Faltu bank hai mera 44k fasa hai 1month se customer service me call koroke complaint diya lekin thik hi Nehi huwa jitnaba call korta hu 48 hours wait Karu bolata hai
Mujhe ye batao ki jyada transaction hone se kya problem hoga aur hm 4 month me 8-9 lakh ka transaction kar diye ab aage transaction karunga to kya kya problem aa sakta h
Bhai mere shop hai kirana ki me paytm business app se payment leta hu Paytm ne paise transfer kar Diya laikin mere jio bank account me paise nhi aaye kiya kru pelese help me
Bhai kuch solution do mere papa ke paise fase hai 80k hospital me transfer karne hai savings ke hai lekin ab jio dhoka de raha hai please koi solution batao jese transfer hojae
@@zenlixop2790Mene email Kiya tha reply me btaya ki mera jyada or business transaction ho gaya he isliye security reason ke Karan ACCOUNT block ho gaya hee
Bhai maine unke pass phone kara tha . Unhone jo jo chij karne ko kaha tha maine bo sab kiya tha . Uske bad wo log mujhe batay ki April ke 4 tarikh ke andar thik ho jayega . But us din thik nehi huya . Uske bad maine jio customer service par fir se phone kiya unhone kaha or 48 hours wait karne ke liye . But tab bhi thik nehi huya
Mera bhi same problem boro mai 1month phele complaint diya tha unlgu ne time Diya tha lekin usdin Nehi huwa uska bad 48 hours bola phir vi Nehi uska bad call Kiya phir 48 hours bolta aisihi 1month hugeya hai thik Nehi huwa hai mera 44k fas geya Ambani ne hamara poisa solara hai said
Sir please reply agar koi hamare jio payment Bank ke account number par IMPS ya NEFT karega to kya wo hame receive ho jayega aur jio bank apna account number aur IFSC code deta hai kya kyuki mujhe jio me koi UPI app ya koi bank account add karke transaction nahi karna paisa sidha jio bank me aana chahiye please reply sir
Sir mai bhi jio payments bank use kar raha hu lekin 2 din se mera n hi UPI tranjection ho rahi hai aur na hi IMPS tranjection kya karu.please help me😢😢
@@zenlixop2790bhai maine customer care se baat kari unhone bataya ki account block kardia h , ab unblock karne k liye bahut sare documents maang rahe , aaj 2 din se unblock karane ki kosis kar raha hu abhi tak nhi hopaya , aapka bhi account block kardia gaya hoga
Bhai mera 7 din ho gaya Muj se keh ry hai ke security reasons se block kiya hai Aur pta ni kya kya maga hai Bank account statement of the person who has sent/transferred money to your Jio Payments Bank account in the last 30 days without any password protection (Account Holder’s name, address and Bank name should be visible) 2. Highlight or mention the debit transaction details for us to identify the same and the same should reflect as credit in your Jio Payments Bank account. 3. PAN Card and Aadhaar Card (Please mask the Aadhaar number, only the last 4 digits should be visible) of the respective bank account holder who has sent/transferred money. 4. If using for cashbacks/offers, then share the snap of the offer details. OR using for business transactions (i.e. shop, small vendor, etc.) then share the your business registration details (i.e. Business license) Koi btao yar kya kru
Abhi bhi transfer nhi ho rha h koi update batayie kab problem thik hoga
Mene email Kiya tha reply me btaya ki mera jyada or business transaction ho gaya he isliye security reason ke Karan ACCOUNT block ho gaya hee
Bhai kuch hua apka@@Pranjaldebnath7
account unlock hua kya bhai?@@Pranjaldebnath7
Phir kya solution ho gya eska hua to kese please tell me brother😢@@Pranjaldebnath7
1st transaction 5k limit uske 3din ke baad ho jayega per day limit 25k
Same problem bro😢😢😢 maine kaal rat 11:45 ko neft kiya Jio payment se,abhi vi receive nehi hua😢😢😢
Sare milke tweet karo
Jio payment Bank not UPI & Bank Account number & any mobile not transaction
Sir Transction is not successful rrefernd amount please check the problem
bahi mera payment transfer nahi ho raha
Mera bi nhi ho raha hai bhai
Faltu bank hai mera 44k fasa hai 1month se customer service me call koroke complaint diya lekin thik hi Nehi huwa jitnaba call korta hu 48 hours wait Karu bolata hai
@@jagadishkalita3994 paise transfer hue kya bhai mere v 15500 fas gye a.
@@jagadishkalita3994bro thik huva ki nhi mera bhi amount h uspe aur transfer nhi hi rha h
Mujhe ye batao ki jyada transaction hone se kya problem hoga aur hm 4 month me 8-9 lakh ka transaction kar diye ab aage transaction karunga to kya kya problem aa sakta h
are bhai 1000 ka transaction kroo..
1 rupe ka mt kro 😡🤬🤬🤬
Aur bhai mobile ke ubdaye se payment ka kya lena dena 😂
Bhai mere shop hai kirana ki me paytm business app se payment leta hu Paytm ne paise transfer kar Diya laikin mere jio bank account me paise nhi aaye kiya kru pelese help me
Scanner pr jyda bda amount send nhi ho rha number pr kro number pr ho rha h mene avi 11000 kie successful
Bhai mere account se bhi payment nahi ho Raha hai
Sir apne jo apne bataya wo kr liya fir bhi paisa transfer nahi ho raha hai
Bhai mera bhi payment nehi ho raha hai
Bhai kuch solution do mere papa ke paise fase hai 80k hospital me transfer karne hai savings ke hai lekin ab jio dhoka de raha hai please koi solution batao jese transfer hojae
15000 fasa h
Bhai tumne transaction boht jyada Kiya he kya
@@Pranjaldebnath7 bhai bank me ese koi limitation nahi ki restricted amount tak hi transact kar sakte hai
@@zenlixop2790 wahi to
Me kabse customer care par call karne ka try kar Raha hu lekin customer care number par call hi nahi lag raha hee
@@zenlixop2790Mene email Kiya tha reply me btaya ki mera jyada or business transaction ho gaya he isliye security reason ke Karan ACCOUNT block ho gaya hee
mere 1 lakh fase he 1 april se upi failed bata rha he ho hi nhi raha h
Mera bhi 30k pada hai use nehi kar pa raha yar
Kya kare aab
Mera 44k hai transfer Nehi hu Raha hai
52k koi option Mila ho to batao
Sir Mera bhi bohut Paisa fasa hai unblock kaise kare please bataiye..
Please help me😢
Ham logoko ek sath Kam karna chaiye koi hal nikalne k liye..
Nhi ho rha abhi bhi koi acha solution do sir
Bhai aapka theek hoa kya ?? Mera 3 din se money send nhi horaha
@@AdityaRaghuwanshi. bhai aapka ho rha hai kya transaction & kitna time lga & kese start hua
Dream11 mein date off birth dusra hai pan card mein dusra hai to verify hoga😢😢😢😢
Pan card or bank account mein date of birth same hona chahiye bus
Hai
Bhai maine unke pass phone kara tha . Unhone jo jo chij karne ko kaha tha maine bo sab kiya tha . Uske bad wo log mujhe batay ki April ke 4 tarikh ke andar thik ho jayega . But us din thik nehi huya . Uske bad maine jio customer service par fir se phone kiya unhone kaha or 48 hours wait karne ke liye . But tab bhi thik nehi huya
Jio ipl busy hai bro
bhai kab transfer hoga ja raha hai
Jio customer service ke number kya h
Mera bhi same problem boro mai 1month phele complaint diya tha unlgu ne time Diya tha lekin usdin Nehi huwa uska bad 48 hours bola phir vi Nehi uska bad call Kiya phir 48 hours bolta aisihi 1month hugeya hai thik Nehi huwa hai mera 44k fas geya Ambani ne hamara poisa solara hai said
Kaunse number Pe call kiye ?? Number dijiye please
add money mai transaction failed show ho rha h kya krna hoga?
UPI se tri karo
Virtual debit card se online transaction nahi ho Raha hai kya kare.
CVV number to hai kya?
@@TechnoNawalgarh haa CVV nambar hi but transaction failed ho raha hai.
Settings mein jaaker online usage on ker lo.
Ecommerce transaction bhi bhi on ker lo
@@TechnoNawalgarh Jio finance me ya my jio application me hoga sir. Jio finance me ye option hi nhi dikh raha hai. Please help me.
@@TechnoNawalgarh sir ek bar jio payment Bank ke virtual debit card se online transaction karne ka video banao pls.
Abhi bhi nahi ho rahi hai
Sir please reply agar koi hamare jio payment Bank ke account number par IMPS ya NEFT karega to kya wo hame receive ho jayega aur jio bank apna account number aur IFSC code deta hai kya kyuki mujhe jio me koi UPI app ya koi bank account add karke transaction nahi karna paisa sidha jio bank me aana chahiye please reply sir
Jio payment bank bauth saro ka block ho raha he mera bhi aaj 3 account block ho gaye
Tumne jyada transaction Kiya he kya
@@Pranjaldebnath7 ha wai to
Mene email Kiya tha reply me btaya ki mera jyada or business transaction ho gaya he isliye security reason ke Karan ACCOUNT block ho gaya hee
Unblock karne k liye kya Kara prega?
Sir mera bhi nhi ho rha hai payment or mail krne se bhi kaam nhi kr rhe
😢
Hua kya bhai payment
Sir mai bhi jio payments bank use kar raha hu lekin 2 din se mera n hi UPI tranjection ho rahi hai aur na hi IMPS tranjection kya karu.please help me😢😢
Bhai mere bhi paise send nhi horahe 3 din se 2 lakh rupay fas gaye h mere kuch pata chala kya ki kaise theek karna h???
@@AdityaRaghuwanshi.bhai mere bhi 1 lakh fase hai 5 din se samjh nai aa raha kya kare
@@zenlixop2790bhai maine customer care se baat kari unhone bataya ki account block kardia h , ab unblock karne k liye bahut sare documents maang rahe , aaj 2 din se unblock karane ki kosis kar raha hu abhi tak nhi hopaya , aapka bhi account block kardia gaya hoga
Jio bank se hume koi IMPS ya NEFT bhej bhi sakta hai kya sir Jio ka apna account number aur IFSC code hota hai kya
@@AdityaRaghuwanshi. Chl rha hai kya bhai ab?
Aur kitna time lga tha & kya reason tha?
15000 fasa h bhai 1month jyda hoga abhi bhu nhi ho raha h please help 😅
Bhai aaya kya
Ha bhai customers care no pe bat kare the account seize kardiya tha
Hello bhai kon se number paar call kiya tha app na please help@@mohitrajverma9437
Bhai mera bhi sab milkar jio mai report karna chaire
@@mohitrajverma9437reason ??
Bhai mera 3 April se money transfer nahi ho rha please help me
Bhai kuch pata chala kya kaise theek karna h mera bhi 3 din se money transfer nhi horaha
Bhai Mera bhi nahi ho raha
@@thakorbhai1701 account block hogaya hai bhai ab wo theek nhi hoga jabtak unblock nhi karaaoge
@@AdityaRaghuwanshi.Customer care pe call karo lekin call nahi lagega faltu service
Bhai logo apna account block hogaya hai , or poora paisa fas gaya apna😫😫mere 2 lakh rupay gaye
Nhi ho raha mera be
Jio Bank se baat bhi nhi rha hai mujhe toll-free number do please jo unse baat ho jaye
Bhai apne jio payments bank mein service request mein jaker number le le waha per hai. Google or other jagah se mat liya karo.
Bhai
Nahi ho Raha. Money transfer.
Mera bhi cc se baat krne penol raah hai apne apna number freeze krwa diya hai jabki maine aisa kuch nhi kiya.
Pahle faild ka dikhao
Pelese help me
bahi plzz help sab tarika try kiya hai mene nahi ho raha transfer
Kya error aa raha hai?
@@TechnoNawalgarhsab pe alag aa rha hai and myjio se upi payment karne par 21005 aa raha hai
Manny transfer nahi hora 8 din se sab try kar liya sir kuch nahi ho ra AAP ne Jo bola ho kuch Kam nahi aaya kya karu@@TechnoNawalgarh
Error nahi Sir Transction Nehi ho raha
Only credit ho raha
Debited Nehi ho raha amount
Jio payment Bank kya issue ha kya
Bhai ye bhi kam nhi kar raha , don't use jio payment bank
Sahi bola
Bhai mera 7 din ho gaya
Muj se keh ry hai ke security reasons se block kiya hai
Aur pta ni kya kya maga hai
Bank account statement of the person who has sent/transferred money to your Jio Payments Bank account in the last 30 days without any password protection (Account Holder’s name, address and Bank name should be visible)
2. Highlight or mention the debit transaction details for us to identify the same and the same should reflect as credit in your Jio Payments Bank account.
3. PAN Card and Aadhaar Card (Please mask the Aadhaar number, only the last 4 digits should be visible) of the respective bank account holder who has sent/transferred money.
4. If using for cashbacks/offers, then share the snap of the offer details.
OR using for business transactions (i.e. shop, small vendor, etc.) then share the your business registration details (i.e. Business license)
Koi btao yar kya kru
Bro how did you contacted them?
Document jo mang rahe he bo veg do ho jayega Mera bhi ho gya
@@Pranjaldebnath7Sir Mera bhi bohut Paisa fasa hai unblock kaise kare please bataiye..
Please help me😢
@@Pranjaldebnath7kaise kiya bhai
Tera ho gaya kitne dinme hua bro ?
Kisi ka sahi hua tranfer
Nhi
Same problem bro😢😢😢 maine kaal rat 11:45 ko neft kiya Jio payment se,abhi vi receive nehi hua😢😢😢
Same problem bro😢😢😢 maine kaal rat 11:45 ko neft kiya Jio payment se,abhi vi receive nehi hua😢😢😢
Receive hua kya??