Agar 30v dc power supply aur is display k beech me ek resistor laga de to kya display tak voltage kam ho jaiga kya? Kitne ohms ka resistor lagana hoga?
Bhai main ne1200 watt 20 A ka stepup module liya h jiska input 10-60 V and output 12-83V hai.... jisko main 12 volt 3 A k charger se chala rha hu but jaise hi main battery ko charge me laga rha hu ye module apne aap band ho jata h.....
ab youtuber ko bhi nakli saman supply kar raha hai,, ye module low quality ka hai,, Asli buck converter ka 2 capacitor 1000uF and 2 Capacitor 470uF, asli buck converter ka coil 42-48 round hota hai... ye tho low quality ka converter...
Ekdam mast bataya bhai full process kase kya karna hai
Thank you for that bro 🤗
Good ❤❤ thanks you
Love your video. It helps me to setup my solar panel.
Achchhi jankari di hai aapne
Sir 20A wala mangwaya tha.. Short karne par wire ek dam hot horahi hai or multimeter bhi band hojata hai
Agar 30v dc power supply aur is display k beech me ek resistor laga de to kya display tak voltage kam ho jaiga kya? Kitne ohms ka resistor lagana hoga?
Wo amp par depend karta h
Used 7805 for display
Can we use this buck converter with computer SMPS to charge car battery?
Badiya jankari
हम झारखंड जामतारा से और आप कहा से
GOOD.
Gooooood bhi
Bhai main ne1200 watt 20 A ka stepup module liya h jiska input 10-60 V and output 12-83V hai.... jisko main 12 volt 3 A k charger se chala rha hu but jaise hi main battery ko charge me laga rha hu ye module apne aap band ho jata h.....
Sar is model ke sath 7805 IC lagakar Kaise connection karte hain uske upar koi video banaega
Bhai ye buck converter copy hai kya ye ?
Bhai isme 2 MOSFET type device lag rhe h isme ek to main ic h xl4016 oor dusra kya h please naam bta dena
Shotky diode hai bro
Where is out put plus and minus wires ? Pl guide me.
Your convater dublikate😊
Original ka link do
How do you know
Sar mujhe 100 volt tak check karna hai to kya kare replai dijiye sarji
display blink kyon kar raha hai? nahi karna chahiye blink...
Shayad camera thik se capture nhi kar paa Raha hai😅😅
Cost a ND how to by online
Mera shorts karane pe band ho jata hai
Sabka ho hi jata hai
Buck con verter 300watt 10amp
LED connection bahar kaise nikalte hai
220v dc ko 50v dc kar sakte hai kya
Na bhai
😢😢😢
😅
Oor ager app mere pass photo send ker do to bohot acha hoga
Ur apko koie nahi batyega
Pahle Sikh le fir karna faltu time barbad kr dya
Faltu device se koi kam nahin aati hi
Kyu bhai esa kyu
ab youtuber ko bhi nakli saman supply kar raha hai,,
ye module low quality ka hai,,
Asli buck converter ka 2 capacitor 1000uF and 2 Capacitor 470uF, asli buck converter ka coil 42-48 round hota hai...
ye tho low quality ka converter...