जानकारीपूर्ण वीडियो के लिए धन्यवाद भाई, मेरा सवाल है कि मेरी इन्वर्टर बैटरी 5 साल पुरानी है क्या मैं पुरानी बैटरी एसिड को निकाल सकता हूं और नई बैटरी एसिड को भर सकता हूं और क्या इसे बैटरी को पूरी तरह से डिस्चार्ज करने की आवश्यकता है क्योंकि मेरी बैटरी इन्वर्टर कनेक्ट करने के कारण चार्ज है, कृपया जवाब दें
Ek shop wale ne bataya ki AC se nikalne wala Pani dal sakte hain or dusre ne bataya ki AC k Pani me acid ki drop dalkar battery me Dale to kya karna thik hoga? Waise acid to alag se market me nahi aata or agar AC k Pani me Bina acid Ko milaye battery me use karna battery life per negative effects to nahi dalega? Qki shop me sealed bottle me jo Pani rehta hai wo har month battery me pad Raha hai jabki pehle Bina sealed k jo Pani shop wale dete the wo kabhi kabhi battery me Dala jata tha
Bhai Mera sawal bo hai Jo pure youtube me ni hai... Bhai sawal hai ki agar new battery gerne ka Karan battery Sara liquid nikal gya hai tab kya Krna chye Pani Dana hota hai ya acid wala Pani dalna hota hai...please let's give fast..
Sab thik hai but aap technical parameters to batao uss Pani ka kitna TDS hoga ph level keval bol Dene se market me Milne wala water battery ke liye suitable thodi ho jaayega
Ek baat homko aap bataaya ham luminous ka battery 180 ah ka new battery lay ha us ma ek taraf pani kam tha to ham usm ma battery ka thora sa pani daala ha to koy prblm to nahi hona chahiye
Jayadatar pani nakli hotee hai. Itna sasta pani nahin hotaa distilled water. Inka ppm 150 tak dekha gaya hai, yeh ghar ke corporation panee jaisee hota hai. Agar battery water check karna hai to tds meter see uska tds naap le aur maximum 10 ppm se jayaga nahin hona chahiyee! Agar asli distilled water lena hai too woo lab grade water hota hai, jo laboratory ki shop see milta hai, woo 5 litre packing mein aata hai aur uska tds 0 hota hai! Woo 100 se 150 rupees , five litre tak milega!
Aaj maine bhi jo 5 litre ki jo distilled water apni luminous battery ke liye local shop se purchase ki thi uska tds 650 ppm bata raha tha check karne pe. Theoretically distilled water ka tds 0.5 ppm tak hona chahiye. Ab main isme research karunga
एसी का पानी ओर बारिश का पानी बहुत अचछा हैं
Thank you so much bro... Muje pta nhi tha ke bettry.. me pani kase ladta hai thanks 😅 btane ke liy 😊😊
I was confused with the # barter the whole video.
Later i realised it water.
Pronounciation really matters.
Thank you for the information
😃😃😃😀😭
😆😆😆
Very nice explain brother good video
क्या बात है मानव जीवन के लिए इतनी उपयोगी जानकारी दी गई है।
😜🥺😜🥺
Bhut bdia jankari di ❤️👍🙏
Tnk u very much for your imformation i hav done the procedure as u said old acid from old battery and battery very good condition.
मै बरसात का पानी डालता हूं ।बैटरी लाइफ और बैटरी बैकअप बहुत अच्छा है
Verry nice information given good sir
Luminous ki battery hai bahut damdar💪🔥🙏👍
Veri nice jankari thanks
Luminus बैटरी में जो पीले वाले ढक्कन हैं उनको सिक्के की मदद से खोलकर पानी डालें और फ्लोट पर लेबल देखते रहें। फ्लोट खोलने की जरूरत नही है।
Is baat ka koi kyu reply ni deta...Main bhi aise hi paani dalta hu....Kya aisa karne se battery ko koi nuksaan pahuchta hai ?
@@राकेशसिंह-स1व येही सही तरीका है पानी डालने का। मैं भी ऐसे ही डालता हूँ। पहले इन्वर्टर ऑफ कर देता हूँ।
Lekin maine luminous ke mistri se puchha to wo kah rha tha ki pile batan ko kbhi nhi kholna chahiye leval Wale se hi dalna chahiye
@@KaranSingh-fr1km th-cam.com/video/DnL30HMLmTA/w-d-xo.html
@@KaranSingh-fr1km इस वीडियो को पूरा देखिए
Very nicely explained.
Bhahut acha ji
good information sir ji.
धन्यवाद जानकारी के लिए
Very good Bahi 👍👍👍👍👍👍👍
Thanks bhai❤❤❤
Bhai sahib barash ka pani free m milta hai natural hota hai aap use Karo yeh filter machine karti hai plastic k bartan m store karo
Sir jab pani dalna hai to invetor ko disconnected kre ya fir sida hi pani dal de koi dikat to nhi ho gi reply please
Yes I want to give u lot of love ❤💕🥰😘😘
Thanks
@@Technicalmadar ur mob number?
Welldone 👍
I have purchased the Exide 280 mah battery in 28 aug 2023, today I have refilled distil water, is it necessary for refill acid???
Transcript की भाषा बहुत ही उटपटांग है।
जानकारीपूर्ण वीडियो के लिए धन्यवाद भाई, मेरा सवाल है कि मेरी इन्वर्टर बैटरी 5 साल पुरानी है क्या मैं पुरानी बैटरी एसिड को निकाल सकता हूं और नई बैटरी एसिड को भर सकता हूं और क्या इसे बैटरी को पूरी तरह से डिस्चार्ज करने की आवश्यकता है क्योंकि मेरी बैटरी इन्वर्टर कनेक्ट करने के कारण चार्ज है, कृपया जवाब दें
Thanks Sir nice information....
Very nice information bhai thanks
pani fill kerne ka tarika galat hai indicator ko nhi pile colour ke dhakken ko coin se kholker dalna chahiye ⚡⚠️🛠️👍🏻
baki barish ka pani barsaat ke running me table ke uper balti rakh kr fill krke rakh le sabse acha distilled water hai⚡🛠️👍🏻👍🏻
thanks bro 🥰!
Good knoldge
Are bhai...
Side ka dhakkan (yellow wala) khol ke b=pani dalo... Live Dikhta rahega level
Bhai hum to AC se nikalne wala Pani dalte h hame pure 6 years ho gaye dual battery inverter h hamara to abhi tak to thik kam kar rha h
Supar👌👌
Thanks bro 🥰 😊
Nicly progressing yourselves suggesting all of us.Thanks.
Good information
Bhaiya sealed Led- acid Battery mae kon sa water dale
Ek shop wale ne bataya ki AC se nikalne wala Pani dal sakte hain or dusre ne bataya ki AC k Pani me acid ki drop dalkar battery me Dale to kya karna thik hoga? Waise acid to alag se market me nahi aata or agar AC k Pani me Bina acid Ko milaye battery me use karna battery life per negative effects to nahi dalega? Qki shop me sealed bottle me jo Pani rehta hai wo har month battery me pad Raha hai jabki pehle Bina sealed k jo Pani shop wale dete the wo kabhi kabhi battery me Dala jata tha
Online delivery subidha hai kya
Age battery charging pr lagai hoto kya usi waqat pani add kr sakty hai sath
बारिस का पानी मे आइरन नही होता है ।100%डाल सकते है । Ro का पानी जिसका TDS 15 हो दाल सकते है स्टीम से बना पानी भी डाल सकते है
Purani battery me acid dal sakte he kya
Thnx 4 clarifications
Yellow wala cap se pani dal sakta hai kya
good job
धन्यवाद भाईसाहब
amaron best betry hai
સર ખુબ અભિનંદન
Nice👌👌
Mari battery vich galti se nal da water pa ha .us da hall Dass ji
Pila cap khol ke pani dalne se kya hota hai, jara batao brother
Very nice bro 👍👍👍👍👍
Gher vale ro ka pani dal skte h kya
Bhai namak ka pani kaisa rahega
isme jo yellow caps h batery m yh holes kis lie h?
very good video
R.O ka paan dal sakte hain ?
Bhai kitna maximum ah ka battery .
Market me milta hai
Can we add luminous water in exide battery
माननीय हम तो बारिश का पानी इकट्ठा करके रख लेते हैं इसका उपयोग करते हैं ये ठीक है या नही 😊😊😊😊😊 जबाब जरूर से देना जी ।
Bahut sahi hai... Aapka battery etna backup dega ki life me kabbi pani dalne ki jarurt nai padegi.... 😅
@@Dr_Himanshu_Singh😂
No it's not good bcoz rain water is slightly acidic not neutral
It has dust
Bislary wala pani dal skte h kya?
Very nice 👍👍👍👍👍
Kya new battery me normal water Dena chahiye.
Mera 100 ah exide ka bettery hai jo 20 month hua hai ,usme thoda sa water kom hua hai keya dalu . Acid eya distrilted water. Please batao sir.
Hame apse Lena hy ek set hom dilevery dedo
Kya hum garam pani ko thanda krke toh dal aakte hai
VERY NICE
Nyi battery mi pani kab dalna hai
Why amaron 130 empier kitne ki hai reply nahin karte bhai bahut pareshani hoti hai
Bhai Mera sawal bo hai Jo pure youtube me ni hai...
Bhai sawal hai ki agar new battery gerne ka Karan battery Sara liquid nikal gya hai tab kya Krna chye Pani Dana hota hai ya acid wala Pani dalna hota hai...please let's give fast..
👌
Battery ki gravity kaise check kare exide inva master 250 hai backup nahi de raha
नहर का पानी या बरसात का पानी सबसे बढ़िया रहता है बैटरी कि लाइफ बढ़ जाती है और मिनरल वॉटर कभी मत डालना मिनरल वॉटर से बैटरी कम चलेगी
Sab thik hai but aap technical parameters to batao uss Pani ka kitna TDS hoga ph level keval bol Dene se market me Milne wala water battery ke liye suitable thodi ho jaayega
Agar battery pani jyada bhar jaye kharab to ni hogi
Nice
Kitne mahine baad pani dalna padega bhai
Yellow dakkan ki tarf se pani dalna chahiye....usse andaza ho jaata ya dikhta h kitna pani aur dalna h.kitna reh gya
Ryt
Yellow dhakkan ko kholna kese hai?
Super bro 😍
Aap to reply karenge nahin ek jankari chahie thi kya e rickshaw ki battery inverter par Laga sakte hain Jara ek video
Middle me yellow colour ka screw keyo deya hai ...
Good👍
Bhai mere paas exade 150 wala battery hai wuska charges nahi rukta turant band ho jata hai Bhai kuchh batao
Bhai ro ka bhi dal sakty hai
Yaar tujhe kuch nahi pata ph lvl ya phir tds, resistance lvl
Ac ka pani sahi ha ja nahi
Aro water use kre skt h kya
कर सकते हैं।
BETA JI ISME A C .KA PANI DAAL SAKTE HAI KIA
Sir battery me asid kb daalna h or kitna quantity me dalna h please 🙏 isper ek vedeo bnayee
Inverter off krke phir dalu ya , inverter on krke dalu
Off karke
पुरानी बैटरी खरीदने वाले उसे किस काम मे लेते है?
पुरानी बैटरी को साफ करके नई copper और जिंक की प्लेट लगाकर एसिड डालते है और नई बैटरी तैयार करते है
100 rupiya kh
Good morning
Ek baat homko aap bataaya ham luminous ka battery 180 ah ka new battery lay ha us ma ek taraf pani kam tha to ham usm ma battery ka thora sa pani daala ha to koy prblm to nahi hona chahiye
Bhaiya mujhe bhi chahie❤😢
Jayadatar pani nakli hotee hai. Itna sasta pani nahin hotaa distilled water. Inka ppm 150 tak dekha gaya hai, yeh ghar ke corporation panee jaisee hota hai. Agar battery water check karna hai to tds meter see uska tds naap le aur maximum 10 ppm se jayaga nahin hona chahiyee! Agar asli distilled water lena hai too woo lab grade water hota hai, jo laboratory ki shop see milta hai, woo 5 litre packing mein aata hai aur uska tds 0 hota hai! Woo 100 se 150 rupees , five litre tak milega!
Aaj maine bhi jo 5 litre ki jo distilled water apni luminous battery ke liye local shop se purchase ki thi uska tds 650 ppm bata raha tha check karne pe. Theoretically distilled water ka tds 0.5 ppm tak hona chahiye. Ab main isme research karunga
@@anushilkumar1002 Buy lab grade ultra pure distilled water 5 Liter from Laboratory shop. Its ppm is 0.
लेवल मीटर खोल के पाणी डालना सही है क्या?
सही है तो!, येलो बटन क्यू रखेगऎं हैं|
Meri e riksaw ki nai battery but gravity 1100 hai kya hume usme acid dalna chahiye ya watter
Only 1 month old hai
Aapko charge krwana chahiye
Bhai aapko 1k subscribe 4000 ghanta watch complete karne me kitna time laga
Nice pic
Thanks
Bhai ye bta do ki battery ka sara pani khali karne k baad kitna pani jata h ??🙏🙏🙏
13 litre k something