Hamara dhaan pusa 1692 tha kal harvest hua hai bareilly baheri up me dhaan bht km nikla 1 hectare me 33 quintal nikla aur 2800 rs per quintal bika aur 1847 to aur bhi bht sasta bik raha hai .sb kch kiya tha koi bimari ni thi fir bhi itna km kyn nikla hmne issi kheit me march me bhi dhaan lagaya tha wo mota dhaan tha 65 quintal hectare nikla tha .kiya kami reh gayi
@@naikismokikheti iski yield 18-22 tak bata rahe hai, aur isme imazethpayr dal sakti hai....aur gehu ke jaise iski bijai ho jaaygi.....aur market price iska 1509 jaisa rahega....abhi bas muh jubani suni hai Pusa ke scientist dwara...maine bahut initial stage par visit Kiya tha, jab theek lagi thi...but yield bhi toh dekhenge iski
Ap hectare me bataya kro acre bigha har jagah alag alag hota hai .apke accoring acre me 24 quintal tb hectare 60quintal hua baasmati ka utpadan
बहुत अच्छी जानकारी दी अमनदीप भाई
Thanku bhai
1718 is best हाथ की कटाई में साढ़े 23 क्वंटल 1 एकड़ पिछले साल 👍
1885 28 nikal ri h
1718 kon sa kampni ka hai bhai ham bhi krege
1885 or 1121 me difference ki pahchan pr video bnao
Dikaya gya to h bhai video me
@@naikismokikheti jaise 1121 or 1718 ki quality ki alg alg pahchan hoti hai waise
Sir 1718ke brabar to bik jayegi kya mere pass 15acre hai 1885 total khet
1885 ki kitni average ha bhai
बहुत अच्छी जानकारी दी आपने 👌👌
Thanku
Salute hi bhai ji ap ko information Dene ke liye itna sahi koi nhi batata hi ji
Thanku so much bhai
Bhai ji 1885 ka konsi company ka seed original hai jispe bhrosa ho
Koi bhi nhi
Pusa Basmati Nandurbar district Mein Laga sakte hain kya yah bataiye
Pta nhi
Hamara dhaan pusa 1692 tha kal harvest hua hai bareilly baheri up me dhaan bht km nikla 1 hectare me 33 quintal nikla aur 2800 rs per quintal bika aur 1847 to aur bhi bht sasta bik raha hai .sb kch kiya tha koi bimari ni thi fir bhi itna km kyn nikla hmne issi kheit me march me bhi dhaan lagaya tha wo mota dhaan tha 65 quintal hectare nikla tha .kiya kami reh gayi
Thanks bahut achhi video.. 🙏🏻
1121 se kitna kam ya ज्यादा भाव मिलता है?
Is baar pta chale ga
1885kitane dino pakati he
1847 k beez ka rate kya h
120
Volum tej kro
बालीयाम भी तेज कर लीया करो भाई
Very good sir g
Thanku
Do you have 1845 seed ? Rate please
Seed not available
1885 ka beej available hai kya
Nhi ji ab to nhi hai
bhai ap ka acr kitni kanal ka hai ?'
8
Sir 1847 seed malje ga
Cont 9812897737
Can you please translate to English
No
1885 ke total days seed to seed kitnaa
145
Nice review vai 🎉❤
Thanku
Bhai ek video 1509 or 1847 par be aase video banana
Ok
Pusa 1847 bhot Achhi variety hai sandar short duration basmati rice
1718 v bhot Vdia yr
ਅਮਨਦੀਪ ਸਿੰਘ ji ਸ਼ਤਿ ਸ਼ੀ ਅਕਾਲ veer m v lagai c pb 1885 achi VARIYTY h 3 kanal c 10 kw 80 kilo hoi c
Bhoot badiya
Aapke paas seeds ab bhi hai kya ji
Good
ThNku
18 85 kaun se Khet Mein Ho Jayegi
1121 1718 kha Lagti hai
Nice
Thanku
Bhai sahab 1885 ke bare mein yah kah rahe ho ki 28 kuntal ho jata hai yani ki 70 man nahin hota
ایک کوئنٹل کتنے kg کو کہتے ہو یہ تو بتا دو
100 kg ko
Ram ram bhai
Ram ram ji
1885 aur 1121 same hai
मेरे पास पूसा दिल्ली से लिया हुआ 1847 का बीज है मुझे बदले मे दिल्ली पूसा का ही 1885 चाहिए
Ese Kon dega yha to all India farmer hai
Martinez Kevin Thomas Maria Miller Helen
PB -1985 की जो धान है , इसको पहली खरपतवार निरोधी किस्म बता रहे हैं, इस पर क्या राय है आपकी पैदावारी में, और खुद इसका खेत देखा था क्या आपने
Nhi dekhi ji mene to
@@naikismokikheti iski yield 18-22 tak bata rahe hai, aur isme imazethpayr dal sakti hai....aur gehu ke jaise iski bijai ho jaaygi.....aur market price iska 1509 jaisa rahega....abhi bas muh jubani suni hai Pusa ke scientist dwara...maine bahut initial stage par visit Kiya tha, jab theek lagi thi...but yield bhi toh dekhenge iski
@@agriculture3692 next year lenge
@@naikismokikheti abhi tryel p h koi authentic jankari nhi h variety Pusa ki h ye confirm h
Galt information
Kya Galt information hai
From pakistan...plz whtsapp
Not available
Good
Thanks