20 Rupiye ke liye itni mehnat karni padegi ye kabhi socha nahi tha. Politicians money laundering kaise karte honge. Kitna mushkil hai ye. Jokes aside, I could save money thanks to this video.
hello sir please bataye .. machine start karte ho chalna chalu hori h.. but kapde nhi dho rha h.water andar hi jama hua h.. jab dry option kare h tabhi bahar Ara h.. RPL
Machine start hone ke bad jab pani shuru hota hai tb machine ko pause kijiye phir water level bada dijiye jitni machine ne set ki thi us se 1 level jyada rakhiye phir start kijiye
Purab ji mere samsung ki automatic washing machine hai...lekin kuch dino se pani nahi ruk ti hai...jab tak mei naal se bandh na karo ...agar power off rehti hai phir b pani washine k ander aati hai...iska kya solution hai...mujhe kya karna hoga..guide kar de...
Aapke machine ka inlet valve kharab hai, uske under ek rubber seel hai jo valve ke coil me upar atak gaya hai, jis karan pani continue machine me aa raha hai,
Thank you aapki vajah se mera kaam ho gaya mene aapka vidio dekh ke mera masin ka yahi problem apne aap hi solve kar liya thank you so much again
Thank you. Hamare washing machine me same problem he but me wo white pipe ka cap nahi khol paya, bahot tight fitting he uska.
Kisi Kapde se kholiye khul jata hai
@@purabkhamkar Thank you for the help
Thank you bro 😊
20 Rupiye ke liye itni mehnat karni padegi ye kabhi socha nahi tha.
Politicians money laundering kaise karte honge. Kitna mushkil hai ye.
Jokes aside, I could save money thanks to this video.
Bhahot accha my money seved
Thank you for your information and Demo 😊
Thanks for proper guide 😊👍
@@heenabagwan5520 thank you 😊
Thank you mujhe apka video achha laga 👍
Thanks for watching
Spin start karte hi tak ki awaj ayi (vibrations ki awaj bhi aye to drain motor thik hai ?) please answer
Yes
Thank u so much...help hogai bohot
Thank you 🙏
Thank you thank you so much sir aapka video bahut Achcha tha 2 mahine se Pani Bhara tha nikal Nahin raha tha lekin Aaj Nikal Gaya
Thank you
Thanks for watching 🙏
Jo aap dhakkan kholne Ko Bata rahe hain vah khul Nahin raha hai bahut jyada tight hai
Dhakkan pe kapda rakhiye fir kholiye dono hatho se, kapde se grip achhi aayegi
@@purabkhamkar maine kiya hai dhakkan khul gaya hai lekin Pani Nahin Nikal Raha Hai
@@shamakhan4501 vaha pr kachra atka hoga vaha se kachara nikal dijiye
Thanks for informing 😊
Thinks for using information
hello sir please bataye .. machine start karte ho chalna chalu hori h.. but kapde nhi dho rha h.water andar hi jama hua h.. jab dry option kare h tabhi bahar Ara h.. RPL
Machine start hone ke bad jab pani shuru hota hai tb machine ko pause kijiye phir water level bada dijiye jitni machine ne set ki thi us se 1 level jyada rakhiye phir start kijiye
sir power on karte hi .apne app machine chal rhi h.. start or pause karne ki jarurat hi nhi pad rhi h.. pani bhi nhi araha h
machine ko start hi nhi kiya . power on kiya h.. apne app ghum raha h.
@@sweetysweety3630 machine ke PCB me problem ho sakti hai
@@sweetysweety3630 ek bar power board check kr ke dekhiye, shayad board me koi kharabi ho sakti hai
Very good explanation
Thank you 🙏
Spin start karte hi tak ki away ayi to kya drain motor thik hai ?
Yes
Thanks youu ❤
Thank you 👍
We'll set bro thank you
👍
Top
Bhai screw nei khul raha hai kya karu? Size bata sakte ho
@@DeepakKumar-ml9vd konsa screw nahi khul raha hai
Thank u🙂🙂🙂
Thanks for watching
Drain motor ketne ki aati hie
850 rs
Useful video 👍
Thanks for watching 🙏
mene kal hi washing machine purchase ki h or aaj mene manual pani dala toh usse kese machine se bahar nikale
mene rinse and spin dono try kie but usne time stuck hora koi changes nhi h
only spin program lagakar start karo
Isi model me start button work nahi kar raha aur beep ki aawaz aa rahi koi solution batayiye
ye pcb ka problem hota hai, jab ham start button press karte hai tab double clik ki awaj aati hai matlab pcb kharab ho gayi hai use repair karni padeg
Agr paani apne aap drain ho to use kaise thk kre or ye kis vjha se hota h
Outlet chamber me coin ya kachara aa jane ke karan hota hai ya phir chamber ka rubber valve loose ho gaya hoga
Or ye sab eesi video me bataya hai
Bahut Hoshiyar hai aapki awaaz bahut Meethi hai so sweet kya aapki shaadi ho gai hai
Yes, 😊
👍
Sir humare machine ki cap bahut tight hain kuch kholne ke options hain kya ??
Maine bahut baar koshish ki !! Par vo tutne ka bhi Darr hain isliye.
Aap kapde se pakad ke dono hato se try karo khul jata hai, hum bhi kapda use karte hai cap kholne ke liye, dono hato se anticlockwise ghumaiye
@@purabkhamkar ok sir, thankyou 🙏
In water pipe wash mancher
Ye thik karne me kitna khrcha hota he
Ghar bethe free me hota hai, video dekh kar
Shawevj zaidi AC technician
Sir pani chalu hota hai machine me or turant niche se pani nikal jata hai machine chalu nahi hota
Machine ka pressure sensor kharab hai, ya phir 🐭chuho ne wire cut kar di hai
Purab ji
mere samsung ki automatic washing machine hai...lekin kuch dino se pani nahi ruk ti hai...jab tak mei naal se bandh na karo ...agar power off rehti hai phir b pani washine k ander aati hai...iska kya solution hai...mujhe kya karna hoga..guide kar de...
Aapke machine ka inlet valve kharab hai, uske under ek rubber seel hai jo valve ke coil me upar atak gaya hai, jis karan pani continue machine me aa raha hai,
Mari auto machine ha .us ka pani drain hoi ja rha ha.
Drained me kuch kachra aa gaya hoga
Slow water drainning
Check other video in channel playlist
Sar koi coin nahi mila hai mujhe per Pani nahin Nikal Raha kaise solve hoga problem
Same topic pr or bhi video hamne banaye hai, aap hamare channel ke playlist me jaye vaha servicing video me dekhe
Machine ki drain motor kharab ho gayi hogi shayad, ya fhir gandagi jama hui hogi outlet chembur me
Thanks bhaiya
@@cool_service_India 👍
App ka phone no chahiye
Kya puchna tha
Fake. Coin tub me hi rehta hai niche jane ki jagah nhi hai. Itne chote pipe me 10 ka coin kha se aaya ??
Are bhai video ko fake bolne se pehale ek bar 10 ka coin machine me dal kr dekhna niche aata hai ya nahi,
Same problem occurs in my mashin too
Thanks you 💗