Good video sir thanks. Sir microcontroller ic no. SIV 4.1 Aur SIV 6.30S same h kya?? Ya SIV 4.1 ka equivalent kya h. Microtek Sinewave model 900s h. Plz coment. Thanks
Sir namaskar mera maicrotek inwarter hai jo ki Deep battery ko kis tarh charge kare... inwarter me Over Change ka swich laga ke bana sakte h plz gao me bigali ki samasya rhti h
Ji sar aapko kis madhyam se connect Kiya ja sakta hai ya aapse baat ho sakti hai inverter problem hai to uska solution kaise kiya ja sakta hai aur kahan per laane per ban sakta
इसे कहते असल जानकारी
दिल खुश हो गया 👍👌
Sir ji apka video jab jab dekhte h to dil khush ho jata h ❤🥰🥰
App mera guru ji haa sir 🙏🙏 inverter ka kam video dekh k sishgiya .thanks you sir
Sir aap bhut ache tarike se samjhate ho
Guruji apki class You tube par sabse alag hai ❤❤❤ mst 😊
Is board mein current dekar check karna hota hai ya FIR bus multimeter se
Bahut acha lgta hai sir aapka video
Good tiching karte hai 👍👌👌👍👌👌👌👍👌👌👌
बहुत अच्छा वीडियो बनाया है भाई आप न❤❤❤❤❤❤
Very nice sir very 👍👍
Very nice sir❤❤❤
Aapka batane ka tarika hai bahut pasand Aaya Hai
Nice video bhai, 👍👍👍👍👍
Hi sir. Mere inwater model. Luminous cruise 2kva h pani 15 din ma kam hi jata h. 28.7v pa kat Karta h. Kuch Sudhar ho sakta hai kaya. Please reply
Luminous 1650 rapid 12 v me overcharge ka he problem kya kre
good teaching sir
Very helpful sir
Bahut badhiya sirji
Very good information sir
Bahut achha samjhe sir thanks sir
Very very good information .
Microcontroller ko nikal kar preset se volt setting karne pe setting ho jaiga ya microcontroller Phir se lagane pe setting khrab ho jaiga
Nice video thank you sir 👏👍🌹💐
Same problem luminous shakti inverter ka bhi video banaye....
Bahut khub sir
Good knowledge sir
Hi..
Microtek (24 volt) 1400 model
Me bhi over charging problem isi trha set krna hai?
Microtek 850EB me p55nf06 MOSFET se IRFZ44n MOSFET replace karsakte hai kya?
Inverter battery full charging hone pe kitne volt hone chaiye bina inverter chalu kiye please reply
14.7 ya iss se kam
Thanks sir
Sir kya aap pls bataye GE is inverter me over load aur high drain protection system nahi hoti.?
Thanks sir🎉🎉🎉🎉🎉
Very nice video
Preset ki jagah kitna resistance lagaye
Jo permanent volt rahe
Sir mere charge pura ho gya baterry charge ka full symbole show kar rha hai stayble hai lakin fan chal rha haibsir kya problem hogi plz help me.
inverter ka Over load aur out put setting ki video daaliye sir jee🙏👍
sir ovarlod me kiy kiy fold hota hai ups invatar me
Nice video sir.
Eb 11000 v kit milega sir
3.4 he likein over charging ho rahahhe 18v ahrahahe kya fault hog
*Thankyou* 👌👌
xp 1450 me micro ke pin no 3 pe 3.6 volt se kam nahi ho rha hai kya kare kitna bhi ghumane pe. preset bhi badalkar dekh liye hai.
Sir Please let me know the number of micro controller ic used in Microtek EB 800 UPS.
Good video sir thanks.
Sir microcontroller ic no. SIV 4.1
Aur SIV 6.30S same h kya??
Ya SIV 4.1 ka equivalent kya h.
Microtek Sinewave model 900s h.
Plz coment.
Thanks
Ek hi hai
Thanks
Ye sab ic apke pas milega kya??
24 volt inverter ki pin no 3 pe kitna holt chahiye????
Agar lion batteries lagani hai
Charging 14.6v aur discharge 12v to settings kya hai
Same card me changeover problem ka solution Bata yen.
Sar aapka yah pura system kis jagah per hai aap kahan per kam karte hain aur kis jile mein hai
microtek 200 eb over charging no backup problem make videos
Exide inverter per video banaaiye charge Nahin ho raha hai backup Nahin de raha hai
Thank you
tnx.u
charging volt set karne wala IC ka number kya hai? please let me know soon
Super 🙏🙏
Sir ji microtak Jambo 2500 24 volt inverter me kaise set karenge
Sir namaskar mera maicrotek inwarter hai jo ki Deep battery ko kis tarh charge kare... inwarter me Over
Change ka swich laga ke bana sakte h plz gao me bigali ki samasya rhti h
Good jop sir👌👌👌
Multimeter की black wire कहा लगा कर रखना हैं ic pin 3 test करते समय .
Gnd
Nice video
Thank you sir
Ok thanks sir jee
Eb 1700 ke pin no 3 me kitna volt set karna hai
Nice idea
Please ad any suggestions group of inverter repairing
Very good
Microtek hybrid 24×7hb me battery low problem ke baare me jankari dijiyega please
bhai multimeter k black wire kha connect krni ha
Microtek Hybrid 24×7 HB950 me battery low problem ka solution bataye please
Is ic mai kitne pin hai
Sir ap kha se ho
Sir ye batao ki inverter ki output same nhi rehti. Jhatke k saath kam jyada hoti h ya flctuate hoti hai, aisa kyun
Kaha se ho app sir
Ji sar aapko kis madhyam se connect Kiya ja sakta hai ya aapse baat ho sakti hai inverter problem hai to uska solution kaise kiya ja sakta hai aur kahan per laane per ban sakta
Bhut accha
New model inverter me priset nhi hae toh kaeae kre
Good evening sir microgtek 600eb charging preset nahi h charging cut kase lagey
Sir mera inverter main or trip kr raha h kya problem ho skti h
Battry volt 11.7 par low show hojata hai kiya karan plz solve may problum
Multimier dono ware lagake dikhaona
Eb 900 me lo cat of problem ic ki 3 no pin par chak karne par voltag 7.89 bata rahe h li jat set karke dekh liya iska soulotusn batye ser
Battery voltage 12.50 pa pin no 3 par 3.3 volt ana chahiyeh
HII BHAI 👌👌
Maltimitar ka black wayr k ha lgaya h sir vidio me nhi dikhai de rha h
Sir microtek inverter eb860 pcb 12 v kaise connection de
Sir lm 324an ko invertor me circuit dig. Se sajaye
सर Lm324 के बारे मे कुछ बताए
Isko thik karne ka kitna kharcha atta hai agar battery overcharge ho rahi hai
Níce sir
Sir black prov ko chhupa ke kyu rakha hai test pen idhar udhar ghuma rahe ho.
Wery nice
Agar 12 volt battery hai to kitne pr krna hai sir g
Sir mera inverter mictotec 700va h jo pin no 3 par 8.5 volt a Raha h lekin reeset se bhi kam nahi ho raha. H battry bhi 12.5 volt charge h kya karoo
Sar Microtek inverter ki Sabhi rally ke bare mein explain kare aap please
*Multimeter ki 2 leg kahaa lga rkhi, dikhai nhi de rhi?*
Sir, neutral kaha dalke check karna hai?
Sergi aapne microcontroller ic ka number nahi bataya
Sir Eco watt 1059 continue beep kar raha hai bina on kiye
Meterke black wire kissme touch karna cheyyia?
Nice information sir 👍
hi sir
Microtek 1000EB
Mens dalne ke bad 12 volt charging up down ho raha hai..
Sir is per video banaaiye...
3710 ke jagah dusra konsa lagegap
Aapke pass kon ko sa number ka MOSFET h
@@KanhaElectronicsGenius p55
P55 hai
Good