Bhaiya इस समय AMTEK ka automatic चार्जर jayda फेमस हैं,, उस पर बहुत लंबा चौड़ा मेंसन होता की 10 amh se lekar120 mah tak ki बैटरी को चार्ज करें,, kya ye सच है और उसके अंदर क्या है इसके बारे में जानकारी दें❤❤
Sir 5mm, 50 RGB LED series me jodkar continue chalane ke liye 1kom quarter Watt ka 8 resistance series me connect karke bridge rectifier or capacitor lagakar circuit bnaya hai ye long time tak chalega kya ya raat bhar chalane se kharab ho sakta hai
is kitt me kamse kam or jada se jada kitne ampr ka transformer lga skte hai jo poora jada se jada load le ske
Kam se kam 10amp aur jyada se jyada 25amp laga sakte hain
Bhaiya इस समय AMTEK ka automatic चार्जर jayda फेमस हैं,, उस पर बहुत लंबा चौड़ा मेंसन होता की 10 amh se lekar120 mah tak ki बैटरी को चार्ज करें,, kya ye सच है और उसके अंदर क्या है इसके बारे में जानकारी दें❤❤
Ab ye charger layenge to dikhayenge ki kya kya charge hota hai
@@IndkarExperiment ok bhai
ye kit maximum kitna tak load le sakta hai
350 watt tak
Yea kitne voltas or kitne amp ka tranfarma ha???
Or iska price kitna hoga?
QNA video ka wait kijiye usme sabhi jankari di jayegi
Board purchase link
Check description
Sir 100 watt rps kit ko 400 watt banaiye apne kaha tha
Abhi aa jaye kit tab na, is video par jaise hi 1k views complete hote hain vaise hi video bana denge👍👍
@@IndkarExperimentI'm waiting
Sir isase computer chala sakte hain
Nahi uske liye 500W inverter banana hoga
Sir kishi transformer ka amp kaise check kare ki kitna ampere ka hai
Ispar video launga
Sir 300watt inverter kit 140volt o 260volt nye diya to kush hoga please comment me boliye
Kuchh nahi hoga, aap 12 0 12 ka simple transformer bhi laga sakte ho
Ferrite core transformer banyea inverter के liya or transistor/mosfet se chale
Banega aur jarur banega but pahle is video par 1000 views ho Jane dijiye uske baad👍
@@IndkarExperimentferrit core transformer or toridle transformer or ei core transformer me kiska power loss sabse kam hota hai
@@mskhanx43 troidle Transformer ka
500 wat ke complete inverter banane ke liye kya-kya kharidna Padega
Aapka comment pick kar liya gaya hai agle qna me shamil kiya jayega 👍
Sir yah trasfarmar ketna watt de sakta hai
Yah transformer 300 watt Tak output nikal sakta hai.
sir it support 150 watt transformer
Yes
Bhai Apne store ka address bataiye
Indkar Store Name hai aap discription me check kijiye waha par aapko WhatsApp number aur store link mil jayega.
Celling fan 100w chale ga?
Haan ji
Skit ko 500 Watt kaise banaen
Video already upload hai jakar dekh lijiye channel par
Sir banakar deliver kar sakte
Kya banana hai 🤔🤔
Mere pass Ek 12 volt ka batra ha jo 160Ah ka ha
Ok
Bhaii ye pankha jo use kra hai vo kitne ka hai???
Discription me link hai mere new store ka waha par aapko price pata ho jayega aur sath hi aur bhi components hai, jakar dekh lijiye
Bhai ye to btao ki ye kya kya kam krta hai
Jo normally Inverter karta hai
kya is kit me dono side 1-1 mosfet or lgane se ye 500 watt load le sakta hai ya nhi
Possible nahi hai
Kyoki jo components Lage Hain wo 500 watt jhel nahi sakte
@@IndkarExperiment to kya isme extra 2 mosfet lgane se koi fayda nhi hai???
@@mskhanx43 Dekhenge lagakar kya fayda hota hai
@@IndkarExperiment ok bro lga kr dekhna
thanks for reply
Sir 5mm, 50 RGB LED series me jodkar continue chalane ke liye 1kom quarter Watt ka 8 resistance series me connect karke bridge rectifier or capacitor lagakar circuit bnaya hai ye long time tak chalega kya ya raat bhar chalane se kharab ho sakta hai
Iska jawab tabhi de paunga jab test karunga, ham isliye practically dekhenge fir aapko kal Tak batayenge👍👍
@@IndkarExperiment ok