Sir bahut bahut dhanyawad किसी इंसान का जीवन सुधार गया इतनी डिटेल्स में आपने समझाया पूरी इन्फोर्मेशन बहुत बहुत धन्यवाद सिर 🙏🙏 मेरे पापा की अनुकंपा नियुक्ति भी मुझे मिले बस age में रिलेशन मिल जाए तो मुझे नौकरी अनुकंपा मिल जाएगी ।आपकी वीडियो में सब पॉइंट्स कवर हो गए है धन्यवाद सिर आपका बहुत बहुत
My father worked in the Indian Railways and was compulsorily retired in 2014. Due to some dispute, my parents were living separately, and a court case was ongoing between them. Neither my mother nor I were aware of his retirement. Unfortunately, my father passed away on 31st December 2022, and it was only then that we learned about his retirement and the fact that he did not receive any pension benefits until his death. After his passing, I contacted the railway department regarding the family pension and the full arrears from the date of his retirement. They have processed my file and allocated a Pension Payment Order (PPO) number. Now, I would like to know if I am eligible for a job, and I am seeking guidance on this matter. Please advise accordingly.
Plz sir, I have a very major issue....Regarding promotion of employees appointed on compassionate grounds....Is the counting of experience for promotion is from clearance of type test for LDC or date of appointment. Plz clarify in view of rules in Rajasthan. Thanks 🙏🙏
Sir mere pita junior engineer the, 2008 mai duty par blast hua usme unki death hui thi, meri age use time par 13 ki thi to ab muje compassionate ground appointment ka labh ho sakta hai kya Plz reply kijiye sir
Sir me married hu or mene apna rashan card banwa liya hai to kya mujhe papa ke rashan card me naam judwana padega dobara ya fir mera rashan card chal jaaega
Sir agar anukampa nukri ke liye bete apply kiya karta hai aur use nukari nahi krni badme usne noc dekar apna nam hatwa liya to kiya us anukampa nukari ke liye pariwar ka sadsay apply karata hai
Aapne compassionate appointment ke liye application kab di? Department mai aapki application reject kardi ya phir koi javab nahi diya? Kya aapke pita ghar ke akele kamane waale the? In sawalo ka javab de
@@utkarshmishra7688 application nhi diya tha jahan par padhate the wahan pe baat kiya to bole jio nhi h aise hi kah taal diya. Jii hmm akele the kamane wale
Sir please share information regarding Maharashtra police constable if he physically disabled while on duty , is there any law ,court order or any recruitment to there family members?
अनुकंपा नौकरी मिलने के बाद नौकरी पाने वाले की घर वालों के प्रति कोई जिम्मेदारी होती है इसके बारे में भी कोई वीडियो बनाई | नौकरी पाने के बाद बच्चे घर छोड़कर चले जाते हैं | क्या गवर्नमेंट ने इसका कोई नियम नहीं बनाया है| यदि नहीं तो इसके लिए कुछ जल्द ही कोई नियम बनाने चाहिए|
सर माझे वडील २०१७ पर्यंत जिल्हा परिषद सेवेत कनिष्ठ सहाय्यक या पदावर कार्यरत होते परंतु 2017 मध्ये ते घरातून निघून गेलेले आहेत त्यानंतर 2021 साली झेडपी ने आदेश बजावला की त्यांना कामावरून काढून टाकण्याची शिक्षा अंतिम करण्यात येत आहे असा आदेश काढलाय तर मी त्यांचा मुलगा आहे सक्षम न्यायालयाने मयत घोषित केल्यानंतर मला अनुकंपा नोकरी लागेल का?
Namaste sir, me anukamppa nokari pe hu, married hu mere papa ki jagaha nokri kar rahi hu, mere pariwar ke baki ke sadasya sab mere 4 bhai behen sab umar me muzse bade he 43 age ke upar he, sab married he, sab achha kamate he, to bhi muze inko palanposhon dena padta he, to kya asa koi g.r. he jo ye bata sake ki palanposhon ke liye ye log aligibal he ya nai, please reply, meri bohot help hojayegi, G. R. Marathi me hoga to jyada achha hoga 🙏🙏🙏please reply
sir in case kohi bhi vidhava female Live and Reletionship madhye shadi nahi karate huye kisi ke sath me Rahati hei our usika anukamppa list me kuch sal ke bad nam Aata hei tho anukamppa pe niyukti ho shakti kya ? vah vidhva female noukari kar sakati kya? Aap bataye sir
Sir mere father central government mai work kr rhe hai unki age 55 hai abhi, he is working as an MTS but physically unfit so kya mai eligible hu for this appointment?
Sir jaise mere father ki death 2020 me hui tab anukampa niti lagu nhi thi 2 lakh rupaye diya j raha tha 2021 me lagu hui to is condition me kya mil sakti hai
Namaste sir meri file delhi secretariat m submit but wo bol rahe ki committee set hogi phir pta lagega ki kab appointment hoga es duran m dusri jag private job kr skta hu kiya ye jana hai mujhe mere dusre jagh job krne se koi problem toh nhi hogi
Sir mere papa government job me the service book me hum log ka nam nahi bs mmy ka naam h or bank waigera me nominee me bhi mmy ka naam h to ky anukampa niyunki krne pr utradhikari certificate lagega Kya ya phir mmy bol de ye mere bachhe h bol ke to chalega pls btana banwana padega ki nahi
Sir mere hasband govtment empony the wo2016 mai unka accdent ho gaya tha but mera namene mai mera name n tha or m 2020 m dhusre sadi kar le lu kya mere ko job milege ke n kesh chal raha hai
Sir mare father post office me GDS ki post pr the une brain attack ke karan medical ground pr retirement le le kya ab muje anukampa addar pr unki satan pr job mil sakti h pl batan
Sir iske point 50 &51pr kese action liya ja sakta h meri badi sister ko anukampa pr job mili h aur wo apni responsibilities Puri nhi kr rahi h iske liya kya kiya ja sakta h pls pls pls pls pls pls reply me
Sir ye batiye ki mere papa alag rajya ke hai or meri maa alag rajya ki hai or meri maa ka nidhan ho gya to ab yaha se hamara jati praman ptra nhi bn rha hai to kya mujhe anukampa niyukti milegi kya
Sir mere papa nagar palika me suchna adhikari hain or unke retirement k abhi 3 saal baki hain or 22 din se ventilator pr hain doctr bol rhe hain bht km chance h ab bchne k to kya nagar palika me anukmpa niyukti ki suvidha hoti hai. Hum 4 behn or 2 Bhai hain. Bhai abhi chote hain or bdi hum 3 sister hain to kya hum log mere papa ke baad job k liye apply kr skte hain to kya hme job mil jayegi. Plz sir bta dijiye. Vaise to hum chahte hain papa hi thik ho jaye in sbki jrurt hi na pde pr apni family ke future k liye mujhe ye puchna pdega taki baad me koi problem na ho.
सर मेरे पिताजी का 27.04 .2018 को निधन हो गया था। वह वेस्ट बंगाल गवर्नमेंट के अंदर क्लर्क की पोस्ट पर कार्य कर रहे थे। सर मैं उनका बड़ा सुपुत्र हूं। मैंने compassionate नौकरी के लिए अप्लाई किया लेकिन 2 साल हो चुके हैं। अभी तक मेरा जवाब नहीं आया है।
Hii sir muje aap ki help chahiye please muje bataye ki Mere pitaji ji death 8jan2010 ko hui thi uske baad meri mummy ne apne liye apply kya tha par office balo ne mummy ko job nahi last 2017 me office se ek persion mere ghar aaye the mummy ki tabiyat kharab reahne lagi thi isliye maa ne mera naam apne isthan par de deya tha uske kuch samay ke baad office se letter aaya ki aap ka case band kya ja raha he aur aap ko noukri nahi de ja rahi he phir mene apna case court me laga Diya he jo ki aaj bhi chal raha hai sir kya aesa roll he phele mummy ne apna naam Diya ho par mummy ko job nahi mili to kya unke isthan par muje job mil sakti he please bataye
Sir main punjab se hu mere papa ko lung cancer ki wja se voluntary retirement ( medical ) Leni pad rahi hai kya main job k liye anukampa scheme k base pr try kr skta hu main married hu pls reply jaroor krna sir.I m waiting
Sir hmare dad municipal corporation me employees the but dad ki death Ho gayi hai or meri age h 15 year to waiting time h 5 saal ka or meri age h 15 to hm 3 saal Baad join kr skte h
Sir my mother expired in 2015 unki jagah pehle bhai ne apply kiya tha par uska appointment nhi diya ab woh us job ko nhi krna chahta toh kya me uske jagh apply kr skta hun
Sir ji mere papa ji school me D Groff me hai aur unko aanko se kam dhikai deta h medical ke aadar par anukampa niyukti ke liye kya karna padega kuch jankari chaiye Sir ji
Sir 26 no. K Koi rule h kya... To share kijiye... M MP Ki hu... Mere father Abhi shant hue h... Hum 3 sisters h aur 3no ki shadi Ho gai h meri mother sbse Choti behen ko anukampa Dena chahti h... But department ye keh raha h k Aap Matlb m government job m hu to meri Choti sister ko anukampa ni milegi... Share please 26 k regarding rule share kariye
Jankari dene ke liye thanks OR mai aap se yah jankari chahta hu ki anukmpa nikyuti pane wala wyakti pariwar ke sath apna daitw nahi nibhata hai to jo ki mratak ka beta ya beti hai Wah bhi agar handicapped to kya kare. Jankari dene ki kirpa kare. Thank you 🙏🏼🙏🏼🙏🏼
सर मेरे पिताजी की डेथ 2002 मैं हुई थी हम तीन भाई 2 बहने हैं उस समय हम नाबालिग थे बड़े भैया बालिक थे अब वह सैलरी का इस्तेमाल गलत कर रहे हैं और हमें खर्चे के लिए पैसे नहीं देते हैं तो इसके लिए कुछ हो सकता है क्या
Hello Is video me jo rules unki pdf kha se milegi ya muje link bej do Kuki us me jo 26 no. Rules h wo chaiye Is rules se anukampa mil sakti h agar ye sahi h to
Sir please give information regarding CSIR Compassionate Appointment Rules in your next video.... And From last one year I wrote so many Applications to the concerned department but in the last they cancel my job.. Than now what should I do?
Sir mera pati lic insurance mein hga post mein he bahut zyada sharab pita, he Or ab uske platlets bahut kn ho gaya he khoon ki bhi kami he mujhe bahut maarta pit ta bhi tha jiski wjh se maine police mein complain kri thi pr mera pati mujhe dhamkate rehta he ki mera naam nomination se hata dega sir agar mere pati ko kuch ho gaya kyuki woh bahut bimar he unka, swaasthya pi pi k gir gaya he to kya mein anukampa niyukti hasil nhi kr sakti ya mein eligible nhi hu meri do betiya he
Sir mere pitaji pnb Bank mai 2003mai daftari ke pad par the hum do bhai hai sir maa pehle hi expire ho chuki thi hum dono chote the 5sàl aur 3 year. Nani ne pala tha jo jo ki nhi Rahi ab hum bahut pareshan hai sir high court ka bhi order hua tha aur time duration bhi ho gaya hai hum kya kare sir
Please reply back sir, Agar koi physician in-efficiency(paralysis) ke tohod VRS leliya ho, ush waqt wo janta nahi tha compensation job ke baare main, abb wo apni beti ko compensation job high court me case karke dila sakta hai ya nahi...
Sir mere Father 1 March 2020 ko expire ho gaye hm 2 bhai nd sister married hai meri mummy ki tabiyat kharab rahti hai uch adhikari k. Dvara muje regret de diya gaya hai or dushre logo ko job de rahe hai jese 1 case hai jisme ek husband ki death me se uski wife ko anukampa niyukti hui ab uski b death hone par uske bete ko b anukampa niyukti hui or vo ek Lota ladka hai khudka makan hai fr b use job di hai or married b hai fr b or muje job na dene ka karan hamare parivar me sab married hai or mother b meri jivit hai ese case me me kya kru
Sir bahut bahut dhanyawad किसी इंसान का जीवन सुधार गया इतनी डिटेल्स में आपने समझाया पूरी इन्फोर्मेशन बहुत बहुत धन्यवाद सिर 🙏🙏 मेरे पापा की अनुकंपा नियुक्ति भी मुझे मिले बस age में रिलेशन मिल जाए तो मुझे नौकरी अनुकंपा मिल जाएगी ।आपकी वीडियो में सब पॉइंट्स कवर हो गए है धन्यवाद सिर आपका बहुत बहुत
Very nice... Helpfull video hai.. god bless you sir❤️👍👍👍👍👍
Thanks for your feedback pls share this video
Muje bank me nokri nahi de rahe
Mere papa ki jagah per. Kya karu aap ku6 help karo sir
Pdf bhejo sir ji
Agar saas-sasur NOC na de kya tab bhi anukampa niyukti ho sakti hai@@govtemployeesnews
Please reply
Sir bhut important information di hai aapne. Apka bhut bhut dhanyawad 🙏🙏
Sahi bhai bilkul ar.say bataya hay sir.thamkypu very much
ससुर के स्थान पर दामाद को अनुकंपा नियुक्ति मिल सकती है?
Ladki ko milegi na ki damad ko
BHEL wlo ko anukampa niyukti hoti hai ? to kese le kuki department mna krta hai br br
thank you sir jankari dene ke liye
My father worked in the Indian Railways and was compulsorily retired in 2014. Due to some dispute, my parents were living separately, and a court case was ongoing between them. Neither my mother nor I were aware of his retirement. Unfortunately, my father passed away on 31st December 2022, and it was only then that we learned about his retirement and the fact that he did not receive any pension benefits until his death.
After his passing, I contacted the railway department regarding the family pension and the full arrears from the date of his retirement. They have processed my file and allocated a Pension Payment Order (PPO) number. Now, I would like to know if I am eligible for a job, and I am seeking guidance on this matter. Please advise accordingly.
Information is very useful
Thanks for your feedback pls share this video and subscribe our channel
Very nice sir
Sir 52 me jo hai iska mtlb kya promotion nhi hoga anukampa walo ka ?? Anukampa walo ko future me promotion nhi milegi kya??
Bahut sunder sir
Plz sir, I have a very major issue....Regarding promotion of employees appointed on compassionate grounds....Is the counting of experience for promotion is from clearance of type test for LDC or date of appointment. Plz clarify in view of rules in Rajasthan.
Thanks 🙏🙏
Sir mujhe januraury 2021 mein SOP number ministry se provide ho gaya tha but job nahi mili toh mein kya further step le sakta hun
Sir anukampa niyukti ka ye pdf dijiye vibhag me dikhane ke liye 🙏🙏🙏🙏🙏🙏🙏🙏🙏🙏🙏🙏
Iregation department
@@rdx8817 sr muze bhe cheye te pdf
Ji sir pdf de dijiye
Ye sabhi rajyo ke lie hai kya visheshkar m.p
Sir RCUES LUCKNOW me anukampa naukari 3 saal hone ke baad bhi nahi di ja rahi hai
Sir my father was in CDA department & left us in 2004 can i have any hope now to get a job on anukampka basis.
You can try because there is no time limit for the job .... minimum and maximum time delay is not fixed
Same hare bro🙃
Very helpful information
Sir mere pita junior engineer the, 2008 mai duty par blast hua usme unki death hui thi, meri age use time par 13 ki thi to ab muje compassionate ground appointment ka labh ho sakta hai kya
Plz reply kijiye sir
Ha ho sakta hai , death k 25 year tak aap eligible ho.
गहलोत जी को अनुकंपा नियुक्ति लागू करने से जिनके पिता गंभीर रूप से बीमार है चाहे वो पावर हाउस हो या कोई निगम हो
Sir agar maa pahle se gov. Job main h aur peeta ji bhi gov. Job main the aur peeta ki mout ke bad bete ko peeta ki jagah job mil sakti hai ya nahi
Mere papa gov school me tchr the unki death 2002 me ho gyi thi kya avi apply kar sakte he
Sir me married hu or mene apna rashan card banwa liya hai to kya mujhe papa ke rashan card me naam judwana padega dobara ya fir mera rashan card chal jaaega
Sir agar anukampa nukri ke liye bete apply kiya karta hai aur use nukari nahi krni badme usne noc dekar apna nam hatwa liya to kiya us anukampa nukari ke liye pariwar ka sadsay apply karata hai
Job milne se pahale change ho sakta hai ek bar job milne ke bad dusare member ko job shift nahi ho sakti
Good information...👌👌
Sir Meteorological Department mai Compensation par Job milta h ky plz reply me
Sir mere fathe ki 2015 me death ho gyi thi aur woh teacher the U.P. me to kya ab anukampa niyukti ho dkti h ?
Itne dino baad mushkil h fir bhi try kar sakte ho
Aapne compassionate appointment ke liye application kab di?
Department mai aapki application reject kardi ya phir koi javab nahi diya?
Kya aapke pita ghar ke akele kamane waale the?
In sawalo ka javab de
@@utkarshmishra7688 application nhi diya tha jahan par padhate the wahan pe baat kiya to bole jio nhi h aise hi kah taal diya. Jii hmm akele the kamane wale
@@govtemployeesnews High court me appeal karne se kuch ho skta h sir
@@MohdWaseem-pt2vh aap High Court mai mukadma dhakil kar sakte hai please mujhe contact kare
Sir please share information regarding Maharashtra police constable if he physically disabled while on duty , is there any law ,court order or any recruitment to there family members?
अनुकंपा नौकरी मिलने के बाद नौकरी पाने वाले की घर वालों के प्रति कोई जिम्मेदारी होती है इसके बारे में भी कोई वीडियो बनाई | नौकरी पाने के बाद बच्चे घर छोड़कर चले जाते हैं | क्या गवर्नमेंट ने इसका कोई नियम नहीं बनाया है|
यदि नहीं तो इसके लिए कुछ जल्द ही कोई नियम बनाने चाहिए|
After getting job on anukampa do they get pension
उच्च योग्यता होने पर अध्यापक की पोस्ट मिल सकती है क्या
और 6 महीने का समय ले सकते है क्या
Father ITBP main the toh muje ITBP se Alg job bhi di ja skti hai kya?
Hlw apna nu send kro
Sir kya abhi bhi ye niyam lagu hai teacher vibhagay me??
सर माझे वडील २०१७ पर्यंत जिल्हा परिषद सेवेत कनिष्ठ सहाय्यक या पदावर कार्यरत होते परंतु 2017 मध्ये ते घरातून निघून गेलेले आहेत त्यानंतर 2021 साली झेडपी ने आदेश बजावला की त्यांना कामावरून काढून टाकण्याची शिक्षा अंतिम करण्यात येत आहे असा आदेश काढलाय तर मी त्यांचा मुलगा आहे सक्षम न्यायालयाने मयत घोषित केल्यानंतर मला अनुकंपा नोकरी लागेल का?
Kya compassionate job se mile job me promotion nhi hota hai
Namaste sir, me anukamppa nokari pe hu, married hu mere papa ki jagaha nokri kar rahi hu, mere pariwar ke baki ke sadasya sab mere 4 bhai behen sab umar me muzse bade he 43 age ke upar he, sab married he, sab achha kamate he, to bhi muze inko palanposhon dena padta he, to kya asa koi g.r. he jo ye bata sake ki palanposhon ke liye ye log aligibal he ya nai, please reply, meri bohot help hojayegi, G. R. Marathi me hoga to jyada achha hoga 🙏🙏🙏please reply
sir in case kohi bhi vidhava female Live and Reletionship madhye shadi nahi karate huye kisi ke sath me Rahati hei our usika anukamppa list me kuch sal ke bad nam Aata hei tho anukamppa pe niyukti ho shakti kya ? vah vidhva female noukari kar sakati kya? Aap bataye sir
Sir mere father central government mai work kr rhe hai unki age 55 hai abhi, he is working as an MTS but physically unfit so kya mai eligible hu for this appointment?
Sir jaise mere father ki death 2020 me hui tab anukampa niti lagu nhi thi 2 lakh rupaye diya j raha tha 2021 me lagu hui to is condition me kya mil sakti hai
Iske liye rules dekhna padega apko
Konss rules me dekhna hoga sir is vedio me ye available nhi hai
Sir mere pita Goverment Rail police me the 2019 me onka dearh ho gya mere bhai ki age 39 h kya onko anukampa niyukti mil sakti h plzz btaye
Haan ji mil skti h job 2016 me bnd ho gai thi but 2019 me suru ho gai thi dubara aap diparment me jaye pta kre
सर ये नियम क्या उत्तर प्रदेश मे भी लागू हो गया है क्या
Namaste sir meri file delhi secretariat m submit but wo bol rahe ki committee set hogi phir pta lagega ki kab appointment hoga es duran m dusri jag private job kr skta hu kiya ye jana hai mujhe mere dusre jagh job krne se koi problem toh nhi hogi
Kya apko job mil gaye
Sir Kya yeah niyam "Jal shakti mantralaya" me Lagu hoga kya??Please btayea.....
Sir mare famli income 1.80 saa 3 lakk ha sir famli id ma vo kaha raha ha ke app ko nokree nahe mila ge
Sir mere papa government job me the service book me hum log ka nam nahi bs mmy ka naam h or bank waigera me nominee me bhi mmy ka naam h to ky anukampa niyunki krne pr utradhikari certificate lagega Kya ya phir mmy bol de ye mere bachhe h bol ke to chalega pls btana banwana padega ki nahi
Apko certificate lagana padega g
@@govtemployeesnews utradhikari certificate lagana padega ky
@@govtemployeesnews pls sir fast reply
Kya ye niyam MP me lagoo nhi hai yadi hai to District DEO mratak karmchari ki mratyu ke 7 sal bad naukari nhi dete hai asa kyo ?
Video me di gayi jankari central government ke rules ke anusar hai
MP me kab di jabegi ?
minority school m anukampa hy ya ni please tell me sir
Sir mere hasband govtment empony the wo2016 mai unka accdent ho gaya tha but mera namene mai mera name n tha or m 2020 m dhusre sadi kar le lu kya mere ko job milege ke n kesh chal raha hai
Anukampa niyukti ek baar hone ke pashchat kya post change ho sakri hai ya koi or niyan ke tehat kuchh ho sakta hai sir g?
Sir mare father post office me GDS ki post pr the une brain attack ke karan medical ground pr retirement le le kya ab muje anukampa addar pr unki satan pr job mil sakti h pl batan
Unmarried n handicapped gov. Basic lady teacher ke bhai ko jo usse 4 saal chhota h kya usko anukmpa niyukti mil skti h??? Pls jrur bataiyega
Sir iske point 50 &51pr kese action liya ja sakta h meri badi sister ko anukampa pr job mili h aur wo apni responsibilities Puri nhi kr rahi h iske liya kya kiya ja sakta h pls pls pls pls pls pls reply me
Iske bare me aap unki office jake enquiry karo to accha rahega
good information sir
Thanks for your feedback pls share this video
Sir, is mai Kya members of dependant bhi hone Chahiye.??
55 years rule plz explain yeh death par bhi lagu hota hai kya ??
Agar jo wakti gum ho gaya tha aur 10 sal ke bad ghar bapas aa gaya to kaya anukmpa bali nokari khatm ho jayigi. Please reply
Sir ye batiye ki mere papa alag rajya ke hai or meri maa alag rajya ki hai or meri maa ka nidhan ho gya to ab yaha se hamara jati praman ptra nhi bn rha hai to kya mujhe anukampa niyukti milegi kya
Is married daughter can apply this componsate employment..in medical field
aap ko mili job ?
Sir mujhe anukampa ke bare me pura niyam janna hai aur kis kis adhar me job milta hai ky egebilty hai all over
Sir mere papa nagar palika me suchna adhikari hain or unke retirement k abhi 3 saal baki hain or 22 din se ventilator pr hain doctr bol rhe hain bht km chance h ab bchne k to kya nagar palika me anukmpa niyukti ki suvidha hoti hai. Hum 4 behn or 2 Bhai hain. Bhai abhi chote hain or bdi hum 3 sister hain to kya hum log mere papa ke baad job k liye apply kr skte hain to kya hme job mil jayegi. Plz sir bta dijiye. Vaise to hum chahte hain papa hi thik ho jaye in sbki jrurt hi na pde pr apni family ke future k liye mujhe ye puchna pdega taki baad me koi problem na ho.
सर मेरे पिताजी का 27.04 .2018 को निधन हो गया था। वह वेस्ट बंगाल गवर्नमेंट के अंदर क्लर्क की पोस्ट पर कार्य कर रहे थे। सर मैं उनका बड़ा सुपुत्र हूं। मैंने compassionate नौकरी के लिए अप्लाई किया लेकिन 2 साल हो चुके हैं। अभी तक मेरा जवाब नहीं आया है।
Hii sir muje aap ki help chahiye please muje bataye ki
Mere pitaji ji death 8jan2010 ko hui thi uske baad meri mummy ne apne liye apply kya tha par office balo ne mummy ko job nahi last 2017 me office se ek persion mere ghar aaye the mummy ki tabiyat kharab reahne lagi thi isliye maa ne mera naam apne isthan par de deya tha uske kuch samay ke baad office se letter aaya ki aap ka case band kya ja raha he aur aap ko noukri nahi de ja rahi he phir mene apna case court me laga Diya he jo ki aaj bhi chal raha hai sir kya aesa roll he phele mummy ne apna naam Diya ho par mummy ko job nahi mili to kya unke isthan par muje job mil sakti he please bataye
Sir main punjab se hu mere papa ko lung cancer ki wja se voluntary retirement ( medical ) Leni pad rahi hai kya main job k liye anukampa scheme k base pr try kr skta hu main married hu pls reply jaroor krna sir.I m waiting
yes
Sir apke point 26 ki puri details kha milegi
Tumhara matter kya h bhi
Sir hmare dad municipal corporation me employees the but dad ki death Ho gayi hai or meri age h 15 year to waiting time h 5 saal ka or meri age h 15 to hm 3 saal Baad join kr skte h
Konse group ..municipal corporation me
Sir my mother expired in 2015 unki jagah pehle bhai ne apply kiya tha par uska appointment nhi diya ab woh us job ko nhi krna chahta toh kya me uske jagh apply kr skta hun
yes, application likh kar do. Speed post se bhejo
Sir ji mere papa ji school me D Groff me hai aur unko aanko se kam dhikai deta h medical ke aadar par anukampa niyukti ke liye kya karna padega kuch jankari chaiye Sir ji
Sir daughter in law kar sakta he ki nenhi
Sir kya compassionate appointment hone k time interview ya written exam hota hai????
Nahi kuch nahi hota esa
@@govtemployeesnews sir mera hua hai exam
@@govtemployeesnews ky required hai hai anukampa ke bare me bataye
Sir 26 no. K Koi rule h kya... To share kijiye... M MP Ki hu... Mere father Abhi shant hue h... Hum 3 sisters h aur 3no ki shadi Ho gai h meri mother sbse Choti behen ko anukampa Dena chahti h... But department ye keh raha h k Aap Matlb m government job m hu to meri Choti sister ko anukampa ni milegi... Share please 26 k regarding rule share kariye
Jankari dene ke liye thanks OR mai aap se yah jankari chahta hu ki anukmpa nikyuti pane wala wyakti pariwar ke sath apna daitw nahi nibhata hai to jo ki mratak ka beta ya beti hai Wah bhi agar handicapped to kya kare. Jankari dene ki kirpa kare. Thank you 🙏🏼🙏🏼🙏🏼
If there is any Typing test exemption rule for compassionate appointment
Sir anukampa k Adahar par handicapped beteko Job MIL skti hkya
Sir, agar anukampa naukari keliye application Diya hai toh agar koi or naukari acchi mil gai fir paisa milta hai Kiya?
Yeh har rajya mein valid hai na sir please reply sir
सर मेरे पिताजी की डेथ 2002 मैं हुई थी हम तीन भाई 2 बहने हैं उस समय हम नाबालिग थे बड़े भैया बालिक थे अब वह सैलरी का इस्तेमाल गलत कर रहे हैं और हमें खर्चे के लिए पैसे नहीं देते हैं तो इसके लिए कुछ हो सकता है क्या
Aap unki office me complaint kijiye
Sir mai annual income me kitna amount bhare
Jitna apka hai utna bhariye or uske liye apko income certificate bhi banana padega
Hello
Is video me jo rules unki pdf kha se milegi ya muje link bej do
Kuki us me jo 26 no. Rules h wo chaiye
Is rules se anukampa mil sakti h agar ye sahi h to
Sir mere grandfather ke deid ke baad mere father ko job mila aur mere father ka bhi deid ko gaya ka mujhe job mil sakta hai please reply...
Sir please give information regarding CSIR Compassionate Appointment Rules in your next video.... And From last one year I wrote so many Applications to the concerned department but in the last they cancel my job.. Than now what should I do?
7978195541 whatsapp nehi toh call karo me bataunga apko
@@sportsadventure9761 I call you bro
@@vinaysingh608 okk
Kay bhaiya yadi karmchari ki death ke time bchche 1 or 2 sal ki ho to 7 sal bad use MP me naukari nhi di ja rahi hai asa kyo ?
Sir namaskar aap se nivedan hai ki meri mata ka bharad poshad ka kesh hai or mere pitaji ne mata ka naam nahi hai but mera hai to
Sir mera pati lic insurance mein hga post mein he bahut zyada sharab pita, he Or ab uske platlets bahut kn ho gaya he khoon ki bhi kami he mujhe bahut maarta pit ta bhi tha jiski wjh se maine police mein complain kri thi pr mera pati mujhe dhamkate rehta he ki mera naam nomination se hata dega sir agar mere pati ko kuch ho gaya kyuki woh bahut bimar he unka, swaasthya pi pi k gir gaya he to kya mein anukampa niyukti hasil nhi kr sakti ya mein eligible nhi hu meri do betiya he
Sir mere pitaji pnb Bank mai 2003mai daftari ke pad par the hum do bhai hai sir maa pehle hi expire ho chuki thi hum dono chote the 5sàl aur 3 year. Nani ne pala tha jo jo ki nhi Rahi ab hum bahut pareshan hai sir high court ka bhi order hua tha aur time duration bhi ho gaya hai hum kya kare sir
अगर पात्र उम्मीदवार शादीशुदा है तो वह अनुकंपा के नियम अनुसार सरकारी नौकरी के लिए पात्र है क्या?
Yes patr hai
Sir, mere father ki 51 Saal ki umar me death ho gai thi to kya mujhe anukampa niyukti milegi
Mere Pita ji ki dath Dec 2012 Hui avi mujhe anukampa mil sakti h please mujhe jankari dijiye
Sir hum8 saal ho gye pr kuch nhi ho raha....All India radio m ....Kya karna hog
Ashrit vayktiyo ki sign ,unki sahmati jaruri Hoti hai kya sir
अविवाहित भाई के जगह अविवाहित भाई का नौकरी हो सकता है एसा आप बता रहे हैं लेकिन sr dpo से मिले तो वो बोले नहीं होगा। अब हमलोग क्या करे
मेरे भी यह है
कहा से हो आप
Hoga100%kon vibhag mein they aapke bhaiya
Bhai Mera bhi 😢😢
Mera v same case hai railway me kya huga please reply
Sir shiksha vibhag me bhi medical test hota he kya??? Pls tell me
Yes eye test bas
Medical relaxation hota hein ki nehi bsf mein
Sir married daughters ke liye konse rules hai agar unki wife already government job mein reh chuki hai
Please reply back sir,
Agar koi physician in-efficiency(paralysis) ke tohod VRS leliya ho, ush waqt wo janta nahi tha compensation job ke baare main, abb wo apni beti ko compensation job high court me case karke dila sakta hai ya nahi...
Sir mazi ctc chalu aahe tar mala kala shikashak mahnun ghata yaeil ka anukampat
Sar 3 bacchon ke baap ko anukampa niyukti nahin milegi Aisa koi niyam hai kya
Aapko zarur milegi job
Mere papa ki job BHEL me the 2002 expire hue tab se Nhi Mili me kya Karu 20saal ho chuke hai
Sir ji anukmpa niyukti ke liye from kha se lena padega aur isme kya documents chaiye
Vevahit behan ko avevahit bhai ke jagah shaeed hone par crpf me nokri mil sakte hai
what is time limit in selection process in GSI office, MoM
Sir mere Father 1 March 2020 ko expire ho gaye hm 2 bhai nd sister married hai meri mummy ki tabiyat kharab rahti hai uch adhikari k. Dvara muje regret de diya gaya hai or dushre logo ko job de rahe hai jese 1 case hai jisme ek husband ki death me se uski wife ko anukampa niyukti hui ab uski b death hone par uske bete ko b anukampa niyukti hui or vo ek Lota ladka hai khudka makan hai fr b use job di hai or married b hai fr b or muje job na dene ka karan hamare parivar me sab married hai or mother b meri jivit hai ese case me me kya kru
Sir mere pitaji BSF main the or ghar aye or bimari ke chalte death Ho gayi Kya anukampa niyukti me nokri milsakti hai.. Please reply