhai jo abne dala wo kitni pure acid hai ?or 1250 wala acid kaisa hai? please badaya ji
1250