Bhai im from pakistan Sindh bohat achi video 👌🥰bhai please invt china vfd ka delta connection kaise hoga please help me mujhe chakki ke motor ka connection krna hai
Sir 15 hp kaa moter ko star delta me connction to kr diya aapne ab aage isko konse starter se chalana h dol starter yaa dusra koi starter se ple btaye sir
@@Kamleash821 5-7hp motor dol starter Chala sakte hain 15 HP ka motor hai to start Delta starter use Karke chalayega to Bater hai Nahin to vfd se bhi motor Chala sakta hai
sir R Y B phase ko kisi bhi sequence main laga saktay hain star wali side be or Delta wali side pe? ya jaisay video main hai ushi terha lagana hai? thanks mera ye matlab ye hai Red wire ke samnay Red or yellow wire ke samnay yellow or aisay hi blue ke samany blue. laga saktay hain?
Friends R Y B Tina phase ko Kisi bhi sequence main laga sakta hai motor ka Star connection mein And delta connection mein Aur star delta mein job connection Karega top aapko motor ka 2 point mein Jaisa video mein bataya Hai pahle aap ko pata kar lena padega uska hisab se aapko supply Dena padega matlab motor mein teen winding rahata Hai usmein Ek winding Mein Do point Hota Hai Ek point mein aap main contactor ka R phase supply motor ka U1 dega to aur ek point mein Delta contactor ka Y phase U2 dega okay
@@Srijanelectrical pper aap ne kaha ke ( main contactor ka R phase supply motor ka U1 denga to aur ek point mien Delta contactor ka Y phase U2 dega ) iski jaga hum U1 per R phase ki jaga B Phase or U2 per Y phase ki jaga R phase laga saktay hain Sir OLR full load ke hisab se hogi. meray star delta starter main 12 to 18 amp ki relay lagi hai motor ka fla Hai 14 amps to kya ye OLR theek hai? OLR contactor ke baad lagi hai please help or sir phlay jab 7.5 kw ka motor delta connection pe chalaya tha tab per phase 14.5 amps leta tha ab jab clamp meter se check kertay hain to main contactor wali side or delta contactor side dono per phase 6.5 to 7 amps show kerta hai. to kya star delta starter se electric consumption bhi kam hogi ?
@@MAbid-zt7nm ha thik ha OLR Contactor baad o thik hai, but motor job amp setting karna hai to OLR mai tob motor name plate dekhne ka usmein likha rahata hai motor minimum current Kitna lega aur Maximum current Kitna lega uska hisab se setting karne ka. Okay
Sir main contactor aur delta contactor ka cable dono point me kidhar bhi Laga Sakta hai kya example main contractor U1 R , V1 Y, W1 B, delta contactor cable U2 B, V2 R ,W2 Y isi tarah se connection kar sakte hai kya
Heavy duty application ke liye, Jidhar starting torque Jyada chahie Delta connection Mein motor ka winding ko three phase supply Milta Hai Motor ko star delta contactor ka through chalane Se Achcha hai Usmein main contactor se teen wire jakar motor ka ek side Mein Lag Jaega aur Delta contactor se teen wire jakar motor ka ek side Mein Lag jaega
VFD se 3 wire nikal ta hai, motor terminal 6 hota hai sobse paile motor ka ek side u2, v2, w2 star connection ek shat short kardena ka uska bad ek side u1, v1, w1 side drive se jo output wire RYB phase connection karne ka to drive se motor running ho jaya ga ok
@@Creative777-w8x three fez motor ka andar teen winding hota hai isliye 6 terminal nikalta Hai u1 v1 w1 and u2 V2 w2 Star connection karne ke liye teen winding ka end point ko ek side Wala u2 V2 w2 ko short kar dena padta hai or u1 V1 w1 Mein RYB phase connection Dena padta hai Star connection Mein motor mein 240 volt Milta Hai ismein motor mein koi problem Hota Nahin Hai is tarike se Star connection Hota Hai
Motor ko power supply dene ke liye Jidhar aapka input supply ka terminal box hai Udhar aapka R Y B phase connection hai ,too aap udher R phase ko fixd rakhiye, Y phase aur B please ko alternet kar dijiye to Aapka motor Sahi direction mein ghumega.
Motor mein aap job Star connection Karega apne Dekha hoga terminal Hota Hai Jaisa Hamara u1, v1,w1 aur ek side mein u2 ,V2, w2 to Aapka eksath Mein teeno terminal ko short karna padta hai tab jaka aapka Star connection banta hai aur ek side mein aapko 3 phase power supply Dena padta hai to Jidhar Apne short Kiya Hai Udhar aapka neutral point ban jata hai , to star connection Mein Aisa Hota Hai
@@waheedislam2989 star connection in motor U2, V2, W2 sath. Matlab 3 winding jo rahata hai ek ek winding ka 2 point Hota Hai to teenon winding ka ek ek end point short kar Dene Ka top star connection ho jata hai, u2, v2, w2...
Bhut accha laga hai sir
Thank you so much for your support
Very good
Very informative video
I love this video, very clearly explained
Welcome🙏
Thank you so much for your support me👌
Nice video 👌
Welcome dear friend thank you so much for your support me
Super 🙏
Thank you
🎉🎉🎉🎉
Very good Experience Sir ji
Thank you so much for your support...
, 100 video dhekne ki baat,,, app ka video me full samsa ... Thanku
thank you so much 🙏
Good information & nice video
Welcome thank you so much for your support me🙏🙏
Sir very nice video aache se aaya shamh me
Welcome 🙏
Thank you so much for your support me🙏🙏
Nice bhai
Welcome thank you so much for your support me🙏
Nice video
Welcome thank you so much for your support me🙏
Thanku so much sir 🙏
You're welcome, for your support me
Good sir ji 🙏
Thank you so much for your support me👌👌
nice video bro
Thanks for the visit
Very good 👍
Good morning, thank you so much for your support
Bhai im from pakistan Sindh bohat achi video 👌🥰bhai please invt china vfd ka delta connection kaise hoga please help me mujhe chakki ke motor ka connection krna hai
Motor ko delta connection kar Dene Ka Uske bad drive ka output se jo motor ke liye wire aaega o Laga Dene Ka
Very good❤
@@rafikansari3437 welcome dear friend thank you so much for your support me🙏
Thankyou sir
Welcome friend
Thank you so much for your support me🙏
Very good sir
Thank you so much for your support
Thanks ❤❤❤
Bhut acche se samjaya
Thank you so much for your support
V good...
Thank you so much for your support
Good experience
Thank you so much
Good sir ji
Good
Thank you so much for your support
Sir star contector Wale wire ko a2 b2 c2 me au Delta contector Wale wire ko a1 b1 c1 me jod Joanna hai number ke hisab se video banaye
15 hp motor connection video bonao bhai
15 hp star Delta connection asisa karne ka
Iam narsimulu
Aapka comment Samajh Mein Nahin Paya Ho doston clear Karke comment kijiye thank you so much for your support me🙏
Good information
Sir 15 hp kaa moter ko star delta me connction to kr diya aapne ab aage isko konse starter se chalana h dol starter yaa dusra koi starter se ple btaye sir
@@Kamleash821 5-7hp motor dol starter Chala sakte hain 15 HP ka motor hai to start Delta starter use Karke chalayega to Bater hai Nahin to vfd se bhi motor Chala sakta hai
Bhai star delta starter ke sath batao kaise star r delta kiya jata h ek motor ko
👌okay, thank you so much for your support me
sir R Y B phase ko kisi bhi sequence main laga saktay hain star wali side be or Delta wali side pe? ya jaisay video main hai ushi terha lagana hai?
thanks
mera ye matlab ye hai Red wire ke samnay Red or yellow wire ke samnay yellow or aisay hi blue ke samany blue. laga saktay hain?
Friends R Y B Tina phase ko Kisi bhi sequence main laga sakta hai motor ka Star connection mein
And delta connection mein
Aur star delta mein job connection Karega top aapko motor ka 2 point mein Jaisa video mein bataya Hai pahle aap ko pata kar lena padega uska hisab se aapko supply Dena padega matlab motor mein teen winding rahata Hai usmein Ek winding Mein Do point Hota Hai Ek point mein aap main contactor ka R phase supply motor ka U1 dega to aur ek point mein Delta contactor ka Y phase U2 dega okay
@@Srijanelectrical pper aap ne kaha ke ( main contactor ka R phase supply motor ka U1 denga to aur ek point mien Delta contactor ka Y phase U2 dega )
iski jaga hum U1 per R phase ki jaga B Phase or U2 per Y phase ki jaga R phase laga saktay hain
Sir OLR full load ke hisab se hogi. meray star delta starter main 12 to 18 amp ki relay lagi hai motor ka fla Hai 14 amps to kya ye OLR theek hai? OLR contactor ke baad lagi hai please help
or sir phlay jab 7.5 kw ka motor delta connection pe chalaya tha tab per phase 14.5 amps leta tha ab jab clamp meter se check kertay hain to main contactor
wali side or delta contactor side dono per phase 6.5 to 7 amps show kerta hai.
to kya star delta starter se electric consumption bhi kam hogi ?
@@MAbid-zt7nm haa Laga sakta hai, (aap video achha se aur ek baar Dekhi ,motor ka 6 terminal hai U1 ka Sidha u2 to nahi hai O cross mein Laga Hai)
@@MAbid-zt7nm ha thik ha OLR Contactor baad o thik hai, but motor job amp setting karna hai to OLR mai tob motor name plate dekhne ka usmein likha rahata hai motor minimum current Kitna lega aur Maximum current Kitna lega uska hisab se setting karne ka. Okay
@@MAbid-zt7nm na, motor Jab Runing Hoga Usi time mein starting Mein Thoda Jyada current leta hai uska Baat ek minimum range mein current leta hai
Sir main contactor aur delta contactor ka cable dono point me kidhar bhi Laga Sakta hai kya example main contractor U1 R , V1 Y,
W1 B, delta contactor cable U2 B, V2 R ,W2 Y isi tarah se connection kar sakte hai kya
Ha aap connection kar sakta hai aap jis tarike se comment Mein bataya mere ko hai is tarike se aap connection kar sakta hai friend
If voltage is 128+128+128 how to use ..star or delta
Sir....
Agar same coil me same phase lagayega to kya problem hosakta hai ???
Delta Contactor Jaisa pickup Hoga Usi time motor trip ho jaega
Star delta connection kab lagana chaya
Heavy duty application ke liye, Jidhar starting torque Jyada chahie
Delta connection Mein motor ka winding ko three phase supply Milta Hai
Motor ko star delta contactor ka through chalane Se Achcha hai
Usmein main contactor se teen wire jakar motor ka ek side Mein Lag Jaega aur Delta contactor se teen wire jakar motor ka ek side Mein Lag jaega
U v w ki samjh nhi aai vfd main kaise connection hoga please guide me😢
VFD se 3 wire nikal ta hai, motor terminal 6 hota hai sobse paile motor ka ek side u2, v2, w2 star connection ek shat short kardena ka uska bad ek side u1, v1, w1 side drive se jo output wire RYB phase connection karne ka to drive se motor running ho jaya ga ok
Bhaiya 75 kb ka motor hai aise hi connection kar de...
75 kw मोटर same star Delta connection kar sakta hai, lekin iska speed control karne ke liye vfd drive Laga sakte hain
Apki awaj me bangali tach aa raha hai
जब कनेक्शन अलग किए तो स्टार कनेक्शन के लिए 3 टर्मिनल एक करेंगे तो कुछ होगा नहीं
@@Creative777-w8x three fez motor ka andar teen winding hota hai isliye 6 terminal nikalta Hai u1 v1 w1 and u2 V2 w2 Star connection karne ke liye teen winding ka end point ko ek side Wala u2 V2 w2 ko short kar dena padta hai or u1 V1 w1 Mein RYB phase connection Dena padta hai Star connection Mein motor mein 240 volt Milta Hai ismein motor mein koi problem Hota Nahin Hai is tarike se Star connection Hota Hai
@Srijanelectrical समझ गया ब्रो 🙏
Sir neutral kahanse milega
star point se
Moter ulta chle to kiya krna tha stardelta ek sath mai
Motor ko power supply dene ke liye Jidhar aapka input supply ka terminal box hai Udhar aapka R Y B phase connection hai ,too aap udher R phase ko fixd rakhiye, Y phase aur B please ko alternet kar dijiye to Aapka motor Sahi direction mein ghumega.
Star connection main neutral kider lagaya hy ..?.
Motor mein aap job Star connection Karega apne Dekha hoga terminal Hota Hai Jaisa Hamara u1, v1,w1 aur ek side mein u2 ,V2, w2 to Aapka eksath Mein teeno terminal ko short karna padta hai tab jaka aapka Star connection banta hai aur ek side mein aapko 3 phase power supply Dena padta hai to Jidhar Apne short Kiya Hai Udhar aapka neutral point ban jata hai , to star connection Mein Aisa Hota Hai
@@Srijanelectrical kis bhi k sath ..?.
@@waheedislam2989 star connection in motor U2, V2, W2 sath. Matlab 3 winding jo rahata hai ek ek winding ka 2 point Hota Hai to teenon winding ka ek ek end point short kar Dene Ka top star connection ho jata hai, u2, v2, w2...
Cannection kaise kore ..
Thank you dear sir,🙏
Welcome🙏 thank you so much for your support me
Good
Thank you so much for your support
Good