Bro, a 150AH C10 tubular battery can only be charged at 15A max. If we install 900W solar panel, then the battery will be given 50A charge current which will destroy the battery. Is there any way to limit the charge current in Ashapower SMU or the other SMUs?
Mere pas 220 ah inverter battery h, kitne watt ka pannel lgau ki battery din bhar me full charge ho jay daily. Even winter me bhi full ho ske daily. Utl mono half cut 240+240 soler panel lgaya h pwm amici 30 amp ka controler lgaya h. 10 mm ka ac wire lgaya h. pr kbhi full charge nhi ho rha
@@savankumar946 ek pannel aur lga lu 240 utl mono crystalline to kya charging tez hogi ya pwm charge controller utni bhi electricity dega battery ko jitna abhi de rha h
@@studiousadda ye charge controller support nahi karega, msv ka mppt charge controller lelo saste me mil jayega, 440w panel 220 ah battery ko full charge kar sakata hai yadi din me load na chale or solar se full power mil rahi ho tab jo ki es Mausam me nahi milta.
@@studiousadda bhai pahale tumhare pas Jo system hai use thik se check Karo ki thik se ampere mil raha hai ki nahi, or ye bhi dekho battery daily kitane % tak discharge ho jati hai
Mere pas Luminous NXG+ 1400 VA ka Inverter and Exide Tubular 200 Ah battery hai, iske sathe 440 watt ka 2 Solar Panel 24 volt connection karna hai, 24 volt se 12 volt convert karne keliye kya karna chahiye? Battery & Inverter Solar support hain.
Mere pass 12 volt vali 6 penel hai lekin mene mere inverter ko 225 wali 2 battery paralal me joda hai ab muje ye bataye ki me mere 12 volt vali pneleko sirig karake 24 volt banke use 12 volt 2 battery charger karu to jada amp boost hota hai kya Konseme boost jada hoga 12 volt me ya 24 volt me karu connect best konsa 24 ya 12 volt
Good information. MSV company k MPPT ka bhi comparison dikhaiye.
Mere paas luminous 1450e 12v singal battery he or 455watt 24 volte panels he to isme konsa smu lagana padega
Aashapower nova 50 pr 550w panel voc 49 160x2 voc22.8x2=45.6 kya lga skte hai
Sir 570w solar panal input supple 48v 13amp ko 12v 10amp output ke liye kya use krna padega solar cooler direct pannal se chalane ke liye
Bro, a 150AH C10 tubular battery can only be charged at 15A max. If we install 900W solar panel, then the battery will be given 50A charge current which will destroy the battery. Is there any way to limit the charge current in Ashapower SMU or the other SMUs?
Yes you can manage, amp , volt
Mene 12 v ki 2 bat parrlerl Kar ke lagyi he to iske liye kon sa smu sahi rehe GA dono bat 200 ah ki he
Mere pas 220 ah inverter battery h, kitne watt ka pannel lgau ki battery din bhar me full charge ho jay daily. Even winter me bhi full ho ske daily.
Utl mono half cut 240+240 soler panel lgaya h pwm amici 30 amp ka controler lgaya h. 10 mm ka ac wire lgaya h. pr kbhi full charge nhi ho rha
Bhai Mera bhi reply de do
Din me load mat chalao tabhi full ho payega
@@savankumar946 ek pannel aur lga lu 240 utl mono crystalline to kya charging tez hogi ya pwm charge controller utni bhi electricity dega battery ko jitna abhi de rha h
@@studiousadda ye charge controller support nahi karega, msv ka mppt charge controller lelo saste me mil jayega, 440w panel 220 ah battery ko full charge kar sakata hai yadi din me load na chale or solar se full power mil rahi ho tab jo ki es Mausam me nahi milta.
@@studiousadda bhai pahale tumhare pas Jo system hai use thik se check Karo ki thik se ampere mil raha hai ki nahi, or ye bhi dekho battery daily kitane % tak discharge ho jati hai
Can 620w solar panel be installed with 12v bty with UTL SMU.
Yes
Sir.voc he ky chiz h.smu laga ke kya faida hoga.mix kar ke batai yaa.ek item ke uper batao.laga sakte he.kar sak ye he.kya matlaab h
Voc , solar panels ki maximum voltage hoti hai
Mere pas Luminous NXG+ 1400 VA ka Inverter and Exide Tubular 200 Ah battery hai, iske sathe 440 watt ka 2 Solar Panel 24 volt connection karna hai, 24 volt se 12 volt convert karne keliye kya karna chahiye?
Battery & Inverter Solar support hain.
Mppt controller se 24v panels ko single battery pe laga sakte hai ashapower ka controller le lo Sab se best hai.
Wery good information sir
Mere pass 12 volt vali 6 penel hai lekin mene mere inverter ko 225 wali 2 battery paralal me joda hai ab muje ye bataye ki me mere 12 volt vali pneleko sirig karake 24 volt banke use 12 volt 2 battery charger karu to jada amp boost hota hai kya
Konseme boost jada hoga 12 volt me ya 24 volt me karu connect best konsa 24 ya 12 volt
24 v
मेरे पास microtek m sun 1135 pwm सोलर इनवर्टर 12v वाला है।क्या इसमें smu लगा कर 24v वाला सोलर पैनल लगा सकते है।
Laga skate hai
utl smu par 400 watt ke two panel laga sakte hai?
yes
@@techonlinehindi
2 panel 400 watt
Single battery
Utl mai support karega
@@gauravrathore55 1000 w tak laga sakte ho
24volt panel se,12volt bty charge kar sakte hai ya nahi.
Yes kar sakte hai
450 waat ka pannel hai , 150 ah ki single battery k liye konsa acha hai 🙏
asha power
@@techonlinehindi model konsa
Nova 50
@@techonlinehindikya 2 pannel parallel mein use karna hoga mere pass 4 pannel hai
@@techonlinehindiashapower Nova 50 mein 450watt k 2 bifical panel laga sakte hai kiya? Bifical 20% more generate karta hai khrab to nhi hoga?
24V इन्वर्टर सिस्टम पर अगर 1400W के पॉली पैनल + ये SMU हम लगाते हैं तो हमको C10 बैटरी लगवानी चाहिए या C20 बैटरी ?
C10
335watt ke9panal ke kitni battry our koun sa solar invartar lagega
Utl 3350 is better option for you but , solar support only 2160 w only , with 24 volt battery system
UTL smu bahut silent hai...iske cooling fan bahut silent work karte hain
maybe chalta hi nahi hoga to isliye silent hoga...lol
@@nitinkumar29 use kar raha hu...3 saal se...
C20 battery ke liye asha power sahi hoga kya
le sakte ho
24 volt panel se single 12 volt battery k liye konsa model sahi hai 🙏
Asha power nova 50
Utl ka mppt smu kaisa rahega
Good borodar
Smarten ghatiya hai maine liya tha
Thumbnail aur theory se kuch nahi hoga bhai
Practical karke dikawo
Ashapower is the best in India
Soon
@@techonlinehindi Good bro
Ashapower lagake dekho Ampere boost kya hota hai pata chalega
Baki sab company mppt k naam pe chuna laga rakha hai
No. Their warranty is BOGUS. When something goes wrong in warranty period, they will just not respond. HORRIBLE company. Never buy ashapower products
@@bickeythapa9908Bhai lena hai but out of stock😢😢😢
@@techonlinehindismarten mein ampere rakhne ka feature nhi hai wo extra bta diya.
Samarten best im use 5years
Konsa controller use kr rhe h bhaiya G
झूठा आदमी
😂😂😂😂😂
Utl is best
Asha power is the best