All others are only Singers but Kishore Kumar was Allrounder and Multi-talented person. He was singer, actor, dancer, stage performer, director, producer, music director, story writer and many more qualities he had in him. He was the only Allrounder in Entire Film Industry. Great person Kishore Kumar was. My big Salute to Kishore Kumar.
किशोर कुमार दा दिव्य,दैवीय व ईश्वरी शक्ति से परिपूर्ण एक इस देश व दुनिया के चमत्कारों में कम नही नहीं थे एक अद्वितीय इंसना थे।असाधारण व्यक्तिव ,सर्वगुणसम्पन्न विलक्षण प्रतिभा। हज़ार साल में एक किशोर यानी आभाष गांगुली पैदा होता है। नमन है इस प्रतिभा को।
Yes it is true , kishoreda also had certain limitation with regard to typical qwawalies. Patriotic songs, Gazals etc because such compositions are sung at high pitches and variations. Kishoreda knew his limitations. But he could very well sing soft qwawali and gazals
After 1969 Kishore kumar sahab 1 se lekar 100 number tak chhaye huye thhe till his death. Jai Kishore da❤❤❤❤❤❤ Bahut hi achchhaa huaa ki ye song Kishore da ne gaayaa, agar rafi ye geet gaate to utnaa mazaa nahi aataa
There can not be someone like him. That is why he is called a genius. He gave ample proof of his wide range as a singer by singing songs of all types which only he could have sung. Even Lata ji has acknowledged this that nobody could sing the way he did. Kishore Kumar is a institution by himself where music lovers of new generation will learn/ study if a man of Kishore's talent ever existed on this earth.
Kishore da was very sensible in both his decisions.His first decision was not to sing. His second decision was to sing in his own style. Kishore da was a very good singer and a great entertainer as per his own capabilities. He will always be remembered.
Bachpan me sabse pahle film Maine dushman hi Dekhi thee jo aaj takk bhuli nahi aur ye kawali us time bi achi lagti thee aaj bi bai sahab aap jyada kishor dada par hi program banate phir bi aapki video super hit hoti
@@MovieMusicMe Kishore da ke sabse bade haters manmohan singh kehte hain Kishore da ne sirf seedha sapat aur easy songs gaye mushkil songs ek bhi nahi gaye hai woh rafi sahab ke sabse bade bhakt hai
Rafi Sb and Kishore Kumar both are legend. Yes, few type of songs was not in KK book like Haati Mera Saati song etc. He sang this song beautifully. However, if Rafi Sb would have sung this song it would have been in a different zone. Kishore Kumar himself knew that reality. That is why he said in a program after Rafi Sb death that if we can sing a song in one way.. Rafi Sb had ability to sing in 100s way.. Nevertheless, Both has left their immense contribution in music industry for 100s of years to come..
Kishore da classically trained nahi the ye to sab jante hi hai...Uske bad bhi unhone na jane kitne sad songs gaye hai ki aj bhi log sunkar ro padte hai. After Aradhana...Dilip, shammi sabhi ka time khatm ho gaya tha...Sath hi rafi sahab ko bhi gane milne kam ho gaye the. Us waqt dosti nibhane ke liye unhone zid pakdi thi ki wo nafrat ki duniya nahi gayenge. Baki ye song bhi Kishore da ke baye hath ka khel tha.
Koi kisi ka tarha hota nehi mera bhai..har singer wo khud aapna aapna jagah femous hai..ek bat jarur kahunga..film industry me ek aisa kalakar tha wo hai md Rafi Sahab..Inka jagah aj adhura pare hai ..koi bhi ake pura kar nehi Paya.. kishor Kumar ka jagah bahut singer ne Kami pura kardi
हर कोई गायक महान था, अगर अंधभक्ती को छोड़ दें तो यह दरशटई आए गी कि कुमार सानू, अभिजीत, बाबुल सुप्रियो वगेरह बंगाली गायक बहुत ही सुरीली आवाज के मालिक हैं।
इतने गाने आपने सुनाए हाथी मेरे साथी का गाना नफरत की दुनिया को छोड़ के प्यार की दुनिया में वाला गाना भी सुना देते और बताते की फिल्म में यह गाना किशोर से किया नही गवाया जबकि फिल्म सारे गाने उन्होंने ही गाए थे

@@MovieMusicMe nahi esa nahi hai vastvikta ye hai ki anek reharsal ke bavajud bhi ve isko sahi se ga nahi pa rahe the jaisa ki music director chahte the majburi me unhe yah mohd Rafi sahib se gavana pada.
@@MovieMusicMe Rafi sahib to vo hasti the ki unhone to Kishore da ke liye playback bhi Diya hai .kyuki vo versatile singer the jab bhi koi kathin gana hota to vo unhi se gavaya jata tha isliye unhone Kishore ko bhi apni avaj di aur unhone rajesh khanna ko soni avaj di kyuki yeh git koi ga nahi pa raha tha jabki is film ke sare git kishor kumar ne hi gaye the is ek geet ko chhodkar
@@MovieMusicMe trained singer na hona koi qualification hai kya.shrota ko to dun ne se matlab hai ki gana kitna madhur aur prabhavshali bana hai tatha man ko chhune vala hai tatha kitni gahrayi se gaya gaya hai vo trained hai ya nahi shrota ko koi matlab nahi hota aur na hi is vajah se gayak ko koi chhut di ja sakti hai.agar vo gayak hai to use apni kala ke sath imandari se nyay karna chahiye
Kishore think better about his own self that's the reason whenever he saw this song is not better for me he did not sing that song🙂but my fav every songs of Legend(Kishore daa💝😇)
He was selfless great person. RD wanted KK to sing "Mehebooba Mehebooba". But KK in turn insisted the song rather suits better in RD's voice and the rest is history.
Kishore da NE sabse badi galti ye Ki thi ye song Na gakar mohd rafi ko de diya nafrat Ki duniya ko chhodkar pyar Ki duniya mein khush rehna mere yar ye song kishore da ko hi gana tha ise Na gaya kishore da NE to log unhe mohd rafi SE kamjor samajh rahe hai agar kishore da gate to ek alag hi dard aur feeling hoti is song mein agar koi aur gayak hota to sayad apna gana dusre ko kabhi nhi Gane deta chahe gana woh sahi dhang SE bhi Na gata lekin ye kishore da Ki mahanta hai Jo takle mohd rafi ko de diya
मै मात्र 10 वर्ष का था किशोर दा ने मुझे अपनी गोदी मे उठाया था: जब मै 16 वर्ष का हुआ तब मुझे आभास हुआ की मै किस की गोदी मे था... ये दिल्ली की घटना है... मेरे अंदर संगीत ने जन्म लेना शुरू कर दिया...
A FILM KA BEST SONG NAFRAT KI DUNIYA A GANA GAWANE WALE L PYARELAL KISHORE SEY BE GAWA SAKTE TEY MAGER RAFI SEY GAWAYA ACHA TARAP SEY GAWAYA A GANA AUR KAKA KA EMOTION EXPRESSION ACTING SUPER STAR SKEVEL MEY HEY KAKA KABI KISI REQUEST KAUN SA BARE ME BE NAHI KIYA KAKA KORAFI NEY BE MUJESH NEY BE MANNA DEV NEY BE MAHENDRA K AUR AMIT R D BURMAN BE AWAZ DIYA HEY SAB KA AWAZ FIT THA KISHORE KA AWAZ TODA JYADA FIT THA AUR KISHORE DA KA MARKET TOP MEY THA
Manmohan Singh kehte hai Kishore da ne ek bhi deshbhakti song,sad song, classical song,gazal, nahi gaye hai aur music director bhi Kishore da ko sirf seedha sapat songs dete hai 😂😢😮
Sir maine is topic par kai videos banaye hai kishore da kya chiz the aur unhone har tarah ke gane gaye hai, wo bhi tb jab wo classically trained nahi the. Haters sirf hame tease karna chahte hai bas.
Arre Santosh sahab kis ke chakkar me pad gaye aap! Ye khud hi Kishore hater hai, Manmohan kaa to ye yu hi bekaar me naam le rahaa hai. Ye hai rafians ki specialty, Kishore da ki hatred me kisi bhi level tak pahuch jaate hai. Ye rafian hai
Mohammad raffi ke sath kisi bhi singer ki tulna - Comparison karna matlab Suraj 😂 ko diya dikhane jaisi baat hai raffi ka koi muqabla nahi Singing me wo Institute the ❤The Greatest singer Mohd. Rafi sahab
Kishore da ko apne hi talent per shak ho jaata tha aisa unko nahi karna chahiye tha esse unki image kam ho jayegi ye nahi sochte thay wo awaaj ke bhagwaan thay ye Oudians jaanti thi per khud kishore kumar nahi jaante thay
@@charanjitsingh4495 it is the greatness of kishore da..just leave this song for friends...TUM BIN JAU KAHAA kishore da version more popular....and kishore da..was very moody...can sing yoddling in agra bazar film...where rafi sb couldn't do the...yoddling but kishore da..do the..coddling for rafi sb..
Manmohan Singh yeh bhi kehte hai Kishore da ko ek bhi national award nahi mila sirf isi gaano ki wajah se woh rafi sahab ko no 1 gayak mante hai no 2 manna dey kyoki woh classical trained they aur Kishore da ek untrained singer they 😂😢😮
Ji...Kishore da ke pas singing ki apar shakti thi lekin kabhi kabhi unhe yad dilana padta tha. Kishore da ne dhero sad songs gaye hai lekin ek song hathi mere sathi ka na gane ke liye Kishore da haters aj tak tease karte hai...Jabki agar Kishore da ke hisab se dekha jaye to wo song unke liye bilkul mushkil nahi tha. Is video me bhi ek ne usi song ke liye apne comment me tease kiya hai.
@@MovieMusicMe samaj main nahi aata hathi mere sathi aur Muqaddar ka sikandar song kis angle se tough tha jo kishore nahi gaa paate... Es sainkadon guna jayada tough gaane kishor DAA ne gaaye... Sabse akalmand hota hai music dir. Jo singer ki ability aur limitation ko jaanta hai.. Jab Yeh singer ko offer karte hain to unhe Yeh pata hota hai ki woh singer esey gaa lega... Log apni calculation aur jalane ke karan ek story aur mohaul bana dete hain ki woh isey nahi gaa paaye... Koi expert isey explain kare ki Kishore en songs Main kya nahi daal paaye... AUR Yeh bhi dekhen same yaa isey bhi tough song woh kaise gaaye.... Madhuban main radhika... Man Hari darshan.. Etc song hotey to bhi maan lete ki yeh song kishore DAA ke zone ke nahi hain.... Lekin hathi.... Muqaddar ka... Ka song woh easily gaa lete.... MAA SARASWATI ka vardaan hai unko.. Yeh sab jaante hain lekin kaboolata nahi
@@busbhaibusbhai864 mera maann na yahi hai ki jo super hit gaane kishore da gaye hai, wo geeth duniya me koi bhi singer nahi ga pate hai. Unn ka jadu bhari awaz, style kisi me nahi hai...
Kishore think better about his own self that's the reason whenever he saw this song is not better for me he did not sing that song🙂but my fav every songs of Legend(Kishore daa💝😇)
किशोर दा खण्डवा वाले बहुत अद्भुत और अनुपम कलाकार थे।
अद्भुत अलबेले हमारे गुरुदेव किशोर कुमार जी को शत शत नमन
Very good video, thank you very much brother
All others are only Singers but Kishore Kumar was Allrounder and Multi-talented person. He was singer, actor, dancer, stage performer, director, producer, music director, story writer and many more qualities he had in him. He was the only Allrounder in Entire Film Industry. Great person Kishore Kumar was. My big Salute to Kishore Kumar.
Very well said my friend
@@arsenalforever5877..Thanks ❤❤
Since kisore song only the song became superhit
किशोर कुमार दा दिव्य,दैवीय व ईश्वरी शक्ति से परिपूर्ण एक इस देश व दुनिया के चमत्कारों में कम नही नहीं थे एक अद्वितीय इंसना थे।असाधारण व्यक्तिव ,सर्वगुणसम्पन्न विलक्षण प्रतिभा।
हज़ार साल में एक किशोर यानी आभाष गांगुली पैदा होता है।
नमन है इस प्रतिभा को।
Bahut badiya khabar mila hum logo ko us-kauwali gaana- *Bada Tera Bada* ke bare main. Many many thanks for you.👍👍✅✅👌👌
This qualisong.is.my all time favourite
Kishor kumar sir ki stories bbahot achieve lagi.hum sabhi sirf aur sirf Kishor da ke fan hai.
So stay tuned with us Sir 🙏🙏
Great gift of God.... Kishor daa.. 🙏🙏🙏🌺🌺
Kishore da ke liye koi gana difficult ni tha..per vo dusro ke liye bhi kuch gana chorrrr detey
Yes it is true , kishoreda also had certain limitation with regard to typical qwawalies. Patriotic songs, Gazals etc because such compositions are sung at high pitches and variations. Kishoreda knew his limitations. But he could very well sing soft qwawali and gazals
Accha tumse pooch kar chodh te honge
किशोर दा ही नही हर सिंगर की अपनी लिमिटेशन होती है, और उसी में रहकर उसे गाना होता है।
Immortal Kishoreda and untouchable Rajesh Khanna ❤
Santosh ji, thanks for sharing this... 🙏 God bless..
Thanks 🙏🙏
GREAT Kishorda and Rajesh Khanna. GREAT Laxmikant -pyarelal. GREAT song and lyrics.
GREAT Naseeb
Very legend person kishore da
मेरे पसंदीदा गानोंमेसे यह एक बहोतही पसंदीदा गाना!
दादा जैसा कलाकार सदियों में एक बार जन्म लेता है
फिल्म थी ,दुश्मन, गाना था, वादा तेरा वादा ।किशोर दा उस समय कव्वाली टाइप का गाना अपनी जोन का नहीं मानते थे ।
After 1969 Kishore kumar sahab 1 se lekar 100 number tak chhaye huye thhe till his death.
Jai Kishore da❤❤❤❤❤❤
Bahut hi achchhaa huaa ki ye song Kishore da ne gaayaa, agar rafi ye geet gaate to utnaa mazaa nahi aataa
Rafi Saheb can not be compared with any singer dead or alive.
Kishore sahab is voice of God❤
🤣🤣🤣🤣@@UttamSingh-di5fv
There can not be someone like him. That is why he is called a genius. He gave ample proof of his wide range as a singer by singing songs of all types which only he could have sung. Even Lata ji has acknowledged this that nobody could sing the way he did. Kishore Kumar is a institution by himself where music lovers of new generation will learn/ study if a man of Kishore's talent ever existed on this earth.
You said totally correct Sir 🙏🙏
Very well said
Yes absolutely no singer can sing better like kishoreda who is the best singer after God
Kishore da was very sensible in both his decisions.His first decision was not to sing. His second decision was to sing in his own style. Kishore da was a very good singer and a great entertainer as per his own capabilities. He will always be remembered.
Brilliant video💖(Dear Santosh Sir👌☺)
Thanks 🙏🙏
Good Presentation
Thanks Sir 🙏🙏
Beautiful way presented 😊 thank you for this episode.
Thanks for watching this episode 🙏🙏
बहुत बढ़िया
Mast great kishore da ❤
Santosh ji.. Mast video.. ❤
थैंक्स अभिजीत जी 🙏🙏
Kishore daa
Thank you for reminding unique performance of all the creator
Kishore kumarada hidusthanks golden singer
Very interesting 👌👌
Bachpan me sabse pahle film Maine dushman hi Dekhi thee jo aaj takk bhuli nahi aur ye kawali us time bi achi lagti thee aaj bi bai sahab aap jyada kishor dada par hi program banate phir bi aapki video super hit hoti
Kishoreda to Kishor da hi hai iske gane mein Kitna perfection aur clarity kitne thi hajar sal mein bhi Aisa gayak nahin hoyega
Rajesh Khanna sahab tab super star thhe, unko manaa karnaa bahut kathin thaa waise Kishore da aur Rajesh Khanna sahab kaa combination aag lagaa detaa hai🔥🔥🔥❤❤❤❤
REALLY GOOD AND SONG IS UNIQUE STILL IN HIS PLACE
Brilliant as always!!
Extra kishore da
जय हो किशोर कुमार खंडवा वाले की
Memorable song memorably performed by Kaka and Kishore Kumar
Kishore da ne kayi qawwali songs gaye hai ❤❤❤❤❤
Ji ha..
@@MovieMusicMe Kishore da ke sabse bade haters manmohan singh kehte hain Kishore da ne sirf seedha sapat aur easy songs gaye mushkil songs ek bhi nahi gaye hai woh rafi sahab ke sabse bade bhakt hai
@@srikantshaw4926 Sir Kishore Da ne to aise aise gane gaye hai jinhe gane ki aj tak log himmat bhi.nahi juta pate.
Bohut bohut achha
The greatest male playback singer
Very nice video
Kishore kr. The most genius singer in modern times that no one can match with him within 500 yrs
Very interesting
Rafi Sb and Kishore Kumar both are legend. Yes, few type of songs was not in KK book like Haati Mera Saati song etc. He sang this song beautifully. However, if Rafi Sb would have sung this song it would have been in a different zone. Kishore Kumar himself knew that reality. That is why he said in a program after Rafi Sb death that if we can sing a song in one way.. Rafi Sb had ability to sing in 100s way.. Nevertheless, Both has left their immense contribution in music industry for 100s of years to come..
Kishore da classically trained nahi the ye to sab jante hi hai...Uske bad bhi unhone na jane kitne sad songs gaye hai ki aj bhi log sunkar ro padte hai. After Aradhana...Dilip, shammi sabhi ka time khatm ho gaya tha...Sath hi rafi sahab ko bhi gane milne kam ho gaye the. Us waqt dosti nibhane ke liye unhone zid pakdi thi ki wo nafrat ki duniya nahi gayenge. Baki ye song bhi Kishore da ke baye hath ka khel tha.
@@MovieMusicMe you are absolutely correct Santosh ji 👍
Jai guru dev 👌👌👌
किशोर कुमार जैसा गायक पहले कभी नही हुआ ना शेकडो साल ना होगा..
Koi kisi ka tarha hota nehi mera bhai..har singer wo khud aapna aapna jagah femous hai..ek bat jarur kahunga..film industry me ek aisa kalakar tha wo hai md Rafi Sahab..Inka jagah aj adhura pare hai ..koi bhi ake pura kar nehi Paya.. kishor Kumar ka jagah bahut singer ne Kami pura kardi
Good one Santhosh
An excellent star went away.😮
Wonderful
Kishore Da is the best
But evergreen album.
Dushman movie 1972-wada tera wada❤❤❤
हर कोई गायक महान था, अगर अंधभक्ती को छोड़ दें तो यह दरशटई आए गी कि कुमार सानू, अभिजीत, बाबुल सुप्रियो वगेरह बंगाली गायक बहुत ही सुरीली आवाज के मालिक हैं।
संतोष जी कृपया बताएंगे मनोज कुमार और अजीत ने एक साथ किसी फिल्म में काम किया है क्या। और मनोज कुमार और रंजीत ने एक ही किसी फिल्म में काम किया है।
👍👍👍💯👌
Good
Yah most popular beautiful song
इतने गाने आपने सुनाए हाथी मेरे साथी का गाना नफरत की दुनिया को छोड़ के प्यार की दुनिया में वाला गाना भी सुना देते और बताते की फिल्म में यह गाना किशोर से किया नही गवाया जबकि फिल्म सारे गाने उन्होंने ही गाए थे
Kishore da classically trained nahi the ye to sab jante hi hai...Uske bad bhi unhone na jane kitne sad songs gaye hai ki aj bhi log sunkar ro padte hai. After Aradhana...Dilip, shammi sabhi ka time khatm ho gaya tha...Sath hi rafi sahab ko bhi gane milne kam ho gaye the. Us waqt dosti nibhane ke liye unhone zid pakdi thi ki wo nafrat ki duniya nahi gayenge. Baki ye song bhi Kishore da ke baye hath ka khel tha.
@@MovieMusicMe nahi esa nahi hai vastvikta ye hai ki anek reharsal ke bavajud bhi ve isko sahi se ga nahi pa rahe the jaisa ki music director chahte the majburi me unhe yah mohd Rafi sahib se gavana pada.
@@MovieMusicMe Rafi sahib to vo hasti the ki unhone to Kishore da ke liye playback bhi Diya hai .kyuki vo versatile singer the jab bhi koi kathin gana hota to vo unhi se gavaya jata tha isliye unhone Kishore ko bhi apni avaj di aur unhone rajesh khanna ko soni avaj di kyuki yeh git koi ga nahi pa raha tha jabki is film ke sare git kishor kumar ne hi gaye the is ek geet ko chhodkar
@@MovieMusicMe trained singer na hona koi qualification hai kya.shrota ko to dun ne se matlab hai ki gana kitna madhur aur prabhavshali bana hai tatha man ko chhune vala hai tatha kitni gahrayi se gaya gaya hai vo trained hai ya nahi shrota ko koi matlab nahi hota aur na hi is vajah se gayak ko koi chhut di ja sakti hai.agar vo gayak hai to use apni kala ke sath imandari se nyay karna chahiye
Nice story
Superb
Please make video on hal kya hai dilo ka na puchho sanam song of anokhi ada movie.
This song was ultimate.
Dada is special...
आप राजेश खन्ना की दो फिल्मों के बारे कोई जानकारी हो तो बताने की कोशिश करें, फिल्में हैं- जय शिव शंकर और मजनून।
Jai shiv shankar par ye video maine banai thi
th-cam.com/video/gFPYZYBkJmQ/w-d-xo.html
Waahh waah waah weaahhh
Kishore think better about his own self that's the reason whenever he saw this song is not better for me he did not sing that song🙂but my fav every songs of Legend(Kishore daa💝😇)
Sir tuning
Kishore da ke sabse bade haters mein se ek hai manmohan singh 😂😢😮
Manmohan singh kaun??
@@MovieMusicMe manmohan singh Kishore da ke sabse bade dushman hai woh to Kishore da ko koi gayak hi nahi mante 😛😭
@@srikantshaw4926Kisi aur ko kya dosh kishore kumar khud hi khud ko bara singer nahi mana.
Ye manmohanwaa kaun hai sasuraa?
He was selfless great person. RD wanted KK to sing "Mehebooba Mehebooba". But KK in turn insisted the song rather suits better in RD's voice and the rest is history.
Kishore da NE sabse badi galti ye Ki thi ye song Na gakar mohd rafi ko de diya nafrat Ki duniya ko chhodkar pyar Ki duniya mein khush rehna mere yar ye song kishore da ko hi gana tha ise Na gaya kishore da NE to log unhe mohd rafi SE kamjor samajh rahe hai agar kishore da gate to ek alag hi dard aur feeling hoti is song mein agar koi aur gayak hota to sayad apna gana dusre ko kabhi nhi Gane deta chahe gana woh sahi dhang SE bhi Na gata lekin ye kishore da Ki mahanta hai Jo takle mohd rafi ko de diya
काश सुपरस्टार काका की बात मान ली होती।
मै मात्र 10 वर्ष का था किशोर दा ने मुझे अपनी गोदी मे उठाया था:
जब मै 16 वर्ष का हुआ तब मुझे आभास हुआ की मै किस की गोदी मे था... ये दिल्ली की घटना है... मेरे अंदर संगीत ने जन्म लेना शुरू कर दिया...
आप बहुत भाग्यशाली हैं सर 🌹❤️
❤❤❤❤❤❤❤❤❤
❤
1969 to 1987 boyh in top mger dono m se kasie ko be bharat ratan aur koi award nhi mila aur rd burman ko be
Agar dusare gayak Kishoredaa kaa gana gate hai, toh sunane mai gaana pheeka pheeka lagtha hai
A FILM KA BEST SONG NAFRAT KI DUNIYA A GANA GAWANE WALE L PYARELAL KISHORE SEY BE GAWA SAKTE TEY MAGER RAFI SEY GAWAYA ACHA TARAP SEY GAWAYA A GANA AUR KAKA KA EMOTION EXPRESSION ACTING SUPER STAR SKEVEL MEY HEY KAKA KABI KISI REQUEST KAUN SA BARE ME BE NAHI KIYA KAKA KORAFI NEY BE MUJESH NEY BE MANNA DEV NEY BE MAHENDRA K AUR AMIT R D BURMAN BE AWAZ DIYA HEY SAB KA AWAZ FIT THA KISHORE KA AWAZ TODA JYADA FIT THA AUR KISHORE DA KA MARKET TOP MEY THA
Jaishriram..s.dada
Manmohan Singh kehte hai Kishore da ne ek bhi deshbhakti song,sad song, classical song,gazal, nahi gaye hai aur music director bhi Kishore da ko sirf seedha sapat songs dete hai 😂😢😮
Sir maine is topic par kai videos banaye hai kishore da kya chiz the aur unhone har tarah ke gane gaye hai, wo bhi tb jab wo classically trained nahi the. Haters sirf hame tease karna chahte hai bas.
Arre Santosh sahab kis ke chakkar me pad gaye aap!
Ye khud hi Kishore hater hai, Manmohan kaa to ye yu hi bekaar me naam le rahaa hai.
Ye hai rafians ki specialty, Kishore da ki hatred me kisi bhi level tak pahuch jaate hai.
Ye rafian hai
@@UttamSingh-di5fv nahi jante ho to bako mat samjhey 😭😂😆😁
@@srikantshaw4926 मेरे पास लिस्ट है इस तरह के गीतों की जो कि किशोर दा ने गाये हैं।
Mohammad raffi ke sath kisi bhi singer ki tulna - Comparison karna matlab Suraj 😂 ko diya dikhane jaisi baat hai raffi ka koi muqabla nahi Singing me wo Institute the ❤The Greatest singer Mohd. Rafi sahab
वो कुछ भी नहीं थे।
असूल की बजाय "उसूल " होना चाहिए (गाने में)
कुछ शब्द फ़िल्म के करैक्टर और सिचुएशन के हिसाब से लिखे जाते है
Super 👌🏼👌🏼👌🏼👌🏼👌🏼👌🏼👌🏼👌🏼👍🏼👍🏼👍🏼👍🏼👌🏼
Kishore da ko apne hi talent per shak ho jaata tha aisa unko nahi karna chahiye tha esse unki image kam ho jayegi ye nahi sochte thay wo awaaj ke bhagwaan thay ye Oudians jaanti thi per khud kishore kumar nahi jaante thay
Definitely Rafi Sahab's rendition of this song would have added a new dimension !!
Not true....kishore da can sing any song
@progamsolve, No Rafi is song ko gaate to mazaa nahi aataa definitely
It is fated that kishoreda to sing this song just like Rafisaab to sing Haathi mere saathi climax song Nafrat ki duniya mein chodkar
@@charanjitsingh4495 it is the greatness of kishore da..just leave this song for friends...TUM BIN JAU KAHAA kishore da version more popular....and kishore da..was very moody...can sing yoddling in agra bazar film...where rafi sb couldn't do the...yoddling but kishore da..do the..coddling for rafi sb..
Genius could sing anything
RK didn't get best actor award for d movie.
Wrong information given.
Manmohan Singh yeh bhi kehte hai Kishore da ko ek bhi national award nahi mila sirf isi gaano ki wajah se woh rafi sahab ko no 1 gayak mante hai no 2 manna dey kyoki woh classical trained they aur Kishore da ek untrained singer they 😂😢😮
Untrained singer hone ke baad bhi rafi kaa boriyaa bistar baandh diyaa.
Rafi is totally outdated
मनमोहन सिंह मूर्ख है !!!
gaanon ki unnecessary editing kar ke sara experience bigaad diya - hope you don't repeat this mistake in future videos. Ty for upload
Song edit karna majburi hai...Songs play karne me copyright issue hota hai...Hope you understand.
Such me ye kawali to accha nehi hua kyuki kawal is tarha hota nehi. Ye song ho gaya ..har chiz ek se hota nehi .. kishor ji ke liye gana sahi tha
Very disrespect to the greatest rafi ji
S... Hanumaan ji ki tharaha....😂
Ji...Kishore da ke pas singing ki apar shakti thi lekin kabhi kabhi unhe yad dilana padta tha. Kishore da ne dhero sad songs gaye hai lekin ek song hathi mere sathi ka na gane ke liye Kishore da haters aj tak tease karte hai...Jabki agar Kishore da ke hisab se dekha jaye to wo song unke liye bilkul mushkil nahi tha.
Is video me bhi ek ne usi song ke liye apne comment me tease kiya hai.
@@MovieMusicMe samaj main nahi aata hathi mere sathi aur Muqaddar ka sikandar song kis angle se tough tha jo kishore nahi gaa paate... Es sainkadon guna jayada tough gaane kishor DAA ne gaaye... Sabse akalmand hota hai music dir. Jo singer ki ability aur limitation ko jaanta hai.. Jab Yeh singer ko offer karte hain to unhe Yeh pata hota hai ki woh singer esey gaa lega... Log apni calculation aur jalane ke karan ek story aur mohaul bana dete hain ki woh isey nahi gaa paaye... Koi expert isey explain kare ki Kishore en songs Main kya nahi daal paaye... AUR Yeh bhi dekhen same yaa isey bhi tough song woh kaise gaaye.... Madhuban main radhika... Man Hari darshan.. Etc song hotey to bhi maan lete ki yeh song kishore DAA ke zone ke nahi hain.... Lekin hathi.... Muqaddar ka... Ka song woh easily gaa lete.... MAA SARASWATI ka vardaan hai unko..
Yeh sab jaante hain lekin kaboolata nahi
@@busbhaibusbhai864 mera maann na yahi hai ki jo super hit gaane kishore da gaye hai, wo geeth duniya me koi bhi singer nahi ga pate hai. Unn ka jadu bhari awaz, style kisi me nahi hai...
ऊंदा!
Bakwas

❤❤❤
❤❤❤❤❤
❤