@7509: tumhe kisne bataya hai exhaust fan bahar side wala wall me lagaya jate hai? Kuch bhi knowledge nahi hai aur comment karna chahiye!! Ye mistri galti Kiya hai, magar bo kuch aur hai. Exhaust fan inside wall me lagaya jate hai. Bahar merahega toh barish se kya tum bachao ge?
Ye mistri ko kuch bhi knowledge nahi hai. Fan ka oiling holes niche rakha! Fan motor sal me ekbar oiling kaise karoge?? Oiling holes always upar side me rakhna chahiye. Wood blocks ka upar fan bithaya. Fan ka hawa fan aur wall ka beech ka gap se charo aur bikhar jaiga. Pura deewar kala pad jayega.
10" ke hole ke liye kitne inch ka exoust fan lagaye for kitchen?
Bro..In our home, hole dia on the wall is 8 inches, can we use 9 inch blade size exhaust fan.
Kitchen Mein Metal Ka Exhaust-Fan Hi Lagana Chaiye? Please Answer This Question. !
yes...
@@Hemant76057 😇
Thanks
bhai ye ander ki taraf hai ya bahar ki taraf
Hole jitna hai usse jyada bada fan use karna hai?
Side se hnwa wapas nhi feke ga? Pura lakdi ka frame me set krte to sahi nhi hota?
han bilkul sahi, lakdi ka frame, ya fir alluminium ka frame .
Best
Sir aap Delhi's mein bhi kaam karte hain???
No mam
9 inch ke pankhe ke liye, diwaal me hole kitna bada girana parta hai?
9"
Good
Kharab hua to nikal na kaise sir
Yeh jo aap seedi use kar rahay ho iski link bhj do
Fan holding screw size kitna hay
8 Inch ke hole me kitne inch kaa exhaust fan lagega
9" ka lagao
Sir exhaust fan ka height kitna me hona chahiye ground floor se...
1 ft × 2ft ke liye konsa exhaust lagaye????
12"
Bhai kya ye double side air dene wala hai
Cost kinte aati h fit krne ki
80/100
दिबार thodni ho to phir kitna le
Btao broo
भाई जी मेरे दीवार में करीब १३इंच का होल है उसमें कितने इंची का एकजास्ट लगेगा पाएगा।
18/" lag jaye ga
14 inch bhi lg jayega
Yes urgery
Price
Its totally wrong method...
Exhaust ko hamesha Bahir wali side pe lagaya jata hai
@7509: tumhe kisne bataya hai exhaust fan bahar side wala wall me lagaya jate hai? Kuch bhi knowledge nahi hai aur comment karna chahiye!! Ye mistri galti Kiya hai, magar bo kuch aur hai. Exhaust fan inside wall me lagaya jate hai. Bahar merahega toh barish se kya tum bachao ge?
Kichen main kiun Lagate hain?
గ
Ye mistri ko kuch bhi knowledge nahi hai. Fan ka oiling holes niche rakha! Fan motor sal me ekbar oiling kaise karoge?? Oiling holes always upar side me rakhna chahiye. Wood blocks ka upar fan bithaya. Fan ka hawa fan aur wall ka beech ka gap se charo aur bikhar jaiga. Pura deewar kala pad jayega.
ଉର
wall se nikal nhi
Etne video dekhe ak ne bhe kitni hight pe ho Nahe
Price kya h?
1330/
Mene 1,100 me laya seam saiz