Subscribed Baki ek question hai ki agar fuse change na kare toh kya hoga, and also jab on off button jo fuse ke niche diya hai wo press karne ya band karne par ek second ke liye fuse blown par red light aa rhi hai , kya ye kharab product mila hai mujhe ya sahi hai?
@@SachinVermaTech mene already isse ek bar replace kiya hai, last time replace karne ka reason ye tha ki kuch sockets mai power / current nhi aa rha tha. Kya mai apko iska video bnake bheju? Maybe ye khrab na ho replacement ki jarurat na ho
Great video and review bro.. ek question ha, total iska 1500 watt ha so main kya induction oven 1000-1200 me chala sakta hu..mera induction 1600 watt ka ha...so can I use 800-1200 watt?
Please help me Mera ek laptop hai 240w ka 16 amp plug (16 to 6 amp converter use korta hoon) Aur dusra laptop bhi 160w par 10 amp plug Awr ek 64w ta phone charger Ek saath use kar sakta hoon iss extension pe??? Please reply
@@SachinVermaTech aur ek suggestion please Mera Jo 240w ka 16 amp plug hai woh main 16 to 6 converter use karke chalah sakta hoon?? Koi problem Nehi hooga na??
😢Sir mene ye Flipkart me purchase Kiya tha par wahan fuse nahi dala Gaya tha toh mere pass Anchor ka pada tha ek board uska fuse laga dia ye thik rahega sir ??
@@SachinVermaTech crompton ka cooler hai details mein 110w likha hai toh poori raat bhi chale with phone charging and a projector, koi issue nhi hoga na ? Maine power plate 7 liya hai 2500w wala
Petronics power plate 12 vs petronics 10. Which one is best sir. Both are 400rs
Power plate 10 is good
@SachinVermaTech sorry i mean power plate 12 vs power plate 10.
Sir there many extension board in market.. Shall we condition it now also or not. For daily uses. Laptop charging and phone charge
I m using it from over 6months, running good, you can buy it, I am using for my gaming laptop, max 1500w combine for all plugs
Is it better than gold medal one with same features? Going to buy now reply if you can see this text good sirr
I am using it, its good
Subscribed
Baki ek question hai ki agar fuse change na kare toh kya hoga, and also jab on off button jo fuse ke niche diya hai wo press karne ya band karne par ek second ke liye fuse blown par red light aa rhi hai , kya ye kharab product mila hai mujhe ya sahi hai?
1. Thank you
2. Fuse blown light on rhegi aur chalega nhi
3.replace the product
@@SachinVermaTech mene already isse ek bar replace kiya hai, last time replace karne ka reason ye tha ki kuch sockets mai power / current nhi aa rha tha.
Kya mai apko iska video bnake bheju? Maybe ye khrab na ho replacement ki jarurat na ho
Send it me on telegram, join it link in description
Bhai fuse blown hone par fuse same amp ka lagana hoga ya koi bhi
Shop per blown wale ko le jao apne aap dedega
Agra 1st wala kharab ho gya to piche ka baki 3 kaam krega bord me??? Please bataye 😭
Shyad nhi
Great video and review bro.. ek question ha, total iska 1500 watt ha so main kya induction oven 1000-1200 me chala sakta hu..mera induction 1600 watt ka ha...so can I use 800-1200 watt?
Thankyou, and yes but limit it below 1500
Please help me
Mera ek laptop hai 240w ka 16 amp plug (16 to 6 amp converter use korta hoon)
Aur dusra laptop bhi 160w par 10 amp plug
Awr ek 64w ta phone charger
Ek saath use kar sakta hoon iss extension pe???
Please reply
Total watt will be under 1500w
@@SachinVermaTech ok Toh main aramse chalah sakta hoon saab
@@SachinVermaTech aur ek suggestion please
Mera Jo 240w ka 16 amp plug hai woh main 16 to 6 converter use karke chalah sakta hoon??
Koi problem Nehi hooga na??
Thank You for replying..
Aap ka sab vdo bohot helpful hota hai ❤️❤️
Hmm,no problem
Bhai can we use it for daily uses. It is best or not? . please tell me
Yes
Can we use for mobile charge?
Absolutely
😢Sir mene ye Flipkart me purchase Kiya tha par wahan fuse nahi dala Gaya tha toh mere pass Anchor ka pada tha ek board uska fuse laga dia ye thik rahega sir ??
Fuse pehle se aata hau
@@SachinVermaTech par mere board pe pehle se nahi tha tou Mane Ghar me ek pada hua fuse lga dia h
@@SachinVermaTech to kuch khatra to nahi ha na??
Replacement karo
tv fridge lgaa skte hai?
Yes but max load no excees 1500w
wifi ka plug laga sakte hai wo to 24 hour chalega
Hmm laga skte ho no problem
Bhai cord ki quality kaisa hai accha hai mera pehle wla cord burn hogya tha heat se ..?
Badhiya hai
Air conditioner ke liye use kr sakte he kya ise?
Nhi uske liye ac box aata hai wo use kijiye
Bhai desktop computer chla sakte h sirf.??
Hmm
Currently it's price 229 on Flipkart 😅😅😂
Good deal
BHAI ELECTRIC BIKE KA CHARGER USE KAR SAKTE HAI KYA
All 4 plug combine power max 1500w, check watt
Air fryer Piegon ka chal payega isme
Max load is 1500w
@@SachinVermaTech 1200 W likha hai box pr
Air fryer ka
Ha chala sakte ho, but saath mein aur koi high appliances mat use karna like refrigerator
@@SachinVermaTech ok
how to enable warranty
Its automatically on
Cable length?
3 meter
@@SachinVermaTech ok sir...how many days before have you bought?...and how it working today?
5to 6month, working good
Bhai isme symphony ke air coolers laga sakte hai ? Ya koi bhi cooler
Ha but cooler ki watt 1500 se uper na ho
@@SachinVermaTech crompton ka cooler hai details mein 110w likha hai toh poori raat bhi chale with phone charging and a projector, koi issue nhi hoga na ?
Maine power plate 7 liya hai 2500w wala
No problem use it
@@SachinVermaTech thanx for the help :)
Welcome
Bhai laptop charge karsakte hai 😅??
Kyun nhi, laptop, desktop, fridge yeh sab lagasakte ho
210 oa liya h😂
Time time ki baat hai, brother