@@Chintu-u9jye chhod bhai …..muzko to 2021 mai 10k fine lga tha kyoki mai oneway se opposite ja rha tha ,upar se liscen nhi , age tb mere just 17yrs hui thi, helmet nhi &, insurance, puc etc to pucho hi mt gaadi ko 8yrs hue the to kyu nikalunga ye sb …..bc abhi tk nhi bhare 10k😂
I was standing near trafic police chawki at one circle and waiting for someone to reach, my bike was facing to one way board, which was at least 50m far from where I was standing. Even if I didn't cross the one way board, still officer issued Echallan, even after lots of explanation to him. I don't want to pay Echallan, as it was issued only to collect money from middle class person! Help me, what should I do? Their senior officer said if you want to file a lawsuit you can! Is this a right way to issue a challan? Or this is only a harrasment?
Sir , I have a unregistered vehicle and it's form another state and I don't have its rc , today a police man click it's number plate photo for E chalan so what will happend now , Orr what should I do ?
In virutal court site my challan shows that the proceeding of payment is yet to be uploaded....what is this...? i want to pay my challan but there is not any option availabe there for payment
My son scooty was taken by his friend and and challan was done by taking his photo from back,no notification was received, incidentally when searched on app by apply it's number and come to know on a Web site, now he is not using it as he is not leaving here for yrs then what to do please suggest.
ultimately vehicle belongs to you only so you have to pay the fines. What you can do you can ask for fines from your son's friend showing him the challan.
Sir mera bike koi aur leke gaya tha.. Wo apna DL show kiya tha aur mobile no mera wala jo ki linked nahi hai kahin se wo number de diya tha puchne par...wrong side aur insurance fail ka challan hai.. Mujhe msg aaya hai challan no aur site pe show krrha hai mobile no not linked, aur DL se dekhne par invalid DL show krrha hai.. Agar notice aata hai to kahan pe aayega DL wale ke adress par ya Bike owner ke address par?
Mera challan ITMS mei show ho raha par m parivahan mei nhi ho raha to uski payment kaise karu or paytm mei bhi nhi show horaha keh raha no challan issued?
Bhai helmet ka challan hua tha 500 ka 2019 mein aur koi e challan nhi aaya ghar pe aur na mujhe pta chala ... Abhi tak pending online dikha raha ... Ab iska kya karein ?
Bhai mera challan kata ya nhi pta nhi, unke kaatne se pehle me bachke nikal gya, mujhe lagtha he ki unhone number note kiya tha lekin meine licence kuch bhi nhi dikhaya. Mene sirf 200m one way mein chalayi thi. Kya challan lagayenge ya nhi?
Mera bhi galat tarike se 10000 ka challan kata hai aur wo jhuthe mv act 185 me maine bas itna hi bola tha gadi ko side me lagane do kya challan virtual court me ayega ki nahi?
Sir mera without helmet chalan kata hai 1000 Pr mera gari ka pollution bhi nhi hai kya chalan jma karne ke bad pollution banega ya phir pollution bna lu pahle phir jama kru
Sir meri bike ka false echallan hua hai jo ab vcourt me hai challan receipt me jo bike hai vo meri nahi hai shayad unhone up93 ko up33 samajh kar challan kar diya hai .kya kare please suggest.
Sir meri bike ka challan HSRP plate na hone ki wajah se 5000 ka hua h, meri salary hi bahut kam h, or mere pese bilkul b ni bachte, plz guide me mai kya kru
Bhaiya meri bike ke number par helmet ka e challan aya tha 2023 mai but bo galat challan tha photo mai bike koi aur thi and uska no. 8745 tha but meri bike ka 8725 tha toh galti se traffic police ne mere no. Pr bej diya hai... Maine abi check kiya tbi muje pta chala... Ab bo e challan physical court mai chala gya hai... Kaise cancel hoga
Sir namskar. Kya drink and drive ka challan bhee kam Ho jata he. Sir mera 5000 ka challan date 14/03/2024 ko mila he. Pls replay sir. Sir kya lokadalat me kam Ho sakta he. Pls reply.
Bhai I just checked my challan through app and it shows 100 rs challan was imposed in 2019 and it's unpaid so far but I got no echallan at my home via anything what should i do now
sir mera challan kta hai 200 rupee ka parking ke liy uska mujhe koi message nhi aya na hi koi summon ab ek sal ho gya hai wo bhi maine e privahan me check kiya tab jake ab m kya kru payment ni ho rhi
Sor virtual court me Bihar ka naam nahi aa rha.. mera over speeding ka challan hua hai 100 limit thi 103 pe car meri thi so kya 3 ke gap k liye v challan pay krna hoga??
Sir, 10june ko meri bike ka challan hua jisme unhone show kiya hua h ki maine on demand DL nhi show kiya jabki maine digilocker se show krdia tha aur air pollution ka hua aur helmet maine pehena hua h uska bhi unhone mention kiya hua h challan mein. Total 11500 ka challan banaya hua h mai maanta hu mera PUC expired aur 17 june ko msg aata h mere pass ki ab yeh, " your challan is sent to court for disposal as per law" aur mai Meerut ka rehene wala hu aur mera challan Moradabad mein hua. Toh sir ab mai kya krru?
Brother agar aisa kuch issue hai ke jhute hi alligation lagaye hue hai to aap lok adalat mai chale jao wahi pe hi aapke easy settlement ho payega. Watch this video to clarify all your doubt- th-cam.com/video/y6cS1N7ltX4/w-d-xo.html
Sir mera challan hua tha 14 August ko lekin 24 August ko virtual court chla gya sirf 10 din m kese jaa skta or upr se mko 3000 ka fine aa ra m kya kru sir plz kuch btaye ap
Mera aaj hi helmet ka challan hua hai 1000 rs ka Mumbai me par vcourt me maharshtra me pune ka hi show kr rha hai traffic dept. aur Maharashtra ka transport dept. mujhe konsa dekhna hoga meri gaadi madhya pradesh ki hai aur kya 60 days me mera challan vcourt me jayega to mujhe msg ayega?
Sir main Chandigarh se hun mere vahan red light thi aur number count pure ho gaye the fir bhi red light hi Rahi sabhi log cross kar rahe the iska koi chalan ayaga yha nahi please reply
@@ashutoshkushwaha8923 haa .....ek application likhkr dena hota h department k higher officer k naam se ......uss application mei apne vehicle ka detail k sath jaise vehicle number plate .....challan jo kata uska details jaise challan number....aur challan jo online pay kiye ya jaise bhi pay kiye uska detail like transaction id ye sab likhkr uska ek copy laga dena h aur likhna h ki mera rc locked ko unlock krne ka order pass kiya jaye aur application jisko bhi dijiye usse receive copy (jo application likhkr de rhe uska ek photocopy krwakr rakh lena hai aur application jama karte waqt ussi photocopy pe mohar aur receive hone k signature karwa lena hai jo bhi actual application receive kar rha hai usse)jarur le lijiye taaki kaam nahi hone pe claim krne k liye proof rhe...kyunki kaam karne mei deri karta h ghush k chlte.......aise kaam bas kuch clicks ka hi hota h pr pareshan krte rhenge ye log
Mene helmet pahna tha ham 3 log the homegaurd wale ne me photo khicha or 1000 rupees e challan 2 minutes me bhej diya sms me 3 seet me 200 ka chalan kattata hsi usne 1000 ka fine mara me bharu ya nahi
Sir mera sirf back helmet ka issue tha unhone bola v ki 1000 dena hai per ghar aa ke dekhte hai ki 6000 tha dl hmne dikhaya phir v uska v chalan kat Diya ab hm kya kre sir please suggest me
bhaiya jii mera 300 ka challan kata tha june 2022 mein mujhe pta nhi chla kuch time pehle hi pta chla hy mujhe ky akrna chahiye , wrong side ka h bhaiya g pls bta dijiy e
Sir, vertual court me chalan Kam nhi hua or mere chalan 10 din ke under in vertual court me bhej diya gya tha to sir kya mai 9 September ko lok Adalat lgegi usme chalan pay kar sakta hu kyuki chalan 11 hjar ka hai or vertual court me kam nhi hua to itna chalan ham effert nhi kar sakte to kya lok Adalat tak wait kar sakta hu mai
Sir mene ek bike Li h jis par challan h lekin bike ke owner ne mujhe nhi bataya tha ki challan h bike abhi usi ke naam h to sir kya chllan owner bhrega ya mujhe bharna padega bike mere naam nhi h mene to abhi 5 din pehle hi Li h
E challan nahi bharne par gadi ghar se ya kahin se bhi uthai ja sakti hai ya mujhe jel ho sakti hai galti itni thi ki chawk me ek hi lain me road ke left aur right do alag alag lal aur Hara signal Diya hua tha pahle mujhe Hara signal dikhai Diya lsliye aage gadi badhane ja raha tha tab tak traffic police aai aur rukne ko kha aur mai ruk gaya phir bhi e challan ka sms mobile par bheja gaya hai left ka lal signal pahle mujhe nahi dikha us wakt mere pas license nahi tha gadi ka fitness aur insurance fai hai gadi hamesha Ghar me khadi rahti us din gadi ko emergency me le gaya tha
Bhaiya mera chalan 2022 ke shuruaat ka hi hai lekin maine aaj kuch doubt tha to check kiya pending me pada hai ab kya kare abhi tak koi chalan ghar nahi aaya hai gadi mere papa ke naam hai jo expire ho gaye hai aur without helmet likha hai lekin image not avaliable dikha raha hai kya kare plz reply karna
Sir challan drunk and drive ka zero ka vertual court me bhi zero so ho raha tha , but three months ke baad cheif politain magistrate ke pass chala Gaya and abhi bhi zero so ho raha tha, advocate ne 1500fees and bail ke naam per 3000 le liye aur next date per bulaya hai to kaya hoga and amount sahi liya hai, pls reply me
Sir mere 100rs ka chllan kta hai aur vah court Physically mai chla gya hai to mujhe ab kya karna ho consa documents lgega aur meri bike bhi koi aur chlarha tha please reply sir 🙏
Sir mera challan hua he ...DL nhi tha or na helmet or khatarnaak tareeke se bike chalana 184 laga di he ...or rc leli ab rc kese milegi plzzz help me sir
Bhai ek One way tha, just T point se pehele 30m ka divider tha and mai galti se divider ke opposite mai chala gaya and mera 500 ka fine lag gaya Mujhe abhi de dena chahiye Ya virtual Court keliye wait karu ?
Sir mera wrong side ka section 184 ke tehat 2000 ka fine laga hai.sir kya kru fine bhar du ki 50% fine kam ho jayega kyuki me 20m he bike wrong side chalaya wo bhi bilkul baju se .20 speed 20 se kam thi or helmet bhi lagaya tha or double seat he thi
Sir mara 6000 ka chalan hua hai jo faulty plate or hum 3 bhate hua tha Please sir mujhe ye bataye ki mai virtual court ka intazar kru ya phir pay kr du 😢 Virtual court ka intezar krne pr koi dikkat to nhi aayegi
jo aapka offence hai vo virtual court mai bhi sayad kam hoga nahi to marzi aapki hai agar intezaar karna chahte ho to kar lo nahi to bhar ke khatam karo.
Sir Mera pehla Challan 1000 ka kata hua 2020 ko dusra 2022 me kata dusra challan V- Court me chala Gaya Aur Maine dusra challan Bhar Diya lekin pehla wala challan V- court me abhi tak nhi gya Mere pehle wale challan me sirf meri photo mask 😷 ke saath dikh rahi Bike aur number plate nhi dikh raha hai
Mere pass learner hai aur license bhi 1 month ke andar niklegi par 2 din pehele meri puc ka challan hua hai to mera license ki wajah se fine kam nhi ho sakta kya pls reply ?@@DrivewithKamal
Issue of transaction failed Money has been deducted from my account but my challan has not been submitted yet Sir mera paise account se deducted ho gya ha
Sir mai clg se ghar aaraha tha 3 seat mera 2k fine mara hai mai abhi only clg karta hua 17 April 2023 abhi tak pay ka option hai sir to mai student hua kya kar sakta hua licence hai mere pe
Sir mene ek second hand bike Li h stamp par us bike par chllan h 16000ka Bike owner ke naam se Pehle to bike owner ne kha tha ki jab bike naam kraoge to me chllan bhar dunga lekin ab wo na chllan bhar rha h na bike naam kra rha h na bike wapas le rha h plz help me ab me kya kru
चालान वसूलने से ज्यादा सड़कों की मरम्मत पर ध्यान देना चाहिए। हादसे कम हो जाएंगे।
true
@@DrivewithKamal thanks bro
There is a reason why everyone call cops "thulla" becoz they are. Bc itne bekar log h ki kya bole, tbhi inki koi respect nhi h
Sahi bola bhai 😢bolte hue acha nahi lgta par inki harkate ki wajah se
Hum to inko kutte bolte he bcos bhai sirf puc k liye meko 500 aur helmet k liye 1000 de diye😭😭 pending he mene bhara nhi😢
@@Chintu-u9jbhai tumne abhi bhi nahi diya kya ?
@@Chintu-u9jye chhod bhai …..muzko to 2021 mai 10k fine lga tha kyoki mai oneway se opposite ja rha tha ,upar se liscen nhi , age tb mere just 17yrs hui thi, helmet nhi &, insurance, puc etc to pucho hi mt gaadi ko 8yrs hue the to kyu nikalunga ye sb …..bc abhi tk nhi bhare 10k😂
@@Perfectionist99are yaar me gadi parl kar rha scooty to , to upar se pese maag rhe the upar se. Nhi doye to 500 ka chalan kr dia, kya kri
Hum bike ka number Badal diye jis se mera koi records hi nahi khulega kabhi bhi.
😂😂
Bhai phir insurance ka ky hua
Bhai pls reply mera 21 Dec 2023 m ₹500 ka e-challan aya h line cross krk khada tha ..
Bhai Maine bas redlight se tura age wait kr rh tha or Mera challan kat dia bhoshdike wle ne to mujhe kitna pay Krna padenga?@@MaheshVishwakarma-dt1yy
Sir i was giving lift to someone and pillion was without helmet just received the challan of 1000 what should i do?
Bhai kya kiya fir
Mtlb piche wale ne helmet nhi phna tha mera b aaj hi howa apne submit kra ye ya nhi?
@pranshupaeashar4769 what happened in your case?
@@tarunpathak9254 mene bhara hi nhi aap v Mt bharo last me kya pta maf krde😂😂
Bhai kya huwa phir. Mera same condition
Bhaiaa Maine E chanalan sucessful bhar bhi diya aur receipt bhi download kar liya hun..... receipt ko kahin jama bhi karna hai ?
nahi
I was standing near trafic police chawki at one circle and waiting for someone to reach, my bike was facing to one way board, which was at least 50m far from where I was standing. Even if I didn't cross the one way board, still officer issued Echallan, even after lots of explanation to him. I don't want to pay Echallan, as it was issued only to collect money from middle class person!
Help me, what should I do?
Their senior officer said if you want to file a lawsuit you can!
Is this a right way to issue a challan? Or this is only a harrasment?
you can go to your local traffic court or go to lok adalat to get resolution.
Sir , I have a unregistered vehicle and it's form another state and I don't have its rc , today a police man click it's number plate photo for E chalan so what will happend now , Orr what should I do ?
Just chill and break rules
In virutal court site my challan shows that the proceeding of payment is yet to be uploaded....what is this...? i want to pay my challan but there is not any option availabe there for payment
same bhai
My son scooty was taken by his friend and and challan was done by taking his photo from back,no notification was received, incidentally when searched on app by apply it's number and come to know on a Web site, now he is not using it as he is not leaving here for yrs then what to do please suggest.
ultimately vehicle belongs to you only so you have to pay the fines. What you can do you can ask for fines from your son's friend showing him the challan.
Sir mera bike koi aur leke gaya tha.. Wo apna DL show kiya tha aur mobile no mera wala jo ki linked nahi hai kahin se wo number de diya tha puchne par...wrong side aur insurance fail ka challan hai..
Mujhe msg aaya hai challan no aur site pe show krrha hai mobile no not linked, aur DL se dekhne par invalid DL show krrha hai..
Agar notice aata hai to kahan pe aayega DL wale ke adress par ya Bike owner ke address par?
DL owner ke address pe aana chaie.
How to check virtual court???
Mera challan ITMS mei show ho raha par m parivahan mei nhi ho raha to uski payment kaise karu or paytm mei bhi nhi show horaha keh raha no challan issued?
Sir virtual court m show nhi ho raha h challan pay krne k liye January m kata h mera challan lekin usme the number is not exist dikhara h
kai baar hota hai aisa to phir aapko directly hi bharna padega.
Kha bhar skte h
Bhai helmet ka challan hua tha 500 ka 2019 mein aur koi e challan nhi aaya ghar pe aur na mujhe pta chala ...
Abhi tak pending online dikha raha ...
Ab iska kya karein ?
bhar do ab
Bhai mat bharna.. koi Jhante na toop rha.. bsdk ye chor badmas to inke bas ke hai nhi h... basaam admi ke challan katalo...
Bhai mera challan kata ya nhi pta nhi, unke kaatne se pehle me bachke nikal gya, mujhe lagtha he ki unhone number note kiya tha lekin meine licence kuch bhi nhi dikhaya. Mene sirf 200m one way mein chalayi thi. Kya challan lagayenge ya nhi?
online google karo bohot sari website mil jayegi check kar sakte ho ke chalan kata hai ya nahi.
Sir e challan mera dusre jile me kata he or bike dusre jile ki he to challan bharna hoga ki nhi 🥺🥺🥺
yes bharna to padega.
Mera bhi galat tarike se 10000 ka challan kata hai aur wo jhuthe mv act 185 me maine bas itna hi bola tha gadi ko side me lagane do kya challan virtual court me ayega ki nahi?
yes jayega but agar waha par kam nahi hota to you can go to lok adaalat with your case.
Bhai license nhi tha, age 17yrs thi, oneway se opposite jaate hue pakda, helmet, insurance, puc etc kuch bhi nhi tha sirf gaadi mai petrol dala hua tha aur 10k fine lga …..in 2021 aur abhi tk fine pay nhi kiya
Sir mera without helmet chalan kata hai 1000
Pr mera gari ka pollution bhi nhi hai kya chalan jma karne ke bad pollution banega ya phir pollution bna lu pahle phir jama kru
pehle bana lo koi issue nahi hai.
Aur kitne din ke andar chalan bharna hoga
bina challan dues clear huye puc banta nahi
@@study9k oo
Sir meri bike ka false echallan hua hai jo ab vcourt me hai challan receipt me jo bike hai vo meri nahi hai shayad unhone up93 ko up33 samajh kar challan kar diya hai .kya kare please suggest.
Bhai resolve hua? Agar hua to kese kia please batao same mere saath aaj hua hai
Btao bhai
@@PunStar-gx4uj bharna pada ab ya to jhasi jata
Sir meri bike ka challan HSRP plate na hone ki wajah se 5000 ka hua h, meri salary hi bahut kam h, or mere pese bilkul b ni bachte, plz guide me mai kya kru
visit the lok adalat happening in your area.
Yeh sarkar bike bikwa ke cycle par laa dengi...
Bike de do aur cycle kharid lo
Bhai 100 rs ka ho skta h 5000 wala bhi bas virtual court ka result aane ka wait kro
@@garvitjain2600kaise bhai
Sir mera 2022 me kata tha online but koi summon ni aya to kya kru
bhar do
Bhaiya meri bike ke number par helmet ka e challan aya tha 2023 mai but bo galat challan tha photo mai bike koi aur thi and uska no. 8745 tha but meri bike ka 8725 tha toh galti se traffic police ne mere no. Pr bej diya hai... Maine abi check kiya tbi muje pta chala... Ab bo e challan physical court mai chala gya hai... Kaise cancel hoga
go to next lok adalat in your area to sort out the matter.
मेरा 300 का चलान आया था 1 महीना भी नहीं हुआ मेरा कोर्ट कोई ट्रांसफर कर दिया और 300 की जगह 1000 का चालान दिखा रहा है अब
thode din wait karo bhai agar kam ho jaye to virtual court mai nahi to lok adalat chale jana agar nahi kam hota hai to.
Sir namskar. Kya drink and drive ka challan bhee kam Ho jata he.
Sir mera 5000 ka challan date
14/03/2024 ko mila he.
Pls replay sir.
Sir kya lokadalat me kam Ho sakta he.
Pls reply.
nahi kam hoga sir.
Bhai I just checked my challan through app and it shows 100 rs challan was imposed in 2019 and it's unpaid so far but I got no echallan at my home via anything what should i do now
check online portals you can directly pay from there.
sir mera challan kta hai 200 rupee ka parking ke liy uska mujhe koi message nhi aya na hi koi summon ab ek sal ho gya hai wo bhi maine e privahan me check kiya tab jake ab m kya kru payment ni ho rhi
go to local traffic court waha ja kar bhar sakte ho.
Sor virtual court me Bihar ka naam nahi aa rha.. mera over speeding ka challan hua hai 100 limit thi 103 pe car meri thi so kya 3 ke gap k liye v challan pay krna hoga??
yes limit ke upar agar hai to pay karna hoga aur virtual court nahi h to physical court m ja kar pata kar lo ek baar
Bhai hsrp no. Plate ka 5000 ka challan kam hoga kya
no chances are very less.
I parked near P1 board on even date, is that a violation?
not sure
2021 me chaalan aaye tha without helmet drive ke 1000rs ke abhi tak nahin bhara bharna zaruri hai kya
bhar do to acha hi hai
Sir mene second hand car kharidi hai . Bad m muje pata chala ki uss par challan due aa rha h. Muje kya karna chahiye. Ye challan previous owner ka hai
ask the owner to pay it or else tell the previous owner that you will file case against him.
Sir, 10june ko meri bike ka challan hua jisme unhone show kiya hua h ki maine on demand DL nhi show kiya jabki maine digilocker se show krdia tha aur air pollution ka hua aur helmet maine pehena hua h uska bhi unhone mention kiya hua h challan mein.
Total 11500 ka challan banaya hua h mai maanta hu mera PUC expired aur 17 june ko msg aata h mere pass ki ab yeh, " your challan is sent to court for disposal as per law" aur mai Meerut ka rehene wala hu aur mera challan Moradabad mein hua.
Toh sir ab mai kya krru?
Brother agar aisa kuch issue hai ke jhute hi alligation lagaye hue hai to aap lok adalat mai chale jao wahi pe hi aapke easy settlement ho payega.
Watch this video to clarify all your doubt- th-cam.com/video/y6cS1N7ltX4/w-d-xo.html
Sir mera challan hua tha 14 August ko lekin 24 August ko virtual court chla gya sirf 10 din m kese jaa skta or upr se mko 3000 ka fine aa ra m kya kru sir plz kuch btaye ap
agar offence kiya hai to bhar do
@@DrivewithKamal sir to ye 3000 q extra ho gya virtual court m Jaa ke kya ye bd jata h
179(1) reduce hosakta hai kya !?
Bhai mera chalan bina helmet ka 1000 kata hai. Abhi 34day hogaya chalan kat ke. To bhai after 60 days mera 1000 rs ka chalan thoda kam ho jayega kya?
koi grauntee nahi hoti ke 100% kaam hoga hi par dekh lo agar kam ho jaye to.
Kaise pata chalega ki virtual court me ya kaunsa court me hai abhi challan?
apke phone pe msg aaya hoga registered number par
Mera aaj hi helmet ka challan hua hai 1000 rs ka Mumbai me par vcourt me maharshtra me pune ka hi show kr rha hai traffic dept. aur Maharashtra ka transport dept. mujhe konsa dekhna hoga meri gaadi madhya pradesh ki hai aur kya 60 days me mera challan vcourt me jayega to mujhe msg ayega?
Mera bhi pune m hua 2 din pehle wrong side m3 jabardasti ka chalan
Sir main Chandigarh se hun mere vahan red light thi aur number count pure ho gaye the fir bhi red light hi Rahi sabhi log cross kar rahe the iska koi chalan ayaga yha nahi please reply
most probable to nahi aayega don't worry
If I pay e-challan and also raise grievance at the same time and if my grievance is found valid, will I get refund of the paid amount?
would recommend you first raise the grievance support and after the reply you can pay challan.
Sir meri gadi service road p chal rhi thee to kya serives road p worng side challan ho jata h kya
bilkul ho sakta hai
@@DrivewithKamal feer iska chalan maaf ho jaaye ga sir
Sir me helmet pahna tha pr 3 log thy 500 ka chllan aya h or mere pass valid reason h 3 log ke baithy ka to kya karu
koi bhi valid reason ho bhai that is not legal to challan to bharna padega hi.
My challan of 1000rs got issued on 11 march ...i paid it today on 15th july but RC is locked aisa show kr rha h app pe......ab kya hoga
wait for some days to get updated.
apko rc sahi hui
@@ashutoshkushwaha8923 haa .....ek application likhkr dena hota h department k higher officer k naam se ......uss application mei apne vehicle ka detail k sath jaise vehicle number plate .....challan jo kata uska details jaise challan number....aur challan jo online pay kiye ya jaise bhi pay kiye uska detail like transaction id ye sab likhkr uska ek copy laga dena h aur likhna h ki mera rc locked ko unlock krne ka order pass kiya jaye aur application jisko bhi dijiye usse receive copy (jo application likhkr de rhe uska ek photocopy krwakr rakh lena hai aur application jama karte waqt ussi photocopy pe mohar aur receive hone k signature karwa lena hai jo bhi actual application receive kar rha hai usse)jarur le lijiye taaki kaam nahi hone pe claim krne k liye proof rhe...kyunki kaam karne mei deri karta h ghush k chlte.......aise kaam bas kuch clicks ka hi hota h pr pareshan krte rhenge ye log
Mene helmet pahna tha ham 3 log the homegaurd wale ne me photo khicha or 1000 rupees e challan 2 minutes me bhej diya sms me 3 seet me 200 ka chalan kattata hsi usne 1000 ka fine mara me bharu ya nahi
local traffic court mai ja kar baat kar lo officer se.
Sir mera sirf back helmet ka issue tha unhone bola v ki 1000 dena hai per ghar aa ke dekhte hai ki 6000 tha dl hmne dikhaya phir v uska v chalan kat Diya ab hm kya kre sir please suggest me
Bhai de Diya kya
Sr,Mera challan, kata tha...but hamare address par koi letter nai aaya hai...plz suggest..
check online on web portal by checking it with your vehicle number.
bhaiya jii mera 300 ka challan kata tha june 2022 mein mujhe pta nhi chla kuch time pehle hi pta chla hy mujhe ky akrna chahiye , wrong side ka h bhaiya g
pls bta dijiy e
bhar do bhai aur ky hoga.
@@DrivewithKamal kha bhre bahiya yhi toh samjh nhi aa rha h
@@DrivewithKamal koi case toh nhi hoga itna late jama krne par bhiya jii
Sir mera helmet k liye challan aaya tha mene nhi bhara 300 ka aaya tha . Ab virtual court me 1000 rupay dikha raha h to kya karu
Bhai 1000 ka hi hota ha helmet ka 😊
bhai bhar sakte ho to bhar do nahi to lok adalat ma chale jana saste mai nipat jayega.
Bhai meri bullet thi uska rc violation ka hua hai uska kya hooga agar mai naa bharu vo online kiya hai sidha virtual
brother video mai Maine bataya hai ke agar nahi bharoge to ky ky ho sakta hai to it is advisable bhar do.
Bhaiya agr challan 6000 ka kata h toh challan reduce ho skta h kya under 18 driving ke chlte 5000 penalty maare h pr mere licence h. Kya karu?
nahi hoga
Watch this video to clarify all your doubt- th-cam.com/video/y6cS1N7ltX4/w-d-xo.html
Sir muze chalan pada he 1000 rupay ka hum 3 jan the tho ab main kya Karu bharu ya na bharu
bhar do bhai.
Mera chalan huwa hai lekin chalan nitice nhi aaya hai ab hya hoga
Sir mera helmet ka hua tha but police wale ne likh diya sign krne se inkaar signature wali jgah to uska kya ayega
dekho ky aa sakta hai.
Meri bike ka no mp ka h to challan kya mp me jayenge ?
yes address agar waha ka hai to wahi jayega.
Sir, vertual court me chalan Kam nhi hua or mere chalan 10 din ke under in vertual court me bhej diya gya tha to sir kya mai 9 September ko lok Adalat lgegi usme chalan pay kar sakta hu kyuki chalan 11 hjar ka hai or vertual court me kam nhi hua to itna chalan ham effert nhi kar sakte to kya lok Adalat tak wait kar sakta hu mai
Sabse first challan aapka kitne amount ka tha aur kis violation ka tha?
Agar meri gadi m e Challan h aor mere gadi chori ho jaye tab bhi mujhe chalan Bharne padenge sir please reply
yes brother bhar do to acha rahega
@@DrivewithKamal ab to chor hi barega
Sir mene ek bike Li h jis par challan h lekin bike ke owner ne mujhe nhi bataya tha ki challan h bike abhi usi ke naam h to sir kya chllan owner bhrega ya mujhe bharna padega bike mere naam nhi h mene to abhi 5 din pehle hi Li h
bilkul aap bike owner ko bolo charme ke liye.
@@DrivewithKamal wo to clear mna kar rha hai
Virtual Court me Helmet ka challan ka kya hota hai?? Discount milta hai??
don't think so.
E challan nahi bharne par gadi ghar se ya kahin se bhi uthai ja sakti hai ya mujhe jel ho sakti hai galti itni thi ki chawk me ek hi lain me road ke left aur right do alag alag lal aur Hara signal Diya hua tha pahle mujhe Hara signal dikhai Diya lsliye aage gadi badhane ja raha tha tab tak traffic police aai aur rukne ko kha aur mai ruk gaya phir bhi e challan ka sms mobile par bheja gaya hai left ka lal signal pahle mujhe nahi dikha us wakt mere pas license nahi tha gadi ka fitness aur insurance fai hai gadi hamesha Ghar me khadi rahti us din gadi ko emergency me le gaya tha
Mera challan 1000ka hua tha
Or court ka saman ghar pe aa gya he peshi ka to bha se mujse kitne ka fine issue hoga
Watch this video to clarify all your doubt- th-cam.com/video/y6cS1N7ltX4/w-d-xo.html
Sir payment ka option hi nhi aa rhaa challan m...zebra crossing pr thodi khdi hogyi thi
sir agar apka echallan h to jarur se aayega option check it again.
Sir Mera bike ka insurance aur pradushan ka 2500 + no helmet 500 + gadi koi aur fake number mera 1000 fine kya Karu
is case mai kam hoba mushkil hai.
Bhaiya mera chalan 2022 ke shuruaat ka hi hai lekin maine aaj kuch doubt tha to check kiya pending me pada hai ab kya kare abhi tak koi chalan ghar nahi aaya hai gadi mere papa ke naam hai jo expire ho gaye hai aur without helmet likha hai lekin image not avaliable dikha raha hai kya kare plz reply karna
bhar do bhai kyu risk lena hai.
Sir challan drunk and drive ka zero ka vertual court me bhi zero so ho raha tha , but three months ke baad cheif politain magistrate ke pass chala Gaya and abhi bhi zero so ho raha tha, advocate ne 1500fees and bail ke naam per 3000 le liye aur next date per bulaya hai to kaya hoga and amount sahi liya hai, pls reply me
aap negotiate kar sakte ho.
Sir mere 100rs ka chllan kta hai aur vah court Physically mai chla gya hai to mujhe ab kya karna ho consa documents lgega aur meri bike bhi koi aur chlarha tha please reply sir 🙏
sare document le jao bike ke sath m apne document id's ho jayega.
New gadi ka 1st time ka chalan bharu ya nhi ?
bilkul bharo
E challan aaya hai 1k ka bihar me piche wala helmet nahi pahna tha to kya karna chahyia.....
Watch this video to clarify all your doubt- th-cam.com/video/y6cS1N7ltX4/w-d-xo.html
Sir Mera 184 mcv me 5000 ka challan kata hai aj wait karu virtual court ka ya pay kar du dikha raha hai violation for rash driving
kar do bhai paid rash driving ka kaam hona muskil hai.
@@DrivewithKamal thanks
Mera over speeding ka 2000 ka challan aya hai but challan me photo add nehi hai kiya karna sahiye bhaiya
does not matter, bhar do bhai nahi to aapke naam pe hi pending rahega.
Sir Maine second hand activa liya tha usme 6000 challan laga to kya karu
Bhai kya huaa aapka koi solution mila ???
Watch this video to clarify all your doubt- th-cam.com/video/y6cS1N7ltX4/w-d-xo.html
Bhai mere lisence ka pollution ka insurance ka 8000 fine kar diya hain plz help kaam kaise karenge plz help bhai
wait for it come in virtual court waha bhi kam nahi hua to lok adalat mai chale jana.
Sir mera challan hua he ...DL nhi tha or na helmet or khatarnaak tareeke se bike chalana 184 laga di he ...or rc leli ab rc kese milegi plzzz help me sir
Bhai ek One way tha, just T point se pehele 30m ka divider tha and mai galti se divider ke opposite mai chala gaya and mera 500 ka fine lag gaya
Mujhe abhi de dena chahiye
Ya virtual Court keliye wait karu ?
virtual court mai aane ka wait karo waha bhi kam nahi hota to lok adalat kab lagegi aapke area m vo check karo aur waha jao.
Bhaiya agar kisi bike ka challan physical court me chaala gya ho to
Us bike ko buy kar sakte hai please reply
nahi..
Sir mene apna challan online bhr dya hai but challan abhi tak show ho raha hai abhi kya kru mai ...
wait for sometime agar pay kar diya hai to aapke pass receipt to aayi hogi to koi issue nahi hai show hone lage ga thode din m
5 mahina badh chalan barne se kya wohe jitna ka chalan khaya yutna he pay karna hoga yafir 5 mahina badh double pay karna parega
depend on challan, and try to clear it ASAP.
@@DrivewithKamal 1000 ka chalan hai without helmet ka
Sir mera wrong side ka section 184 ke tehat 2000 ka fine laga hai.sir kya kru fine bhar du ki 50% fine kam ho jayega kyuki me 20m he bike wrong side chalaya wo bhi bilkul baju se .20 speed 20 se kam thi or helmet bhi lagaya tha or double seat he thi
ye aap khud bhule nahi balki galat kiya to iska amount kam hona muskil hai.
Sir me galat road per chla gya or mera 20000 ka challan kat Diya kya kru
Sir mara 6000 ka chalan hua hai jo faulty plate or hum 3 bhate hua tha
Please sir mujhe ye bataye ki mai virtual court ka intazar kru ya phir pay kr du 😢
Virtual court ka intezar krne pr koi dikkat to nhi aayegi
jo aapka offence hai vo virtual court mai bhi sayad kam hoga nahi to marzi aapki hai agar intezaar karna chahte ho to kar lo nahi to bhar ke khatam karo.
@@DrivewithKamal thanks sir
@@Sonukumar786ugh kya huwa, kam huwa? Same case mere sath v huwa hai 1 week pehle
Sir meine gari bejdiya showroom walo ko name tansper nhi huwa abhi Tak lekin mere number per sms aya 1000 rs chalan ka to mujhe Kiya karna hoga
go to rto and show the sale agreement
Sir name tasper hogya lekin mere mobile number PE sms aaya aab batao mein Kiya karu
Sir mera challan over speed ka kata hai mujhe sms to mil gaya per site me show nahi kar raha me kya karu kitne din me site me aata hai
60 days tak lag jate hai.
without helmet ka chalan kta h 1000, muje kitna pay krna hoga disposal ke baad.
most probable pura hi karna hoga kyu ke helmet jaan bhuj ke aapne nahi lagaya to kaam hone ka chance kam hi hai.
@@DrivewithKamal actually mene lgaya tha, kisi ko lift di thi usne ni lgaya tha
Road making charges in gurgaon is 1500 ...i got 2 challan...what to do
pay them
Sir Mera pehla Challan 1000 ka kata hua 2020 ko dusra 2022 me kata dusra challan V- Court me chala Gaya Aur Maine dusra challan Bhar Diya lekin pehla wala challan V- court me abhi tak nhi gya
Mere pehle wale challan me sirf meri photo mask 😷 ke saath dikh rahi Bike aur number plate nhi dikh raha hai
court mai ya kar bhar do apne area ke.
Sir last me jo aapne bol ki koi aur drive/ride kar tha meri gaadi aur to usko ye challan kaise transfer karey?! Please help..
Bhiya yadi 6000 kachallan kta hai , under 18 age ka to kaise challan ko kam kar sakte hai,
Agar licence nahi hai to koi scope nahi hai ke kam hoga.
Watch this video to clarify all your doubt- th-cam.com/video/y6cS1N7ltX4/w-d-xo.html
Mere pass learner hai aur license bhi 1 month ke andar niklegi par 2 din pehele meri puc ka challan hua hai to mera license ki wajah se fine kam nhi ho sakta kya pls reply ?@@DrivewithKamal
Sir mera chalan kat gaya hai 5000 ka number plaet per sir Kiya ye maf ho sakta hai Kiya sir mere pass sare dokomens hai ye kal hi kata hai
nahi bhai govt strict ho rahi ha aj kal HSRP number plate ko leke to bharna padega. Number plate lagwa lo jaldi se jaldi.
500 ka wrong way challan kr diya.. virtual court k liye wait kru? Ya bhar du?
bhar do
Mujhe 60 days nai milaa.. Mera 30 days m hii virtual court chale Gaya.. aur website pe yet to be recieved in virtual court likh k aa rha
@@DrivewithKamalplease
Brother mera bhi kata hai no flat or dl ka bhai kiya karu 8din ho chuke peyment nahi mere pass
5500ka kata hai big brother
Go to lok adalat
Watch this video to clarify all your doubt- th-cam.com/video/y6cS1N7ltX4/w-d-xo.html
Mera to 2years huya lekin abi bhi nehi diya bike ka to expair date hi par hogeya keya insurance karung ga bike ka hi to 11 years ho geya 😂😂😂😂
Issue of transaction failed
Money has been deducted from my account but my challan has not been submitted yet
Sir mera paise account se deducted ho gya ha
thode din mai update ho jayega.
@@DrivewithKamal sir billdesk se payment ki thi
Sir ji mera dost ka gadi me chala Raha tha DL ke bina 5k ka challan kata toh notice mere pas ayega ya dost ke pas
aapke pass.
@@DrivewithKamal mera address nam number toh kuch nai liya he kese ayega
Thanks for making this informative video helped me a lot.
Glad it helped!
highway par 20000rs ka chalan kat Diya kyoki vha par bike chalni band thi vha aasa koi board bhi nhi laga tha kya Kara ?? Bhai please reply?
20000😲😲
board to zarur hoga brother apne dekha nahi hoga.
do one thing go to lok adalat waha try karo kaam karwane ka.
Bhai kuch solution Mila..mera bhi same meerut expressway p kat Diya 20000 ka..vha bhi koi board nhi tha
@@thewanderer6904 nhi hmara bhi same meerut wala per kata tha bharna ki koi jarurat nhi hai jab court me aayga apna aap kam paiso me kam jo jayega
@@priyanshu....3748 kitne dino mai court pahuch jata hai ..any idea
Sir mai clg se ghar aaraha tha 3 seat mera 2k fine mara hai mai abhi only clg karta hua 17 April 2023 abhi tak pay ka option hai sir to mai student hua kya kar sakta hua licence hai mere pe
if you have done the illegal thing you have to pay the fine no matter you are student or working person.
sir mera 22 ka chalan kata hai agar mai pay na kru to kya hoga?
kar to acha rahega
I was stopped by a police officer last sunday and they sent that challan today what to do now
if you have committed the violation then you have to pay challan.
@@DrivewithKamalhindi mai bato
Sir मैने बाइक ली थी 7 हजार की और चलान कट गया 13 हजार का तो अब क्या करू 🤔
Watch this video to clarify all your doubt- th-cam.com/video/y6cS1N7ltX4/w-d-xo.html
Bhai bike bech do
Ya mat bharo challan
Bhai mera no helmet ka challa kat gayi hai 1000 rupiya ke . Ea challan kitna day ke liye hai?
samjha nahi bhai kitne day ke liye hai??
Ye jab tak nahi bharoge tab tak rahega.
Sir virtual court me pahunch gya h.. Ye hme kese pta chlega??
you will notification for the same
Bhai mene second hand car Li han aur usape 6000 rs ke challan hai 1st owner ke aur use 2 year ho Gaye to ab kya
bro contact kar lo owner ko bolo bharne ke liye nahi to same chiz aap court mai ja kar bata do warna Aage chal kar aapko hi bharna padega.
Sir mene ek second hand bike Li h stamp par us bike par chllan h 16000ka
Bike owner ke naam se
Pehle to bike owner ne kha tha ki jab bike naam kraoge to me chllan bhar dunga lekin ab wo na chllan bhar rha h na bike naam kra rha h na bike wapas le rha h plz help me ab me kya kru