Sir agar first time apna cibil score check Krna hai ki kitna hai to kaise check kare aur kya isse phle humne kbhi loan ya emi pe kuchh nhi liya hai aur aaj tak CIBIL score ka bhi kabhi check nhi kiya to kya mujhe kisi loan app se loan milega please btayiye.....aur 0 cibil score me kon si app mujhe loan de skti hai please batayein...... aapka bahut help hoga sir please btayiye.....and you are best in teaching about financial services thank you so much ❤❤
@@UnlockingSomething sir nhi ho rha hai check....maine cibil ki website me account create kr rha tha aur usme kuch aisa btaya ki no account found Aisa kuchh......jbki maine new account register kr rha tha
@@UnlockingSomething aur sir agar adhar card me name alag hai aur pan card me name alag hai baki date of birth same hai mera to kya isme mujhe loan mil jayega kisi instant personal loan app se baki bank account me name pan card ke according hi hai....agar possible ho to koi personal loan app suggest kariye is situation me kaunsa loan app de skta hai please sir 🙏🙏🙏🙏
Raushan Bhai, thanks for this insightful video! Mera ek sawal hai.. Mere Baja EMI Card ka limit 1,25,000 hai aur CREDIT CARD ka 20,000. Credit card ka limit 100% use karna pad gaya.. lekin Bajaj EMI Card ko abhi tak use nahi kiya hai. CREDIT CARD ke transaction ko EMI mein convert kara liya hai aur saare instalment timely pay karta hu. Mera Cibil score 760 ke around tha credit card ka 100% limit use karne se pehle. Kya mera cibil score down hoga .. hoga bhi toh kitna approx ? Please guide karein.
Nhi agar aap sirf credit card ka limit use kiyen hain, to aapka cibil down nhi hoga! Qki aapka total limit abhi 125000 bajaj emi ka aur + 20000 cresit card ka, to total limit 145000 ho gya, aap isme sirf 20000 hi use kiyen hain, so cibil down nhi hoga!
Mera Cibil score kuch nhi hai.. koun se Buy now pay later ka use kar kuch purchase karru.. Mujhe Flipkart pe nhii mill rha hai Buy now pay later toh dushra koi app hai kyaa...
Mpocket se loan liya tha 5k ka 2020 me jo ki pay nahi kra hai abhi tak usse abhi kahi or loan hi nahi mil paa rha hai Kuch log bolte hai ki mpocket pe pay mt kro apne aap thik ho jayeg any suggestion?
Dekhiye vo aisa isliye bolte hain, kyuki sabko lgta haain Mpocket ka Credit Score pe effect nahi hota hain! Prr aisa nhi hain Mpocket aaapke credit score ko effect karti hain! Agar aap pay Kar denge to kuch dino me aapka Credit Score thk ho jaayega! Complete video dekhiye sara kuch samajh aa jaayega!
Cibil score - 645, Not getting any credit card, debit card emi is also not eligible, but I want to buy an iphone in this Big Billion Days sale. Please suggest any way 🙏
Ek baat batao agar Mera credit card ka limit hai 50k agar sochiye main example 40k use kar leta Hun aur bill generate hone se pahle hi main agar 30k payment kar dun to credit utility per impact padega kya Jo 30% se jyada istemal karne per hota hai mere ko pata hai nahin koi bhi Ishu nahin hoga aap thoda ek bar confirm kar dijiye
Sir mera score 784 da lekin phir bhi loan or credit card nahi mila or inquiry ki vjah se 633 ho gya 3 mnth me..jab bajaj finance pe apply kiya uske bad se down hi ja raha hai..payment history bhi 100% ok hai..help me???
Bhai. Mera 404 score ho gaya hain . Aur koi emi pending pe nahi hain . Kese improve karna hain. Please help me bro . Pehle emi liya tha FLP main abhi closed kardiya payment karke . par credit score toh bhi bi down hain
Jab aap bajaj card ke liye apply kiyen honge, uss samay bajaj waale ak hard enquiry kiyen honge! Ab jab tak aap kisi aur card ya loan ke liye apply nhi karenge, tab tak hard enquiry nhi hoga!
To aap Kisi application me 5000 ka fixed deposite kar lijiye aur uska card use kar lijiye, usme aapko 90% ka limit mil jaayega, aur sath me cashbacks bhi milega! Approx 45 days me aapka credit score improve ho jaayega!
Bhai credit beauros 30 to 45 days ke antral me info colect krte hain, to uss time me same hi rahegana! Qki naya info jab milega tabhi na update kiya jaayega, joki 45 days ke difference me hota hain!
Sir meri age 19 hai or mene aaj tk loan nhi liya or bank mera kotak ka hai payment achi khasi aati jaati to kya score hoga ya m credit card emi bajaj card k liye eligible hounga 21 k baad?
Bhai bina loan ya EMI liye credit score nai banega or bina credit score ke loan ya EMI nhi milega. Arre mujhe chakkar aarhe hain 😵💫 To aakhir jab hm EMI ya Loan ke liye eligible hi nahi hain toh cibil score banega hi kaise.
भाई मैने bob में credit-card के लिए apply किया था सब कुछ complete हो गया मगर 4 बार documents upload करने के बाद भी बार बार वापस documents upload करने का email आता है तो अब क्या करें
Ignore kre... Maine bhi BOB ME apply kiya tha.. 3bar documents upload kar chuka hu.. Ab tak approved nhi hua.... अब मिले या न मिले। मै दुबारा कोई डाकयूमेंट अपलोड नहीं करूगाँ
Mere pass koi bhi credit card ya fir loan nahi liya hai fir mai start kaise kru ki Mera credit score ban Jaye or Mai Amazon pay later on kar saku muze kuchha samz nahi aa raha hai
Thanku bhai bahut acchi video bnayin hain aapne ab mujhe samjh aa gya main apna credit score improve kr paungi
Finance related video regular Dala karo mere bhai aap itne saral aur aasan bhasha mein samjhate ho achcha lagta hai
BHai aage sabhi financial video, @Unlockingfinance channel pe aayega!
I❤❤❤ support thanks fast video update
Kya zabardast tarike se samjhaiye ho vaiya🔥...Bas sound kya dhyan rakhna.... bohot problem hua
Amazing 👏 🤩
Jai ho bhaiya ❤❤
Sir agar first time apna cibil score check Krna hai ki kitna hai to kaise check kare aur kya isse phle humne kbhi loan ya emi pe kuchh nhi liya hai aur aaj tak CIBIL score ka bhi kabhi check nhi kiya to kya mujhe kisi loan app se loan milega please btayiye.....aur 0 cibil score me kon si app mujhe loan de skti hai please batayein...... aapka bahut help hoga sir please btayiye.....and you are best in teaching about financial services thank you so much ❤❤
Bhai aapka age abhi kitna hain?
@@UnlockingSomething 34 age hai sir
Bhai to sabse pahle aap apna Credit score check kijiye, kitna hain?
Kucg na kuch to jrur generate hoga!
@@UnlockingSomething sir nhi ho rha hai check....maine cibil ki website me account create kr rha tha aur usme kuch aisa btaya ki no account found Aisa kuchh......jbki maine new account register kr rha tha
@@UnlockingSomething aur sir agar adhar card me name alag hai aur pan card me name alag hai baki date of birth same hai mera to kya isme mujhe loan mil jayega kisi instant personal loan app se baki bank account me name pan card ke according hi hai....agar possible ho to koi personal loan app suggest kariye is situation me kaunsa loan app de skta hai please sir 🙏🙏🙏🙏
Thank you so much ❤
You're welcome 😊
Which are the best applications for secured credit cards??
Aap secured credit card lena cahhte haina!
@UnlockingSomething yess
Raushan Bhai, thanks for this insightful video!
Mera ek sawal hai.. Mere Baja EMI Card ka limit 1,25,000 hai aur CREDIT CARD ka 20,000. Credit card ka limit 100% use karna pad gaya.. lekin Bajaj EMI Card ko abhi tak use nahi kiya hai. CREDIT CARD ke transaction ko EMI mein convert kara liya hai aur saare instalment timely pay karta hu. Mera Cibil score 760 ke around tha credit card ka 100% limit use karne se pehle. Kya mera cibil score down hoga .. hoga bhi toh kitna approx ? Please guide karein.
Nhi agar aap sirf credit card ka limit use kiyen hain, to aapka cibil down nhi hoga!
Qki aapka total limit abhi 125000 bajaj emi ka aur + 20000 cresit card ka, to total limit 145000 ho gya, aap isme sirf 20000 hi use kiyen hain, so cibil down nhi hoga!
@@UnlockingSomething Thank You So Much for replying!
Mera Cibil score kuch nhi hai.. koun se Buy now pay later ka use kar kuch purchase karru..
Mujhe Flipkart pe nhii mill rha hai Buy now pay later toh dushra koi app hai kyaa...
Amazon Pay Later try kijiye
Yes, please make that video
Aapka cibil score abhi kitna hain?
Mera credit score nahi konsa application se loan le sakte h ?
Bhai aapko pahle secure credit card leke score badhana hoga!
Mst
Bhai video main kami bow kya hota hai, bow bhi aapke video mein
Mpocket se loan liya tha 5k ka 2020 me jo ki pay nahi kra hai abhi tak usse abhi kahi or loan hi nahi mil paa rha hai
Kuch log bolte hai ki mpocket pe pay mt kro apne aap thik ho jayeg
any suggestion?
Dekhiye vo aisa isliye bolte hain, kyuki sabko lgta haain Mpocket ka Credit Score pe effect nahi hota hain!
Prr aisa nhi hain Mpocket aaapke credit score ko effect karti hain!
Agar aap pay Kar denge to kuch dino me aapka Credit Score thk ho jaayega!
Complete video dekhiye sara kuch samajh aa jaayega!
Mera creddit 0hai bhai, kaise ipruve kare, pleas suggest me 🙏
Abhi aapka credit score kitna hain?
Cibil score - 645, Not getting any credit card, debit card emi is also not eligible, but I want to buy an iphone in this Big Billion Days sale.
Please suggest any way 🙏
Bhai uske liye sabse pahle aapko apnaa cibi score improve karna hoga, joki approx 2 month ka time legi!
@@UnlockingSomething But not possible to get excellent score within 2 months...it takes at least a year to get 750+ score
No, in 90 Days you can get a good cibil score!
Contact on Whatsapp No: 9241573519
Sir btaye na mera civil crore 500 he kese badau
Ek baat batao agar Mera credit card ka limit hai 50k agar sochiye main example 40k use kar leta Hun aur bill generate hone se pahle hi main agar 30k payment kar dun to credit utility per impact padega kya Jo 30% se jyada istemal karne per hota hai mere ko pata hai nahin koi bhi Ishu nahin hoga aap thoda ek bar confirm kar dijiye
Hnn bhai padega, kyuki vo useage me count ho hi jaayegana!
@@UnlockingSomething okay
Sir mera score 784 da lekin phir bhi loan or credit card nahi mila or inquiry ki vjah se 633 ho gya 3 mnth me..jab bajaj finance pe apply kiya uske bad se down hi ja raha hai..payment history bhi 100% ok hai..help me???
Bhai kitn din tab aapka credit score 784 taha?
@@UnlockingSomething 3 4 mnth phle tak 784 tha har month increase ho raha tha tb
Bhai. Mera 404 score ho gaya hain . Aur koi emi pending pe nahi hain .
Kese improve karna hain. Please help me bro .
Pehle emi liya tha FLP main abhi closed kardiya payment karke . par credit score toh bhi bi down hain
Bhai aapka kab ze 404 hain?
mera 654 hain, kaise improve hoga?
Aapka voice Mike parform lower cost
Hnn bhai, ab new videos me upgrade kiya hain, bhai!
M poket se loan liye h payment nhi kiya 1saal hogya h to mera koi dikkat h 😢
Bhai Aapka CIBIL Score to down ho chuka hoga!
कोई दिककत नहीं है। ऐसे लोन लेते रहो ओल भरो मत। मै 4-5् बार कर चुका हूँ। instant loan app se loan liya और पे नहीं किया। मेरा आज तक कोई कुछ नहीं बिगडा़
@@UnlockingSomethingHn to usko clear krun ya nhi ya
Agr koi lon lun uska payment time to time krun to badega ya nhi 😢😢
Loan lene ka msg to aata h lekin debit card emi ke liye eligible nhi dikha rha h
Application ka naam batao jis par loan lena hai
Bhai waise abhi aapka Credit Score kitna hain?
Mera ko loan nahi hain konse app se le sakta hu loan@@UnlockingSomething
2 se 5 tk loan for credit improve...? Which app is best...
Bhai aapka credit score kitna hain, abhi?
Bhai mera cibil score 648 hai increase karna hai solution di jiye
Aap loan yaa credit card liyen huyen hain?
Maine 3 mahine pahle ek fd wala credit card liya tha ab mujhe loan chahie kaun sa loan app mein istemal karo meri age 18 year hai
Kitne amount ka loan ki jrurat hain, aapko?
@@UnlockingSomething amount important nahin hai credit score mein 1 aur account add hona important hai
To phir aap kisi bhi loan app se, ak chota amount ka loan le lijiye!
@@UnlockingSomething kaun se app se milega 18 year ki age mein kaun sa app dega ?
Branch
Apka Aj es video me voice Quality bahut hi Bad Quality thi umid hai Age se Aisa na mile sound
Jrur bhai, upcoming video me jrur improve hoga!
Bhai kis pay later se len
Hi ... Can you please tell me how to stop hard credit enquiries by some financial companies like Bajaj .. Paysense... without my consent...???
Aap wahan pe loan ya credit k liye apply karna chod dijiye, hard enquiry bnd ho jaaywga
Mera credit scorw 822 hain
@@raushankumar4792 Mera paas Bajaj emi card hai...
@@raushankumar4792 I have a Bajaj emi card... So... Will they keep on doing hard enquiries ??? For their other loans... !!???
Jab aap bajaj card ke liye apply kiyen honge, uss samay bajaj waale ak hard enquiry kiyen honge!
Ab jab tak aap kisi aur card ya loan ke liye apply nhi karenge, tab tak hard enquiry nhi hoga!
Current cibil score- below 650
How can I increase my cibil score above 750
Aap abhi koi loan ya credit card lliye huyen hain kya?
Sir mere credit score 780+ hai phir bhi mera Flipkart pay later blocked hai. Asa kyu sir?
Bhai kisi aur reason se block hoga! kab block hua hain?
Mere shat bhi aysahe hua😔
@@UnlockingSomething4 5 manth pele se hogaya sir
Flipkart pay later ke upar ak vedio banade jia sir please
Sir best loan app bataeye ❤
Bhai aap loan lekar Increase karna chahe hain, ya phir Digital credit card se?
@@UnlockingSomethingsir loan lekar increase
@@UnlockingSomething sir loan lekar increase karna hai
@@UnlockingSomethingsir loan lekar increase karna hai ❤
❤❤❤❤❤
My credit score is 730+ but amazon and Flipkart pay later activate nahi hora plzzz help
Bhai iske liye aapka credit score minimum 750+ hona chahiye!
@@UnlockingSomething sir uske liye ab kya karna chahiye
Aapkepass credit cards hain, kya?
@@UnlockingSomething nahi
To aap Kisi application me 5000 ka fixed deposite kar lijiye aur uska card use kar lijiye, usme aapko 90% ka limit mil jaayega, aur sath me cashbacks bhi milega!
Approx 45 days me aapka credit score improve ho jaayega!
Maine sab jagah TRAI kara koi product nahin mila kya karun
Bataya nahin bro
Kaun sa product aap lene ka try kar rahe hain?
Motorola g85
Aap bataen kaun sa mil jaega
Mera mobile kharab ho gaya hai bro
Credit score generate kaise hoga jb koi loan hi nhi de rha
BHai aap 9241573519 whatsapp number pe contact kijiye, 60 days me aapka cibil score increase ho jaayega!
MY CREDIT SCORE IS 648, HOW CAN I IMPROVE ?
Aapne koi loan ya credit card le rakha hain kya, present me?
@@UnlockingSomethingPURANA LOAN SAB CLOSE HAI, ABHI IDFC FIRST BANK KA FD CREDIT CARD LIYA HAI
Kitna limit hain, aapke credit card ka?
@@UnlockingSomething ₹20K
Hnn bhai to phir isis ka 30% amount ka koi product emi pe kharide aur uska paayment time to time kare, 2 baar karne pe score improvee ho jaayega!
Bhai Flipkart pay leter ko kai active kare😢
Credit score 2-3 month tk same rh jata h aaisa q
Bhai credit beauros 30 to 45 days ke antral me info colect krte hain, to uss time me same hi rahegana!
Qki naya info jab milega tabhi na update kiya jaayega, joki 45 days ke difference me hota hain!
@@UnlockingSomething 3 mahine se same chla aa rha h
Abi aap koi loan ya credit liyen huyen hain, kya?
Sir meri age 19 hai or mene aaj tk loan nhi liya or bank mera kotak ka hai payment achi khasi aati jaati to kya score hoga ya m credit card emi bajaj card k liye eligible hounga 21 k baad?
Bhai bina loan ya EMI liye credit score nai banega or bina credit score ke loan ya EMI nhi milega. Arre mujhe chakkar aarhe hain 😵💫
To aakhir jab hm EMI ya Loan ke liye eligible hi nahi hain toh cibil score banega hi kaise.
Sir loan lekar increase karna hai ❤
Bhai phir ak chota sa loan le lijiye!
Sir best loan app konsi he@@UnlockingSomething
Mera credit score 795 hai iska baad bhi credit card cancel ho jata hai kyo
Kis bank me apply kiyen ho bhai?
axis Bank credit card
@@UnlockingSomething reply do na bhai please
Bhai thoda detail me btayenge, kab kab aur kis kis card ke liye apply kiyen the?
Bhai 2-3 baar Flipkart axis Bank ka credit card apply kiye the rejected ho gya or idfc bank ka fd wala card jo close ho gya
❤❤
👍👍👍
Is this information helpful to you?
@@UnlockingSomething yes
Mai apna credit score kaise janunge
भाई मैने bob में credit-card के लिए apply किया था सब कुछ complete हो गया मगर 4 बार documents upload करने के बाद भी बार बार वापस documents upload करने का email आता है तो अब क्या करें
Aapka abhi CREDIT Score kitna hain?
@@UnlockingSomething 715
Bhai aise bhi approve nahi hoga, aap pahle apna Credit Score 750+ kijiye phir apply kijiye!
@@UnlockingSomething ok
Ignore kre... Maine bhi BOB ME apply kiya tha.. 3bar documents upload kar chuka hu.. Ab tak approved nhi hua....
अब मिले या न मिले। मै दुबारा कोई डाकयूमेंट अपलोड नहीं करूगाँ
Sir mera cibil 410 hi kesi sahi hoga 💯/
Bhai aap increase karna chahte hain, apna CIBIL Score?
@@UnlockingSomething haa kaise hoga ?
Bhai aapka abhi kitna score hain?
My credit score 736 hai increase nhi ho rha last 4 month se
Increase karna chahte hain?
Mera credit score 748 he EMI hoga kiya
Nhi, Minimth 750+ hone chahiye!
768 score h tb bhi credit card nhi mil rha h
Credit card kaise
Credit card lena hain, kya?
awaz sahi nahi aa raha hai
Hnn bhai, ab ke videos me update kar diya gya hain!
Mera pehle 788 tha prr pichle mahine ghat gya 655 ho gya kaise
aap koi loan repayemnet ya credit card payment me default kiyen haain, kya?
App name
Loan app kya?
816 🎉 mera 😍😍
Great!
I want best app for cradit score
Mere pass koi bhi credit card ya fir loan nahi liya hai fir mai start kaise kru ki Mera credit score ban Jaye or Mai Amazon pay later on kar saku muze kuchha samz nahi aa raha hai
Credit Score 738 Hdfc Cc Limit 40.000 + 10.000 Fd CC
Great!
720 Ha ❤
Improve karke 750+ krr lo bhai!
@@UnlockingSomething Nahi Ho Raha hai
Aap kaise improve karne ka praysh kiyen hain?
778 cevil score
Bahut accha bhai!
758🎉🎉🎉🎉
Khud baat hai
App ka saund koliti bohat kharap hai😢😢😢
Hnn bhai upcoming videos me improve kaar di gyin hain!
721 score
To improve karke, 750+ kijiye!
731 था अब 728 हो गया
ye Badhne ke wajay ghatta kyu jaa rha hain?
Credit score jyada kaise 😢
Hello bro bataya nahin bro
Kya janan chahte hain, aap?
541 Cbil
754
Great! but thoda aur improve kar lijiye, taaki Excellent me aa jaayen!
Mera 815 hai
Great!
Aur Increase karna chahte hain, kya?
@@UnlockingSomething haa
Mic thik kar
Hello
Jii Btaiye?
Mera CIBIL score 639 hai lekin mujhe kahin se kahin product nahin mila uske liye koi sujhav bataen
Mujhe mobile lena hai argent
Koi aasan Tarika bataen jisse mujhe mobile mil jaaye
aapka Credit Score bahut low hain, Aap Credit Score Improve kijiye to phir aapko sab aasani se milne lag jaayega!
745
Accha hain, prr 760+ krr lijiye!
Cibil score 541
Credit card limit 131000
Kis chij me?
@@UnlockingSomething bhai wo mera sbi card hai
Mera 639 Karen hai
aapka Credit score 639 hain?
Ha 639
Long app CIBIL score
769
Apka number milega sir ji
Koi baat hain, yahi btaiyena?
759