Sir starting me pincode adhar card me Jo addres ha vha ka bhre kya jha abhi raha rahe Jo mere addhar card me address ha vha kotak bank nahi ha to jha abhi raha raha hu vha par ha vha ka pincode dal du please reply???????
*Bhai ek baat batao acount to online open ho jayega but kya baad me hum physical offline banking ka fayda utha payenge jse ki agar money deposit karna ho home branch me jakar jaha account open kiya ho to possible ha kya kuki maine bob me online khulwaya tha zero balance waha par offline Bank jakar hum apna cash bhi deposit nahi kar sakte.Koi accha zero balance acount batao jisme offline hum apna money deposit possible ho pehle koi nahi batata ki online open karane par ap offline bank money deposit kar pane ki term and conditions*
Bhai mere city me kotak branch nhi hai kya me account open kr skta hu...and agr kisi dusree city ka address dala to charge lagega kya ya account open hoga ya nhi ???
@@UnlockingSomething sir abhi pen card mera aya nhi hai mtlb Ragistard hokr uska number aa gya hai to whi puch rhi ki kyc bad me kr skte hai account open hone ke bad
Hello sir I have a doubt Sir i had leave the address which is mentioned in my adhar card and currently living in other address. To mera kyc ke liye vedio call krne se pehle jo address confirmation ke liye jo address dikhayega vo mera ex address hoga but meri location mai current address dikhayega , mera address change krne ka option bhi nhi aayega kyuki ex address ke nearby kotak ki branch hai. To vedio kyc mai dikkat hogi mujhe? Kyuki current location aur adhaar address different hoga. Pls reply.
Bhai mera pehele se hi sbi main account open hai aur main jab isme terms and conditions main tik kar rha tha to vha likha tha ki apka phele se addhar base kyc other bank main nahi honi chiye hai
Sir mera full kyc ka ab nahi aa raha he baki crn or account number yaha tak aa gaya he mene kitni baar kosis ki mobile number dala mail I'd Dali pin code dala fhir bhi kotak ki application khulne ke baad kuch nahi ho raha he
Mera address unserviceable tha toh smj nhi aa rha tha kya krre..
Ab pta chall gya dhanyawad 👍
You are great bro itni achche se aaj tak kisi ne explain nahi kiya keep it up 😊😊😊
Thanks Mukesh Ji :)
Sir starting me pincode adhar card me Jo addres ha vha ka bhre kya jha abhi raha rahe Jo mere addhar card me address ha vha kotak bank nahi ha to jha abhi raha raha hu vha par ha vha ka pincode dal du please reply???????
Sir maximum balance kitna rakh sakte hai
Jitna aap ak normal saving aaccount me rakjhte hain!
@@UnlockingSomething sir mene suna hai 5 laakh se jayada nahi rakh sakte
Thanks brother es video ka help se aaj normal way se account open ho gaya 😊
Aap apna Video KYC Complete kar paayen kya?
Bank working time out hone ke wajah se nhi ho paya but oppointment book kar diye kal ka
Hnn to kal jrur kar lijiyega!
Okay brother 😊
Minimum balance kitna rakh sakte hai 🙏🙏
Yes, 0!
Debit card aur cheque book k charges kitna katega?
Jab hum Kotak savings account open karte hai online Tab Hume debit card ya checkbook ke Liye pay Karna padta hai kya?
E pan card se kaam ho jaaye ga
Ya physical compulsory he
Physical Compulsary hain!
Doing Great bhai...Tqs for vital information to us..keep it up❤️❤️
It's my pleasure
*Bhai ek baat batao acount to online open ho jayega but kya baad me hum physical offline banking ka fayda utha payenge jse ki agar money deposit karna ho home branch me jakar jaha account open kiya ho to possible ha kya kuki maine bob me online khulwaya tha zero balance waha par offline Bank jakar hum apna cash bhi deposit nahi kar sakte.Koi accha zero balance acount batao jisme offline hum apna money deposit possible ho pehle koi nahi batata ki online open karane par ap offline bank money deposit kar pane ki term and conditions*
Nhi, iss account oko online open karke ke baaad bhi, aap sari facilty offline ki bhi istemaaal kar sakte hain!
@@UnlockingSomething ok then it's good Thanks brother 👍
Bhai mere city me kotak branch nhi hai kya me account open kr skta hu...and agr kisi dusree city ka address dala to charge lagega kya ya account open hoga ya nhi ???
Hnn, aapke najdiki me kitne distance pe bank hain?
@@UnlockingSomething karib 100 km means dusre city me hai
Tab aapke area me services nhi honge!
Bajaj se personal loan kaise milega, iska ak detailed video bnaiyena!
Upcoming video me, aapke topic pe video jrur aayega!
Aapki salary kitni h 40k hoga toh hi loan milta h Bajaj se
Without PAN card nai apply kr skte kya ?
Q aap PAN Card nhi banwayen, huyen hain kya?
Nai, Tabhi to pooch rha hun koi tarika ho to btaiye
Voter ID card hain, aapke pass?
Can u explain me about fixed deposit in detail.
Bhai pincode dalne par sorry were currently unavailable hear dikharaha hi to dusra Idea batayen
Bhai to aaap apne najdiki waise addresss ka PINCODE daliye, jahaan pe aap ja sakte hain, Qki KYC wahi se hoga, aur Phir aapkaa account khul jaayega!
But I already have ana account in Jupiter/Federal Bank. And I according to RBI I can only open 1 bank account on aadhar based eKYC
Sir Bajaj finance se loan kaise le ispe video bnye sir ji
Full KYC bad me kr skte hai sir?
Kya karna chahte hain?
@@UnlockingSomething sir abhi pen card mera aya nhi hai mtlb Ragistard hokr uska number aa gya hai to whi puch rhi ki kyc bad me kr skte hai account open hone ke bad
@@UnlockingSomething qki usme pen card ka pic chiye wo mere pass nhi hai agency hai to account ko bad me kyc kr skte hai jo last me krna h
Hnn baad me bhi kar sakte hain!
@@UnlockingSomething thanku so much sir for reply me..... Bt sir koi problem ni hogi na net banking use krne pr?
Passbook
Cheque book
Credit card
Debit card Charge kya hai?
Bhai video me to ye sari info hain!
Ekyc request for account opening with kotak Mahindra Bank bol raha hai mujhe msg aaya hai
Debit card ka monthly withdrawal limit kitna
Sir mera new SIM card hai abhi 5days huye hai to kia kotak 811khulega
Hnn khul jaayega, aapke aadhar card me linked hain, ye number kya?
Ji ha
Bro after full kyc whts the max limit of balance
1lac
Hello sir
I have a doubt
Sir i had leave the address which is mentioned in my adhar card and currently living in other address.
To mera kyc ke liye vedio call krne se pehle jo address confirmation ke liye jo address dikhayega vo mera ex address hoga but meri location mai current address dikhayega , mera address change krne ka option bhi nhi aayega kyuki ex address ke nearby kotak ki branch hai. To vedio kyc mai dikkat hogi mujhe? Kyuki current location aur adhaar address different hoga.
Pls reply.
Bhai aap corresponding address me abhi ka address fill karke, dekiye ho jana chahiye!
Its nice explain bhai keep it up
Thank you so much 😀
Sir page mai hi pin code nahi le Raha hai
Page me, Samjhe nhi bhai, aap kahna kya chah rahe hain!
I couldn't complete my kyc , i accidentally closed the tab , how to do that?
iss link se aap, Full KYC kar paayenge: www.kotak.com/811-savingsaccount-ZeroBalanceAccount/811/vkyc-standalone.action
Very good explain
Keep watching
We are unable to process your request Please visit a Kotak branch to get your account esa likhr aaya application me kiya to
Kis process me ye aaya hain?
@@UnlockingSomething jab full kyc krni thi pan card adhar card leke tab already ho gaya esa aaya jab ki mene to video kyc ki bhi nahi
Ss liyen hain, aap uska?
Video is superb sir as usually but, I want to know How can I raise my query in Kotak Bank??
Aapko problem ya hain, btaye yahi solve ho jaayega!
Osm
very nicely explained, thank you !
You are welcome!
Aaapne account khol kya?
Mera account patna ka hai to mai atm or passbook yaha se apply krke yha ke kisi bank se le sakte h kya ,..
ATM to aapke communication address pe aa hi jaayega, aur passbook aap apne najdiki bank se le sakte hain!
Mera adhaar number mobile se link nhi haa
Tab aap kisi bhi bank me online, Account nhi khol paayenge!
Full kyc Nehi hota hai please help me
Kya error aa rha hain, btaiye?
Sir mere pincode par unavailable show kar raha hai please kuch bataye
Bhai pura video dekhiye, video me aapke problem ka solution diya hua hain!
Mera account fresh hai block hota hai kya krunga
Samajh nhi paayen, aap kahna kya chah rahe hain?
Bhai maine card apply kiya lekin woh 299/- yearly puch raha hai
Hnn bhai, ye card ke charges hain!
Ekyc request bol raha hai mujhe msg aaya hai
Tab aapko bank jakar KYC Karwana padega!
❤❤❤❤❤❤
Bhai kotak ke debit card ka PIN kaise generate kare!
Bhai aapko Physical debit card mil chuka hain, Kya?
Very useful
Glad you think so!
Kya kare ab
Bhai mera pehele se hi sbi main account open hai aur main jab isme terms and conditions main tik kar rha tha to vha likha tha ki apka phele se addhar base kyc other bank main nahi honi chiye hai
Sir plz tell me?
Bhai nahi hua
Sir mera full kyc ka ab nahi aa raha he baki crn or account number yaha tak aa gaya he mene kitni baar kosis ki mobile number dala mail I'd Dali pin code dala fhir bhi kotak ki application khulne ke baad kuch nahi ho raha he
Aap kab account kab open kiyen hain?
@@UnlockingSomething kal hi kiya
VIDeo KYC Complete kiyen hain, Kya?
@@UnlockingSomething sir kotak ka account online close kese kar sakte hai please bataiye n
Hnn close kar sakte hain!