Asslamualekum bhai sahab bahut hi acchi jankari di aap ne kiya meharbani karke mere 1sawal ka jawab de sakte hen sawal yeah he ke raw silk kapde par golden ink se disgine print karna he to bhai golden ink kese bane Jo raw silk par jiyada waqt take rahe mutlab pakka ho
Aap to only motai text ho to kom mosh aur Jada text ho to Jada mesh kapor use karne bola..Agar Jada text ho to 80-120/140 & Agar text kom ho to kitna mesh kapor use karung ga aap yeh nehi bataya...Agar full details na bataye to achha go..hum bhi aap ke achhe lagte...full details batayei..
Bahi jo electronic ke pcb coper board hote he. Us ki printin kr lie kitne no. Kpra chle ga or barik silk printing ke lie v kitne no. Ka kpra use krna hoga jo ki printing bria ho
Sir hame velvete print karni padti hai pr hamare print me glov nahi araha h to hame konse nambar ka kapda lena padega hamne sab kuch yug karke dekha pr ho nahi raha print bohot dal hi arahi h kya kare
Bahut acha guru ji
Good Bhai G
Good video sir
Thank you bhaiya
Nice 🎥
Good 👍
Thank
Very useful video. Thanks bhai.
وعلیکم السلام
good work
Thanks bro
Welcome
بھائی وعلیکم السلام اللّٰہ پاک آپ کو اور زیادہ کامیابی عطا فرمائے
Good
Thanks
Thanks brother
Sar mere ko sadi card print karneke liye Frem ke liye kapad chahiye
Jajakallah
50 no. ka kapda bhut accha ho jata hai lakin aap sadi card ya kagaj pr print krte hai to usme 40 ,50,60 tk apko bhut acche quality mai mil jata hai
Sahi pakde hai aap.
Walikum assalamu
Wal al hukum salam
Nazinn kon hai Bhai
وعلیکم السلام ورحمتہ اللہ وبرکاتہ
Asslamualekum bhai sahab bahut hi acchi jankari di aap ne kiya meharbani karke mere 1sawal ka jawab de sakte hen sawal yeah he ke raw silk kapde par golden ink se disgine print karna he to bhai golden ink kese bane Jo raw silk par jiyada waqt take rahe mutlab pakka ho
Cloth printing ki alg ink aati hi
Screen printing ke bare m jankari chiye thi
Frame bnakar dikhao bhai
Ok
Pura saman cbahiye
Sir ribbon printing Karne Ka ek video Bana Kar applod Kar dijiye please
Ok bhai zaroor
Carry bag print karane keliya kunsa colour chaeihe
Bhai शादी कार्ड प्रिंट करने के लिए कितने नंबर कपड़ा सही रहेगा
मेरे पास 140 no. हैं लेकीन उससे अक्षर भतल जाते हैं क्या करे
PCB print ke liye kon sa mesh used hoga
Tq bro...
Aap to only motai text ho to kom mosh aur Jada text ho to Jada mesh kapor use karne bola..Agar Jada text ho to 80-120/140 & Agar text kom ho to kitna mesh kapor use karung ga aap yeh nehi bataya...Agar full details na bataye to achha go..hum bhi aap ke achhe lagte...full details batayei..
Good video bro ..thanks for information ..love from Nepal
🇸🇦
Agar kuch Text bare hai or niche chote chote Text hai to konsa kapra lenge
140 n.
T-shirt febric cotton par screen printing ke liye kinte number ka kapra lena chahiye.
16 no se 60no Tak start kiya hai to 20 pe Kar sakte ho
25 number is perfect for plastisol ink
Velbad ko printing Kane ke liye kitne nambar ka kapda chaiye
Bhai sahab samstet muche purra tools sahi sahi bhije muche samach nahi araha hai
Shaadi card chhapne ke liye kaun se number ka kapde ka istemal Karen
140 ka
bag. print. kapda. no. non wovenbag.
Velvet kapra kitne namber se plizz bolun
Sadi card print kane lea kon sa no ka kapa istamal karen
140
السلام علیکم ورحمۃ اللہ وبرکاتہ
حضرت آپ کا موبائل نمبر
Rate of 140 no. Mesh
Bhai kapda ulta seedha kase chaady
हमें एक जानकारी चाहिए
क्या बटर पेपर पर हाथ से लिखा हुआ अक्षर
स्क्रीन पर उतार सकते है
और इसे प्रिंट किया का सकता
yes, agar Black marker se likha ho
@@DESIGNWITHPRINT
Sir Black pen see nhi ho sakta
Recording agar andoide se mar rahe ho to back camera se recording kijiye .kyuki aapke dikhaye hue printing fonts undhe dikhaai de rahe hai.
Nice video
Metal print ink
Sir hame t shart par rabar print karna hai kaese kaen
Slippers me konse kapde Ka use kari
Humne Ek Din Mein painting kaise kar Paunga rexine Jo bike seat cover Hota Hai
Bhai hawai champal print karne ke liye kis no. Ka kapda use Karna chahiye
ye ink par bhi depend hota he, 140 no hi use karke dekho
Mujhe barik likhavat ko print krna hai kon sa kagaj se kre
Sir carry beg ke liye kon se mesh ka kapda use karna chahiye
Kha milega ye kapda
Aap.si.bat.hu.sak ta.hi
G ha, wait for new video
Thank u so much. From Pakistan .
Bhai School bag print karne ke liye Kitna number per kapda rahana chahie
120 no bhai
Good morning
Agor matter mota aur halka me mix ho jaise ki letter head ya envelope .isme kon sa no ka kapre ka use karoo?
140 number ka
Screen printing ke customer se kitna charge karen? Koi chart ho to plz batayei?
bhai aap kapda konsa use karte hai
140 no.
सभी सामान आप कितने पैसे मे दे दोगे पोलिथिनछापनना हे कपडा पैंट फृऐम आदि या फिर हम खरिदे तो कहां से खरिदे किस दुकान पर मिलता हे
Whatapp
Bhai jhola ptint krna hai to kitne mas ka cloth use kre plz
100 number
Cloth name tu bataya he nai
Plastic Cabinet - Like Keyboard , Mouse etc.
Kon se no. ke kapde se krte hai
Bahi jo electronic ke pcb coper board hote he. Us ki printin kr lie kitne no. Kpra chle ga or barik silk printing ke lie v kitne no. Ka kpra use krna hoga jo ki printing bria ho
मेस फैब्रिक कहाँ मिलेगा
Sir , cupdha no for metal circuit board screen printing cloth no
Bhai ager slipper chappal print kerni ho tu Kiya us Mai bhi mesh ka kapra use hota hai
140 number
Sir mujhe kapda chahiye kagaj preint karne ke liye
Poly ke liye kaun si ink use karen
PVC colors
Design dispose karne ke bad Agar design mein Pani Jama Raha Jaaye To Kya Karen
Kapde ka ret kiya hota hai
T-shirt print karne ke liye konas mesh use karna chahiye???
16 No. Se 25 No. Tak use kr skte ho.
Bhai dupatta chapne ke liye konsa kapda used kare
T tshart print karna hi
25 number use kro
card printing mi font size 5 ya 6 ki liye kis no. ka kapda lina h ?
140 no
Huwai slipper pe print krne ke liye konte number ka kapda lena hoga
Sar ji mere ko ek operator ki avashyakta Jo screen bhi utha le aur print bhi kar le
aap kaha se ho
Ji Sar kard ke liye kitne nambar ka kapda hona chahiye
140 number ka
اسلام علیکم.... Maloomat k liye shukriya...
Bhai plastic 51 micron bag (widought color) par print kaise karein?
Kitna ka milege jo aap kpda liye hai hath me uska
Bhai beag pr aap NY ink konso istmal ki he?
beg kis material ka he
White water mark kaise bnaye bhai...
Mujhe polyester mesh v chahiye!
Paka screen kaise banaenge?
स्कूल बैग में पेंट करने में कितने नंबर का कपड़ा लगता है
emultion coat kahan milega
Shadi card ki market me
Kapra reusable hai?
G ha
Polothin par kitna no use karenge bhai
स्क्रीन प्रिंटिंग में
शादी कार्ड
प्लास्टिक
कपड़ा
ये तीनो में कितने कितने नंबर का मेष लगता है प्लीज लिस्ट सेंड करें
Ok
@@DESIGNWITHPRINT Janaab Aap Mujhe Bhi Ye List Send Kar doge Kya
Mera WhatsApp no. Hai 7999542998
Apke kit kitne ki h
Print ka saman chahiye sir
Sir Kaha par milega mudran skrin mashin
ASSALAMOALIKUM BHAI SAHAB MUGHYE PERINT KE BARYE ME JANKARI CHAHIYE KYA APP MUGHYE BATA SAKTE HAI MEHABANI HOGY ALLAH HAFIZ
Wait give your email
टी-शर्ट छपाई में कितने नंबर का कपड़ा लगता है
aap ink kon si use karte ho
@@DESIGNWITHPRINT 60NO
16 se 25 number use krlo
Printer she Jo page print kare uska name k he?
Tracing paper
حضرت آپ سے رابطہ کیسے ہوگا
Sir hame velvete print karni padti hai pr hamare print me glov nahi araha h to hame konse nambar ka kapda lena padega hamne sab kuch yug karke dekha pr ho nahi raha print bohot dal hi arahi h kya kare
Sir aa kapra kon sa dukan me milta h
Whatsapp 7456024800
Kapda kon SA he
Painting ke kapre ka naam
Sir abhi mes ka ret kitna chal raha hai