Islamic video محسن اور مومن || latest Bayan By shaykh ul Islam Dr Muhammad Tahir ul Qadri

แชร์
ฝัง
  • เผยแพร่เมื่อ 17 พ.ย. 2024

ความคิดเห็น • 2

  • @bashirahmad8261
    @bashirahmad8261 6 หลายเดือนก่อน

    ماشاءاللہ، الحَمْدُ ِلله، سبحان الله، جزاك اللهُ‎، جزاك اللهُ‎، آمین،آمین

  • @kamaluddinansari4001
    @kamaluddinansari4001 11 หลายเดือนก่อน +2

    Allah ne Quran ko nazil kiya hai aur Quran ka muhafiz khud Allah hai. Quran se pahle Allah ke kitabon ka muhafiz khud Allah nahi tha. Jisme fer badal hote gaye aur ummaten gumrah hote gaye. Quran ke bad likhe islami hidayat ki kitabon ka bhi muhafiz Allah nahi hai. In kitabon me kewal Quran ko ferne wala, gumrahi aur shaitani baten hi likha hua hai aur iska Muhafiz bhi shaitan hi hai. Hadees ke kitabon me jo Hadees likha hua hai wah Rasul s a w ka Farman aur Sunnat nahi hai aur isse Rasul s a w paak aur aala hain. Allah ne Hadees ki kitab likhne ka hukm nahi diya hai aur Hadees ka muhafiz Allah nahi hai. Rasul s a w ne Hadees likhne se mana farmaye the. Kisi bhi Rasul ke ummat ke pas Hadees ki kitab nahi tha. Hazrat Abu Baqar r a ne apne likhe Hadees ko jalwa diye the. Hazrat Umar r a ne aur hazrat Usman Gani r a ne Quran ke alawa sabhi khate kitabat ko khatm kar diye the. Sahaba, Tabeyeen aur Tabe Tabeyeen ke bad karib 240 hizri se 300 hizri ke bich me munafik Parsi aur Yahudi ne Aam Hadees malum karke aur usme fer badal karke musalmano ko gumrah karne ke liye sazis se Hadees ki kitaben likhe hain. Hadees ki kitab likhne walon ko Hadees ki kitab likhne ka hukm kisne diya tha ??? Rasul s a w ka yah Farman nahi hai ki 240 hizri se 300 hizri ke bich me Hadees ki kitab likhna. Hadees gumrahi hai. Hadees se poore duniya ke aur sabhi firke ke ulama gumrah hokar shaitan ban gaye hain. Jisse musalman jalil, pareshan aur tabah ho rahe hain. Hidayat ke liye Quran kafi hai bina Tafsheer ka aur tarika ke liye niyat nama, tarkibe namaj, Tarkibe Haj aur khutbe ki kitab kafi hai. Iske alawa sab islami kitabon me kewal shaitani tadbeer hai.