who arrange music of this movie ..that is melodious ..very gud movie ..i always criticise pakistani movies bcoz poor production n music but this movie make me to change thinking ...laudible hats off to its director n musician ...
Film flop ho...... average ho......hit ya super hit......Sir NADEEM ka Jaadoo.... Sar chadh k bolta hai.... What a magical performer...... Hamar faqhar,hamara ghuroor,hamara sarmaya.... The Legend.......Sir NADEEM....
wah wah , kiya baat hai , bohat umdah , zabardast kamaal ki film hai , old is gold , bohat laajawaab film hai., yeh kirdaar nadeem sahib par he jachta thha.
ALL SONG’S OF FILM PARWANAH 🦋 URDU 1985. 1- 3:45 - main shama hoon shama jaan e mann (nadeem , zamurd) (naheed akhtar). 2- 24:53 - jane se pehle sooch loo itna ik din wapas aao gay (nadeem , babrah sharif) (A nayyar). 3- 58:15 - jane se pehle sooch loo itna ik din wapas aao gay (nadeem , babrah sharif) (mehnaz). 4- 1:02:30 - main na bhulaoun ga waday qasmain , main bhee nibhaoun ge pyar ki rasmain. (nadeem , babrah sharif) (mehdi hasan , mehnaz). 5- 1:21:15 - tere liye dunya main aaye tera saath nibhain gay (aasif raza mir , babrah sharif) (A nayyar , mehnaz). 6- 1:41:30 - main na bhulaoun ga waday qasmain (nadeem , sad version) (A nayyar). 7- 2:01:30 - dewani ho gaye ray main to dewani (nadeem , zamurd) (naheed akhtar). 8- 2:26:00 - waday hotay hain wafa karne ke liye (zamurd , sad version) (noor jehaan). I try my best , please like 👍 and appreciate. Thank you very much all of you.
Your comment on the songs of parwana so beautifully written I like very very and very much thanks and hopefully for another like this thanks again ❤️ se shukriya shukriya .
Nadeem sails with effort ease in to a role that requires both comedy and high tragedy. He is simply an amazing actor. Babra also acted very well and the screen chemistry of Nadeem and Babra is anazing
just superb movie .everything music,direction,n production leave remarkable impression ..hats off to its director n other team ..in my childhood i used to see babra's movies
after seeing this movie i hv to change the thinking about pakistani movies ..80s movie notwithstanding compete to Indian movies ...background music arrangements was tremendous at that time
Nadeem Sahib aur babra Sharif ji kya Jodi hai aapki aisa lagta hai ki Jaisi aaj ke Daur mein bhi aap nai actress se bahut badhiya Ho aap kaise actress log Paida Nahin ho sakte
🇵🇰🌹 Soooooooper Class Movie 💗👌💗 Soooooooper Class Superstars Number 1 NADEEM & Beautiful Babra Shareef U R Prides Of PAKISTAN 💗👌💗 🇵🇰🌹 PAKISTAN ZINDA BAAD 💗🇵🇰💗 UK Delivery 🌷🇵🇰
Koi nahi bhai agar copy ki hai toh kiya huwa, ek bhai dusra bhai dusmani ki tarah lad rahe hain or south Indian ki movie bhi toh copy hoti rehti hai, jese roja movie ko dekhlo or dusri kayi movie bhi hai, an yeh movie bhi mast hai Parwana (urff Inteha Pyar Ki).....dono ek he hain, an koi nahi bhai agar aapke yahaa ki film ko ese hee India mein dikha diya toh kiya huwa.....main uss inteha pyar ki movie ko dekhkar main iss movie Parwana ko dekh li hai aapki isliye aap or hum ek he insaan hai, or ussi ke bande hai fir log ladne lage hai aapas mein...kiya hindu or kiya muslim....or uske bande bhi ek hai....kher jo ho raha hai hone do or main toh kahun bharat or Pakistan dono ek he hai lekin videsi angrejo ne or do muslim molvieyo ne(aap itihas ko padiye goole Google search karke) ek he desh ko do desh kar diya.....
Nadeem sir aur rishi sir ne apni apni in movies mein lajawab acting ki😍😍 hats off you both💖💖 (Parwana)🇵🇰 aur (Inteha Payar ki)🇮🇳 2non ki script dialouges songs sub same tha nd 2non heros ki acting bhi excellent💖💖🇵🇰🇮🇳
Beautiful movie nadeem sir I love you most favorite jodi nadeem sir and babra mam..Please zindagi film bhi upload kary angan love in London babara or nadeem sir ki movies please....
Parwana was released 1985 and india copied this Pakistani movie by name inteha pyar ki in 1992 as above all 2 songs copied mein na bhulaunga and jaane se pehle soch lo itna
This film was unofficially remade with songs in India. But the ending of this film 'parwana' is itself taken from 'Muqaddar ka sikandar' (1979) Hero dying in heroine's marriage. no one noticed that? also the first song's video, hero singing between the mujra (main shama hoon) is also a bit like 'Salaam e ishq meri jaan' from the same film. the video, not the music.
i love to see pakistani old movies . even though they did not have high technical equipment like india then though they make such emomotional movies with best dialogues songs and acting india always cheated our songs and story
فلم ۔ایکٹنگ ۔ سب کچھ اچھا تھا مگر اینڈ میں ظلم کیا سب نے جن کے لئے وہ بیچارہ عامر مر مٹا سب کے سب باتوں میں وقت ضائع کرتے رہے بیچارے کو اسپتال ہی لے جاتے پھر جو ہوتا سو ہوتا
Yes . It is true. it is 'Inteha pyar ki' . but ending was changed. The ending of this film 'parwana' is itself taken from 'Muqaddar ka sikandar' ( Hero dying in heroine's marriage).
@@azharhussain8593 dear ! Main ajkal old pakistani films dekh rhi hon ...babra sharif ki almost sb movies dekh chuki hon sb main he iklota beta beti hn...bnday ka koi bhai behen b tw hota e hai sb iklotay thora e hotay ..
@@nasirkhizar3060dear acha he k bhai behn nahin hote warna ghunday hero ki behn ka rape aur murder krte hain aur heroine k bhai ko qaid kar lete hain aur revenge story ban jati hai rona dhona qatal gharat aur kbhi to end me hero heroine bhi mar jate hain, agar ap aisi films me interested Hain to main apko kuch films recommend karsakta hun
جانے سے پہلے سوچ لو اتنا اک دن واپس آؤ گے کیا کمال کی آواز ہے اور اس پہ چار چاند لگا دیئے ندیم جی کی اداکاری نے
This movi made by my father
Muhammad sarwar
thanks alot for appreciating that movi thanks alot to all 😇
🇵🇰🌹 Soooooooper Class Movie 💗👌💗
congrats Mariam Bhatti
who arrange music of this movie ..that is melodious ..very gud movie ..i always criticise pakistani movies bcoz poor production n music but this movie make me to change thinking ...laudible hats off to its director n musician ...
Nadeem n Babra shareef great superstars of Pakistan 💟👌
Salam Nagina
کیا بات ہے پرانے زمانے کی شکریہ اپلوڈ کرنے والے👌❤️❤️
Nadim sir ki kia kehne..kia zabardast kirdar nigari ki hai..babra nd rest of cast did marvelous ..watching dozen of times
Janay Se Pehlay Soch Lo Itna In The Magical Voice Of Great A.Nayyar Sb
Very nice movie Pakistan and good acting and good songs from Karachi Pakistan good luck
Film flop ho...... average ho......hit ya super hit......Sir NADEEM ka Jaadoo....
Sar chadh k bolta hai....
What a magical performer......
Hamar faqhar,hamara ghuroor,hamara sarmaya....
The Legend.......Sir NADEEM....
Great and appreciate able sir.
Nadeem sir is Heart touching and Eyes catching acter in asian Films. There is no second one Nadeem.. Golden or Anmol
wah wah , kiya baat hai , bohat umdah , zabardast kamaal ki film hai , old is gold , bohat laajawaab film hai., yeh kirdaar nadeem sahib par he jachta thha.
ALL SONG’S OF FILM PARWANAH 🦋 URDU 1985.
1- 3:45 - main shama hoon shama jaan e mann (nadeem , zamurd) (naheed akhtar).
2- 24:53 - jane se pehle sooch loo itna ik din wapas aao gay (nadeem , babrah sharif) (A nayyar).
3- 58:15 - jane se pehle sooch loo itna ik din wapas aao gay (nadeem , babrah sharif) (mehnaz).
4- 1:02:30 - main na bhulaoun ga waday qasmain , main bhee nibhaoun ge pyar ki rasmain.
(nadeem , babrah sharif) (mehdi hasan , mehnaz).
5- 1:21:15 - tere liye dunya main aaye tera saath nibhain gay (aasif raza mir , babrah sharif) (A nayyar , mehnaz).
6- 1:41:30 - main na bhulaoun ga waday qasmain (nadeem , sad version) (A nayyar).
7- 2:01:30 - dewani ho gaye ray main to dewani (nadeem , zamurd) (naheed akhtar).
8- 2:26:00 - waday hotay hain wafa karne ke liye (zamurd , sad version) (noor jehaan).
I try my best , please like 👍 and appreciate.
Thank you very much all of you.
Your comment on the songs of parwana so beautifully written I like very very and very much thanks and hopefully for another like this thanks again ❤️ se shukriya shukriya .
Baig sahb Dil nahin bharta ap ko dekh k love u sir
Nadeem sails with effort ease in to a role that requires both comedy and high tragedy. He is simply an amazing actor. Babra also acted very well and the screen chemistry of Nadeem and Babra is anazing
Yes 1q10H just
M
just superb movie .everything music,direction,n production leave remarkable impression ..hats off to its director n other team ..in my childhood i used to see babra's movies
after seeing this movie i hv to change the thinking about pakistani movies ..80s movie notwithstanding compete to Indian movies ...background music arrangements was tremendous at that time
Nadeem Sahib aur babra Sharif ji kya Jodi hai aapki aisa lagta hai ki Jaisi aaj ke Daur mein bhi aap nai actress se bahut badhiya Ho aap kaise actress log Paida Nahin ho sakte
Good Movie.pehle ki films Behtreen.
Beautiful memories... love this couple nice movie
Plz upload babra's movie aag
Nadeem’s acting is so natural his face expressions amazing his acting effortless absolutely love him
بہترین فلم ہے، تمام اداکاروں نے اپنے فن کا بہترین مظاہرہ کیا ہے۔
سلیم انصاری، بھارت 🇮🇳 سے
🇵🇰🌹 Soooooooper Class Movie 💗👌💗
Soooooooper Class Superstars Number 1 NADEEM
& Beautiful Babra Shareef U R Prides Of PAKISTAN 💗👌💗
🇵🇰🌹 PAKISTAN ZINDA BAAD 💗🇵🇰💗
UK Delivery 🌷🇵🇰
ندیم کی ہر مووی سوپر ہوتی ہے
Nadeem ki jazbati acting bohat achi aur umfa hoti hai.india k actors bohat zzeda acha kam nadeem sb ka hai
بہت ہی سبق آموز مووی ہے_
kya sabaq h is men bhai ????
Koi sabaq nahi hota bhai kisi film me just enjoy the entertainment, sabaq k liye aur bhi platforms hain film k elawa
Nadeem is an academy of acting.
beautiful movie and lovely Nadeem n Babara.
Babra Sharif bohat bohat khubsorat he❤❤
Nadeem my best actor
Main bhi indian hun bhai sach kaha bhai Nadeem zabardat star hain...gazab ki adakari ki hai.filmon me.
Yaqeen nahen aata itni zabardast film business nah kr ski.. Kahani mukalme. acting .moseeqi hidayat kari background music..sb perfect..
Zamarrud mis fit Hain.....itney important role main zamarrud overage login.....sarwer bhatti ki big mistake.....
Best movi hy , parwana movi ko india walon ne copy kiya hy inteha piyar ki k naam se , rishi kapoor ne nadeem sir ka role play kiya hy ,
thanks
thanks
India lok ko kam to yahi hai vai..
Koi nahi bhai agar copy ki hai toh kiya huwa, ek bhai dusra bhai dusmani ki tarah lad rahe hain or south Indian ki movie bhi toh copy hoti rehti hai, jese roja movie ko dekhlo or dusri kayi movie bhi hai, an yeh movie bhi mast hai Parwana (urff Inteha Pyar Ki).....dono ek he hain, an koi nahi bhai agar aapke yahaa ki film ko ese hee India mein dikha diya toh kiya huwa.....main uss inteha pyar ki movie ko dekhkar main iss movie Parwana ko dekh li hai aapki isliye aap or hum ek he insaan hai, or ussi ke bande hai fir log ladne lage hai aapas mein...kiya hindu or kiya muslim....or uske bande bhi ek hai....kher jo ho raha hai hone do or main toh kahun bharat or Pakistan dono ek he hai lekin videsi angrejo ne or do muslim molvieyo ne(aap itihas ko padiye goole Google search karke) ek he desh ko do desh kar diya.....
Nadeem sir is love 💖💖 great great artist
Lovely movie bohat ache movie ha ab log be daik na vary nice
What a joy to watch the legend Nadeem
بہت لاجواب صرف بیگ صاحب کی فلم
I am in love with this movie...Why this zoobie didn't do any Indian movies...She is so sweet
Nadeem sahb n babra Sharif great great actors r born once in a lifetime super film super pair
8
6
Nadeem sahb so so actor 😢😢😢😢
Nadeem sir aur rishi sir ne apni apni in movies mein lajawab acting ki😍😍 hats off you both💖💖
(Parwana)🇵🇰 aur (Inteha Payar ki)🇮🇳 2non ki script dialouges songs sub same tha nd 2non heros ki acting bhi excellent💖💖🇵🇰🇮🇳
but Nadeem shb ki acting ka rishi muqabla nhi kr sakta hy kabhi bhi
L
Plex babra g or shabnm ke bare me negative issus na phelao parda Pao kaymat me Allah pak jza degey ameen
my favourite actor and across,,
🇵🇰🌹 Mine Too.
Nadeem wandarfull actar nice man
Janay Se Pehlay Soch Lo Itna Ik wapas aao ge. In the magical voice of Great A.Nayyer Sb.
main ay movi kaai bar dekhy haib magar bar bar dekhny ko je chahta hy
Nice film 👌👌👌.
From India.
Supar move.supar hiro.salaam
I Love Pakistani movies
I alwas loved pak
Excellent Muvie with extraordinary performances done Nadeem and Babra sharif
Beautiful movie nadeem sir I love you most favorite jodi nadeem sir and babra mam..Please zindagi film bhi upload kary angan love in London babara or nadeem sir ki movies please....
Nadeem Beautiful 😍❤️😍😍😍❤️ cutest nadeem ♥️🌹👌 👌👍 😘💜♥️🌹 🌹 Love you nadeem
Legend Nadeem Sir❤
nice movi nadeem babra zamard our asif raza tamana
Ek yadgar movie jsy bar bar dekha ja sakta by
Good movie yer💘💘
Parwana was released 1985 and india copied this Pakistani movie by name inteha pyar ki in 1992 as above all 2 songs copied mein na bhulaunga and jaane se pehle soch lo itna
The leaving. Legends both Barber andNadeem
Nadeem zumurd aur rehan ki lajawab mokalmey umda ye quility indian filmon main hergiz nhin
Happy birthday mere Nadeem Meri jaan❤
ever green 80s
Do#
Khoubsort movi lajawab
Love u Nadeem sir happy birthday
Khoubsort movi bar bar dekhny k bad bhi achi lagi
Nice movie Nadeem Bsig sab and Babra Sharif
What a lovely song & dialogues.
What a heart touching dance of Zamurad.
.
Nice movie 😊
Lovely couple..living legends
Yes no doubt an evergreen lovable couple
Yb
@@nadeemshah5273 way
This film was unofficially remade with songs in India. But the ending of this film 'parwana' is itself taken from 'Muqaddar ka sikandar' (1979) Hero dying in heroine's marriage. no one noticed that? also the first song's video, hero singing between the mujra (main shama hoon) is also a bit like 'Salaam e ishq meri jaan' from the same film. the video, not the music.
Good observation.
Muqaddar Ka Sikandar was a 1978 movie. So actually this movie story probably was adapted from that movie since this one came out later in 1985.
i love to see pakistani old movies . even though they did not have high technical equipment like india then though they make such emomotional movies with best dialogues songs and acting india always cheated our songs and story
Hmm
Khoubsort movi jesi bat bar dekha j sskta hy
Wah keya bat ha nadeem sahb ki
0:49 seconds , aadab ammi jaan , sirf aadab nahin jachta.
Aadaab Ammi kaha Nadeem sahb ne sirf aadab nahin
Naadem is. Real. Super. Star
Lazawal movi jesy bar bar dekha ja sakta hy
ভালো রোমান্টিক ফিল্ম । সকলের ভালো হয়েছে।
অভিনয় গুলি
میں نہ بھلاؤں گا ۔ وعدے قسمیں❤
Very good movie
Great movie...
I love Pakistan
ندیم سپریم لیجنڈ سٹار
Film star shabnam Nadeem shabnam shahid ke films upload kr do
فلم ۔ایکٹنگ ۔ سب کچھ اچھا تھا مگر اینڈ میں ظلم کیا سب نے جن کے لئے وہ بیچارہ عامر مر مٹا سب کے سب باتوں میں وقت ضائع کرتے رہے بیچارے کو اسپتال ہی لے جاتے پھر جو ہوتا سو ہوتا
What a beautiful actions of Zamurad during dialogues.
Nadeem is our Dilip kumar
Nadeem is Great
very nice move and Nadeem
Story direction lyrics n music compositions superb
MUSICAL IMOTIONOL VERY NICE MOVIE BEAUTIFUL BABRA HANDSOME NADEEM MAJICUL VOICE A NAYYAR N AKHTAR BUT SADNESS ENDED MOVIE
Sheraz bukhari as qamru is Noor bukhari s father
Please nadeem aur babra sharif ki urdu movie aas pass up load karden thank you
😊😘so nice movie
Bollywood movie Inteha ho gayi intzar ki copied from this movie
Yes . It is true. it is 'Inteha pyar ki' . but ending was changed. The ending of this film 'parwana' is itself taken from 'Muqaddar ka sikandar' ( Hero dying in heroine's marriage).
My all times favourite Babra Shariff 💕
Nadeem and Babara are amazing actors. Meharbani and , Mukhra are also too good. So Natural Acting
Wah ndeem sb aap sa koi nhln ekheer acting ki
Hr Pakistani movi main iklota beta or ikloti beti he q hoti hai..
🇵🇰🌹 Har PAKISTANI Film Mn Toh Essa Nahine Hota Ji.
Aur 1 Beta/ Beti Ki Kahani Toh India Ki Films Mn B Hota
Hai Shayed Aap Ne Ghor Nahine Kiya.😊🇵🇰🌹💕🌹
@@azharhussain8593 dear ! Main ajkal old pakistani films dekh rhi hon ...babra sharif ki almost sb movies dekh chuki hon sb main he iklota beta beti hn...bnday ka koi bhai behen b tw hota e hai sb iklotay thora e hotay
..
@@nasirkhizar3060dear acha he k bhai behn nahin hote warna ghunday hero ki behn ka rape aur murder krte hain aur heroine k bhai ko qaid kar lete hain aur revenge story ban jati hai rona dhona qatal gharat aur kbhi to end me hero heroine bhi mar jate hain, agar ap aisi films me interested Hain to main apko kuch films recommend karsakta hun
@@nadeemshah5273 hehehe ok...
Hum dono Prince and shama and more movies hain
Nadeem nose is very very nice
Super hit move kmal maza aa gea dekh k
Good
ندیم کی ایک فلم تھی جس میں وہ قبر سے زندہ ہو کر نکلتہ ہے نام بتاو
Sir kindly os Film ka Naam bata dein, plz thanks
From Rawlpindi Gujjar Khan
Anhoni, Nadeem sahb Neeli and asad
Anhoni
This movie reminds me of Devdas.
please upload
1.DILNASHEEN SHABNAM NADEEM KAVEETA 2. DILRUBA RANI WAHEED MURAAD
3.AIK THI LARKI RANI SHAHID 4.ZAROORAT RANI SHAHID
5.IBAADAT RANI ZEBA MOHD ALI SHAHID KAVEETA
Khub movi shandar geet lazawal movi
🇵🇰🌹 Soooooooper Class Evergreen Classic Movie 💗👌💗
🇵🇰🌹 PAKISTAN ZINDA BAAD 💗🇵🇰💗
UK Delivery 🌷🇵🇰
tere bina kia jina uplaod kr den please