Hello Bro Please.me My pulsar 135ls Model 2014 __no white and black smoke and but phir bhi oil level 1000km bhut kam ho jaha rha hai what is problem ( Daily running 82km please help on this topic) i everyone 1k pe engine top-up karn pad rha hai
Aapki bike mein bahut halka halka sa White Smoke nikalta hoga jab aap apni bike ko chalate honge ya phir jab Engine par load padta hai tab White smoke aata hai. Aur aap Daily 80 kms ride karte hai isi wajah se Engine oil Jaldi reduce ho raha hai. Ek baar Aap Silencer ke hole ko check kare. Agar waha par Oily Carbon jaisa feel ho raha hai toh aapki bike white smoke de rahi hai. Iske liye Aapko Cylinder aur Rings check karna hoga aur iske sath Head ki Valve guide aur Seals check karni hai. Iske sath hi sath aapko Air Filter assembly ya phir Breather tube ko check karna hai. Agar waha par Excessive Oil deposits hai toh bhi Cylinder Piston mein problem hai. Agar Engine Oil sahi grade ka nahi hai toh woh Evaporate ho jaata hai aur Air Cleaner Assembly mein aa jata hai.
@@VishalSharma-ur9pw Dekhiye Yeh depend karta hai ki aapka maintenance kaisa hai? agar aap bike ko normal chalate hai aur timely service karte hai toh Stock cylinder kit 1Lakh kms tak chal jaati hai.
What will be the price of the cylinder head?
Around 3000 INR.
Hello Bro Please.me My pulsar 135ls Model 2014 __no white and black smoke and but phir bhi oil level 1000km bhut kam ho jaha rha hai what is problem ( Daily running 82km please help on this topic) i everyone 1k pe engine top-up karn pad rha hai
Aapki bike mein bahut halka halka sa White Smoke nikalta hoga jab aap apni bike ko chalate honge ya phir jab Engine par load padta hai tab White smoke aata hai. Aur aap Daily 80 kms ride karte hai isi wajah se Engine oil Jaldi reduce ho raha hai. Ek baar Aap Silencer ke hole ko check kare. Agar waha par Oily Carbon jaisa feel ho raha hai toh aapki bike white smoke de rahi hai.
Iske liye Aapko Cylinder aur Rings check karna hoga aur iske sath Head ki Valve guide aur Seals check karni hai.
Iske sath hi sath aapko Air Filter assembly ya phir Breather tube ko check karna hai. Agar waha par Excessive Oil deposits hai toh bhi Cylinder Piston mein problem hai.
Agar Engine Oil sahi grade ka nahi hai toh woh Evaporate ho jaata hai aur Air Cleaner Assembly mein aa jata hai.
@@chandraguptforyouthanks bro bro useli kitane km kilometres gaadi kam mag late block kit ka. ( And most important thing puc pass nhi kar gaadi )
@@VishalSharma-ur9pw Dekhiye Yeh depend karta hai ki aapka maintenance kaisa hai? agar aap bike ko normal chalate hai aur timely service karte hai toh Stock cylinder kit 1Lakh kms tak chal jaati hai.