Mash Allah bhai aap bohot achha video banate hai bina background music ke isitarha jaiz tarike se banaya karo mash allah ❤❤❤👍👍👍 bahut sara pyar aap ke ke liye😄😃😀
Need to ask one question. In case of inverter connection we supply line (phase) from the inverter and nurtral from the main switch board. But if by chance main phase and neutral wires are changed in the main supply board then what happens to the inverter connection?
Kyoki time ⏲️ kahi fell na ho jaye.... isliye watch ⌚️ 👌 hai...per nice batery information bhai... kya Siries me jod sakte hai...per parlel me bhi chala sakte hai usme 12 volt hoga or 320 Amp 2 battery 160 Amp ka joints se...
Sir jesa ki bataya H ki ek swicht bord me do mcb lage huye ek invetaer ka or dusra main line ka mcb laga H To , Inka canetion kese kiya gaya H Keya ap details me bata sakte ho keya?
Sir agar battery full ho jaane ke baad inverter wala main charging ka swith off kare to poore ghar me main supply jaana band ho jata hai ,,,aisa kyu,,agar switch on hi rehne de to battery full hone ke baad bhi charging par lagi rahegi to koi dikkat to nahi
Maafi chunga sir par aapne invertor ka load ek hi wire pe diya hai ya sepret wire dala hai..vo pata nahi chala aur cirkit ka control bhi bord me mcb diya hai..vo bhi sepret dala hai..ya nahi vo bataiye....sir
सर inverter को जहाँ से input देते है चार्जिंग के लिए वहां दोनों पाइंटो पर फेस आता जिससे लगाने में परेशानी होती है उसका क्या इलाज करें जब सिनियर मिस्रीयों से पुछते है तो वह सही राय नही देते हैं
Bahi mea pakistan sea hoo please muja bate wiring kasi or nea kiya hai abi muje ups fitting karne hai laken muje ups ka wire nhi mil reha hai abi mea kase malom karo k ups k wire konsa hai please batan muje.ya vedio send kare. Mea ap k fine hoo or follower hoo har vedio dekta ho
Bhai mere pass microtek ka 1100 va inverter hai 12 volt ka usme 180 ah ka battery laga hai mere pass aur ek battery hai 80 ah jpm company ka mujhe usko bhi charge karna to inverter se badi battery nikal ke charge karu please reply
Sir ek help chahiye thi plz btauye ki agr baord ke connection me phase wire ki jgah neutral aya hai sare switch me aur phase direct appliances me diya gya gai toh inverter connection kaise kre
Bhai mere pass e riksa ka eastman company ka battery h 130ah ka h 4 mahina e riksha mai chalaya hu ab 24 v set krna chahta hu 2 battery kitna der chalega minimum
🔥🔥🔥Bhai hamara ghar new wearing hua hai.🙂 Room main ek bullb jalayo to dusri ek bullb halka halka jalraha hai,😢 or fan ko chalayo to room main 2 bullb halka glow kar raha hai.😮Esa hamra dining mein bhi ho raha hai or do room main.😢😓 Please batayen ye kiun horaha hai 🥲❤️
Bhai sahab Ghar Ke Andar do board Hai jismein donon Mein inverter ka connection hai per Ek board mein inverter ka tar aur face ka tar aapas Mein jodkar jisse ki short circuit Ho Gaya aur dusre board mein bhi supply bilkul band ho chuki hai Kaise theek Karen Jarur bataen
Aap ka video dekh kar mai yaring Karna shikhar liya mai aap ka video 3 shall se dekh rha hu super video help full
Mash Allah bhai aap bohot achha video banate hai bina background music ke isitarha jaiz tarike se banaya karo mash allah ❤❤❤👍👍👍 bahut sara pyar aap ke ke liye😄😃😀
Inverter,or betry se jyada,tumhari baton se karant aa raha hai ❤️❤️😘😘😘😘🥰🥰🥰🥰
Aapke har vidiyo sabko siknekeliye bahot best hai
आपकी हर वीडियो सीखने
Bahot hi atchhi video thi
200A (ampere) nahi 200ah hoga 200ah= 200000mah
th-cam.com/video/Ui2tOB54aeU/w-d-xo.html
Shikane ka tarika Bahut achha hai Aap ka har video dekhata hu
mashallah behtreen apne har cheez ka bata diya hai
Thanks bhai jan आपने बहुत अच्छे तरह से समझाया है 🙏🙏🙏
मैं आपका वीडियो बहुत देखा है इलेक्ट्रिकल से संबंधित है बहुत अच्छा से समझ में आता है 200 एमएच बैटरी है उसमें कितना का इनवर्टर लगाना चाहिए
Thank you sir
Great information
th-cam.com/video/Ui2tOB54aeU/w-d-xo.html
भाई बहुत अच्छी वीडियो बनाई है आपने बहुत डिटेल में, समझाया, है ❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤
भया आपने बहुत अच्छे से बताया thanks
Bohot achha video banaya Bhai aapne
Aap bahut badiya se batate ho
Need to ask one question.
In case of inverter connection we supply line (phase) from the inverter and nurtral from the main switch board. But if by chance main phase and neutral wires are changed in the main supply board then what happens to the inverter connection?
Mashallah Bhai aapka work masjid ❤
Very good video Amir vai
Kyoki time ⏲️ kahi fell na ho jaye.... isliye watch ⌚️ 👌 hai...per nice batery information bhai... kya Siries me jod sakte hai...per parlel me bhi chala sakte hai usme 12 volt hoga or 320 Amp 2 battery 160 Amp ka joints se...
Bhutfhull ❤thenk u iti jankari ke liye
❤❤❤अच्छी हे आँप का काम
Jai Shree Ram aapne bahut achha bataya ❤❤
Alhamdulillah apka bhi ustad hu me
Bhut acha video bante ho bhai ❤👌👌👌
Veri nice wiring sir
Good work
Hlo sir jo invater ki negative positive wire hai wo output mai Kitna voltage degi or Ac degi ja Dc
A Golden Heart is rare to find, but once discovered, it brightens up the world.
You have Golden heart Sir 😍 ❤ 😍
Back up badhane ke liye isme parallel jod sakte hai
❤ sir
Solar inverter par video chahiye...solar se inverter kaise chlayen
Great Bhai
Sir, very very nice video. Sir, 1 mm k wire s inverter wiring. Ker sakte. H sir 55. Iinch led tv ko inverter s calla sakte hai. Sir
Old house wiring me inverter wiring Aur Inverter fitting ka charge kitna le skte hai.
Invertor ki konti company ki battery lena chaiye. Solance company acchi hai kya. Iski battery lena chaiye kya😊
Nice
Bhai ko Salam.
Maseaallha Bhai
Ek number ❤❤❤
सर बैटरी का टर्मिनल डबल रेंच पाने से टाइट करें 👍
Thank you sir❤❤❤❤❤
Sir jesa ki bataya H ki ek swicht bord me do mcb lage huye ek invetaer ka or dusra main line ka mcb laga H
To ,
Inka canetion kese kiya gaya H
Keya ap details me bata sakte ho keya?
Outstanding!!!
Hii
❤❤❤❤
Sir agar battery full ho jaane ke baad inverter wala main charging ka swith off kare to poore ghar me main supply jaana band ho jata hai ,,,aisa kyu,,agar switch on hi rehne de to battery full hone ke baad bhi charging par lagi rahegi to koi dikkat to nahi
Mere bhi same h
Wo switch hamesha on hi rakhna padta hai।।।।yehi jaankari mili hai
On rakhna invoter me atometic hota h
Best bttry konsi 200ah me exide ya amron
Are bhai ak video sweeming pool ki banao pipe kaise dalte h wiring kaise karte h
Konsa kampany ka ups achha atahe sr toda batayiye
Sir inverter se Pani ki motar bhi chla skte he kya kirpiya jwab dijiye
Inverter main Ground Earthing lagana sahiye ya Nehi sahiye,. Please batayiyega. Main aapka videos dekhata hoon
MICROTEK HB 1125 is best. Core company no fancy marketing
सर आज मैं ने लिबगार्ड कम्पनी की इन वाटर लगाया है लेकिन वह चार्ज नहीं कर रहा है इसके लिए क्या करें क्या क्या दिक्कत हो सकता है कृपया मदद करें
Bhsi aap kaha se hain mujhe bhi sikha do mai aapke sath rehna chahta hu
Inverter ka satha me automatic changeover switch connection ka video banaye
Bhai aap transformerless inverter dikhaiye Jo Hamare kam budget mein ghar ke liye kam
Maafi chunga sir par aapne invertor ka load ek hi wire pe diya hai ya sepret wire dala hai..vo pata nahi chala aur cirkit ka control bhi bord me mcb diya hai..vo bhi sepret dala hai..ya nahi vo bataiye....sir
भाई 48 वोल्ट लेथियाम बैट्री से घर की लाइट चलाया जा सकता है क्या अगर हा तो ups कोन सा रहेगा प्लीज बता दीजिए
Great gru
Dada 1100va microtak invatar koto ampiar battery lagata parbo.
सर inverter को जहाँ से input देते है चार्जिंग के लिए वहां दोनों पाइंटो पर फेस आता जिससे लगाने में परेशानी होती है उसका क्या इलाज करें जब सिनियर मिस्रीयों से पुछते है तो वह सही राय नही देते हैं
Good sir
Bahi mea pakistan sea hoo please muja bate wiring kasi or nea kiya hai abi muje ups fitting karne hai laken muje ups ka wire nhi mil reha hai abi mea kase malom karo k ups k wire konsa hai please batan muje.ya vedio send kare. Mea ap k fine hoo or follower hoo har vedio dekta ho
Bhai inverter 850va. Ka h or 110ah or dusra 145 h to laga sakte h pairlar m please reply
❤
Bro ek problem hai
2 story building mai 1 inverter ke sath 2 rccb kaise lagaiye
Double battery Jada brackup de gi kya
👍
Bhai mere pass microtek ka 1100 va inverter hai 12 volt ka usme 180 ah ka battery laga hai mere pass aur ek battery hai 80 ah jpm company ka mujhe usko bhi charge karna to inverter se badi battery nikal ke charge karu please reply
हमारा इनवर्टर 1125 livfast का h to ispar kite watt ka load utha sakta h please batade?
th-cam.com/video/Ui2tOB54aeU/w-d-xo.html
1kva
hamare ghr mai electri fitting nahi hai kya hum inverter laga sakhte hai????
So cute ❤❤❤❤
Sie aap kaha se ho
Battery ka connection series me lgane se jada tikau rahega ki parallel me
Riplay jarur kren
Two way 2 gang switch ki video banao bro
Sir ek help chahiye thi plz btauye ki agr baord ke connection me phase wire ki jgah neutral aya hai sare switch me
aur phase direct appliances me diya gya gai toh inverter connection kaise kre
Friz our fen our lite ke liye invetor kon sa lagaye
Spark vala ache se bataaya
Masha Allah
Sir Mujhe Aapse Work Shikhna Hai
Thank you ❤
यह इनवेंटर कीकिमत क्या है ❤❤❤❤
Very good
भाई जी लुमिनस 250 ahh डबल बैटरी इन्वेटर के बारे जानकारी दो कितना पडेगा लोड कितना उठाऐगा
nice
3 pain top lagana bhul giye bhi
Battery me pani kitne din baad dalna chahiye bhai please
Approx 5 to 6 months
Bhai mere pass e riksa ka eastman company ka battery h 130ah ka h 4 mahina e riksha mai chalaya hu ab 24 v set krna chahta hu 2 battery kitna der chalega minimum
Sir inverter charging kese hota hai ye nhi bataya aapne
Nice masjid 🎉❤❤❤
Accha Kon sa accha hota h inverter batao
Luminous
Good work
Janretar se invatet charging ho sakta hai?
kya 200A ka matlab 200Ah hai?
🔥🔥🔥Bhai hamara ghar new wearing hua hai.🙂 Room main ek bullb jalayo to dusri ek bullb halka halka jalraha hai,😢 or fan ko chalayo to room main 2 bullb halka glow kar raha hai.😮Esa hamra dining mein bhi ho raha hai or do room main.😢😓 Please batayen ye kiun horaha hai 🥲❤️
Ya to aapke wiring me plus. Minush ghum Gaya hoga ya aapka jo bulb hai .vo.saste wala hoga...bulb change karke dekhiye company ka...
Sir 24 volts inverter ko 12 volts single bettry par chal sakte hai ❤❤❤❤❤
Yas bro 24 volts inverter me single bhi chala sakde hai
Nahi bhaitry low signal 🚥 aaye ga 24volt hona chahiye
Bhai sahab Ghar Ke Andar do board Hai jismein donon Mein inverter ka connection hai per Ek board mein inverter ka tar aur face ka tar aapas Mein jodkar jisse ki short circuit Ho Gaya aur dusre board mein bhi supply bilkul band ho chuki hai Kaise theek Karen Jarur bataen
Double battery inverter connection ka kitna charge lena chahiye .
200Ah ke 6 battery ke liye konsa inverter sahi rahe ga
Total kharch kitna aayega
Bro dono battery 200 ke he or 18 fan he kitna time chalega
सर आप कहा से है बताना 🙏🙏🙏
Bhai kha se ho Aap