Very useful video. Bhai, kya aap mujhe bata sakte hain jo back side iron ki plate hai wo kahan milegi... Actually eo damage honeki wajah se water outlet ka pipe shake horaha hai washing machine running ke time
Mere washing machine me pani aur nirma dalne ke baad machine ek baar ghumte hai aur poora pani automatic drean ho jata hai machine nhi calte kya problem ho sakte hai pls reply do
Yes sir.wash mode par hi drain motor on hojathahai.power milneyki wajasehi chaalu hojathahaina.isliye paani nai rukthahai.agar drain hose uppar utakey baanthengetho paani baryhahai.ye hi problem hai sir
Lekin sir boul ke pass hi pani nhi phunch rha tube bhra hua hai ye baher se bol saf ho gya lekin maine ye sab krke dekh liya hai lekin pani phir bhi bhra hua hai abhivtak

Online mil jayega warna spare parts ki shop pe mil jayega
@RefrigerationfullSolutions spare parts ke dukaan me nahi hai... Online kuch link hoto bataiye na
Bhuthi badhiya🌹information sir thanks 👌👌🙏 nice
Thank you very much . I have repair my washingmachine .
Very good ❤❤
❤❤❤❤❤❤❤❤ nice 👍
Good 👍
Hello bhai inverter ac ki full repairing ki information chahiye please send me
Ok
😊😊😊😊😊❤❤❤
Nice
Good
Bhaiya jo black pipe ke side me patla wala pipe hai usme se continuous pani nikal rha hai..kya issue ho sakta hai?
Us ko change kar do warna m seal laga do
Mere washing machine me pani aur nirma dalne ke baad machine ek baar ghumte hai aur poora pani automatic drean ho jata hai machine nhi calte kya problem ho sakte hai pls reply do
Lekin sir wash mod par drain motor b on hojataahai.ye kaisa fix karen?
Wiring check karo ya fir drain motor tak phase pahuch Raha h ye check kar warna pcb check karo
Yes sir.wash mode par hi drain motor on hojathahai.power milneyki wajasehi chaalu hojathahaina.isliye paani nai rukthahai.agar drain hose uppar utakey baanthengetho paani baryhahai.ye hi problem hai sir
Sir motor ki video banado ak
Ok
Lekin sir boul ke pass hi pani nhi phunch rha tube bhra hua hai ye baher se bol saf ho gya lekin maine ye sab krke dekh liya hai lekin pani phir bhi bhra hua hai abhivtak
@@RefrigerationfullSolutions ho gya sir g maine bolb me still wire dala to balb ki blockej khul gyi butten nikle whan se
Thik kiya aapne
Plz btao ab kya kru koi or video hai to share plz
Please any machanic for same problem please send number of kalyan dombivali, mumbai ariya.