Bro mujha ak variable lab bench supply banana hai, but,which buck converter should I use 10amp or Szbk07 20amp module.?? Many people did not recommend me Szbk07 module is good for battery charging. What should I do. But,Xl4016 module has only 8amp capabilities... I can't use 12volt 10-12amp out out with this.😢 What should I use???
20A vala buck converter use kare, is me aap kafi sare load use me la sakte hai, 10A vala buck converter se 20A Vale buck converter ki load capacity jyada hoti hai
Yes, laga sakte hai. Lekin kafi sare logon ko itna information nahi hota hai, to basic me batana padta hai. Agar technical banda ho to vo jaldi samaz leta hai aur alternative option dekh leta hai, jaisa k aapne kiya😊
Bro mene buck converter see battery charger banaya hai par mere pas bettery cycle hai uski bettery 36volt 5.8 ah ki hai muje usko charge kar ne ke liye kitne volt or amp ki power de sakta hu please btaye
Yeh voltage step down buck converter module hai, booster module nahi hai. Agar aapko voltage aur ampere boost karna hai channel par 3 alag alag module ke video available hai aap voh video dekhe👇 th-cam.com/video/NJSlz14PcAg/w-d-xo.html th-cam.com/video/Yj-Gu8RwS2w/w-d-xo.html th-cam.com/video/V0qi3YA425M/w-d-xo.html
Yes kar sakte hai lekin 20A wala buck converter use karna padega video me 10A Wala buck converter bataya gaya hai. Ampere battery Ah ka 10% chahiye, 150Ah k liye 15A supply chahiye iske liye buck converter k input me 15A se jyada vala power supply chahiye
Greeting! Very educational videos!!! Well done Professor! Which converter would you recommend to make a power supply with DC input and output~ 4-6V and ~8-12A adjustable ! That it can work without interruption and overheating for a long time!
Sir kya ham isme 43 volt input de sakte hai 42 - 43 volt pe ye fuse to nahi hoga ? Maine 12 0 12 transformer use kiya usko bridge karne ke bad 42 volt aa raha hai 24 ki jagah
@@TECHNICALPROJECTSEXPERIMENT Maine isme 50 volt 10000 uf ka capacitor use Kiya hai to isme mughe kitne volt or power ka capacitor use karna chaiye jisse mughe 40 volt ka output mile?
Mai confuse hu maine our video dekh jisme bataya ja raha hai ye volt ko down karta hai agar 12v input dene par iska output 12v hi hoga ise kam kar sakte hai badha ni sakte hai bola ja raha hai aap bataye ki ye volt our current boost karta hai ki kam karta hai
Yes Bhai jitna hum isko input voltage aur current dete hai usse thoda Kam voltage aur current hum Regulate kar sakte hai. Yeh stepdown buck converter hai voltage aur current booster nahi hai 👍
Is buck converter ka maximum output current 10A hai aap isse 200ah ki battery charge kar sakte lekin charging time 20 hours lega. Aur agar aap 20A vala buck converter use karte ho to 200ah ki battery 10 hours me charge ho jayegai👍
@@TECHNICALPROJECTSEXPERIMENT ok sir reply dane ke leye kuch log to aise hi ke chanel to bana leye lakin reply bhi ni nahi dete hi logo ko pagal samjate hi
Nahi bhai ye step down converter hai, agar aapko voltage badhana hai to aapko voltage booster circuit ki jarurat padegi, aap wait kijiye ispe jaldi hi channel par video aapko dekhne milegi👍
Kya aap is module se ak video bana sakte Ho mere liye jisme output 12 volt constant Ho ro input m 10 volt se 15 volt dena hoga. Please bro mere liye asa KR k dikha sakte Ho kya
Ye step down buck converter hai isko input me aap jitna voltage aur current denge us se thoda kam output me milega. Agar aap 15v input me denge to video mein jaisa bataya gaya hai aap output me 12v adjust kar sakte hai, bilkul aasan connection hai jaisa video me bataya gaya hai follow kare
Bhai main ne1200 watt 20 A ka stepup module liya h jiska input 10-60 V and output 12-83V hai.... jisko main 12 volt 3 A k charger se chala rha hu but jaise hi main battery ko charge me laga rha hu ye module apne aap band ho jata h.....
Yes charge ho jayegi. aap koi bhi battery k Ah ka 10% Ampere se charge kar sakte hai. Jaise k aapne 35ah bataya to iska 10% jo hai 3.5A hoga jo charging current hoga.
@@TECHNICALPROJECTSEXPERIMENT मैं पूछ रहा हूँ कि जो आपने 12-0-12 यूज़ किया है वो कितने amp का है ? Car battery charger के लिए कम से कम कितने ampere का ट्रांसफॉर्मर होना चहिये जो ज्यादा गर्म न हो
Agar eesme ham ekbar volt and amp set karde fir stop karke fise start kare toh amp and volt jo set kiyethe utnehi rahe ge ha fir se change karne pade ge
20 amp me LED sirf power on show karti hai lekin 10 amp buck converter me 3 leg wali isliye hoti hai q k yeh led power on bhi show karti hai aur overload ya short circuit bhi show karti hai
12v transformers output is with no load voltage is 18v, and with load voltage will be decreased, same function happening here Transformer is 12-0-12 and you have to get 24v but you will get 34v with no load Note- Only SMPS power supply give accurate voltage, transformers output will be more than printed output voltage
Maine ahee banaya hai Bhai but problem. Hai ki Converter mein supply Jo Diya hai 13 volt 2ampr wala charger se market se kharida thha Naya 130 rupai me is charger ka supply deke on karta hun toh meter mein volt show kar Raha hai aur 5. .10second baad automatically volt low hota jata hai supply of karta hun fir sahi volt dikhaya hai fir low ho jata hai matlab Kisi bhi chij pe output lene ke baad bhi blink karta hai aur motor ya light off ho jata hai aur volt ampere adjust bhi nahi hota yar. Please help Maine 10ampere wala meter aur ye wala converter connection Kiya hai bilkul new chije hai kahi koi bhul connection bhi nahi dikh raha Help sir
Bhai ye Step down buck converter hai na ke power booster, isko aap jitna input me power Supply denge us se kam output aapko milega. Agar aapko voltage aur current step down karna hai to aap isko use kare, aur agar aapko power boost karna hai to aap power Supply booster circuit board ka use kare iska video channel par kal hi dala gaya hai
@@TECHNICALPROJECTSEXPERIMENT sir Jo DC to DC step down buck converter hai na kya uske pawar supply ke liye transformer ki ya smps ki hee pawar lagengi ya fir normal charger se converter chalega fir converter mein battery wagera chalana hai
Jaisa k Maine kaha isko input me hum jitna voltage aur current denge us se kam aapko output me milega, agar aapko voltage aur current kam chahiye to aap abhi jio power Supply aapne use kiya hai us se kam chala sakte hai lekin agar aapko jyada voltage aur current chahiye to aap transformer ya SMPS Power supply use kare jaisa k Maine video me bataya hai. Better hoga agar aap jyada voltage aur current vala power Supply use kare q k aapko future me koi bhi extra power Supply Lena nahi padega 👍
Video me sab wiring information details me batayi gayi hai, full video dekhe sab information mil jayega, agar fir bhi connection samaz me nahi aaye to Instagram pe msg kare
Input mey inverter battery se jyada ampere de ke output mey kam 2 ampere tak le sakte hai kya...
GOOD VIDEO SIR❤
Thank you❤
Very well explained. Thanks
Thank you❤
Sir 12-0-12 5a transformer k liye diode aur capacitor ki value kitni honi chahiye?
Aap 6A vala diode aur 40v - 4700uf vala capacitor use kare
Bro mujha ak variable lab bench supply banana hai, but,which buck converter should I use 10amp or Szbk07 20amp module.?? Many people did not recommend me Szbk07 module is good for battery charging. What should I do. But,Xl4016 module has only 8amp capabilities... I can't use 12volt 10-12amp out out with this.😢 What should I use???
20A vala buck converter use kare, is me aap kafi sare load use me la sakte hai, 10A vala buck converter se 20A Vale buck converter ki load capacity jyada hoti hai
Jab buck converter se 12.6 volt lena hai to digital amp volt meter ko output mai bhi laga sakte hai bekar mai 9 volt diya alag se
Digital voltmeter k safety k purpose se alag power supply diya jata hai, q k input voltage jyada hone par meter kharab ho jayega
@TECHNICALPROJECTSEXPERIMENT 7805 bhi laga sakte hai no problem
Yes, laga sakte hai. Lekin kafi sare logon ko itna information nahi hota hai, to basic me batana padta hai. Agar technical banda ho to vo jaldi samaz leta hai aur alternative option dekh leta hai, jaisa k aapne kiya😊
Bro mene buck converter see battery charger banaya hai par mere pas bettery cycle hai uski bettery 36volt 5.8 ah ki hai muje usko charge kar ne ke liye kitne volt or amp ki power de sakta hu please btaye
40v aur 0.6-1.0 Ampere ka power lagega
Ye voltage aur ampere boost krega kya? Aur input kitna dena hai? Please Reply
Yeh voltage step down buck converter module hai, booster module nahi hai. Agar aapko voltage aur ampere boost karna hai channel par 3 alag alag module ke video available hai aap voh video dekhe👇
th-cam.com/video/NJSlz14PcAg/w-d-xo.html
th-cam.com/video/Yj-Gu8RwS2w/w-d-xo.html
th-cam.com/video/V0qi3YA425M/w-d-xo.html
@@TECHNICALPROJECTSEXPERIMENT ok sir
3.7v 2400 mAh lithium ion battery
एक सात 10 battery charge कर सकते है क्या ?
Yes kar sakte hai
@@TECHNICALPROJECTSEXPERIMENT 👍
Kya iss buck converter se 12volt 150 ah ka battery charge Kr Sktey hai kya
Yes kar sakte hai lekin 20A wala buck converter use karna padega video me 10A Wala buck converter bataya gaya hai. Ampere battery Ah ka 10% chahiye, 150Ah k liye 15A supply chahiye iske liye buck converter k input me 15A se jyada vala power supply chahiye
Greeting! Very educational videos!!! Well done Professor! Which converter would you recommend to make a power supply with DC input and output~ 4-6V and ~8-12A adjustable ! That it can work without interruption and overheating for a long time!
Thanks for your valuable feedback 😊
You can use 20A buck converter which other one variant which gives maximum 20A output
Sar aap ka ya wala transformer kitne ampere ka hea plz reply sar😊
Good👍
sir yeha conveter step up hai or step down
Yeh step down buck converter hai
Is sa 12volt 22ampr battery charger hoga Dada please reply
Yes hoga bhai
Sir kya ham isme 43 volt input de sakte hai
42 - 43 volt pe ye fuse to nahi hoga ?
Maine 12 0 12 transformer use kiya usko bridge karne ke bad 42 volt aa raha hai 24 ki jagah
6v DC to 40v DC voltage input me de sakte hai
@@TECHNICALPROJECTSEXPERIMENT Maine isme 50 volt 10000 uf ka capacitor use Kiya hai to isme mughe kitne volt or power ka capacitor use karna chaiye jisse mughe 40 volt ka output mile?
35v 4700uf ka capacitor use kare
@@TECHNICALPROJECTSEXPERIMENT ok , thankyou 😊
Can it give 10V and 5A?
Yes you can give it, but you will get lower output than input
Mai confuse hu maine our video dekh jisme bataya ja raha hai ye volt ko down karta hai agar 12v input dene par iska output 12v hi hoga ise kam kar sakte hai badha ni sakte hai bola ja raha hai aap bataye ki ye volt our current boost karta hai ki kam karta hai
Yes Bhai jitna hum isko input voltage aur current dete hai usse thoda Kam voltage aur current hum Regulate kar sakte hai. Yeh stepdown buck converter hai voltage aur current booster nahi hai 👍
@@TECHNICALPROJECTSEXPERIMENT thank you so much sir
Sir ji iske duare 200 ah ke battery bi charge ker skte hi kya
Is buck converter ka maximum output current 10A hai aap isse 200ah ki battery charge kar sakte lekin charging time 20 hours lega. Aur agar aap 20A vala buck converter use karte ho to 200ah ki battery 10 hours me charge ho jayegai👍
@@TECHNICALPROJECTSEXPERIMENT ok sir reply dane ke leye kuch log to aise hi ke chanel to bana leye lakin reply bhi ni nahi dete hi logo ko pagal samjate hi
Feedback k liye thanks Bhai 👍 technical related help aapko aage bhi milegi
Kitne no ka diod lga hai sir
IN5408
Me 12v battery ko boost karega kya ye converter jise me laptop charge kar saku
Nahi bhai ye step down converter hai, agar aapko voltage badhana hai to aapko voltage booster circuit ki jarurat padegi, aap wait kijiye ispe jaldi hi channel par video aapko dekhne milegi👍
Very Nice
Thank you
Esko kiane volt battery se chalaya ja sakta hai
Aap isko input me maximum 40v DC supply de sakte hai
Kya aap is module se ak video bana sakte Ho mere liye jisme output 12 volt constant Ho ro input m 10 volt se 15 volt dena hoga. Please bro mere liye asa KR k dikha sakte Ho kya
Ye step down buck converter hai isko input me aap jitna voltage aur current denge us se thoda kam output me milega. Agar aap 15v input me denge to video mein jaisa bataya gaya hai aap output me 12v adjust kar sakte hai, bilkul aasan connection hai jaisa video me bataya gaya hai follow kare
Bhai mobile repair k liy thik rhega ya nhi mtlb 5v 5amp tk thik rhega ya nhi
Ha bhai chal jayega
@@TECHNICALPROJECTSEXPERIMENT cut to nhi marega load me
Nahi marega bhai agar aapne sahi se voltage aur current set kiya hai
Aap ne 2800÷10=2.8 amp kara he jab ki, 2800÷10=280 mah aya he,
Bro can I give 50v 1.5amp because it will only 78watt
You can give input maximum 40v 10a supply
Sar aap ka ya wala transformer kitne ampere ka hea plz reply sar😊
Bhai main ne1200 watt 20 A ka stepup module liya h jiska input 10-60 V and output 12-83V hai.... jisko main 12 volt 3 A k charger se chala rha hu but jaise hi main battery ko charge me laga rha hu ye module apne aap band ho jata h.....
40 volt 6 amp k output k liye kya input dena hoga
Aap koun si battery kitne mah ki charge kar rahe hai details me bataye
12 volt 8 amp
Aur kuch b load lagane me module apne aap band ho jara h
Volt meter lagane me voltage increase b ho rha h
iska minimum voltage 1.3 hai isko hum 0 kar saktey hai kya matlab chalu kartey hi 00 show hona chahiye.
Nahi bhai last 1.3v hi set hoga.
@@TECHNICALPROJECTSEXPERIMENT agar 10k ka ek aur pot hum series may lagaye toh?
@@siddiquishoaib7929 nahi bhai iska function is tarah ka hai lowest voltage 1.3 tak maintain karta hai
@@TECHNICALPROJECTSEXPERIMENT thanks
mala 12.6 dc voltage hawe 3bms charge karnya sathi help karsil ka?
12v Transformer cha vapar karun battery charge karta yete
Kya is circuit se Car Battery 12V 35AH bhi charge ho jayegi? 12-0-12 ka kitne Amp wala transformer lagayen ki Car Battery sahi se charge ho jaye ?
Yes charge ho jayegi. aap koi bhi battery k Ah ka 10% Ampere se charge kar sakte hai. Jaise k aapne 35ah bataya to iska 10% jo hai 3.5A hoga jo charging current hoga.
@@TECHNICALPROJECTSEXPERIMENT मैं पूछ रहा हूँ कि जो आपने 12-0-12 यूज़ किया है वो कितने amp का है ? Car battery charger के लिए कम से कम कितने ampere का ट्रांसफॉर्मर होना चहिये जो ज्यादा गर्म न हो
Aapke battery k according load 3.5A ho raha hai to aap 5A ka bhi transformer use kar sakte hai
My buck convert capacitor blast please tell mi wich 4 capacitor use in it please
Bhai 10A buck converter me 2 type k capacitor use hote hai 👇
35v - 1000 uf × 2 Piece
50v - 470 uf × 2 Piece
I used 4700uf 50v working fine
Isse maine bhot try kiya hu banae ki mgr nhi hua mere se sir aap muje ye charger bana ke de sakte ho plz apka no.dijiye
Aapko connection karne me kaha problem hua hai bataye main bata dunga
Input voltage kitna de sakte ha isme ?
6v to 40v
Input maybe a 12v input voltage?
@@rider2338 you can give 6v to 40v dc supply
Agar eesme ham ekbar volt and amp set karde fir stop karke fise start kare toh amp and volt jo set kiyethe utnehi rahe ge ha fir se change karne pade ge
Utna hi hoga jitna humne pehle set kiya tha
Sar aap ka ya wala transformer kitne ampere ka hea plz reply sar😊
12-0-12 5A lekin is transformer se hum sirf 12-12 use karenge to 10A ho jayega
@@TECHNICALPROJECTSEXPERIMENTpar mera paas 12 0 12 2ah wala transformer hea yush seaa use karunga too kitna ampere output dega ya module plz reply
Aapke transformer se 12-12 use karenge to 2A+2A=4A output milega
20 amp ki buck converter par jis LED laga hai , es LED ka two legs kis liye hai ? But 10 amp wala buck converter par LED ka three leg hai.
20 amp me LED sirf power on show karti hai lekin 10 amp buck converter me 3 leg wali isliye hoti hai q k yeh led power on bhi show karti hai aur overload ya short circuit bhi show karti hai
@@TECHNICALPROJECTSEXPERIMENT Many many thanks for your quick reply.
Your welcome bro 😊
if i use 12012 (2ampere ) transformer so what capacitor i have to use plz reply😪😪😪😪😪😪😪😪😪😪🥰🥰😃😃😃😃😃😃😃
4700uf 25v capacitor
Can I use 35 volt 4700 if capacitor?
Yes, you can use it
Filtering capacitor volt??
It's depends on your transformer, use always higher voltage capacitor than transformers output voltage
Can we convert 12v to 30v
No bro, this is step down dc to dc buck converter
hello. your output transformer is 24 volts how its possible this buck converter output is 34 volts??? 24 to 34??? i mean this is not boost converter.
12v transformers output is with no load voltage is 18v, and with load voltage will be decreased, same function happening here Transformer is 12-0-12 and you have to get 24v but you will get 34v with no load
Note- Only SMPS power supply give accurate voltage, transformers output will be more than printed output voltage
Thank you brother 🎉@@TECHNICALPROJECTSEXPERIMENT
Your most welcome😊
@@TECHNICALPROJECTSEXPERIMENTafter capacitor 12v show 16v across this as peak voltage of capacitor charge
Paltier use korsakta ha kaya
Peltier use karne ke liye sirf power supply chahiye, buck converter ki koi zarurat nahi hai bhai
Stay safe
Maine ahee banaya hai Bhai but problem. Hai ki
Converter mein supply Jo Diya hai 13 volt 2ampr wala charger se market se kharida thha Naya 130 rupai me is charger ka supply deke on karta hun toh meter mein volt show kar Raha hai aur 5. .10second baad automatically volt low hota jata hai supply of karta hun fir sahi volt dikhaya hai fir low ho jata hai matlab
Kisi bhi chij pe output lene ke baad bhi blink karta hai aur motor ya light off ho jata hai aur volt ampere adjust bhi nahi hota yar. Please help
Maine 10ampere wala meter aur ye wala converter connection Kiya hai bilkul new chije hai kahi koi bhul connection bhi nahi dikh raha
Help sir
Bhai ye Step down buck converter hai na ke power booster, isko aap jitna input me power Supply denge us se kam output aapko milega.
Agar aapko voltage aur current step down karna hai to aap isko use kare, aur agar aapko power boost karna hai to aap power Supply booster circuit board ka use kare iska video channel par kal hi dala gaya hai
@@TECHNICALPROJECTSEXPERIMENT sir Jo DC to DC step down buck converter hai na kya uske pawar supply ke liye transformer ki ya smps ki hee pawar lagengi ya fir normal charger se converter chalega fir converter mein battery wagera chalana hai
Jaisa k Maine kaha isko input me hum jitna voltage aur current denge us se kam aapko output me milega, agar aapko voltage aur current kam chahiye to aap abhi jio power Supply aapne use kiya hai us se kam chala sakte hai lekin agar aapko jyada voltage aur current chahiye to aap transformer ya SMPS Power supply use kare jaisa k Maine video me bataya hai. Better hoga agar aap jyada voltage aur current vala power Supply use kare q k aapko future me koi bhi extra power Supply Lena nahi padega 👍
मेरे बक कन्वर्टर बगैर लोड के अचानक आउटपुट मैं amp और volt nahi AA rahe hai LED mai भी लाइट नहीं aarhi है तो क्या खराब हो सकता है
Wait kare ispe jaldi hi video bana dunga
Mera amp adjust nhi ho rha
Ampere control karne wala trimmer ko change kare shayad kharab hua ho
auto cut nahi karegi vai. curent follow nahi hogi.
Ha Bhai current flow nahi hoga to battery bhi over charge nahi hogi na 👍
Price/= batao
Local electronics shop me try kare aapko 300Rs tak mil jayega online bhi available hai lekin thoda mehanga milega
Iska offline price kitna hai bro
Offline jaldi nahi milega Bhai aap local electronic shop me try kare agar Mila to bhi online se thoda sasta mil jayega
350
wiring please
Video me sab wiring information details me batayi gayi hai, full video dekhe sab information mil jayega, agar fir bhi connection samaz me nahi aaye to Instagram pe msg kare
Thanks
😮😮
Whis is the input
You can connect any 40v 10A DC Power Supply. Example - Transformer, CCTV SMPS Power supply etc
Bhai kya ise 12v 3A ke adapter se chala sakta hu
Yes, chala sakte hai lekin maximum output me 12v 3A se kam milega