Bhai aapko kitni zyada jankari h,kon sa track kahan jaa raha h kon sa kahan jaa raha h ,Hadd h .hamari train NR m chal rahi h doosri wali NER m chal rahi h Over all Bohot maza aaya aap ka video dekh kar, Bohot jankari mili Keep it up, thanks a lot 😊
Mujhe breakfast achha lga but Lunch thoda average tha... Baki journey ekdm mast aag laga di piyush bhai... Baki achha lga sbke sath journey krkr... Dekhte hai ab next mauka kab deti hai Indian Railways
Thankyou bhaiya for uploading the nice vlogs of train journey. I like all videos of your channel and subscribe it. I am from Bareilly . Vande Bharat is very nice train which is also running in moradabad region is very special moment for me . Thankyou bhaiya for uploading such nice vlogs 🎉🎉😊
किराए में खाना भी शामिल है । बाकी जब आप टिकट बुक करते है तब वहा विकल्प होता है कि खाना लेना है या नही, अगर आप खाना नही लेने का विकल्प चुनेंगे तब आपका किराया भी कम लगेगा ।
Superb presentatin of the journey. thanks. Point the track lying close to Rajaji NP, hits Raiwal-JN and hardwar, Laksar-JN, corsses Maa Ganga river to NajibaBAd-JN is seeen clearly
IRCTC ki website ya phir IRCTC Connect application in dono me se kisi se bhi kar sakte ho Train 26 March 2024 se chalegi Lucknow se Dehradun search karne par show nahi ho rahi hai abhi Dehradun se Lucknow search karne par show ho rahi hai Dehradun se Lucknow ka ticket ho sakta hai abhi book
Aapane Dehradun se Lucknow tak kitne Mein travel Kiya Vande Bharat train mein kya iska ticket tatkal mil sakta hai turant Aaj hi Jana Ho To Aaj hi mil jaaye
ji bhai 25 March ki holi hai uske baad 29 March ka ticket kar liya hai Janshatabdi Express ka Delhi to Kotdwar jisme Gajraula se Bijnor pura section ache se dikhayenge
abhi recently Trials hue the 130 kmph par or trials successful rahe jab 130 kmph trials hote hai tab section 110 tak fit mana jata hai isliye yaha abhi tak 100 hi hai speed bahut jald 110 ho jayegi speed 130 kmph ke liye lagenge lagbhag 2 saal se jyada
Bhai aapko kitni zyada jankari h,kon sa track kahan jaa raha h kon sa kahan jaa raha h ,Hadd h .hamari train NR m chal rahi h doosri wali NER m chal rahi h
Over all Bohot maza aaya aap ka video dekh kar, Bohot jankari mili
Keep it up, thanks a lot 😊
Thanks Boss ❤️
Bahi is ka tekat kaha sa hoga
Online IRCTC ki website se
or baaki station par jakar kara sakte ho aap
bhai lajawab video ❤
Thankyou so much ❤️
Apki y CC SEAT the ya EC SEAT THE
CC
but maine EC bhi dikhai hai video me ki kaisa experience rehta hai usme
Irctc pe booking nahi show kr rhi
kar rahi hai aap 26 March 2024 date me check kijiye
@@TrainAdventuremujhe bhi nahi show ho rahi hai IRCTC par, aapko kis app par show ho rahi hai?
aap IRCTC application par check kijiye
Dehradun to Lucknow 26 March 2024 show ho rahi hai
abhi Lucknow to Dehradun show nahi ho rahi
@@TrainAdventure ji
Iske tickets kabse milenge
20 March ke baad se
Mujhe breakfast achha lga but Lunch thoda average tha... Baki journey ekdm mast aag laga di piyush bhai...
Baki achha lga sbke sath journey krkr... Dekhte hai ab next mauka kab deti hai Indian Railways
yes jald hi sath me journey hogi phir se
Official jonmrny kab se start ho rhi h
abhi date nahi aai hai 20 March ke baad hi hogi jaha tak hai
Bahut maza aaya janab hmesha ki trah aur dhanyawad aapka jo aapne hmari darkwast pe Lucknow Tak ka Safar kia ..... Bhut bhut dhanyawad ❤️🙏😊
Thankyou so much boss ❤️
Nice ❤bro
Thankyou So much ❤️
Thankyou bhaiya for uploading the nice vlogs of train journey. I like all videos of your channel and subscribe it. I am from Bareilly . Vande Bharat is very nice train which is also running in moradabad region is very special moment for me . Thankyou bhaiya for uploading such nice vlogs 🎉🎉😊
Thankyou So Much ❤️ for such appreciation
yes i am also happy because finally we got Vande Bharat Express
Hello plz rply soon.. Luggage kitna le ja skte hai. DDN TO LKO tk k liy zyada luggage le ja skte hai
railway ke rule ke according AC Chair Car me per person 40 KG allowed hai
to aap 40 KG tak le ja sakte hai bina kisi tension ke
New video kab aaygi
sunday me aayegi
Sunday ko kitne baje hak
@@lalitasaini5191 shaam 6 tak
नाश्ता और खाना किराये में ऐड है या अलग से बुक करना पड़ा। क्योंकि किराया तो काफी अधिक है
किराए में खाना भी शामिल है ।
बाकी जब आप टिकट बुक करते है तब वहा विकल्प होता है कि खाना लेना है या नही, अगर आप खाना नही लेने का विकल्प चुनेंगे तब आपका किराया भी कम लगेगा ।
धन्यवाद
❤❤❤ amazing video
thankyou so much ❤️
Superb presentatin of the journey. thanks.
Point the track lying close to Rajaji NP, hits Raiwal-JN and hardwar, Laksar-JN, corsses Maa Ganga river to NajibaBAd-JN is seeen clearly
Book kaise karna hai?
IRCTC ki website ya phir IRCTC Connect application in dono me se kisi se bhi kar sakte ho
Train 26 March 2024 se chalegi
Lucknow se Dehradun search karne par show nahi ho rahi hai abhi
Dehradun se Lucknow search karne par show ho rahi hai
Dehradun se Lucknow ka ticket ho sakta hai abhi book
Kab se start hogi ye train? Abhi to book ho nahi rahi
booking open ho gayi hai 26 march 2024 se hogi
Kya ye train Shahjahanpur station pr rukti h??
nahi yeh sirf Haridwar Moradadad and Bareilly par rukti hai
Bhai ye train laksar bhi rukti 😊
nahi yeh laksar nhi rukti
Ticket price kya tha ?
abhi official nahi aaya hai
Bhai ab ap journey channel par kab daloga
sunday
Bhai commercial run kab se hai
26 March 2024 se
Bhai tickets kaha se book karne h?
ticket IRCTC se online book ho jayenge lakin abhi booking nahi khuli hai
20 March ke baad honge iske ticket book
Bhai kya Prayagraj to Saharanpur ke beech bhi Vande Bharat chalne wali hai ?.....agr han to kab tak chlne ki ummed hai ?
yeh ab elections ke baad hi chalegi lagbhag August 2024 ke aas paas
Sorry for late comment 😅😅
Video like professional journey
areh sir isme sorry ki kya baat thi
Thankyou so much ❤️
is baar sath journey karke acha laga bahut
Daily basis pr kabse chlegi?
abhi iska koi notification nahi aaya hai jaise hi aayega description me update kar diya jayega
Yeh train number kitna hai bhai
abhi iska train number nahi aaya hai
jaise hi aa jayega i will update it in description
Aapne rampur ko q bolna skip kia batana chaie k hum rampur ko skip kar rahe hai
❤nice blog piyush bhai
Thankyou so much ❤️
Balamau kanpur section cover kro bhai
okay boss bahut jald
superb journey ❤❤❤
🤩
Bhai chair car me food milta hai ??? 😅
ji bhai milta hai
superb journey
Thanks a lot 😊
Piuse bhai ji pilibhit junction to mailani junction railway🛤️ route chalu ho Gaya
ji is month ke end me jaunga
abhi time nahi mill raha
Nice video
thankyou ❤️
Bhai Aap kahan par miloge
bhai me Moradadad se hu aap btao kaha se ho
Me Seohara se hu
kabhi train journey hogi Seohara se tab milte hai
Moradabad me milna ho to
Moradabad me kam hi rehta hu journey par jana rehta hai to bahar hi rehta hu baaki aap kabhi aaye to bata dena
insta id - train.adventure
Very nice update bhai ji
Thankyou ❤️
Tanak pur se delhi ki train 12035 me travel kijiye bhai
maine travel kiya hai bro isme
lakin jald hi ise end to end cover karte hai aapke liye
Purnagiri Jan Shatabdi express
ji
Apko bhai pass kaise mila batao
Dehradun Railway station ke CMI office se
Bhai waise seat kese mili tuhme uss din jias din inaugration tha uska thoda btao yaar
CMI Officer se
piyush bhai maximum speed kya rahegi
Dehradun Haridwar 60 kmph
Haridwar Laksar 110 kmph
Laksar Lucknow 100 kmph
Ticket kitne tha
Ticket arround 1400 hoga CC ka and EC ka 2200
baaki abhi official nahi aaya hai official aane par description me likh dunga
Bahaut mst blog tha bhai
Thankyou so much ❤️
Aapane Dehradun se Lucknow tak kitne Mein travel Kiya Vande Bharat train mein kya iska ticket tatkal mil sakta hai turant Aaj hi Jana Ho To Aaj hi mil jaaye
NYC piyush bhai...coach khali lg raha?...kya without pass wale bhi journey kr skte the kya😅...appki journey m koi checking wagera hui TTE ki
hn bahut log chadh gaye the BE se yeh inaguration bilkul baisa hi tha jaise
Ajmer Delhi VB ka tha
Time to batate rehte bhai ki kitna lug raha hai, bhale hi train ka inaugural run tha.
Great video sir👍
thankyou so much ❤️
Ek bar gatimaan express ka video uplod kijiye
okay i will try
Very nice bro
Thankyou so much ❤️
Good ❤
Thankyou ❤️
I like your all journey love you brother 💖
Par is month Moradabad Delhi journey 😂
okay i will try to upload this journey
Bhai 2 minutes ka stop najibabad me bhi hona chaiye tha
feasible nahi hai bro abhi
in future dekho kya hota hau
Mujhd bijnor section ki video chahiye
okay boss
Love from sandila
love from Moradadad
🎉🎉❤
❤️❤️
Bhai yaad se bijnor wle section ki video banan❤❤
ji bhai 25 March ki holi hai uske baad
29 March ka ticket kar liya hai Janshatabdi Express ka
Delhi to Kotdwar jisme Gajraula se Bijnor pura section ache se dikhayenge
@@TrainAdventure arre bhai passenger train sahi rehti
hn lakin plan yeh hai ki Kotdwar se pahle anand vihar Kotdwar Anand Vihar Exp se
then Delhi to Kotdwar
to yahi combination perfect ban raha tha
@@TrainAdventure samajh gya pehele anand vihar tu kotdwar phir sidhbali jan shatabdi express me
Lekin bhai day ki journey video hone chahiye
yes day ki hogi kyoki Jan Shatabdi Day me hi jaati hai Bijnor bale route se
Bhai Kisi Ek Journey Me Mujhe Bhi Sath Le Chalo
bilkul next time ager mauka mila to karte hai sath journey
Shahjahanpur bhul Gaye kya 😅
Shahjahanpur stop nahi diya hai
Shahjahanpur skip dikhaya hai lakin
First view
thankyou ❤️
न्यू दिल्ली से बदायूं को जाने वाली ट्रेन को भी एक्सप्लोर कीजिए
new delhi to badaun koi bhi direct train to nahi jaati hai lakin kaise pahuch sakte hai iske regarding video bahut jald aayegi
Shahjahanpur me bhi stoppzege dena chahiye
hn isse jyada jaruri Double Decker ka stop hai
Bijnor ❤❤❤
yes yeh route ki journey 100% is month
Yar Bhai apna motichur station kyu skip kar dete Ho video me 😤😤😤😡😡😡
bhai shoot kiya tha but upasna exp khadi thi to station dikha hi nhi
isliye nhi dikhaya
जिस फोन से तू स्पीड चेक कर रहा वो भी चाइना मेड है 😁
तू कौन सा indian made फोन चला रहा
सभी फोन के पार्ट्स चीन में ही बनते है ।
India में बस assamble होते है।
Hello bro
Hello
Nbd pe stop dena chaiye inko
feasible nahi hai bro
ट्रैन के अंदर वीडियो बनाने के लिए किसी परमिशन की जरूरत पड़ती है क्या
nhi permission ki jarurat nahi hai
@@TrainAdventure लखनऊ से देहरादून की वीडियो आपने नही बनाया।
जबकि वापस तो गए ही होंगे
ji banaya hai 7 April Sunday me upload karenge use
Train ki bhasha mein station skip nhin run through hoti hai @@TrainAdventure
Overpriced h train
ek baar experience kijiye aap bhi
Bhaiya ticket kra ke de dijiye@@TrainAdventure
इस जर्नी की विडियो यूट्यूब पर अपलोड करने के लिए तुने अपना फोन कितने रुपए में बेचा चिरकुट
जितनी कीमत तेरी है उससे ज्यादा मेरे फोन की है
Ignore them bro haters to ate rehte you are doing very good job and you will surely reach 100k in 2024-2025 ❤ @@TrainAdventure
superb journey
Thanks a lot 😊
ye apna lko MB SRE route 130 kB hoga Bhai
kuch jankari h is baat ki
abhi recently Trials hue the 130 kmph par or trials successful rahe
jab 130 kmph trials hote hai tab section 110 tak fit mana jata hai isliye yaha abhi tak 100 hi hai speed
bahut jald 110 ho jayegi speed
130 kmph ke liye lagenge lagbhag 2 saal se jyada
Maine pdf m pda h work sara complete h
railway ne distance signal lgane ki manjuri nhi de h
ircon ki site m lika hua h
Nice video
thankyou so much ❤️