Sir mere pass 3kva online UPS hai is me problem yeh hai ki 230w input supply dene per vo chalu ho raha hai lekin 230w input supply band karne per vah battery 96v supply pey chal nahin raha hai to kya problem ho sakta hai
Aap 1 baar jitni bhi battery lagi hai uske voltage Check Karo 12 V se upar hona chahiye..Agar 12 V se Kam aa rha hai to battery me problem hai jiski wajah se Alarm aa rha hai.
Battry nahi ho to byepass kar sakte hai?
Haan Bypass kr skte hai
Sir ups ke Ander bajer ki sound Ata hai kya problem Hota hai
Uske display pr koi Fault ya Alarm ka indication Aa rha hai kya?
Sir huske bareme video bano Sir please
Jab koi Alarm aata hai tb Bazzer bajta hai..
Sir mere pass 3kva online UPS hai is me problem yeh hai ki 230w input supply dene per vo chalu ho raha hai lekin 230w input supply band karne per vah battery 96v supply pey chal nahin raha hai to kya problem ho sakta hai
Kitni battery lagi huyi hai?
Sir how ups Stating proses
For New Ups ?
Light jate he UPS jhatka de ke chalu hota stable chalu nahi hota compters sare band ho jate hee light jati he to kya problem hogi sir
Sir ji apna contact nom. Bhej do me call karunga aapko hamare yaha 10 kva ups he dc low aarha he usme baar baar
Aap 1 baar jitni bhi battery lagi hai uske voltage Check Karo 12 V se upar hona chahiye..Agar 12 V se Kam aa rha hai to battery me problem hai jiski wajah se Alarm aa rha hai.
Hello sir
Hello..