TH-cam me 1 yahi video he jo pura knowledge diya he baki TH-cam me aisa video aur koi nehi he .... Pure 4 din baad pura knowledge mila .... Thank you so much...aise hi video banate rahiye
Bhai apne es best knowledge se meri thodi help kr do mai bahut confused hu kyuki koi aisa nhi mil rha jo poori tarah se kuchh janta ho Mujhe 8 desktop computer din me 6 hour chalana h . Mere pas 1450 watt ya jo bhi hota ho ac normal inverter h. Jisko pahle mai grid se chalata tha. Ab grid nhi h to soler plate laya utl ka mono 240+240 2 panel. Amici smart ka 30 amp pwm soler controler lgaya . 10 sqmm ka ac wire lgaya h kyuki 2.5 sqmm bahut garam ho rha tha. But back-up nhi mil rha sirf 1-2 hour milta h battery life. Yhi 230 ah inverter battery pahle 12 hour tk chalta tha ek charge me. Mai kya kru kaise kya set kru kya chenge kru. Kya lgau ki km budget me mai bina grid ke apna kam chala sku
SMU keya electric connection chor ke calaya ja sakta hain?? rat main electric se nehi chalana nehi hain mujhe,3012 SMU hain (microtek ), 330waat ka panel ko mujhe only dc bmain chalana hain
@@techonlinehindi manual mode main keyse set kore??? mujhe battery se directly ghar ka lad nehi chalana nehi hain SMU se kor sakte hain??? please reply Sir,
@@techonlinehindi nehi ,mere pas inverter nehi hain, current bhi nehi jate hain is liye nehi kharida,mujhe sirf solar se battery charge korke dc chalana hain, inverter kharid na nehi
Mere Ghar mein 12 volt Solar Inverter hai, 12 volt battery vi hain but I want to buy 24 volt 540 watt Solar panel (2 Nos), what should I do to convert 24 volt to 12 volt??
TH-cam me 1 yahi video he jo pura knowledge diya he baki TH-cam me aisa video aur koi nehi he .... Pure 4 din baad pura knowledge mila .... Thank you so much...aise hi video banate rahiye
Power inverter kaise hai test kijiye
Nice video
Very good 👍
Bollhoti helpful video hay
Thanks for liking
On grid inveror ke sath existing inveror chal jayega kya
Thanks 👍🏻
Very good sir
बहुत ही अच्छी जानकारी दी आपने 👏👏👏 हर हर महादेव 🙏🙏
Very nice video
Thanks
Nice sir
Very nice
Bhai apne es best knowledge se meri thodi help kr do mai bahut confused hu kyuki koi aisa nhi mil rha jo poori tarah se kuchh janta ho
Mujhe 8 desktop computer din me 6 hour chalana h .
Mere pas 1450 watt ya jo bhi hota ho ac normal inverter h. Jisko pahle mai grid se chalata tha. Ab grid nhi h to soler plate laya utl ka mono 240+240 2 panel. Amici smart ka 30 amp pwm soler controler lgaya . 10 sqmm ka ac wire lgaya h kyuki 2.5 sqmm bahut garam ho rha tha. But back-up nhi mil rha sirf 1-2 hour milta h battery life. Yhi 230 ah inverter battery pahle 12 hour tk chalta tha ek charge me.
Mai kya kru kaise kya set kru kya chenge kru. Kya lgau ki km budget me mai bina grid ke apna kam chala sku
Aapko 3 kva solar system ki jaroort hai
Gamma plus 3350 , eapro 3200 , smarten 3200 laga sakte hai tabhi jake aapko properly backup milega
@@techonlinehindi thanks bhai but soler panel kitne lgau ya kitne watt ke
2 kw
@@techonlinehindi 8 computer sirf 6 hour chalana h. Sare computer mila ke 600-700 watt he ek sath use krte h
Mere pas 1440 watt ke ac inverter h uske sath smu nhi lga skte taki inverter na khareedna pde.
muze bas solar panels se battery charge krna hai & o/p AC mai chiye. Ye mai khet mai lgaunga chota bulb chalne ke liye
❤❤❤❤
👍👍👍👍
SMU keya electric connection chor ke calaya ja sakta hain?? rat main electric se nehi chalana nehi hain mujhe,3012 SMU hain (microtek ), 330waat ka panel ko mujhe only dc bmain chalana hain
Yes kar sakte hai , smu manual mode par set kar do
@@techonlinehindi manual mode main keyse set kore??? mujhe battery se directly ghar ka lad nehi chalana nehi hain SMU se kor sakte hain??? please reply Sir,
Aap ko inverter + battery se load chalana ?
Aap ko inverter + battery se load chalana ?
@@techonlinehindi nehi ,mere pas inverter nehi hain, current bhi nehi jate hain is liye nehi kharida,mujhe sirf solar se battery charge korke dc chalana hain, inverter kharid na nehi
Solar inverter ka panel extra badhane ke liye charge controller le ya SMU.
Good
I want system with I/P only with solar panels & O/P in AC
SMU se battery charge hone bad, extra current re device ko chala sakte he.
Yes
nice video
Thanks
300 watt ka kitna bolt controller sahiyee
भाई SMU कितने वाट तक पैनल लगा सकते है मेरे पास 1200 वाट है लग सकता हैं
Mera invartar kharab ho gaya h kya jo mere liye sahi rahega 300w ke 2 painal h mere pass
solar pcu
Ongrid, offgrid or hybrid.😊
15 MPR ka solar charger controler
Bmaga na hai address
Smu. Control Pa 24 v panel laga ka 12 v battery pur laga sakta h
Mppt smu par laga sakte hai
Hello sir smu lagay to invreter lagana jaruri ha kya
Yes , agar a.c load chalana hai
SMU output mein aise nikalta hai ya nahin
Dc.to d.c
A.c ko inverter se connect karta hai only
Mere Ghar mein 12 volt Solar Inverter hai, 12 volt battery vi hain but I want to buy 24 volt 540 watt Solar panel (2 Nos), what should I do to convert 24 volt to 12 volt??
Buy utl gamma+ 1kva 12v
It will connect 24v panel to single 12v battery
Bina battery main direct load chala sakta hmm
3kva solar panal ke liye koon sa pcu lagayen
Utl alfa plus solar pcu , is better option,
330 वॉट सोलर पैनल कितने एंपियर निकलेगा
9.85
Nxg pro
Kya pcu se seedhe bina battery jode ghar ka lode chal jayaga
Nahi
❤❤