Take a look at this Sunnylife for Mini 3 Pro Lens Filter Kit,Accessories Color: MCUV Filter for Drone UV Filter on Flipkart dl.flipkart.com/s/jVewqyuuuN
Bhai lens ko bahar se kaise tode plzzz reply....qki mera filter aa chuka hai....and bhai ek chej or.... jo naya filter hai vo charo sides se proper fit nahi bethra.......2 sides me gap jyada hai....or 2 sides proper fix hai ?? So isse koi problem to nahi...ki gap jyada hai ?
Bhai pura shi se cover hona chahiye nhi to dust ander jayega aur lense kharab hoga Main glass jb break hoga to ander kuch bhi nhi rhta ab yahi filter hi rhega
Baki todne ke liye glass ko heat kr do ghr me tawa pr koi mota paper ya kapda rkh kr direct mt rkhna jb glass heat ho jaaye to kisi nife se kinare kinare se press krna toot jayega
@@ghumakkadianand bhai tumhara proper fit aara hai kya ??? Jaise drone mein pehle se milta hai ...i mean same uski tarah fitting aari hai kya ???...bcz mera to lagane mein bhi bhut tight hai or utarne mein bhi bhut tight utar raha hai..... ???
Mere wale me jb camera ka jo do screw he wo nikalne k bad jo cover nikalta he na uske sath he camera v nikal raha he ! Only cover nhi nikl rha !😢 Ab kia kru ? Bahar se glass ko kse tora jaye ? 😢
Hii broo .. I can solve this problem in zero cost ...100% and without open camera lens
How
Kya 3 week baad ka experience kessa hai?
Abhi bilkul fog nahi aara hai?
Issue complete solve hua hai ya nahi?
हा भाई अभी मैं mp गया था 26/08 2023 को बहुत सारा ड्रोन शॉट लिया वाटरफॉल का कोई probem नही है पूरा 64 gb वीडियो बनाया है
@@ghumakkadianand badiya bhai,
Thanks for the information
Thank you brother
Bro like krne say kam nhi hoga reply karo iske baad tumare drone main foggy aaya
Nhi abhi bhi nhi aaya
Bhai abb kya condition hai? Foggy ho rha hai ya nahi?
Tb se koi problem nhi hui abhi tk
someone please give me a confirmed, does this really work? removal of lense and add UV lense?
जब से हमने अपने ड्रोन में ये किया मुझे तो कोई प्रॉब्लम नही हुई बाकी और किसी ने किया हो तो बताए
Sir uv filters link do by Karna hai
Take a look at this Sunnylife for Mini 3 Pro Lens Filter Kit,Accessories Color: MCUV Filter for Drone UV Filter on Flipkart
dl.flipkart.com/s/jVewqyuuuN
Bhai lens ko bahar se kaise tode plzzz reply....qki mera filter aa chuka hai....and bhai ek chej or.... jo naya filter hai vo charo sides se proper fit nahi bethra.......2 sides me gap jyada hai....or 2 sides proper fix hai ?? So isse koi problem to nahi...ki gap jyada hai ?
Bhai pura shi se cover hona chahiye nhi to dust ander jayega aur lense kharab hoga
Main glass jb break hoga to ander kuch bhi nhi rhta ab yahi filter hi rhega
Baki todne ke liye glass ko heat kr do ghr me tawa pr koi mota paper ya kapda rkh kr direct mt rkhna jb glass heat ho jaaye to kisi nife se kinare kinare se press krna toot jayega
@@ghumakkadianand bhai tumhara proper fit aara hai kya ??? Jaise drone mein pehle se milta hai ...i mean same uski tarah fitting aari hai kya ???...bcz mera to lagane mein bhi bhut tight hai or utarne mein bhi bhut tight utar raha hai..... ???
7897200300 es pr whatsaap kro to mai pic bhej du lgane ke baad
Mere wale me jb camera ka jo do screw he wo nikalne k bad jo cover nikalta he na uske sath he camera v nikal raha he ! Only cover nhi nikl rha !😢 Ab kia kru ? Bahar se glass ko kse tora jaye ? 😢
Sb ke sath aisa hi hota hai
Normally what I do is put on rice bucket
Nhi shi hota bhai jb drone fly kiya jata hai to gimble heat hota aur fogg bn jata hai aur baad me apne aap shi ho jata hai