@@imaditya8891 uska to ghna rola h... usme draft ktega bank s or fir wo no fill krke.. draft attached krke tb krna h post... 4 din waste ho gya mere nhi hua tb .. stamp wala hi liya tha ... khi book store wale pr mil jaega dekho try krke .. iska process bekar h..
Ji Nahin Agar aap draft se nahin Karna chahte to aap 400/- waala form le sakte ho usmain pahle se hi 300/- ki stamp LAGI Hoti hai Jise agar aap direct University se lete ho to aapko 320/- ka padega Jabki agar aap ise kisi stationary ki shop se lete Hain to wahan SE aapko 350-400 Tak ka milega Lekin iski main limitation ye hai ki agar aap stamp waala form lete ho to aap bas 1 answer book Re-evaluate Kara sakte ho Kyonki per answer book check karane KE 300/- lagte Hain Jabki agar aap draft se karate Hain To aap online print waale form se more than one answer book ki detail dalkar Re-evaluate Kara sakte For example:- agar aapko 3 answer book Re-evaluate karani Hain to aap 300×3=900/- ka demand draft katakar Ek hi online print waale form main 3 answer book ki detail daal sakte ho
Sir pls reply....mjhr b.arch k History me 1no. se fail krdiya mujhe recheck krvana hai mai form ko post kr skta hu na?? University jaane ki zrurat to nhi hai???
Sir jaise maine 2018 december me 1st semester ka exam diya or meri re aayi fir maine 2019 december me re appear ka exam diya or abhi 2020 me uska result aya ab mujhe uski rechecking krvani hai to mai session or class me kya fill kru??............or b.arch me 300 ka draft bnega ya 500 ka? Or isme result ki copy bhi lgegi or photo? Pls reply..
Ji bilkul Bas address aur details poori honi chahiye Aur form ke saath result ki photocopy self attest Karke attach karni hai Aur Jo challan hai wo bhi form ke saath attach Karke bhejna hai Baaki details video main mentioned hain
Mane sirf ek paper ka revolution bhra h to usme dde ki need h kya ? Bcz form pr rate 300 likha hua tha aur mujhe vo form book deepot wale ne 400 m dia tha aur vo kah ra tha ki ek paper k lia dde ki need nhi h Aise he fill krke post krde
Agar aap 1 se jyada paper recheck karate ho to cafe se ek hi rechecking application form nikalwakar usmain aap 3-4 paper ki details daal sakte ho Iss case main aapko Demand Draft zyada sahi padega But agar aap stamp waala application form lete ho to ek stamp wale form ki keemat 300/- hoti hai Aur aap usmain bas ek hi paper recheck karane ke liye apply kar sakte ho
@@behinditt6730 ok bhai mane sirf ek he paper k lia revolution bhra h offline aur unhone 23 ko recieve b kr lia ab result kab tk ayega bcz mere pg atki padi h ek paper se Mujhe pta h thik se paper check nhi hua mera Jis ladke ne mere m se kia tha uske 67 no h aur mere only 27 Aur bhai ye b pta chl jaega ki kis kis question pr kitne no badhe the means phle kitne dia the ab kitne diye h
Sir mera last chance tha or acha paper bna tha to bhi re dede sir ab m kya kr jise mera result shi aaye or sab me to mere bhut ache no. H pr use sub. Me bar bar re dete ja rhe h or same no. De rhe h
Aapke paas 2 option hai Ya to aap re-evaluation ka form daal do Ya phir jaisa aapne kaha aapka last chance tha Aap RTI LAGA do Procedure college main jaakar pata kar lo 100% pass ho jaaoge Best of luck!
Sir maine aapse pucha tha revaluatjon form online bhr skte h ya nhi is saal ke starting me maine bhr ke speed post krdiya tha....mjhe abhi tk pta nhi chl rha ki result declare hua rechecking ka ya nhi or hua to kese check kre....plsss reply. 🙏🏻🙏🏻 mujhe ye bhi nhi pta vha tk vo post phocha bhi ths ya nhi
One month ka time hota hai Isliye 8 March Tak kar skate Hain But ho sake to 3 weeks ke andar form fill Karke post Kar Diya jaaye to better hai Waise koi problem nahin hai agar last week main bhi bheja jaaye to.
@@behinditt6730 sir ek question or sir isme class ki jagah sir main filhal second year main hu or mene reavulution 1st sem ka bhara hai or sir class main mene 2nd sem bhar Diya sir foam reject ho Jayega kya
Jis bhi subject main re hai uska form bharke speed post karna hai Saath main result ki photocopy self attested Karke form ke saath attach karni hai Agar aap kisi subject main apne marks se satisfy nahin ho to Re-evaluation ka form fill Kar sakte ho
@@behinditt6730 bhai mane Bsc 5 sem ka revaluation ka form bhara tha feb me to mera result kab tak ayega kuch idea ho to reply karna bro? Aur mane yahi pas ke cyber cafe se form bhra tha aur usne kaha tha ki DMC ajaye to uske pas jama karani h ye kya h bro tell me?
Sir online bharne pr to 1200 bta rhe h re evaluation ki 1 sub ki fees. Sir please detail me smjha dijiye. Sir meri 3 no se re aai h to muje re-evaluation ka farm bharna chaiye ya rechecking ka
Dekhiye regular ki fees Per book 300 rupee lagti Hai Kisi kisi course main maximum 500 Aap aisa kariye online Re-evaluation ke form ka print nikalwakar Bank se challan katwa lo
Agar aapne stamp waala form liya hai to aapko Draft ki jaroorat nahin hai Seedha form bharke post kar sakte ho saath main result ka print bhi self attest karke attach karna hai Aur draft bhi laga dena
Simply MDU ki site par jaakar online Re-evaluation form ka print nikalwa lo kisi bhi cafe se Uske baad 300/- per book ke lagte Hain Jitni bhi answer book aapko check karani Hain utne ka SBI se demand draft katwa lo (only from SBI) saath main apne result ka print nikalwa lo ,self Attest Kar lena use, Ab Re-evaluation form, result ka print and demand draft in 3 documents ko pin lagakar Ek envelope main daalkar us par address dalkar Jo video ke end main mention Kiya hai Speed post Kar do
@@mohammadanas1307 bilkul hai! RTI is the last option Process aapko Aapke college ke university office main jaakar pata chal jaayega Ye hi ek last option hai but iske liye appko college Jaana padega aur ho Sakta hai University bhi Jaana pad jaaye Lekin 100% aap pass ho jaaoge aur ISKA result bhi minimum 15 din main aur Maximum 1 mahine main aa jaata hai Aur final year waalon ka to waise bhi jaldi hota hai kyonki university Nahin chahti ki kisi bhi student ki Saal kharab ho
Result aane ki date se lekar agle 1 mahine Tak ka time hota hai For example:- result 1 April ko aaya hai to 1 May Tak ka time hota hai Re-evaluation ka form bharne ke liye
@@rahulkaushik7902 ek 400 rupee ka form bhi hota hai jisme pahle se hi 300 rupee ki stamp punched hoti hai Wo aapko kisi bhi stationary ki shop se 400 rupee ka milta hai Lekin university office se 320 something rupee ka milta hai Lekin uski main drawback ye hai ki usmain aapko per book ke liye ek Naya form Lena padega Jabki online print main aap ek challan bharke ( per book 300/500) Ek hi form main different subjects ki information daal sakte hain Hain
Sir mera practical me suppli ayi h to re-evaluation forum bhr skte h?? Or re-evaluation se umeed ho skti h ki practical me paas krdenge examinar??? Plz sir reply krna?
Dekhiye practical main agar aapki suppli di hai to aap practical exam ke liye re-evaluation ka form nahin daal sakte aapko next session ka wait karna padega
Sir, mdu dde 3rd year form apply krke mdu university ko send krna hai. Sir kis branch mein jayega aur sir please uska postal address tell me. Sir , post se form deposit krne ke baad hmen student copy receipt ke tor per kaise milegi sir please tell me.
Form sahi se bhar ke post Dena hai Saath main original challan aur self attested result ka print pinned Karke send Kar do Rahi baat student receipt ki to uski koi jaroorat nahin hai Result within 90 days update ho jaayega
Bhai mene mdu ja kar RTI or revalution form bhar diya tha rti se meri Ans. Seet to aa gai h usme usne 4 units ke qus. Chek kar rahe h pure or har unit me 6 no. Diye h sari units bhi thik h ussne kahi se bhi × nahi tha qus. Ab batao kya karu me Revalution ka result to abhi nahi aaya h
Ji NAHI Ye aapko offline hi send Karna padega Re-evaluation ka form bharne par 90% chance hote Hain ki aap pass ho jaaoge Lekin agar aapka koi bhi risk nahin Lena hai to RTI LAGA do. process aapke college ke university office main jaakar pata chal jaayega 100% pass ho jaaoge Don't worry ! Bas time waste mat karo ab RTI is the best option in my regard! Kyonki aapka last year hai
sir M.A main ek subject main 13 marks hain to koi benifit milega ya reappear hi bhrna pdega/ya fir revolution or reappear dono ek sath bhr skte hain ya nhi
Jis din bhi aapka result aaya hai us din se next one month tak For example :- Agar result 18 Feb ko aaya hai to agle mahine ki 18 March Tak AAP form fill karke speed post Kar sakte hain
मैं b.a. 2nd में हूं। Main revaluation ka form Bhar Diya Hai... इसका रिजल्ट कितने दिन में आएगा... और यह कब तक चेंज हो जाएगा DMC में। कृपया इसका जवाब जरूर दें। री वैल्वेशन का रिजल्ट कितने दिन में आ जाता है। और क्या इसकी डीएमसी बाकी बच्चों के साथ ही आ जाएगी या यह थोड़ा सा लेट होगी। Please.. please.. please.. Jarur answer kare.🇮🇳🙏
Sir mere 2 subjects me re aayi h ek subject me total mark 37 or ek me 39 aaye h or pass hone ke liye dono me total mark 46 marks chahiye to kya mere pass hone ke chances Ho sakte hain?
Thanks bhai
draft b snd krna hota h kya?? ya bs no fill krna h..
Bhai Online payment kr skte Hain kay Re-evaluation ka ??
@@imaditya8891 nhi form aaega iskr uppr stamp hogi 300 rs ki or y bhr s 400 ka milega... wo fill krke speed post kr dena...
@@pinkykaushik0007 Mine Form liya hai Cyber Cafe se Uss me toh koi v Stamp nhi hai ??
@@pinkykaushik0007 Means mai Online Payment kr skta hu na Ya Demand Draft jaruri hai ?
@@imaditya8891 uska to ghna rola h... usme draft ktega bank s or fir wo no fill krke.. draft attached krke tb krna h post... 4 din waste ho gya mere nhi hua tb .. stamp wala hi liya tha ... khi book store wale pr mil jaega dekho try krke .. iska process bekar h..
Bro mere 2 subject 5th semester or 6th semester me dono ka alag alag form fill karna hai please reply 😢
Helpful Video Sir but aagr University ja kr form fill kra toh form ki Payment vhi ho jati hai kya ya sir Draft bna kr le kr Jana pda ga.
Sir mera hindi ma 12 marks aaya ha rechecking ka form fill Kru ya re-evaluation ka
I think you have to fill re evolution form.
@@khushipatel7989 kya ho jauga pass please reply
@@souravjoshivlogs-yx6bm 95% chances hai
@@souravjoshivlogs-yx6bm Are you filled the form or not?
Ab bii bhra ja raha hai kya ye form mere msc dde me 1sub me hai
Sir m 2017 me pass out hu
5th sem me Ree h koi chance h mere pass ab form apply kru to Kuk ka
No
Sir revolution ka kitne din tk bhrskte hain form
Sir meko speed post krna ka forn recheck ka toh mdu ka address bta doge ki kya bhrna hai
To
Controller of Examination
M.D.U. , Rohtak
124001
@@behinditt6730 ty sir
sir draft ki bjaay university me jaake rupy or form jma krwa skte h
Ji Nahin
Agar aap draft se nahin Karna chahte to aap 400/- waala form le sakte ho usmain pahle se hi 300/- ki stamp LAGI Hoti hai
Jise agar aap direct University se lete ho to aapko 320/- ka padega
Jabki agar aap ise kisi stationary ki shop se lete Hain to wahan SE aapko 350-400 Tak ka milega
Lekin iski main limitation ye hai ki agar aap stamp waala form lete ho to aap bas 1 answer book Re-evaluate Kara sakte ho
Kyonki per answer book check karane KE 300/- lagte Hain
Jabki agar aap draft se karate Hain
To aap online print waale form se more than one answer book ki detail dalkar Re-evaluate Kara sakte
For example:- agar aapko 3 answer book Re-evaluate karani Hain to aap 300×3=900/- ka demand draft katakar
Ek hi online print waale form main 3 answer book ki detail daal sakte ho
@@behinditt6730 or agr speed post se na bhejkr direct universty me jma kra skte h
@@RaviKumarKhola yes
@@behinditt6730 sir konsa best rhega universty me jana
ya post krna
@@RaviKumarKhola ji bta kon sa best rahega MDU rohtak jana ya speed post Krna plzz reply
By post kr rhe ha to address kya likha
Sir pls reply....mjhr b.arch k History me 1no. se fail krdiya mujhe recheck krvana hai mai form ko post kr skta hu na?? University jaane ki zrurat to nhi hai???
No
You can speed post
Sir alot of people is saying that u had to go to university thts why i m confused very much...
@@tusharsaxena106 aisa kuchh nahin hai
Bas aapko apni details sahi daalni hai
And do speed post
Ok ty sir
Sir jaise maine 2018 december me 1st semester ka exam diya or meri re aayi fir maine 2019 december me re appear ka exam diya or abhi 2020 me uska result aya ab mujhe uski rechecking krvani hai to mai session or class me kya fill kru??............or b.arch me 300 ka draft bnega ya 500 ka? Or isme result ki copy bhi lgegi or photo? Pls reply..
University m janye ki koi jrrurt nhi h net se form nikal kar or fill karke challan katwakar Mdu mein send kar skte hai kyaa ji
Ji bilkul
Bas address aur details poori honi chahiye
Aur form ke saath result ki photocopy self attest Karke attach karni hai
Aur Jo challan hai wo bhi form ke saath attach Karke bhejna hai
Baaki details video main mentioned hain
Sir mne office vale m apne marks daal diye koi problem to nhi ho by mistake hoga 😢...
Sir meri b.a 3rd year mdu dde m reappear h inke rechecking or revolution k from kon se month m niklte h
Re evaluation result k aane k bas 30 days ke ander bhra jata hai
Iss form pe last me likha hota hai instructions me
fees kitni hai bhai revolution ki
Sir DD banke bhjna hai mdu to kya mai online form revaluation ka print krke use kr skta hu ? Vo thik rhega ya particular kahi se lena hoga form😊
Sir DD Rohtak main bhi bnwa sakte hai kya ?
Mane sirf ek paper ka revolution bhra h to usme dde ki need h kya ?
Bcz form pr rate 300 likha hua tha aur mujhe vo form book deepot wale ne 400 m dia tha aur vo kah ra tha ki ek paper k lia dde ki need nhi h
Aise he fill krke post krde
Agar aap 1 se jyada paper recheck karate ho to cafe se ek hi rechecking application form nikalwakar usmain aap 3-4 paper ki details daal sakte ho
Iss case main aapko Demand Draft zyada sahi padega
But agar aap stamp waala application form lete ho to ek stamp wale form ki keemat 300/- hoti hai
Aur aap usmain bas ek hi paper recheck karane ke liye apply kar sakte ho
@@behinditt6730 ok bhai mane sirf ek he paper k lia revolution bhra h offline aur unhone 23 ko recieve b kr lia ab result kab tk ayega bcz mere pg atki padi h ek paper se
Mujhe pta h thik se paper check nhi hua mera
Jis ladke ne mere m se kia tha uske 67 no h aur mere only 27
Aur bhai ye b pta chl jaega ki kis kis question pr kitne no badhe the means phle kitne dia the ab kitne diye h
@@pankajtanwar9521 within one week
@@behinditt6730 to bhai result m direct show krega ya
Alag se dekhna padega ki purane no itne the aur ab new no. Itne agye h
@@behinditt6730 ya bhai alag se site h koi revolution ka result dekhne ki
Distance 1 year mdu ka revolution frm kb nikle g
Jis din aapka result aaya hai us din se lekar agle 1 month ka time hota hai Re-evaluation ka form bharne ka
Re evaluation me paas bhindi krte h
Yes
Sir mera last chance tha or acha paper bna tha to bhi re dede sir ab m kya kr jise mera result shi aaye or sab me to mere bhut ache no. H pr use sub. Me bar bar re dete ja rhe h or same no. De rhe h
Aapke paas 2 option hai
Ya to aap re-evaluation ka form daal do
Ya phir jaisa aapne kaha aapka last chance tha
Aap RTI LAGA do
Procedure college main jaakar pata kar lo
100% pass ho jaaoge
Best of luck!
@@behinditt6730 thanku sir
Agr m re-evaluation form daalgi kya mujhe pass kr dege
90% chance hote hain
Ki Re-evaluation ka form bharne par aap pass ho jaaoge
Lekin aapko 100% pass hona hai to RTI is the best option
Sir mera result bhi ek din hi show kr rha tha lekin ab nhi kr rha form ki dukan pr ja k bhi niklgaya nhi nikl rha pta nhi kya ho rkha h
bhai university jana hai form ke liye ya online
Mere English m 10 no aaye h paper acha hua tha kya m bhr sakti hu from iska
10-12 marks tak badh sakte hain
@@behinditt6730 plzz kya ap apna connect no de sakte h
Yaa sir ap ye bta do 6 semester m 1sem valo chance milta h kya
@@nisharajput1773 aapko next year exam Dena padega 6 sem main koi chance nahin milta
You can apply only for re evaluation to save your year
Agar sessional marks m 0 dedia ho to exam pass kar sakte h kya?
No
@@behinditt6730 to sir usme marks kese lgege do bar exam dia dono bar 0 dia hua h theory m pass hu m but practical ki vjh se re atki hui hai
No
@@ashimajain7500 in sessional you must have to pass
@@behinditt6730 kse number lgege usme mam se baat krni pdegi kya?
Sir maine aapse pucha tha revaluatjon form online bhr skte h ya nhi is saal ke starting me maine bhr ke speed post krdiya tha....mjhe abhi tk pta nhi chl rha ki result declare hua rechecking ka ya nhi or hua to kese check kre....plsss reply. 🙏🏻🙏🏻 mujhe ye bhi nhi pta vha tk vo post phocha bhi ths ya nhi
Covid-19 ki wajah se saare procedure closed hai
Recently
Bhai mene apne result ki photo copy self attest nhi Kari thi to ab Kya hoga .
Koi baat nahin
Offline form bhr rhe ho ap
Mere re h 3 no sey 21 no aarey h 24 m pass hu physical education m to revolution me pass honey k kitney chances h
Sir ek hi sub ke paper ho to kitne paise lagenge 300 ya dono ke 600
Jaise math me 3sub j iske batao.
Sir math 3 h paper to per paper se 900 Dene padenge.
Per book 300/-
Agar kisi subject KE 2 part hai to har part ke 300/- Hain agar dono part re-evaluate karane Hain to 600/-
@@behinditt6730 thanks toooo much sir .
Re-evaluation me number na bdhne pr kya hoga???
Sir apna jo address btaya hai glt hai 😔
Ye university me hota hai..kisine bola online bhi hota hai
Online aap iss form ka print nikalwa sakte lekin submit offline hi hota hai
By speed post or direct in University department
@@behinditt6730 2 month huwa result Diya huwa kya me Kar sakti hu sir plz bataye
No
You had just 1 month
Bro jo instruction h vo to nhi bhejni
Nahi
Sir
Draft kis name se katavana h..
To Financial officer, MDU ,Rohtak
Mera course MCA hai or Mera result 6 Feb ko aaya hai toh me Kab tk re-evaluation k form bhar skta hu ..or per answer book kitni fees lagegi..
One month ka time hota hai
Isliye 8 March Tak kar skate Hain
But ho sake to 3 weeks ke andar form fill Karke post Kar Diya jaaye to better hai
Waise koi problem nahin hai agar last week main bhi bheja jaaye to.
Per book 300/-
Sir aap MDU rohtak k student ho
bro mdu m pass hone k liye 80 m se kitne chahiye hote h
Kya hum Bina draft ke 2 subject ke re evaluation ke form bhar sakte h 400 Vale 2 form bharkar
Please reply
Yes you can .
@@behinditt6730 Thanks
@@behinditt6730 form ke sath marks card attach krna h kya
Yha sa form return aagya h mera
Sir mera result 27january 2020main aya oski last date kab h or rechacking or reavulution dono ki fees same hoti h ya alag please reply
Dono ki fees same hoti hai
Aur 26 Feb tak aap form daal sakte ho
@@behinditt6730 thank you sir main foam bhar aya ab sir iska result kab. Tak ayega
@@Ritesh_suthwal 45 days
@@behinditt6730 sir ek question or sir isme class ki jagah sir main filhal second year main hu or mene reavulution 1st sem ka bhara hai or sir class main mene 2nd sem bhar Diya sir foam reject ho Jayega kya
Agar aapne apna rollnumber sahi dala hai to koi problem nahin hai
Migration certificate kai liye kon sa address hai
Sir 2020 me revolution k form kab nikle ge
For 5 sem after 5 February
Other sem in November
Sir kya re evaluation ka paper bhi vhi teacher check krta h jisne hmara pahle paper check kiya tha
Nahi
Sir Kya ise d El Ed m bhi fil kr sakte h please sir answer me
Ik se jyada subject k liye ik hi form m kaam chl ja a ga kya sir
Revaluation keshe karne ka
Jis bhi subject main re hai uska form bharke speed post karna hai
Saath main result ki photocopy self attested Karke form ke saath attach karni hai
Agar aap kisi subject main apne marks se satisfy nahin ho to Re-evaluation ka form fill Kar sakte ho
Sir mera result 23 Jan Ko aaya tha or special chance m b clear Ni ho paya to kya m ab revaluation ka form bhar skti hu
Yes
@@behinditt6730 bhai mane Bsc 5 sem ka revaluation ka form bhara tha feb me to mera result kab tak ayega kuch idea ho to reply karna bro? Aur mane yahi pas ke cyber cafe se form bhra tha aur usne kaha tha ki DMC ajaye to uske pas jama karani h ye kya h bro tell me?
@@defenceaspirantsuraj result April main aayega
Aur DMC kahin bhi jama nahi karni
Sir bank me Kya karna padta ye batao
Video ke end main check Kar Lo!
End me apne address bataya mdu ka
Video ke end main video block show Kiya hai
Check it up
Sir, mera abhi result nikla h 8 September ko to mai session me kya likhu aur paper/option me kya likhna h???
draft b snd krna hota h jo bank m mila tha??
Chemistry me ek ppr me 3 number h sir kya revaluation ka form fill kr skte h please reply sir or kitne marks bdh skte h please reply krna Sir
Nhi bhr skta bhai... Min 15% home chahye theory m
Sir online bharne pr to 1200 bta rhe h re evaluation ki 1 sub ki fees. Sir please detail me smjha dijiye. Sir meri 3 no se re aai h to muje re-evaluation ka farm bharna chaiye ya rechecking ka
Dekhiye regular ki fees
Per book 300 rupee lagti Hai
Kisi kisi course main maximum 500
Aap aisa kariye online Re-evaluation ke form ka print nikalwakar
Bank se challan katwa lo
@@behinditt6730 Sir fees to fir bhi 1200 hi lagaegi dde mdu 3rd year me
Sir ye 300. Rs to form vaale ne le liye, ab bhi draf kya alg ktega ?
Agar aapne stamp waala form liya hai to aapko Draft ki jaroorat nahin hai
Seedha form bharke post kar sakte ho saath main result ka print bhi self attest karke attach karna hai
Aur draft bhi laga dena
@@behinditt6730 thnx bro , pr draft kaisa agr fees hi na kti to
@@surenderduhan5748 agar stamp waala form hai to draft nahin lagega
sir m final year me hu or re 2nd semester me rh gai
to session kya bhra jaaega
phle waala 2016-17 ya 2018-19
Jis session main Aapne last time apna exam Diya hai
Wo hi session bhara jaayega
@@behinditt6730 ok sir thank you
Me yaha se kis tarah Revluation ka form apply karu
Simply MDU ki site par jaakar online Re-evaluation form ka print nikalwa lo kisi bhi cafe se
Uske baad 300/- per book ke lagte Hain
Jitni bhi answer book aapko check karani Hain utne ka SBI se demand draft katwa lo (only from SBI)
saath main apne result ka print nikalwa lo ,self Attest Kar lena use,
Ab Re-evaluation form, result ka print and demand draft in 3 documents ko pin lagakar
Ek envelope main daalkar us par address dalkar Jo video ke end main mention Kiya hai
Speed post Kar do
@@behinditt6730 last date kab ki h iski or result kab aaege
@@mohammadanas1307 result aane ki date se agle 1 mahine Tak form bhar sakte Hain
2-3 mahine main aajata hai result
Isse jaldi bhi aa Sakta hai
Bhai mdu me koi or option nhi h kya dusra jisse abhi 1-2 month me result aa jaye
@@mohammadanas1307 bilkul hai!
RTI is the last option
Process aapko Aapke college ke university office main jaakar pata chal jaayega
Ye hi ek last option hai but iske liye appko college Jaana padega aur ho Sakta hai University bhi Jaana pad jaaye
Lekin 100% aap pass ho jaaoge aur ISKA result bhi minimum 15 din main aur Maximum 1 mahine main aa jaata hai
Aur final year waalon ka to waise bhi jaldi hota hai kyonki university Nahin chahti ki kisi bhi student ki Saal kharab ho
Sir fees bhr di but fees slip download nahi hui.
Kya karu ab
fee kitni lagi ??
Sir mene dde me address ye likhvya h controller of examination mdu rohtak .koi problem to nhi h.
Pin code daal dete
Waise koi problem nahin hai
mdu dde b.a revolution form k liye mdu m jaana jruri h ya other city post office se form bhej k chal jaaega kaam
@@expertvillager1575 yes sir mdu jana hoga iske liye ya post office s post kr skte h
sir m kl ise bhejunga to result kb tk
aayega ,mera saal khraab hoga ya bch jaaega
90% chance hote Hain pass hone KE agar aapka exam achcha hua hai to
@@behinditt6730 sir result kitne din m aa jaaega
Under 3 month
@@behinditt6730 sir m speed post kru ya normal
@@RaviKumarKhola speed bhi Kar sakte ho
Ya phir registered post
Speed zjada better rahega
Bhut badiya jankari
Sir , do subject ko ek form me fill kr skte h kya
Yah form rohtak jaker hi bharne padnge
Sir dde 2nd year b.a ka form bhraa tha improvmert ka result kab aayega
Within 45 days
Sir form kha se milta h or University me hi jma krwana pdta h kya
Bhai 20 may ko result aya tha 1 ko form bhej diya tha revaluation ka 4 ko phuch bi gya result kb aya ga b.com pass 2 nd sem ka hai result
Check karte raho jald hi aa jaayega
@@behinditt6730 pkka bhai fir bi kB tak aa skta hai
Bhai draft wale form me kiske favor me bnwa rhe h or branch me kya daale
Sir dde mdu b.a final ki re appear ka form kb bhara jaega
Jis din aapka result aaya hai
Us din se lekar agle 1 mahine Tak ka time hai aapke paas
@@behinditt6730 Hello bro mera result late tha Jo abhi aya tha... Abhi bhra Ja skta h kya late fee k sath.. Please tell me
@@anwaransari2386 bilkul bhar sakte ho
Jis din aapka result aaya hai us din se lekar agle 1 mahine ka time hai aapke paas
@@behinditt6730 Sorry sir but time jyada ho gya please check krke btaye ek bar 3 may ko aya tha results to
@@anwaransari2386 phir aap nahin bhar sakte
1 month ka hi time hota hai
Sir hum agar board k liye reevaluation barte hai toh principal k sign chaiye honge
App apne result ki photocopy nikalwakar uspar apne school ki seal lagwakar uske niche principal ke sign Karwa le
Thank you sir
Kya pass kar dete hai ya waise hi
Mdu ba1st year distance me Meri 3 subject me reappear aae hai ak ka revaluation form bhar diya ab reappear 2 subject ka bhare ya teen ka please reaply
3 main daal do
Cheque b dena h ya sirf draft number
Sir ji re-evaluation ki fees kitni hogi dde mdu ba 3rd ke liye
300 per book
Btaiye Bhai meri bhi final m 1 m re de di 36 marks h fees kitni hogi
Per answer book 300 or 500
Form ke last main mention hota hai Jo aap online print nikalwate ho Re evaluation ka
@Amit ruhal jaat shab result aane se lekar agle 1 month Tak
For example:-1 June ko result aaya hai to 30 June Tak apply Kar sakte hain
Sir mdu dde BA 2nd year ka revaluation result kab tk aayega iska result 11 June ko aaya tha
Within 15 days
@@behinditt6730 thnku sir
Bhai me haryana ka hu or abhi Hyderabad me hu mere pas kuch document abhi nahi h
Last kb h revolution ki
Jis din bhi result aaya hai usse ek mahine ke andar
Sir kal se fourm bar sakate h
Mdu dde mai ree hai sir
Result aane ki date se lekar agle 1 mahine Tak ka time hota hai
For example:- result 1 April ko aaya hai to 1 May Tak ka time hota hai Re-evaluation ka form bharne ke liye
@@behinditt6730 sir direct mdu mai jakar bhara ja sakta hai with out challan .mere 7 markas kam aaye hai
@@rahulkaushik7902 yes!
10 marks se bhi zyada marks Tak badh jaate Hain
So Don't worry!
@@behinditt6730 sir direct ho jayega mdu m jane per without chalan
@@rahulkaushik7902 ek 400 rupee ka form bhi hota hai jisme pahle se hi 300 rupee ki stamp punched hoti hai
Wo aapko kisi bhi stationary ki shop se 400 rupee ka milta hai
Lekin university office se 320 something rupee ka milta hai
Lekin uski main drawback ye hai ki usmain aapko per book ke liye ek Naya form Lena padega
Jabki online print main aap ek challan bharke ( per book 300/500)
Ek hi form main different subjects ki information daal sakte hain
Hain
Pass valle re evaluation form kab fill kare Plz tell original DMC to nhi aayi abhi
Sir mdu dde ka revaluation form by hand zma krana pdta hai ya by post bhi bej skte hai ??????
Dono tarah se Bhej sakte ho
Sir mera practical me suppli ayi h to re-evaluation forum bhr skte h?? Or re-evaluation se umeed ho skti h ki practical me paas krdenge examinar??? Plz sir reply krna?
Dekhiye practical main agar aapki suppli di hai to aap practical exam ke liye re-evaluation ka form nahin daal sakte aapko next session ka wait karna padega
@@behinditt6730 vece re-evalution forum bhr to skte h na pracitcal ka?? Bcoz mera kbi suppli ayi ni thi practical me so isliye puchra hu
@@ParulSingh-cc5uv practical main re-evaluation nahin daala jaata
Only theory
@@behinditt6730 ok bro thnx..Ab to nxt exam tk wait krna pdega😔
Sir Maine b. Ed 1st year ka
re evaluation ka form bhara h to iska Result kitne din me aa jayega or kya re evaluation vo pass kar dete .?
90% chances main pass ho jaate Hain
Possibly 1-2 machine main aapka result update ho jaayega
Behind Itt ! B. Ed 1st year ka rechecking ka result kab tak aayega
@@vijetasingh2869 keep checking
Bhai mene revolution ka form bhra tha 13- 6-2019 uska result kb ayga .
July ke last week tak
Bhai maine ab tak nhi bhra mdu distance b.a 1st year ka bchi hui h kya last date result 11 june ko aaya tha
@@jatempire5295 result aane ke baad 1 month ka time hota hai Re-evaluation ka
Thanks sir
Bank se jo draft banvaunga wo sath bhejna h ya only uske no type krne h form m
Bhai mene June me form bhra tha ub Tak result nhi aya h same hi results h bhi revolution ke form se kuch hoga bhi ya nhi .
100% aayega check karte rahiye
Hlo Sir 🙏🙏
Mera kal BA 3semester ka result aaya hai or English m ree de rakhi h 27 number h kya mai revaluation form m pass ho sakta hu 🙄🙄
Yes
Same same bro mere bhi 27 hai English mai
@@sachinrohillavlogs4469 Can you tell me history main pass kitne marks pr hote hai.
*Sir kya 100 me se 10 score wala reevaluation bhar skta h kya*
Exam agar aapka achchha hua hai to aap re-evaluation form daal sakte ho
@@behinditt6730 demand draft fill krte time usne MDU rohtak fill krna hai ya kuch or? Please reply its urgent.
Sir, mdu dde 3rd year form apply krke mdu university ko send krna hai. Sir kis branch mein jayega aur sir please uska postal address tell me.
Sir , post se form deposit krne ke baad hmen student copy receipt ke tor per kaise milegi sir please tell me.
To
Controller of Examination
M.D.U. , Rohtak
124001
Form sahi se bhar ke post Dena hai
Saath main original challan aur self attested result ka print pinned Karke send Kar do
Rahi baat student receipt ki to uski koi jaroorat nahin hai
Result within 90 days update ho jaayega
Bhai Maine b com 3rd sem ka revolutions ka form 28 fb ko bhara ta rsult kb tk aa jayga plz Bhai reply kro mere sirf 3 num se re de rkhi hai bhai
I think B com ka aa chuka hai
Ek Baar check Kar lo
Otherwise bahut jald aanewaala hai
Sir dde mdu 3rd year re appear form kb bhara jaega result 3 may Ko aaya h
Start ho Gaya hai
Bhar do
B.com 6th semester ki last date kab h revluation form ki
Bhai jisne ye mdu 6 semester ka msg kiya tha me tha bhai wo
Bhai mene mdu ja kar RTI or revalution form bhar diya tha rti se meri Ans. Seet to aa gai h usme usne 4 units ke qus. Chek kar rahe h pure or har unit me 6 no. Diye h sari units bhi thik h ussne kahi se bhi × nahi tha qus. Ab batao kya karu me Revalution ka result to abhi nahi aaya h
7 june ko form bhare the
One month ho gya
Sir post office to mere village main bhi hai
AAP apne home district ke kisi bhi post office se speed post Kar sakte ho
Sir ye kaha post karna hai
In the Post office via speed post
sir, meri last year mai ree aai h ..23 marks h theory mai ...or yea online nhi fill ho skta?? plz rply
Ji NAHI
Ye aapko offline hi send Karna padega
Re-evaluation ka form bharne par 90% chance hote Hain ki aap pass ho jaaoge
Lekin agar aapka koi bhi risk nahin Lena hai to RTI LAGA do. process aapke college ke university office main jaakar pata chal jaayega
100% pass ho jaaoge
Don't worry !
Bas time waste mat karo ab
RTI is the best option in my regard!
Kyonki aapka last year hai
I M Lost Time thanks brother ❤️❤️
Form ki fees abhi bata dena or Kate fees bhi
6 sem ki date sheet 20 April Se hai re evaluation Ka results kab tak ayega
Result 20 se pahle update ho jaayega.
Stay tuned!
Bhai Crsu K re evaluation ka bta do please 🙏🙏🙏🙏🙏🙏🙏🙏🙏🙏🙏🙏
sir M.A main ek subject main 13 marks hain to koi benifit milega ya reappear hi bhrna pdega/ya fir revolution or reappear dono ek sath bhr skte hain ya nhi
3 se 4 number hee badty h bs
Sir meri b.a dde mdu 3rd year me 3 no se re aai h to muje re-evaluation ka farm bharna chaiye ya nhi Sir result 3 may Ko aaya h
Wait mat karo bhar do
100% you will pass.
@@behinditt6730 thanks Sir
@@behinditt6730 Sir fir iska result kb aaega
Bhai meri b.com finl year me 6th semester m ek paper me 25 no.diye hai or wo paper mera accha hua tha
@@sahilkamra1827 32
Mdu ki Revaluation ki last date kya h BA 3rd semester ki
Jis din bhi aapka result aaya hai us din se next one month tak
For example :- Agar result 18 Feb ko aaya hai to agle mahine ki 18 March Tak AAP form fill karke speed post Kar sakte hain
मैं b.a. 2nd में हूं। Main revaluation ka form Bhar Diya Hai... इसका रिजल्ट कितने दिन में आएगा... और यह कब तक चेंज हो जाएगा DMC में।
कृपया इसका जवाब जरूर दें।
री वैल्वेशन का रिजल्ट कितने दिन में आ जाता है। और क्या इसकी डीएमसी बाकी बच्चों के साथ ही आ जाएगी या यह थोड़ा सा लेट होगी।
Please.. please.. please.. Jarur answer kare.🇮🇳🙏
Aapka result 90 din ke andar update ho jaayega jaldi bhi aa Sakta hai and don't worry marksheet aur bachchon ke saathh hi aayegi
@@behinditt6730 but DMC to aa gye hai Mai final year Mai humare to revaluation ka result hi nhi aya Bhai
@@knowelgeadda koi baat nahin
DMC is subject to change in case of Re-evaluation
Behind Itt ! sir revaluation form result ane ke kitne din ke andr andr bhj skte h ?
@@bhawnagirdhar2205 1 month
Sir mere 2 subjects me re aayi h ek subject me total mark 37 or ek me 39 aaye h or pass hone ke liye dono me total mark 46 marks chahiye to kya mere pass hone ke chances Ho sakte hain?
Absolutely
Behind Itt ! Thank you sir.
Theory
Behind Itt ! B. Ed Reappear ke form kab tak niklege or rechecking result ka pehle hi nikal jayege
Ya or or Tim bhi lag sakta
Hain
@@vijetasingh2869 result re-appear ke form nikalne se pahle aa jaayega
Ye form kha se milega
?
Kisi bhi cafe se online print nikalwa sakte hain
@@behinditt6730 bro please give the form link
Sir dde mdu 3rd year ka rechecking ka result kb tk aaega aur 1 sub ki fees kitni hoti h
*Per book ke 300 or 500
Usually 300
Result aane waala hai kuchh hi din main
Bhai dd apne hi account se banna hona jaruri h kuki mara koi account nhi h
DD bharne ke liye bank main account hona jaroori nahin hai
Kitne percent chances h ki re-evaluation me pass ho jaege?