Mai kuchh din pahle yehi same experiment Kiya tha to ye ups transfarmer vibrate bahut jyada kar raha tha to Nikal kar ek dusra transfarmer 12 0 12 ka bana ke lagaya tha aur us transfarmer ka data aap hi bataye the
Hello sir. Mere paas bhi same UPS ka transformer hai aur Aapne iss video jaise bataya hai waise maine karke same transformer ko modified kiya hai. usame abhi ek side me 3 wires hai aur dusri side me 4 wires hai (Black, Blue, Green, Yellow). Lekin please batayiye ki us 300W inverter pcb board me jo 140 Charing aur 260V tapping ke connection me is UPS transformer mese konsi wire deni hai. Bus issi sawal ka jabab jananekeliye ataka pada hu. Please help kijiye. aapaka bahut bahut dhnyawad aur Happy Diwali to you and your family and Subscribers. Thank You.
Ek kaam kijiye pahle aap multimeter ki help se transformer ka wire check kijiye, jis wire me sabse kam continuity aayega wah charging ke liye aur jisme sabse jyada continuity aayega wah 260v yani output ke liye hai👍👍
Board on karne ke lie kisi transformer ka jarurat nahi hai ye 12v ke battery se operate hota hai👍👍 ispar video bahut sara banaya hu aap Channel par visit karke dekh lijiye
Hello sir abhi yeh 6-0-6 ka transformer ban chuka hai. Agar me isiko 300w inverter kit me use kartahu toh yeh battery charge nahi karega kyonki battery toh 12v ki hai aur yeh transformer 6-0-6 ka hai. Toh koi jugad hai ki isi transofrmer ke saath joki 6-0-6 ka hai 12v ki battery ko charge kar sake? Agar koi idea hai toh please bataye. Thank You.
Bhaiya ye 300watt kit pe full connection karke charging waigarah ka aur main supply dekar test kijiye ki ye 6 0 6 ups transfarmer battery charge bhi karega yar fir sirf output hi dega aur ye inverter without load ke kitna amp le Raha hai
Sir Jo apne 200 watt kit ko full automatic inverter banaya hai usme kahi kahi samjh nahi aya kerpa karke video skip karke na banaye chahe video lambi ho jay ham full video dekhte hai bina skip karke jai Hind jai Bharat
Good 👍👍👍👍👍👍👍👍 tasfamer भी जलेगा । अर मेरेतो सब्से पहेले मस्फेट जलादीया उस्के बाद 6-0-6 tasfemer भी बहुत साउन्ड आराथा अर कुच्छ समयकाे बाद जल्भी सक्ताहे😡😭
सर ये kit मे भोल्ट कम कर्नेसे frequency भी कम होताहे की नै?🤔 100w के kit मे output volt कम्म कर्नेसे 50Hz frequency भी कम होताहे कि नै अर frequency कम कर्ने से kit मे कोही असर पढताहे की नै?🤔
Aap 600 v 1000 v ki bhi UPS aata hain .Jo UPS ka motherboard Aata Hai use per aapane yah UPS ka Transformer jodkar pura hi video banaaiye na UPS inverter transformer aur UPS motherboard SMD aata hai na uska aur ful information dijiye na vah Kaise kam karta hai Ek Miro IC Kaise kam karti hai uska block diagram Hamen samjhaie na
Sir mujhe kuchh component chahiye kya delevery ho sakta hai apne kuchh logo ko galat samajh kar sabko galat samajh liya app Dhokha dhadi nahi karte ho or component kaphi kam price me milte hai
good information
@@mskhanx43 thank you 😊
Very nice bhaiya
@@nabeenkumar1783 thank you 😊
Sir, bldc fan,led tv chalaga
Ups jasa come karaga
Sab chalega but 150W tak
Thank bro❤❤❤❤❤
@@mdsirajkhan203 dhanyawad 🙏
Sir bord me neutral ke jo resistance he uuski reting kya he
Output ya Input ka
Battery output ka jo cooling tower ke bich me he vo vale
Sir transfarmer ko kaise banate hai Ispar Vidio banaiye please
Iska video already pahle hi upload kar chuka hu
Sir locopilot ki Torach banao plz❤❤❤
Test hone ke baad
Charging ki bare mebhi ekbar
Qna me bataunga 👍
200 watt kit par try kijiye
Video pahle se hi upload kar chuka hu
Mai kuchh din pahle yehi same experiment Kiya tha to ye ups transfarmer vibrate bahut jyada kar raha tha to Nikal kar ek dusra transfarmer 12 0 12 ka bana ke lagaya tha aur us transfarmer ka data aap hi bataye the
Achcha ji
haa is pr load testing ka bhi video bna dena
👍
Ye best tarika hai me ise jarur bnata but mujhe old ups transformer nhi mil pa rha hai
Achcha 🤔🤔 computer repair shop par mil jayeya
200 watt kit me bhi hai volt kam karne ke liye
Ye 200 watt automatic circuit me try karna
Uspar kaam nahi karega
Hello sir. Mere paas bhi same UPS ka transformer hai aur Aapne iss video jaise bataya hai waise maine karke same transformer ko modified kiya hai. usame abhi ek side me 3 wires hai aur dusri side me 4 wires hai (Black, Blue, Green, Yellow). Lekin please batayiye ki us 300W inverter pcb board me jo 140 Charing aur 260V tapping ke connection me is UPS transformer mese konsi wire deni hai. Bus issi sawal ka jabab jananekeliye ataka pada hu. Please help kijiye. aapaka bahut bahut dhnyawad aur Happy Diwali to you and your family and Subscribers. Thank You.
Ek kaam kijiye pahle aap multimeter ki help se transformer ka wire check kijiye, jis wire me sabse kam continuity aayega wah charging ke liye aur jisme sabse jyada continuity aayega wah 260v yani output ke liye hai👍👍
Agar fir bhi na samajh me aaye to discription me WhatsApp number hai...
Is inverter kit ki puri jankari dijiye board ko opret krne ke liye 9-0-9 transformer ki jarur hai kyaa... Board kaise on hota hai puri wiring dikhaye😊
Board on karne ke lie kisi transformer ka jarurat nahi hai ye 12v ke battery se operate hota hai👍👍 ispar video bahut sara banaya hu aap Channel par visit karke dekh lijiye
Namaste Sir iska ful connection video Banakar Dale sir
Ok
MOSFET heat hoga kya lod lagane par sir
12v kit मे 6-0-6 tasfamar लगानेसे मेरे कित्ने बार बार बहुत सारा मस्फेट जलादीया😡😭😭😭
Jawab QNA me mil jayega 👍
Aapko achche se samjhana hoga 👍 thodi jankari lekar bahut 🤔🤔 fudak rahe hai aap
Hello sir abhi yeh 6-0-6 ka transformer ban chuka hai. Agar me isiko 300w inverter kit me use kartahu toh yeh battery charge nahi karega kyonki battery toh 12v ki hai aur yeh transformer 6-0-6 ka hai. Toh koi jugad hai ki isi transofrmer ke saath joki 6-0-6 ka hai 12v ki battery ko charge kar sake? Agar koi idea hai toh please bataye. Thank You.
Good 👍🏻
thanks
Bhaiya ye 300watt kit pe full connection karke charging waigarah ka aur main supply dekar test kijiye ki ye 6 0 6 ups transfarmer battery charge bhi karega yar fir sirf output hi dega aur ye inverter without load ke kitna amp le Raha hai
Qna me bataunga 👍
Ha load testing ke giya
👍👍
Inverter buy like..?
Discription me WhatsApp number hai
Inverter kit kaha milega...?
Electronics shop par
UPS transformer ko 12-0-12 par chalana sahi hai ya 6-0-6 par?
Iska jawab QNA me dunga 👍
Sir Jo apne 200 watt kit ko full automatic inverter banaya hai usme kahi kahi samjh nahi aya kerpa karke video skip karke na banaye chahe video lambi ho jay ham full video dekhte hai bina skip karke jai Hind jai Bharat
Achcha 🤔
Piz charging karke dikhayen
Qna me bataunga 👍
Sir mera pas 4.4ah ki battery hai or 2amp 12v ka charger sir ji kitni dar mai mera battery charge ho jaye ga ❤❤
Iska jawab QNA me dunga
Transformer bahut hit hoga aur uski sekendari coil bahut hit hoga aur kuch der bad jal jayega
Good 👍👍👍👍👍👍👍👍 tasfamer भी जलेगा । अर मेरेतो सब्से पहेले मस्फेट जलादीया उस्के बाद 6-0-6 tasfemer भी बहुत साउन्ड आराथा अर कुच्छ समयकाे बाद जल्भी सक्ताहे😡😭
🤔🤔🤔 kuchh jyada hi experience hai 🤔🧐 khair koi nahi aaj sham ka qna dekh lena aap sab clear kar dunga 👍
Aur kuchh nahi jala na 🤔🤔🤔 ab ek kaam karo aaj shaam ka qna jarur dekhna sab clear kar dunga 👍👍 adhuri jankari lene ka ye sab natija hai 🤬
@@IndkarExperiment सर आप्के ईन्भटर के kit के अर टास्फमर के दोनोके input अर output कित्ने भोल्टका हे🤔 येभि digital मिटरने चेक कर्के देखाईये?
Sir ye sine wave inverter hai ya square wave?
Square wave
Please one video use the same UPS transformer and 500 watt inverter circuit board use please one video please 🙏😢😢😢
Iska jawab QNA me dunga 👍
सर ये kit मे भोल्ट कम कर्नेसे frequency भी कम होताहे की नै?🤔 100w के kit मे output volt कम्म कर्नेसे 50Hz frequency भी कम होताहे कि नै अर frequency कम कर्ने से kit मे कोही असर पढताहे की नै?🤔
Frequency kam jyada karne se kit par asar padta hai, ye sab functions 100W ke kit me nahi milega
@@IndkarExperiment सर छोटासा 100w RPS kit के frequency कम ज्यादा कैसे करे?🤔 मीटर मेही देखाकर्र एक्बार भीडियो मे देखाई येना please sar 🙏😭
UPS circuit board aata hai computer ka ups ke mospit Aate Hain powerful 200 w yaa 300 w .Kit per Laga De to kya hoga chalega kya
Try kijiye abhi to maine try nahi Kiya hai
Ups transformer se chalu kar sakte kya
No
Sir ji 200 watt inverter kit me ups ka 2 transformer ko sereaj me kar ke 12.0.12 bana ke 200 watt kit par chala sakte hai kya
Ispar experiment karna hoga
Ups ke transformer se kitne ah tak ki battery change ho sakti hai
7ah
Kya ye charging bhi karega
Iska jawab QNA me dunga 👍
Good testing ❤♨️👏🧪😇
Thank you
24v ups transformer hai merr paas usey use kaise kare 🥺
Aap 600 v 1000 v ki bhi UPS aata hain .Jo UPS ka motherboard Aata Hai use per aapane yah UPS ka Transformer jodkar pura hi video banaaiye na UPS inverter transformer aur UPS motherboard SMD aata hai na uska aur ful information dijiye na vah Kaise kam karta hai Ek Miro IC Kaise kam karti hai uska block diagram Hamen samjhaie na
Qna me bataunga 👍
Aur kaha se mil sakta hai aur kitne ka mil jayega
Jaha computer repair ka shop hai waha par easily mil jayega
Kitna watt dega
180w but 120w tak chala sakte hai
Sir mujhe kuchh component chahiye kya delevery ho sakta hai apne kuchh logo ko galat samajh kar sabko galat samajh liya app Dhokha dhadi nahi karte ho or component kaphi kam price me milte hai
@@jaivarma2192 aap WhatsApp par message kijiye aapko sabkuchh batata hu 👍👍
Transformer ka amp kitna hai
20Amp
Please koi bhi mat lagana es transformer ko es board pe
Q ki ye board 12 0 12 se chalne ke liye hota hai 6 0 6 pe jal jayega bhai log
🤔🤔🤔 achcha mujhe to pata hi nahi tha ki ye 12-0-12 hai 🤔🤔 chaliye aaj pata chal gaya mujhe
Fake h qki ya transformer 0-6 ka h or connection k bad 6-0-6 ka hoga na ki 12 0 12
Bhai MOSFET garam nhi hota kya..? Or isko 200 watt kit Mai laga ke voltage Kam kr ke Chala skte Hai kya..
Iska jawab QNA me dunga 👍