Always add acid to water and not water to acid. If that acid is a little purer than it may splash out of bucket. Where it may fall is anybody's guess. Hence, first fill water in the bucket and then slowly add acid from the sides of the bucket, preferably by a small container in controlled quantities.
@@allabout7502 kya pta yar muje lgta hai garmi aur badhi hai in 3-4 din me umas bhi shayd is ajay se bhi effect hua ho Dusra karan ye ho skta hai kahi n kahi ki uske chhed khul gye uske se hawa jyda tej pas hori hai lekin pani ka der to uspe tik mahi para honeycompad pe is wjah se bhi Abhi diamg me chal rha hai ki cooler wali ghas le ke aau marerkt se aur 2 side pe lga du ghani karke lekin thodi hawa bhi cross ho ske achhe se taki pani bhi usme der tk bana rhe aur hawa pas bhi hoti rhe aur fan se achhi hawa aati rhe
Pani se Acid milaya jata hai
Acid me apni nahi kyunki hard Acid me pani mix krne ke uchalta hai.
Nice cleaning process
Fantastic dear friend🙏
Apne tiles ka bhi dhyan rakhe acid ise nuksan pahucha skta hai
Super 👍
Ye kagaj ka hota h kya 😊
Ye cooler thandi hava nahi deti, mai es baar lekar ro raha hu, 14000 barbad kar diya, isse accha koi local le leta, itne me 2 cooler aa jate😢😢
Same problem
मैं 17000 में ली हूं
Agar band kamra hai to thandi hawa bhi dega, usme exhaust fan lagao, Maine to 9500 me bajaaj ka liya hai, ek dam child kr deta hai
Bhai in coolers ko jb tk Hawa khichega nhi to thodi Hawa dega hi nahi....log in coolers ko kamra band krkechalate hai. Jo nhi hona chiye...
@@DheerajKumar-jo9tnbhai juth kyu bolte ho koi bhi cooler ekdum chilled nhi kar sakta hai, chilled bas AC hi kar sakta hai
Always add acid to water and not water to acid. If that acid is a little purer than it may splash out of bucket. Where it may fall is anybody's guess. Hence, first fill water in the bucket and then slowly add acid from the sides of the bucket, preferably by a small container in controlled quantities.
Cooler k motor main acid wala Pani jayega to koi dikkat to nahin hoga...
Hoga
When to clean or change cooler pads ?
Konsa acid hai
Bhai motor me pani nahi gaya
Kehra chemical hga ji ki name h
😂3 din pahle mene apna honeycomb pad saf kiya khudse only pani se sala tbse garm hi hawa arhi hai me sochra dhoke galti krdiya
Kya solution hai iska?
Same here sari mehnat waste😢
Sahi batao bhai ? Dhone se garm hawa kyu aari hai?
@@allabout7502 kya pta yar muje lgta hai garmi aur badhi hai in 3-4 din me umas bhi shayd is ajay se bhi effect hua ho
Dusra karan ye ho skta hai kahi n kahi ki uske chhed khul gye uske se hawa jyda tej pas hori hai lekin pani ka der to uspe tik mahi para honeycompad pe is wjah se bhi
Abhi diamg me chal rha hai ki cooler wali ghas le ke aau marerkt se aur 2 side pe lga du ghani karke lekin thodi hawa bhi cross ho ske achhe se taki pani bhi usme der tk bana rhe aur hawa pas bhi hoti rhe aur fan se achhi hawa aati rhe
@@UmaJaiswal1432 tumne kese dhoya 🤣
Same problem 😂😂
Cooler ke motor pe pani jane se koi problem nahi ho gi na
Obviously hoga bhai
Coolar chhed kse saaf kre ...Hath bh nh jata h pads ki vjh s
Brush
❤
Bhai motor me pani chala gya 😅😅
Paper change kar lete bhai
Isse acha Naya le Ata bhai 😅
700 ka ek aata hai bete
Purchase cooler waste of money. Don't buy.
Bekar cooler 14000 Pani main
Ye cooler to kisi ko b nhi Lena chahiye bilkul b thandi hawa nhi aa rahi h