Hello, you have made a very clear and detailed video, very nicely explained the issue and the solution for the same.. Great job chief.. One more thing.. At the end you said - Jai hind and Jai bharat ... For that i will thank you million times.. Salute..
Thanks for the comment sir Ji maine is fuel gauge ko authorized spare parts shop se liya hai Apko bhi agar lena hai to i recommend to buy it from a authorized shop ku ki online purchase karne se screw ka cut thoda alag milega to purane wale ko khlo ke shop ke le ke jane se acha hoga Means proper match kar le lena hoga sare thread ka hole.
बहुत-बहुत धन्यवाद भाई वीडियो बनाने के लिए। मेरे पास tata manza गाड़ी है और उसका fuel sensor हमेशा fluctuate करता रहता है कृपया इसके लिए कोई समाधान बताएं
thanks for comment sir ji ha gara air aa jayeag to pump se nikal sakte hai but gadi banhd h jayegi first start me uske bad pump se air nikal ke hi start hogi
Thanks for the comment sir I had already uploaded a video of water body replacement of tata indigo tdi and timing in full detail But timing is different for tata indica xeta but you can watch indigo video it will be good for you to know the steps
Thanks for the comment sir Middle me dikha raha hai to full tank karne pe maximum 25 liter lega agar jayda le raha hai to meter me problem hai instruments cluster ko check karyea
Sir mere tata indigo tdi engine 2009 model kms 135000 running huwe ha sadan pikup nahi milta ha pikup slow ha aur head ka kam be karleya hu accelerator pura press karay ga tobe slow pickup he ha sadan pikup nahe milta ha ac work karney se pikup aur slow hojata ha speed 100 se zeyada nahe jarahe ha iska kya prablom ha pls help me sir
meri indigo main bhi same problem thi ac on karte hi gaadi dabb jaati thi. sabhi injectors change karne ko kehete the. but ek mechanic ne simple solution bataya try karo. sabse pehele gaadi ko kissi khali highway pe le jao jahan traffic kam ho fir 2nd gear mai full acceleration ke saath kam se kam 30-35 kms tak drive karo, problem theek ho jayegi, meri bhi ho gayi thi 3 saal ho gaye ac on karo ya off karo koi dikkat nahi hoti. bass 2nd gear mai hi chalana hai
Sadan pickup ka leya koye sensor aur spare parts tu kharab huwe rahegay na sir samaj me nahe ataha turbo be new ha head ka kam be huwa ha sadan pickup nahe ha bahuth slow ha pickup
Santro 2004 Bhai mene meter ki light change ki thi to aj note kiya hai ke Heater ki Soi oper nahn oth rahi or fuel meter ki soi bech men aatak gai hai. Ok Please Advice
Thanks for the comment sir Pump marne pe bhi oil nahi aa raha hai to uper ka 17mm ka bolt khol ke pump karyea or fuel tank ka filter ko check karyea Or ek tank ka cap khol ke pump kar ke dekhyea
@@crackover check kiya maine, fuel filter mein hi diesel nahi aa raha tha toh, high pressure pump pe bhi nahi aa raha tha., bavk seat ke niche ka filter open kiya aur clean karke lagaya aur fuel filter mein thoda sa diesel daalke air nikla toh aagaya, the old beast is now up and running. thanks for the reply.
Santro 2004 Bhai mene meter ki light change ki thi to aj note kiya hai ke Heater ki Soi oper nahn oth rahi or fuel meter ki soi bech men aatak gai hai. Ok
Thanks for the comment Sir Fuse check karyea agar fuse sahi hai to mete ka niddle kahi se atak gaya hai pura instrument cluster khol ke free karna hoga Also metre hil raha hai ya nahi ya phir jara sa bhi nahi hi raha hai
naya module dalne ke bad bhi agar fault aa raha hai to fuel line se jo wire ayi hai usko check karyea rat ne kahi se kat dia hoga or ground ho raha hai wire
Informative, very good Brother
Thanks for the comment sir Ji
❤✨👍❤❤
Tata bs3 gariki rpm meter ki wairing se lekar rpm meter ki wairing complete ek video banao sir thank you
Indica Vista disel moter desel nahi utha rahi he kya karan he please video banao thanks
Diesel motor ? Fuel tank me laga hua ?
Batyea
Hello, you have made a very clear and detailed video, very nicely explained the issue and the solution for the same.. Great job chief.. One more thing.. At the end you said - Jai hind and Jai bharat ... For that i will thank you million times.. Salute..
Thanks for the comment sir
😃👍
Your welcome
Oh great and clean explanation all clear and understandable showing clearly 👍👍👍👍
Thanks for the comment sir
🙏😁👍
Thank u brother. This is very informative video.
Good video
Waiting for how to repair fuel sensonr😀
Super sir
Ye aap ne kaha se magvaya .... He ....
Muze link send karo bhai
Thanks for the comment sir
Ji maine is fuel gauge ko authorized spare parts shop se liya hai
Apko bhi agar lena hai to i recommend to buy it from a authorized shop ku ki online purchase karne se screw ka cut thoda alag milega to purane wale ko khlo ke shop ke le ke jane se acha hoga
Means proper match kar le lena hoga sare thread ka hole.
बहुत-बहुत धन्यवाद भाई वीडियो बनाने के लिए। मेरे पास tata manza गाड़ी है और उसका fuel sensor हमेशा fluctuate करता रहता है कृपया इसके लिए कोई समाधान बताएं
Meri bolero ki diesel wali point bhut jaldi down ho rhi hai kya fuel gauge ki problem hai
Thanks for asking questions
Ji ha or ek bar ap wiring ki continuty bhi check kar lena.
Sir meri Indigo Ecs Cr4 me jab fuel red pe jaata hai to usme yellow light nhi jalti ? Kya kare please bataiye 😭🙏🙏🙏
Thanks for the comment sir
Fuel sensor ka pura wiring check karye
Or meter ko khol ke check karye ki under ka circuit sahi hai ya nahi
बहुत सही वीडियो, लाइक भी सब्सक्राइब भी... जो एयर लेने वाली बात बताई वो कोई प्रॉब्लम करती है क्या?
thanks for comment sir ji ha gara air aa jayeag to pump se nikal sakte hai but gadi banhd h jayegi first start me uske bad pump se air nikal ke hi start hogi
धन्यवाद भाई...!
मेरे पास tata indica ev2 ( cr4 ) model 2012 का है. पिछले कुछ दिनोसे मेरी गाडी मे same problem है.
क्या censor repair कर सकते है?
Ji hai main repair video kal upload karunga
sir ek vedio tata nano ke liye bhi bana dijiye.
Bhai innova 2.5 g ka fuel sensor ke bare me batao? Kaise krna h
Thanks for the comment sir
Same process se hi check hoga float
Sir tata indigo tdi falt code p0650 kya problum
Thanks for the comment sir
Is pe next video upload karunga
Thanks
very good my brother
Very nice video sar
Please make video about waterbody replacement in indica xeta and timing thanks bro
Thanks for the comment sir
I had already uploaded a video of water body replacement of tata indigo tdi and timing in full detail
But timing is different for tata indica xeta but you can watch indigo video it will be good for you to know the steps
@@crackover thanks very much 👍👍👍❤️
Mere paas 2015 safari strome varicor hai...uska fuel needle kabhi empty hojata hai to fluctuate hota rehta hai...please solution dedo
Sensor ka coupler check karyea or sensor ko nikal ke float ko rotate kar ke dekhna hoga
@@crackover Thanks
Bhai mere pass tata indigo eCS cr4 hai usme bhi same problem hai kya ye diesel flaut repair hota hai kya??
Thanks for comment sir ji hai aj rat me repair video upload karunga
OK bhai..thanks for reply
Bhai ford figo mai problem aa rhi hai yee vlii.. kya reson ho skta hai. ?
Thanks for video
Bhai mra gadi indigo ecs fuel gauge problem hi tho new module insert kiya agin repairing problem what I will do please answer me
Bolero slx m2dicr me diesel nahi dikha raha hai, fuel sensor sahi hai ya nahi kaise check kare
Wiring ko pehle check karyea bhi sensor ko
Bhai reply me full tank kiya 376km ko Full off ke bech me show karahahi correct or not answer me
Thanks for the comment sir
Middle me dikha raha hai to full tank karne pe maximum 25 liter lega agar jayda le raha hai to meter me problem hai instruments cluster ko check karyea
Thanks sir
Thanks for the comment sir
😀😁
Fantastic video
Great job done
Super idea brother thanku
98 model omni ka problem same hai tu kye latest model yous kar sakte hai
repair video abhi upload kar raha hu 9pm tak video mil jayega
Tata Indica me primary fuel pump hota nahi kya jo baki gadiyo me tank me hota hai
Thanks for the comment Sir
Kon si model hai apki gadi
Model pe depend karta hai
@@crackover Tata Indica dicor 2011
Sir gej online kha se purchase kre
Thanks for the comment sir
Boodmo se purchase kar sakte hai
Nice
Broo
Celerio ka cencor ka kya price he?
Thanks for the comment sir
Full fuel pump set change hoga
Seprate nahi ata hai
Aprrox 5000 se 6000
Sir mere tata indigo tdi engine 2009 model kms 135000 running huwe ha sadan pikup nahi milta ha pikup slow ha aur head ka kam be karleya hu accelerator pura press karay ga tobe slow pickup he ha sadan pikup nahe milta ha ac work karney se pikup aur slow hojata ha speed 100 se zeyada nahe jarahe ha iska kya prablom ha pls help me sir
matlab gaadi dabti hai ac on karne par
@@Amit-dq4oo ac off karney par be sadan pickup nahe milta ha iska kya prablom hoskta ha sir
meri indigo main bhi same problem thi ac on karte hi gaadi dabb jaati thi. sabhi injectors change karne ko kehete the. but ek mechanic ne simple solution bataya try karo. sabse pehele gaadi ko kissi khali highway pe le jao jahan traffic kam ho fir 2nd gear mai full acceleration ke saath kam se kam 30-35 kms tak drive karo, problem theek ho jayegi, meri bhi ho gayi thi 3 saal ho gaye ac on karo ya off karo koi dikkat nahi hoti. bass 2nd gear mai hi chalana hai
Sir 2nd gear me kese lay chalana hoga iska kya prablom hoga
Sadan pickup ka leya koye sensor aur spare parts tu kharab huwe rahegay na sir samaj me nahe ataha turbo be new ha head ka kam be huwa ha sadan pickup nahe ha bahuth slow ha pickup
Nice
Bhai agar ye moddel jo bhi ye kharab ho to kitne ka hai
900
Thenks bhai
Nice vedio keep it up.....
Mere indigo Car me key lagate he fuel level sensor full aata he?? Kya mere car me wiring kharab he ya fuel level sensor?
Sir fuel pump repair ka upar video banaiye
Duster car ki bhi video bana bhai
Main cal hi gadi ka thankful karaya tha Tata Indigo 2007 model Aaj uski sui bahut Upar a gai hai Kya gadi ki mileage kam hai ki sui metre kharab hai
Santro 2004
Bhai mene meter ki light change ki thi to aj note kiya hai ke Heater ki Soi oper nahn oth rahi or fuel meter ki soi bech men aatak gai hai. Ok Please Advice
14 चक्का bs4 मॉडल 3718 टाटा का फ्यूल का कांटा काम नहीं कर रहा है। इस संबंध में वीडियो जारी करिए
Thanks for the comment sir
Ok i will try
Bhai mere indigo ecs.. Fuel kata hai woh kabhi bi down Ho jata He.. Kya problem hoga
Repair video dalunga aj rat me waise hi repair karne se thik ho jayega
Brother fuel sensor ka price kya aa
Thanks for the comment sir
750
nice video mara pas mrona ha
Bhai bade dino me video dali hai
sorry bro ab regular upload hoga thoda busy ho jata hua to video edit nahi kar pata hu to upload bhi hota hai
Great
Vista ka speedometer sometime not working .plz reply
Sensor problem hoga nahi to kahi pe sensor ka wire ground ho raha hai
@@crackover sensor kaha laga hota hai . video me batao ... Plz
@@guessing04 maine video me dikhya hai 4:17 pe
lekin main bata deta hu piche wale seat ke niche fuel tank hai usi me laga hua hai
digital me bhi same cheez apply hogi meri i10 ke digital guage me full tank dikha raha hai jubki tank khali hai
Bhai please more vedio plz or how I can contact you
Tata Indica V2 tcic Cylinder block dolt , cr bearing bolt touq mention please.
Pls share the price
Rs-780
Par mere fuel sancer full show kar raha jabki fuel half se 5 liter jyada hai🙏kese ecoret karu....?
Thanks for the comment sir
Change fuel level sensor.
Thank you bhai
Bhai vo purane me kya kharabi vo nhi bataya
Hello bhai mera pas same problem hai bhai but mera pas old wale car ke fuel guage hai bhai us ku kaise repair karoo
Kbhi tank ki moch ke karn bhi miter glt reading deta h kya
Ha deta hai bhai..
Fuel sensor kitne me mila? New or second hand?
Thanks for the comment Sir
Naya ka price 700 hai waise purana lagane sa acha nahi hota hai
Gadi Mein fuel tank full karvaya tha Gadi ke andar petrol ki smile bahut jyada a rahi hai kya karun brother please help me
Bhai gadi Tata Indica Hai 2007 model
Mere pass Maruti 800 hai uski fuel guage sahi kaam nhi kr rha... Repair kese hoga btaye
.plz
Make a video on injecter cleaning
Sensor guage ka rate kitna hoga bhayya
thanks sir 800 but main sensor ko repair karne wala video upload kar raha hu abhi 9 pm tak ho jayega
fuel filter change kiya, ab fuel aa nahi raha. fuel filter mein. kya karu ???
Thanks for the comment sir
Pump marne pe bhi oil nahi aa raha hai to uper ka 17mm ka bolt khol ke pump karyea or fuel tank ka filter ko check karyea
Or ek tank ka cap khol ke pump kar ke dekhyea
@@crackover check kiya maine, fuel filter mein hi diesel nahi aa raha tha toh, high pressure pump pe bhi nahi aa raha tha., bavk seat ke niche ka filter open kiya aur clean karke lagaya aur fuel filter mein thoda sa diesel daalke air nikla toh aagaya, the old beast is now up and running. thanks for the reply.
Cr4 engine main air chali jayge fuel sensor badalte samay to injector kharab nhi ho jaege
बहुत धन्यवाद । वो चार मूँह वाला जो पेचकस है, उसे फिलिप हैड स्क्रू ड्राईवर बोलते हैं ।
App appne indigo car ka andar kya features hai ya dekho
भाई 2008मॉडल स्कार्पियो इग्नेशन स्विच ऑफ करने के बाद ऑयल का काटा बताता है
Indigo ke injection clane par video
Thanks for the comment sir
Ji main video upload karunga
Bolero sle fiul kyse ripearing kre
Santro 2004
Bhai mene meter ki light change ki thi to aj note kiya hai ke Heater ki Soi oper nahn oth rahi or fuel meter ki soi bech men aatak gai hai. Ok
Thanks for the comment Sir
Fuse check karyea agar fuse sahi hai to mete ka niddle kahi se atak gaya hai pura instrument cluster khol ke free karna hoga
Also metre hil raha hai ya nahi ya phir jara sa bhi nahi hi raha hai
Bhai isme fuel pump motor nahi aatihekyaa
Thanks for comment sir ji nahi purane model me pump nahi hai
Tdi me nahi aata bhai Cr4 engine me aata hai
kisi bhi gadi ka Cheng kar sakte hai
Naya floter ka price kitna hai?
Bhai ye kha pe mile ga sensor mujeh nhi mila please bhai mujeh bhi dilwa do
Tanks bro❤️
Bhai bolero ka bataooo
भाई ये कितने का मिलेगा मेरे गाड़ी का भी खराब hai
Thanks for the comment Sir
700 ka hai
Plz app somo Gould ke tankie ke vido low
Kaha milega bhai
Thanks for the comment Sir
Approx 700 se 750 me mil kayega
Also service centre pe mil jayega also kisi bhi tata spare shop pe bhi mil jayega
Sir meri Indica V2 turbo me like speedometer me bhot se lights hai jaise (ABS) and immobilizer etc jo bata hi nahi Raha hai
Rmp ka milane ka video bnao sir
Tyre kaise change kare
Fuel ka kata nhi bta rha hai
Tata vista
Thanks for the comment sir
Fuel sensor assembly or uski wiring ko check karyea
Maruti wegnar ka petrol gej kese Dil kare 2004 model
Sir vista TDI ka Radiator saaf kaise kare
Tata indica ev2 start nhi ho rahi
Bhai eske alawa kha Par problem hota h ek video bnao bhai please
Mene kiya aapne btaya vese pr huaa nhi sirji
Thanks for the comment sir
Ji phir under se kata hoga real
bhai same gadi me check engine ligjt hata ke dikhao na elm device ke saath
mene try kiya par clear hone ke baad phir aajati hai light
naya module dalne ke bad bhi agar fault aa raha hai to fuel line se jo wire ayi hai usko check karyea rat ne kahi se kat dia hoga or ground ho raha hai wire
Hello
Sir price
Speedometer ke baare me bataiye. km bata raha hai. Speed nahi bata raha hai.
Sle bolero Digital miter tel nahi bata raha hai tel hai par nahi bata raha hai kyo
पेट्रोल पर गाड़ी स्टार्ट नहीं हो रही
Thanks for the comment sir
Gadi ka model or manufacturing year batyea
@@crackover santro 2006
Video kis bare me tha repair or replace?
Fuel pump prize
Tata indica engine wiring