Sirji mera invertor jo hai 850SEBZ microtek. Iske andar two no's of blue port for adjustment. Konsa adjust karna hoga cut off ke liye. Mera battery 14.5volt me bhi cut off nahi ho raha hai. Please suggest.
Mere microtech inverter hai 24*7 hybrid battery continue charge kr raha hai cutoff bhi nhi ho raha hai aur battery ki charge volt bhi nahi badh rahe hai please help me
sir eco watt 700va inverter mei jaise hi battery connect karte hain to beep ki sound aane lgti hai aur ups switch bhi proper work kr rha hai,,,,relay bhi switch se on off ho rhi hai, but beep sound continuously aa rhi hai,,, plz help me
Sir ji namsthe hamara ghar ka same interver hai microtek so 3 dinse dekh raha hun inverter ka andar ka fan chalu he rahe tha hai, continues and battety bhot gharam ho gai hai, charging ka indicator on hai present
Sir inverter waala plug Jo electricity board me lagta hai bilkul halki halki chtttttt chtttttt ki awaj Kar Raha hai plug nikalta hu to wo heat ho Raha hai socket bilkul sahi hai or tight bhi hai dusre plug lagata hu to sahi chlta hai????
Bhai v guard du875 pro inverter jo hai wo continuously charge ho raha hae aur charging led light bhi continuously blink hota hae,aur iskae vaja sae current bill be 500-600 zyda ha raha hae.plz help karo bhai🙏🙏🙏
सर मेरा इन्वरटर ग्लोबल का है उसका चार्जिंग led कायम चालू रहता था लेकीन आप के व्हिडिओ देखने पर मैने वहा सेट कर लिया लेकिन अब चार्जिंग led onनही हो रहा है क्या करना चाहिए
Sir already i had changed it to std charging.......but still after 5 min of power failure ...it charges for hours.......it seems like auto cut is not working properly......battery is also getting heated......kuch help kejiye......
sir arise inverter mei change over nhi ho rha hai,, sir usme change over ke liye 12 0 12 transformer use kiya hua hai but wo transformer kharab tha, maine change bhi kr Diya phir bhi change over nhi ho rha hai,,, plz help me
Sir Microtek 925e2 me problem ye aa rha hai ki invertor par 300 watt tak ke load pe sahi kaam karta hai par jaise hi uske upar load dete hain output flickering karne lagta hai overload v nahi hota kya karun sir bahot paresaan ho raha hoon
Microtek 850sebz ki old pcb Ko new latest pcb se kaise upgrade ker sakte hai Sirf pcb change ker ke kaise inverter upgrade ker sakte h ispe video banaye
Sirjee hamko 150ah ki battery sirf solar panels se charge karna hai our inverter se chalna hai power se charge nahi karna hai to kya settings kare please bataye
Aj maine off karke raka battery heat ho gaya hai, distilled water sab ok hai, battery gravity, shell be sab ok hai chek kar va liya, aj dekha battery ka pani thoda bahar a gaya tha so off karke raka dir connection sab
Sir, ye preset ki setting apne aap gadbad hoti kaise hai jabki mera to inverter bhi 6 months old hai phir bhi overcharging kar raha hai. Aur kai log bolte hain ki esko change karne pe saare inverter ki setting gadbada jayegi jaise low cut wali setting bhi esi preset se control hoti hai. Please reply keejiye, waise mera wala warranty me hai to service engineer ko bulaya hai, dekhe wo kya karte hain. Aur positive & negative wires bhi aajkal Microtek wale Aluminium ke dene lage hain to wo bhi yadi free me change honge to karwa lunga. Thanks for the info
@@GOR_FAN full hone ke baad 90-90° anti clock ghuma ke dekhiye, minimum jitne pr cut hone Lage usi pr set kr dijiye. Hum aise hi set kiye hain. Tab 14.4 ke upar nhi jaa rha volt aur full hone ke baad battery ka voltage14.1 maintained rahta hai mera.
Sir mere pass 2.6kva ka microtek ka inverter hai(36vdc) uski battery bahot garam hoti hai. Pani bhi jaldi khatam hota hai battery ka. Charging voltage 41v hai lekin current continue 10 to 13A itna chalta hai. Please solution
Mera ups microtek 875Sw hi hai but isme to nila colour ka adjuster 2 hai. Mera inverter bhi lagatar charge krte rahta hai battery jbki battery new tha to aisa nhi hota tha
Are wa sir ji aaj tak kafi sare video dekhe but kisene bhi es preset ke bareme itne jankari nahi di.so very very thaku sir ji.
🙏🙏🙏welcome brother
Agar set karne ke baad bhi over charging ho rhi ho to kya prset ke alawa aur kya kar sakte hai
Sirji mera invertor jo hai 850SEBZ microtek. Iske andar two no's of blue port for adjustment. Konsa adjust karna hoga cut off ke liye. Mera battery 14.5volt me bhi cut off nahi ho raha hai. Please suggest.
Sir ji mere exide xtatic 850va ka inverter hai jo over charging karta h plz batao kya problem h.
Amazing work bhai thanks
Achha tha video sir
Sir ji mera inverter full charge hone k bad bi fan continue chalta hai kuch problem hay kai.
सर माइक्रोटेक 24 वोल्ट में अगर चार्जिंग कट सेट करना हो तो माइक्रो केवी नंबर 3 पर कितने ओल्ड सेट करें
Sir, 3.4 ya 3.5 please bataye hamari exide ki IT500 new battery hai 150ah and inverter microtek EB900 hai..
pls tell about the preset in DG1600 microtek inverter circuit to decrease battery voltage
Video aapki bahut acchi hai very nice ❤️🙏👍
Mere microtech inverter hai 24*7 hybrid battery continue charge kr raha hai cutoff bhi nhi ho raha hai aur battery ki charge volt bhi nahi badh rahe hai please help me
Agr ups mode pa na la to tab kya hoga ya btao plz jaldi btao
Bhai isse huum lithium battery Ko bhi inverte me laga sakte h
Bhai 24 v ki battery ki kitne volt par setting rahe aur cut off ke baad kitne amp dikhana chahiye
180 ah ki battery ko kitne point p cut kraye
3nambar ic kavolt preemie sate Karlee 3.39 volt dead raha hai problem 15.80 ke upar ja raha hai kya chake karea
Naya microtek inverter pe blue colour preset nahi hi. hum kisa adjust kareha
Sir inverter battery ko kitne ampair per set karna chahiye 180ah battery hai plz
sir eco watt 700va inverter mei jaise hi battery connect karte hain to beep ki sound aane lgti hai aur ups switch bhi proper work kr rha hai,,,,relay bhi switch se on off ho rhi hai, but beep sound continuously aa rhi hai,,, plz help me
Good tiçhing 👍👍👍👍👍👍👍👍👍👍👍👍👍
Nice video Sir
Thank you very much sir very useful video sir
+Ram Mohan welcome Sir
Sir ji namsthe hamara ghar ka same interver hai microtek so 3 dinse dekh raha hun inverter ka andar ka fan chalu he rahe tha hai, continues and battety bhot gharam ho gai hai, charging ka indicator on hai present
Mera micrtek inverter eb 1000 model charging cut off nahi hota hai to isme koye priset bhi nahi hai to kaise tik kare reply me please
Give me your what's app no. please
sir meta 875 e2 hai jab pawer dene se ti ti Kar buzzer ata h . please sir
Sir inverter waala plug Jo electricity board me lagta hai bilkul halki halki chtttttt chtttttt ki awaj Kar Raha hai plug nikalta hu to wo heat ho Raha hai socket bilkul sahi hai or tight bhi hai dusre plug lagata hu to sahi chlta hai????
Nice vedio for overcharging. Microtek inverter 625 va output above 300v .drive at mosfet is 3.8v how to adjust it
Nice information sirjee, and liked and subscribed your channel.
😎
😎
Aapka video best hai sir.....
Baki dono preset ko kaise set karenge multimeter ke madad se
Microtec 1115 e2+ mains me chal rha hai pr bettry se output hi nhi de rhi
Is inverter ke kit me kitne volts ke riley lagi hai
12v
Bhai v guard du875 pro inverter jo hai wo continuously charge ho raha hae aur charging led light bhi continuously blink hota hae,aur iskae vaja sae current bill be 500-600 zyda ha raha hae.plz help karo bhai🙏🙏🙏
Excellent information sir 👍
Thanks
Sirjee charging cut hone ke baad tosformar off hota hai ya nahi please batye
Transformer on Hota Hai board cut kar deta hai
Baki isi inverter ke preset ke bare me batayein or ye bhi batayein kitne value ka hoga or kya kah kr kharidna hoga or sath me price kitni hogi
Vary nice video
Aap ne kaha ke ic ka volt 3.5 hona chahiye lekin blue preset ghumabe se 3.21volt se niche nahi ata hai
सर मेरा इन्वरटर ग्लोबल का है उसका चार्जिंग led कायम चालू रहता था लेकीन आप के व्हिडिओ देखने पर मैने वहा सेट कर लिया लेकिन अब चार्जिंग led onनही हो रहा है क्या करना चाहिए
अब ग्रुप में जोड़ लीजिए सर आपका फैन हूं
Luminous 1250 m v sir 2 din se charging show ho rha h or battery heat ho rhi h
luminas ki battery hai 180ah ki kitane par charging cut honi chahiye.mera bhi cut nahi ho raha hai
Facing same problem with a 2 year old 150 ah battery.....inverter is always charging.....kindly help what to do......
Aap mickro pe volt chake kar sakte ho
Sir what is the standard range of charging voltage....and kindly provide ur number if possible...
Inverter Ke Piche Jo switch Lagi hui hai aap usko STD pe kar dijiye
Sir already i had changed it to std charging.......but still after 5 min of power failure ...it charges for hours.......it seems like auto cut is not working properly......battery is also getting heated......kuch help kejiye......
Bhai aap lejake Kisi mechanic ko inverter dikha dijiye ya FIR mujhse baat karwa dijiye Nahi To aap ki battery fat bhi sakti hai
sir arise inverter mei change over nhi ho rha hai,, sir usme change over ke liye 12 0 12 transformer use kiya hua hai but wo transformer kharab tha, maine change bhi kr Diya phir bhi change over nhi ho rha hai,,, plz help me
Sir Microtek 925e2 me problem ye aa rha hai ki invertor par 300 watt tak ke load pe sahi kaam karta hai par jaise hi uske upar load dete hain output flickering karne lagta hai overload v nahi hota kya karun sir bahot paresaan ho raha hoon
बहुत बहुत धन्यवाद भाई 🙏❤️🙏
क्या pre set सभी इनवेंटर में लगा होता हैं?
Bahut hi badiya bhai
चेक करने के लिए बैटरी में कितने वोल्ट होने चाहिए
Battery mode pe load dalna hai ki nahi
Nhi
@@powertak3780 ok
Sir microteck inverter mai light jate hi inverter fluctuate hota hai isko kaise repair kare
Sir microtek inverter 24.v eb 1600 ka kitna hona chahiye.mera inverter cut nahi ho raha hai
Microtek 850sebz ki old pcb Ko new latest pcb se kaise upgrade ker sakte hai
Sirf pcb change ker ke kaise inverter upgrade ker sakte h ispe video banaye
Betarry garm kiv hoti he
Sirjee hamko 150ah ki battery sirf solar panels se charge karna hai our inverter se chalna hai power se charge nahi karna hai to kya settings kare please bataye
Aap ke pass solar INV hai sada
@@powertak3780 mera inverter hai macrotec eb900 sada hai painal to baad me laya hu
180 watt ke 2 painl hai 12+12 volt ke
Bhai aap ek controlar laga legeye
Aapki changing bhut mast hogi lekin solar controlar jarur lagaye
Thanks sar
Very good sir
Sir is problem me Blue pre-set ki teeno pin bhi to short kar dete hain, sir isse koi dikkat ho to jroor reply de.... thanks
Battery low aa sakta hai
Aj maine off karke raka battery heat ho gaya hai, distilled water sab ok hai, battery gravity, shell be sab ok hai chek kar va liya, aj dekha battery ka pani thoda bahar a gaya tha so off karke raka dir connection sab
Good sir
Sir, ye preset ki setting apne aap gadbad hoti kaise hai jabki mera to inverter bhi 6 months old hai phir bhi overcharging kar raha hai.
Aur kai log bolte hain ki esko change karne pe saare inverter ki setting gadbada jayegi jaise low cut wali setting bhi esi preset se control hoti hai.
Please reply keejiye, waise mera wala warranty me hai to service engineer ko bulaya hai, dekhe wo kya karte hain.
Aur positive & negative wires bhi aajkal Microtek wale Aluminium ke dene lage hain to wo bhi yadi free me change honge to karwa lunga.
Thanks for the info
Battery heating problam hai kya kare
Kitne din ki battery hai bhai
@@powertak3780 5 sal ka hai par bhot kam chlate hai 2 din se problam hai
Charging regular chal rha hai
Bhai sahab aap Kisi Se battery check kar wa legeye
@@powertak3780 battery ok hai us ko hum dusre inverter par chek kar chuke hai
Cut voltage kitni hoti 14.2
10.5
Battery over heat ho rhi h aur charging cutt off v nhi ho raha h
Battery kitni v hai
@@powertak3780 150ah
@@devprit833tinku Sir kitne volt charge hoti hai battery 14v ki 15 v
Ups mode on nhi hora kya karna padga
Aap switch check kar lo
@@powertak3780 ok
If programed ic of microtek are available eb series, please inform price
Sir charging cut karate time inverter ke back side wala switch high charging pr hona chahiye ya low pr, mtlb ki kahan pr rakh kar set karen...
High
@@shivakartikeya5687my inverter cut off 3.9 😢 what problem
@@GOR_FAN full hone ke baad 90-90° anti clock ghuma ke dekhiye, minimum jitne pr cut hone Lage usi pr set kr dijiye.
Hum aise hi set kiye hain.
Tab 14.4 ke upar nhi jaa rha volt aur full hone ke baad battery ka voltage14.1 maintained rahta hai mera.
@@shivakartikeya5687 my battery charger time volt 13.5
My inverter charger cut off 3.9 v
@@GOR_FAN cutt off 3.9 kaise ho sakta hai?
13.9 hoga
Abhi Maine aapka channel subscribe kiya hai
Thanks bhai
Super
Sir ups on ho rha he lekin koi output nahi he
Or charge bhi nahi ho rha he
Problem Kya he sir
Bhai Jack aur relay Do no check kar lo
Driver ic ke pas ak transistor bhi kharab dikh rha he lagta he jal gya he Kya kre sir btayen
Whatsaap pe melo
@@powertak3780 sir WhatsApp no.
Arey sir ji mere inverter me charging light blink off hone ka baad bhi fan chalta raheta hai......
Mere naye inverter pe aa rahaa hai problem 14.9 tak chalaa gayaa fir v charge cut off nahi hua.. baad mei aapne aap thik hua 😒
Microtek mat lo koi v.
Meri 14.5 hoti hai koi problem
Nhi
Saheb power botan nhi kaam kr rhi hai
Mickrotak1115 VA इन्वर्टर में 500 w लोड देने के बाद low बैटरी हो जाता है इसके बारे में बताईए
mere inverter me mains se output de rhi hai but bettry se output nhi de rhi hai
Sir very nice
Bahut khub
Microtek 1600va . over charging cut setting sir ji
Microtec EB 700. Over charging problem. Heating battery. How could i solve the prob. Plz help.
8:30am explained well to adjust preset to stop battery overcharging
Excellent sir ji , lekin mere battery 180 ampere ki hai aur 13.37 pe cut hoti h but exhaust fan chalte rehta hai.usko kaise theek karen. Plzz bataye
Sir mere pass 2.6kva ka microtek ka inverter hai(36vdc) uski battery bahot garam hoti hai. Pani bhi jaldi khatam hota hai battery ka. Charging voltage 41v hai lekin current continue 10 to 13A itna chalta hai. Please solution
Microtek inverter purane model ke तीन फरिसट के बारे में फुल जानकारी
Mere Mai ye Same Problem Hai .Mera Inverter Microtek 925E2+ hai. Maine Apka Video dekh kar jaise jaise kiye o kiye pr nhi ho rha hai
Please reply fast
Same problem on luminous
But no pre set in luminous eco watt 850
Microtek EB battery mode man LED show kar raha hai
hello sir namaskar,
mera inverter microtek EB1100 model hai
same problem hai usko kaise kare
plz. help me
Video me pura btaya gya hai
Mera ups microtek 875Sw hi hai but isme to nila colour ka adjuster 2 hai.
Mera inverter bhi lagatar charge krte rahta hai battery jbki battery new tha to aisa nhi hota tha
microtek inverter 875e2 lights bilenkig PR charging no lo pireset gumane PR fiyuj kharab hoja h kiya Kate ic scr c100 OK
Ager 48 mpear Batry to cut on l
Good
Akhir phir 14. Kuchh pr hi to kt kr rha h to phaida kya hua ....Kam hona chahiye na kyuki aise me pani ubalne lgta or sukh jata
Nice
Microtek 860eb inverter
Some times out current fluctuation (like tubelight and fans) horaha hai iska problem ko Kai Kiya jay
Transformer drain ke jo dono loop nikale hue hain aap usko check Karen Kahin luging hogi
Same problem hai ।।lumens invater hai 850 va ka।or 150ah की battery hai।or
सर माइक्रोटेक 1250 मैं मांस पेट जल गया था मांसपेट लगा था 03N हमने लगा दिया है 7545 लेकिन ड्राइव Bolt दोनों चैनल पर नहीं आ रहा plz
Thx sir
main a rahi hai per charging mpn Nahin Nikal
hello sir reply kare
Luminous inverter eco volt ripering ke video...
माइक्रोटेक इनवेंटर में फैन कि सेटिंग
Ji nhi charging ki s
Mera inverter 14.80 pe band hota hai