Yes, possible hai. Nothing means absence of anything, just like complete emptiness or void with no properties or entities. Something means presence of entities or properties. In dono ke beyond pure possibility ho sakti hai. ek potential state, jo abhi concrete form mein nahi hai. isko hum "pre-existence" kah sakte hain. Science mein nothing ka meaning kuchh alag hota hai. Jab hum quantum vacuum ki baat karte hain, to wo absolute nothing nahi hota. Wo ek dynamic state hoti hai jis mein fluctuating fields and potential particles hote hain. Mathematical abstractions, Metaphysical concepts, Potential energy, aisa bahut kuch hai jo hamari normal understanding ko challenge karta hai. Jab advanced metaphysics read karenge tab main ye sab detail mein explain karunga.
@@philoparadoxia aap sahi keh rahe sir quantum physics me space pura emptyness nahi he quantum fluctuations hote he to yaha par fundamentals partical ki utpatti kese hoti he iska answer nahi he lekin hame science pe believe rakh na chaiye science me growth karna chahiye
🤗vikas sir awesome
Thank you so much 😊
😃vikas sir aaj subscriber ki century karte hai
😂😂😂
Very gud. Please continue this series
@@gs_with_fun8930 thank you so much 😊
Nice video sir
Thank you so much 😊
❤❤❤
Thank you.
Nathing or something ke beyond bhi kuch ho sakta he third option 🤔
Yes, possible hai. Nothing means absence of anything, just like complete emptiness or void with no properties or entities. Something means presence of entities or properties. In dono ke beyond pure possibility ho sakti hai. ek potential state, jo abhi concrete form mein nahi hai. isko hum "pre-existence" kah sakte hain.
Science mein nothing ka meaning kuchh alag hota hai. Jab hum quantum vacuum ki baat karte hain, to wo absolute nothing nahi hota. Wo ek dynamic state hoti hai jis mein fluctuating fields and potential particles hote hain.
Mathematical abstractions, Metaphysical concepts, Potential energy, aisa bahut kuch hai jo hamari normal understanding ko challenge karta hai. Jab advanced metaphysics read karenge tab main ye sab detail mein explain karunga.
@@philoparadoxia aap sahi keh rahe sir quantum physics me space pura emptyness nahi he quantum fluctuations hote he to yaha par fundamentals partical ki utpatti kese hoti he iska answer nahi he lekin hame science pe believe rakh na chaiye science me growth karna chahiye