Bahut badhiya video Sirji... Mera 12 x 15 ki lakdi kharad ki factory hai, bahot dust hoti hai, Mai konsa exhaust fan purchase karo ki sab lakdi ki dust bahar phek de.... Please bataey... Thank you, My Best Regards
Bhai Roxy Se Maine koi Paisa nahin liya hai aur yah Maine khud Ke liye mangaya aur isliye aapko recommend Kiya Hai per aapko Agar aur bhi companies ko lena hai to aap le sakte hain baki yah Mere liye bahut achcha laga aur Maine recommend kis liye Kiya baki jitne bhi yah bika hai aur jitne bhi liye Hain Sabhi satisfied Hai main khud bhi satisfied hun. Aur yah koi sponsor Se video nahin Hai Maine khud personal kharida Hai isse apna Ghar Ke liye.
@@MrXguider if you keep your hand 1 foot from exhaust fan from outside, if your hand feel heavy pressure than your fan is work fine, so blades are not important than speed of air ,even 2 blades works fine. 😊

App koi bada size ka exhaust fan le sakte hai sir , waise yeh video ka description me kuch bada size ka exhaust fan ka link diya hai you can check out
Waoo 😍 nice vdo
Ek hi khidki ho aur exhaust lagane k liye hol na ho to cooler k upar isko usi khidki me laga sakte hain kya ye thanda karega room
Ha kar sakte ha eisa 😀
Good 👍
Ha ✅
2:20 video start
Are mujhe to pata he nehi tha... thanks bro batane ke lie 😅
Adhi adhura video dekhne se Gyan nahi badta, Jo sirf khata hai khana banate huye nahi dekhta wo khana nahi bana sakta
Op video 🎉🎉🎉🎉🎉😊
Thank you ❤️
Mere fan me switch pe in or out likha hua h... Ghr k andr se khana banate time switch in pe rkhna h ya out pe ?
Out pe
Nice vdo
Thank you
2in1
Reversible
2000+rpm
Best exhaust fan
Please share me link..🙋♂️
Under 1500/2000 ₹
Check description sir ji
Sir mra Crompton h 4 blad h andr ki ges bhar fek rha h pr bhar ki grm hwa parde k niche se aa rhi h plzz plzz sir reply
Parde ke niche se AA Rahi ha matlab me samjha nhi...acha se explain karke bologe kha pe kaisa room hai...kha pe app fan lagaye ho?
@@MrXguider sbse pehle thank you apne reply kiya
@@MrXguider mri shop h shutter kr ek kone pr lga diya h or mne plastic ke prde daal rkhe h niche se thode chhote h bhaha se hawa reverse ho rhi h grm
Bhai aap kitne ka de rhe hai 9inchi chahiye mujhe reversible
Link description me ha
Very nice
Thank you
Can we use it on AC room?
No
@@MrXguiderwhy??
Bhai mere paas ac nahi hai cooler hai to exhaust fan window pe lagane se room cool rahe ga??room ache se thanda hogaa na??
Bilkul hoga bhai isslie toh exhaust fan lagate hai
Room 2nd floor pe h dhup se grm rhta h kya ye exhauster kam krega ??
Thoda bhot andar ka gram hawa ko bahar nikalega so thoda to Rahat milega he
Ye kaha se buy kr sakte hai
Online link send kro
Description check kare
भाई ac वाले रूम में एग्जॉस्ट फैन लगा सकते हैं क्या,,,
Haa laga to sakte hai but jarorat kya hai ?
Jb ac bnd Rehta h to gas chamber bn jata h
Without shutter wala lgaye to?
Kitna inchi hi sar
Bhai ek ghar me ac h to bich ke diwad me ye fan lagane se dusre Ghar me thndi hawa jayegi
Wow Yeh Good Question Hai 👀 Yeh Try kar sakte hai...mujhe lagta hai yeh experiment successful hogi 80%
Haa jati hai bas time time pe band karna padega warna jis room me AC chal rha hai us room me maloom nhi padega
Bilkul bhi try mat karna kuchh nahi hoga, wall me hole fodega usko fir band karna padega
Thand hota hai Bhai Maine Aise Kiya hai apne ghar me
ऑनलाइन कहाँ से मिलेगा
Check description....waha kuch links Diya ha maine
Cost 8 inches ka kitne mein ata hai reversible ka
Video me sab details h
Rate
1300
Buying link send plz..
Description
Price
Description check kare
Solid
Thank you
Price?
Yeh wala video Jo dikh raha 1800
Price ky hai dost???
1800
Esaki praise kya hi
1899/-
Window me laga sakte hai
Bilkul laga sakte h
कितने प्राइस का है भाई
₹1850/-
Macchar jali lagani padegi
Nehi nehi
Kitne ka hai bhai
Online available nhi h abhi, but alternative me jo hai link description me h
Fan price
₹1800/- but yeh abhi online available nahi hone ke karan isske alternative jo bhi fan hai uska link description me de diya gaya hai
बुस है या बैरिग वाला फैन है....???
Yes
Kitne ka hai
इनमे नोइस बहुत ज्यादा आती है। °®
Hm noise har exhaust fan me ATI hai..app BLDC exhaust fan le sakte h
Kitne pese liye hai roxy company se . market mein aur bhi badiya company hai.samjhe
Bhai Roxy Se Maine koi Paisa nahin liya hai aur yah Maine khud Ke liye mangaya aur isliye aapko recommend Kiya Hai per aapko Agar aur bhi companies ko lena hai to aap le sakte hain baki yah Mere liye bahut achcha laga aur Maine recommend kis liye Kiya baki jitne bhi yah bika hai aur jitne bhi liye Hain Sabhi satisfied Hai main khud bhi satisfied hun. Aur yah koi sponsor Se video nahin Hai Maine khud personal kharida Hai isse apna Ghar Ke liye.
Kaise khariden
Description check kare
Kuch vi available nahi he
Okey wait me ek alternative best 2 in 1 exhaust fan ka link issi video ka description me de Raha hu..app firse check karlo okey?
Best quality nai hai
Mujhe to best quality he laga...Aaj 1 saal ho gya bohot mast chal raha...I am very happy
Not available
Other ha na isse bhi acha, link description me ha
Bhai 3 bled wala exhaust fan Mt Lena
Kyu kya problem ha ?
Kiya tikkat hoga Lene se me soch Raha hu 4 fan lena hai mujhe
Kyu nhi lena . Reason ke saath bolo
@@MUNEERKHAN-zv1zs kya kyu nehi lena kya bol rhe ho?
@@MrXguider if you keep your hand 1 foot from exhaust fan from outside, if your hand feel heavy pressure than your fan is work fine, so blades are not important than speed of air ,even 2 blades works fine. 😊
Kay living Room me laga sakte hai kew mere Room me Garmi jayada hota hai😢
Yes laga sakte hai
Price ?
1499
Cost