Hmare yha voltage up down hoti rehti h 130-180 Hmne 5kw ka manual ( rotatory) steblizer lgayea h jisko hmne 3 point pe set kiya h jo 200 tak voltage rakhta h Mera swal yeh h ke jo steblizer hm meter ke baad lgate h usse bill zyda aata h ja meter se pehle lgate h usme km ata h & isse koi illegal activity toh nhi h 🤔
Hi bhayya... My ac is getting frequently turned off due to low voltage in our area...and our fans are not working properly when ac is running.... I have 3 fans, 1 front load washing machine, 1.5 ton ac, 1 hp motor, 1 old lg tv in our home.... Do Main line stabilizer solve our low voltage problem... If yes please suggest some..if not please suggest solution for our low voltage issue
Hamari Transformer 25 Amp Ka Hai Voltage 150-160 Aati hai Meine 5 kva ka stabilizer liya hai output voltage 230-240 Aati hai But jab Meine electric auto charging me lagwa hai tab output voltage 185-190 Aajate hai please solution dijiye
Sir mere idhar mainline voltage 110 hai. Local stabiliser 5kva laga hua hai jo output 170 deta hai. Usme 1 cooler pankha aur bulb inverter 1 cooler chal jaata hai . Par submersible motor load nhi leta hai . Ac aur submersible motor aur washing machinr bhi chalane ke liye kya karna chahiye ?
Sir mera smadhan btao maine 545 watt ka pennal liya hai or ek bettry hai 12 volt me or maine pennal ko 12 volt me kara liya phir bhi bettry ony light nahi jala pata 4 bulb ko 5 ghante tak chala pata hai mai kya karu aap sujhav jarur bataye sir ho sake to aap apna no. Dedo jisse meri dikkat door ho sake
3 AC 1 washing machine 2 tv LED 40 inch 1 refrigerator 1 Collier 6 siling Fan 10 LED Bulb 1 iron 1.5 hp submersible pump lubi Any other Itna Upyog ke liye konsa KVA lu ❤😮
BROTHER MEIN aapki bahut video j e solar per hoti hai se dekh raha ho sir ji yesterday 5 pm se e UTL GAMMA PCU 224 mein inverter off show a raha beep ki abaz aa rahi hai colling fam contiue chal raha hai sir jjeh kya probem hogi mein re set kar dekh liya re set nahi ho raha
@@EngineerBharat Sir 1.5 ton AC , Fan , Fridge aur Washing Machine mein kitne KVA ka mainline inverter laagaye ? Fridge summer mein 24x7 aur Ac aur Washing Machine , Fan aur cooler according to need depend karta hai .
पूरे डिटेल में समझाने के लिए थैंक्स❤
I have 1.5 ton 2 AC , fridge 385ltr,55inchtv,gisser, washing machine front load fan 3, and small appliances how much should I buy plz suggest
Three phase meter 6kw ke lie konsa stablizer lagwaya jae plz help
Sir kya stebilizer lagwane se ghar ke products kharab bhi hone lagte hain jaldi jaise led bulb, Moter, fridge.
yes agar stabilizer Voltage sahi se controller nahi karega to agar ke applience bhi kharab ho sakte hai
tell about 3phase volatge stabilizers as houses having sanctioned load over 5k are normally 3phase
Hmare yha voltage up down hoti rehti h 130-180
Hmne 5kw ka manual ( rotatory) steblizer lgayea h jisko hmne 3 point pe set kiya h jo 200 tak voltage rakhta h
Mera swal yeh h ke jo steblizer hm meter ke baad lgate h usse bill zyda aata h ja meter se pehle lgate h usme km ata h & isse koi illegal activity toh nhi h 🤔
stabilizer se bill par jyada Fark nahi padta aap meter ke baad lagaye
I have to run 3 ACs of 1.5 ton simultaneously. Which capacity Voltage Stabilizer I should buy, plz ??
10Kva ka mainline wla koi sa bhi lelo kaam ho jayega mere yaha pr 2 ton ke 3 ac lagiya hu rent pr
Very useful info
Glad you found it helpful!
Hi bhayya... My ac is getting frequently turned off due to low voltage in our area...and our fans are not working properly when ac is running.... I have 3 fans, 1 front load washing machine, 1.5 ton ac, 1 hp motor, 1 old lg tv in our home....
Do Main line stabilizer solve our low voltage problem... If yes please suggest some..if not please suggest solution for our low voltage issue
5 hp single phase submersible ko chalane ke liye kitne kv ka stabilizer lena chahiye,,, hamare yaha 130v main line ka voltage aata hai
5 kvA
Hamari Transformer 25 Amp Ka Hai Voltage 150-160 Aati hai Meine 5 kva ka stabilizer liya hai output voltage 230-240 Aati hai But jab Meine electric auto charging me lagwa hai tab output voltage 185-190 Aajate hai
please solution dijiye
Mere ghar pe 3 phase 7.5 kv ka meter hai, uske liye appropriate mainline stabilizer kounsa rehga ??
10kva 3 phase stabilizer
50v range sa bhi nicha stabilizar chahiya sir...ha kiya
1 hp pump
4 led bulb 20 watt
8 conceald 8 watt
1 led tv 60 watt
4 fan 50 watt
2 mobile charger
kitna bada stabliger lu
Aapko minimum 3 kVA ka stabilizer lena chahiye
stabilizer is not lose electricity? here voltage ragulater not best? one stablizer lose about 100 to 500 watt,
Bhai ek cooler or refrigerator ke liye konsa sahi rahega
Sir 3hp motor chalane ke 5 kv air conditioner ka steplizer se hojaiga?
Nahi motor ka jerk load jyada hota hai uske liye 10kva safe rahega
@@EngineerBharatsr ji hme 10kva ka Lena hai
Please reply
Maine mussel guard ka 8 kva liya, but wo fluctuations nahi cantol karaha hai, kya karoo
Voltage range kya hai stabilizer ki
1.5 ac k liye or 2ton ac k liye kitna kva ka stabilizer chahiye zara bataye
Mereghar par11000volt aarahi hai kya kare
Sir 32 inch tv + computer + Home theater iske liye konsa better hai stabilizer
Microteck Best 👍👍👍💯💯💯
Luminous nxg1100 ka inverter hai to usme ye plate ko laga sakte hai kya
Pmax 330
Ipm 8.72a
Vpm 37.89a
Max system voltage 1500
Isc 9.63
Voc 45.02 V
5hp ka solar system Ghar me laga hai
nahi 45v ki VOC ko support nahi karega
Raat me voltage up / down honey par cut cut ki awaaj disturb karti hai, kya karey
uska kuch nahi ho sakta Vo relay hai vo ye cut cut ki aawaj karti hai
I have a shop total load capacity is 5500 watts when all appliance are on please suggest what kv stabilizer should I buy
8kva (Good)
10Kva (Best)
Sir mere idhar mainline voltage 110 hai. Local stabiliser 5kva laga hua hai jo output 170 deta hai. Usme 1 cooler pankha aur bulb inverter 1 cooler chal jaata hai . Par submersible motor load nhi leta hai .
Ac aur submersible motor aur washing machinr bhi chalane ke liye kya karna chahiye ?
aapko 10 kva ka stabilzer lena chahiye ...90-300v range wala
Ola s1pro ko konsa Lena chaiye
charger Ki rating kya hai
2 AC 1.5 ton
1 washing machine
1 tv
1 refrigerator
1 gyser
4 BLDC FAN
8 LED bulb
1 water purifier
1 HP water pump
1 iron
And other applications
10Kva (Copper Based jyada sahi rahega)
@@EngineerBharat which one is best ?
@@MrJeet94lelia bhai?
@@_hey_Im_kanha_ no
Jyada kilowatt mein kam supply chala sakte hain
matlab 10kva ka stabilizer par 1-2 kw watt load chalna hai Kya aapko
Stabilizer highest kitne watt ka aata hai
company se jarurat ke anusar kitna bada bhi taiyar karwa sakte hai
2 kva ka Servo stabilizer kitne ka milega aur kis brand par trust kar sakte hai
Universal all Home Loud 💯💯💯
Sir kya stablizer overvoltage aane par b ghar ke appliance ko save kr skta hai...??
yes ..
Sir musclegrid 10kva kesa hai
agar aapke area me service mil sakti hai to accha hai
Yadi voltage bahut jyada aaye kabhi kabhi to kya thik rahega
Ha stabilizer range ke beyond voltage aane par line cut kar dega
Stabilizer, inverter, generator teeno sath mein use kar sakte hai?
yes but stabilizer generator ke sath lagane ki jarart nahi hai
Sir mera smadhan btao maine 545 watt ka pennal liya hai or ek bettry hai 12 volt me or maine pennal ko 12 volt me kara liya phir bhi bettry ony light nahi jala pata 4 bulb ko 5 ghante tak chala pata hai mai kya karu aap sujhav jarur bataye sir ho sake to aap apna no. Dedo jisse meri dikkat door ho sake
aapne solar panel ko 12v ka kaise kiya hai
@@EngineerBharat comman wire dalni padti hai 2 penal me
Sir servo voltage stabilizer 15kva ke bare mae batao
3 AC
1 washing machine
2 tv LED 40 inch
1 refrigerator
1 Collier
6 siling Fan
10 LED Bulb
1 iron
1.5 hp submersible pump lubi
Any other
Itna Upyog ke liye konsa KVA lu ❤😮
Agar Ham 10Kva ka le late hai our ham 5/6 ke barbar hi kar pa rahe hai to problem nhi hoga
Our 5kva le ke 6kva 7kva ka load du to problem hoga na 😮
yes 5kva se dikkat hogi
10kva par 5/6 kw load chalega to sahi chalega
12kva stabilizer
BROTHER MEIN aapki bahut video j e solar per hoti hai se dekh raha ho sir ji yesterday 5 pm se e UTL GAMMA PCU 224 mein inverter off show a raha beep ki abaz aa rahi hai colling fam contiue chal raha hai sir jjeh kya probem hogi mein re set kar dekh liya re set nahi ho raha
Display par dekhe koi Display error aaya hoga... us Code ko customer care me bataye ...vanha se aapko help mil jayegi
@@EngineerBharat Sir 1.5 ton AC , Fan , Fridge aur Washing Machine mein kitne KVA ka mainline inverter laagaye ? Fridge summer mein 24x7 aur Ac aur Washing Machine , Fan aur cooler according to need depend karta hai .
neutral ko rok payega
Power fluctuate horha to konsa stabiliser lena chahiye jise ki power stable rahe
Video me bataya koi stabilizer le sakte hai ,,sabhi voltage ko stable karenge
Bhai Video me jyada cuting ho Gaya
👍👍👍
Mere yaha itna voltage kharab rahta hai double phase dono Mila kar 35 se 40 volt rahta hai. Stabilizer bhi kaam nahi kart😢
Solar lagalo stabilizer
Solar system ki tarf jaye... kyunki stabilizer bhi 1 limit tak karta hai
@EngineerBharat you r right
Same problem
Musahari Ghar to nhi h
5kw ka stablizer kitna ka aaega
Air conditioner ke liye = 5,000
Mainline = 10,000
Muscle grid ka mata lena koi sunbai nhi hogi serives bekar hai
Mere ghar me 90 se kam aajati he koi baar....
50-280v Range wala stabilizer le
@@EngineerBharat50-280 volt wale kaun kaun se brand wale stablizer hai. Sir humko turant lena hai.
Mere ghar me 310volt tak ka power aata hai uske liye koi stabilizer batayiye
@@dileepgupta9943 alten ka le lo , Maine bhi liya jo mujhe flipcart se 13300 ka mila 5 kv me
Musclegrid worst product n service
Bhai yah muscle grid ka add hata do kyunki ek cheating baj aur fraud company hai...
ok Bhai
8 kw का लूंगा
5kv 💯💯
Jj hoo j ho
बहुत पकाते हो यार
Bhai ye Jankari Shorts me nahi de sakte .... Aap Shorts Dekho..