सर बहुत बहुत धन्यवाद आपने बहुत महत्व पूर्ण जानकारी दी लोग दो किताब वास्तु की पढ़ कर अपने आप को बहुत बड़े ज्ञानी समझ बैठे, जब नेचुरल बात आपने बताई, की पुराने समय में भी लोग बाग़ टॉयलेट का इस्तमाल कैसे करते थे और उनका जीवन आज के मुकाबले बहुत ही बढिया व्यतीत किया सर आपकी हर एक बात में सचाई हैं,, और में सहमत हु बहुत बहुत साधुवाद, प्रणाम आप बधाई के पात्र हैं, सही दिशा निर्देश देने के लिए 🙏🙏🙏🙏🙏🙏😌👏👏👏👏
जय श्री राम भाई साहब आपने बहुत अच्छी जानकारी जी की वास्तु शास्त्र में कोई घर के अंदर होती भी नहीं दिखे तो मैं जाते थे फिर होती तो घर से काफी दूर होती थी लेकिन अब वही खाते हैं वही सोते हैं वही हंगते हैं
Sir bahut bahut dhanyawad aap ne sar se bojh hlka kar diya mane abhi Makan bnaye huye hai sab kuch jante huye bhi sahidhi ke niche bath room north west banvaya liya man hi man me soch rha kabhi galat to nhi ho gya 😊
@@vaastugurukuldeepsaluja1654sir mera ghar west bengal me ha,mere stair ke kiche new ak bathroom kiya ha,comod bathroom,koi khodai nehi kiya floor ka,o pahle dhalai,shan tha,us floor ko dobara 2 inch dhalai krke wall mount krke comod ko lagaya,east amd west par ha ye bathroom stair ki niche,magar gharke baki rooom se 8 inch niche ha ye bathroom,mujhe lagta ha ki basto ki kuch dosh chala raha ha,kuki kuch kharap time chal raha ghar me,kuch upai bolo sir.
I very glad to learn your videos l purchased a flat in 2019 north facing that is confusio how to find brahmastan middle point because NW is cut and NE cut that is builders planning in each floor 5 flats having different facing like South southwest SE and NW everybody having problems in Toilet and kitchen in my life l do not find such a flat which is 100 percent vastu in mumbai search years and yeas you will not get proper flat beacuse They are top builders like Lodha hiranandani Runwal Rustumji having top Architects but you will not find proper flat if if you get North entrance then toiled is in SE and SW kitchen is in NW what can l do some vastu consultens telling not to use some have Red bulb and Red patty at toilet seat l am in tension what can l do pl suggest
vaastu mai koi upay nahi hote hai, aap ise padhiye- drive.google.com/file/d/1K2wgAolIFQWL9KV0Pb2lL-v9XHiUYOOY/view?usp=drive_link drive.google.com/file/d/1pgHVisjdBI6mRVkYoPEW83_fzQ6D6CTw/view?usp=drive_link
South-East mai Septic tank hone se aapke ghar mai vivaad aur kalah rehte honge, financial condition thodi kamjor hona chahiye. Ise mitti malba dal kar band karke madhya purv mai banayye. Tank ko band karne ka tarika yeh rahega ki aapko tank ke upar ka slab todkar tank ki safai karani hogi, aur fir jameen mai 4-5 puncture karna honge, uske bad iske upar malba-mitti dal kar ise bharna hoga, fir iske upar pani dale jab mitti baith jaye to fir aur malba dale, jab tak malba puri tarah se thos na baith jaye tab tak us par pani dalkar malba dalte rahe. jab tank thos bhar jaye uske bad us par slab dal kar floring kar lijiye.
yeh bahut mahatvpurna vaastudosh hai, yaha toilet bath chal sakta hai, lekin gadda bilkul nahi, ise mitti dal kar band kijiye aur ise madhya uttar ya madhya purv mai banaiyye
Sir mera makan purva mukhi hai isme paschim ke madhya mai sidi hai jo west se north direction mai ja rahi hai iske niche comod or bathroom hai or sidi se aage paschim mai hi septik tank hai uske uper toilet hai jo flor level se unchi hai
toilet-bath se koi dosh nahi hai, lekin pashchim mai septic tank hai iske vaastudosho ka prabhav waha rehne wale sadasyo par rahega, use waha se mitti dalkar band karke madhya uttar ya madhya purv mai shift karna hi hoga.
sir recent mera bathroom stair ke niche kara hu wall mount comod,north and east disha ke under,magar batjroom ka floor main ghar ke floor level se 8 inch down ha,magar comod ucha ha ghar ke floor ke level ke upar,ye sahi ha ya koi bastu dosh ha,agr ha to koi upay plz,kuki kuch problem ho raha ha ghar pe.
Sir mere ghar k start me hi septic tank hai, west direction me, ghar ki facing bhi west direction me hai, sidhiyo k niche is an kone me toilet sheet hai,ghar me problem chal rhi hai kya kre, please🙏🙏🙏 reply me
aapke ghar ka septic tank west mai hai, yeh vaastudosh hai, iske karan samasya aa rahi hai, aapko ise madya purv mai karna hogi, isse aapki samasya ka samadhan ho jayega.
प्रिय, आप मुझसे तैयार प्लान चाहते हैं, जिसे दे पाना मेरे लिए संभव नहीं है। क्योंकि सभी के प्लाट साईज अलग-अलग होते हैं। उनका फैमिली साइज, जैसे किसी के यहाँ बेटा और बेटी दोनों है, किसी के यहां सिर्फ बेटे हैं तो किसी के यहां केवल बेटियां। किसी की फैमिली ज्वाइंट है तो किसी की फैमिली सिंगल। सभी की आवश्यकतायें अलग-अलग होती हैं, जैसे किसी को अटैच लेट-बाथ चाहिये, किसी को नहीं, किसी को पूजा घर चाहिये किसी को नहीं, इत्यादि। कोई केवल घर बनाना चाहता है तो कोई रेसिडेंशियल कम कमर्शियल प्रॉपर्टी बनाना चाहता है। इसी के साथ सब जगह गवर्नमेंट के नियम भी अलग-अलग होते हैं, उन नियमों के अनुसार प्लॉट पर कहीं कम तो कहीं ज्यादा जगह छोड़नी होती है।
yaha mandir hone se ghar ka mukhiya ghusse wala hota hai, aur use blood related problem hoti hai. Isliye ise yaha se shift kar liya jaye to jyada achcha hai.
Nameste Sir, North direction mein ghar ke andar se staircase hai jiske niche english toilet bana hai ,lekin floor do step niche hai baki ghar se.Kya ye ok hai
Sir mere ghar me bhi toilet sidhi ke niche hai. Toilet me indian seet hai and toilet ka floor, ghar ke floor se niche hai. Ab toilet floor ko ऊंचा kease kare ?????? Please, reply sir 🙏🙏🙏
Sir hamara ghar ban rah plot 10/45 h aur toylet Ghar utar mukhi h jagah kam hone ke karna hamko samjh nahi aa rah ki toylet kah banay sir help me please 🙏
East south mai toilet hone se koi dosh nahi aata iska floor level ghar ke floor ke barabar hona chahiye. Yaha par toilet ke liye western commod lagana sahi rehta hai
@@vaastugurukuldeepsaluja1654 sir ghar ke floor se nicha porch hai 4inch porch se 1inch niche bathroom ka floor hai.indian sheet hai.sir lekin sheet 3inch bathroom ke floor se upar hai
महोदय,यदि sw के किसी क्षेत्र मे Indian petren टायलेट लगानी मजबूरी हो और फर्श को उंचा नीचा न किया जाय लेकिन शीट को बैठाने के लिए एक न्यूनतम गहराई देना पड़ेगा ।ऐसी स्थिति मे क्या शीट बैठाया जा सकता है। बताने की कृपा करे।
@@vaastugurukuldeepsaluja1654 आदरणीय, मुर्गा/ trap (s-trap,p-trap)की गहराई 6इंच के आसपास और शीट 8इंच ।ऐसे मे 14से16इंच के आसपास बैठती है।शीट को 6 इंच ऊचा रखने पर भी ट्रैप को 8 या 9 इंच फर्श के नीचे देना पड़ेगा ।ऐसी स्थिति मे क्या किया जाय ,मार्गदर्शन करे।मेहरबानी होगी।
@@vaastugurukuldeepsaluja1654 आदरणीय, मुर्गा/Trap और शीट की ऊचाई 14,15,इंच के आसपास आती है ऐसे मे इतना उचा बनाना उचित रहेगा? या ट्रैप को फर्श मे और शीट को फर्श के उपर किया जाय । कृपया मार्गदर्शन करें। (आपकी की लिखित साइंटिफिक वास्तु को मंगाने का पता भी देने की कृपा करें।)
Sir mera Ghar ka front north side h or seediyon k niche toilet k liye space decide Kiya h or toilet ka face East me ho rha h kya mai seediyon k niche toilet bnava skta hu plz sir bta dijiye new ghar bnava rhe h
Han sidhiyon ke niche toilet bana sakte hai, aur koshish kare commode is parkar lagaye ki aapka face East ki aur ho aur back West ki aur ho. Is video ko bhi dekh lijiye- th-cam.com/video/wba2WCLzgPA/w-d-xo.html
Sidhi ke niche paschim disha mai aap toilet de sakte hai, lekin iska floor levle ghar ke floor se nicha nahi hona chahiye. yeh bahut mahtvpurna baat hai.
Aap ki video dekh kar aaj mera man halka ho gaya sir mere Ghar per bhi stairs ke niche hi toilet aur bathroom bana hai 🙏 bahot bahot dhanyavad aap ka
Thanks
सर बहुत बहुत धन्यवाद। आपने बिल्कुल सही जानकारी दी है।
सर बहुत बहुत धन्यवाद आपने बहुत महत्व पूर्ण जानकारी दी लोग दो किताब वास्तु की पढ़ कर अपने आप को बहुत बड़े ज्ञानी समझ बैठे, जब नेचुरल बात आपने बताई, की पुराने समय में भी लोग बाग़ टॉयलेट का इस्तमाल कैसे करते थे और उनका जीवन आज के मुकाबले बहुत ही बढिया व्यतीत किया सर आपकी हर एक बात में सचाई हैं,, और में सहमत हु बहुत बहुत साधुवाद, प्रणाम आप बधाई के पात्र हैं, सही दिशा निर्देश देने के लिए 🙏🙏🙏🙏🙏🙏😌👏👏👏👏
आप बहुत अच्छा से समझाएं मन खुश हो गया मेरा भी टॉयलेट सिरी के नीचे है
Bahut Acha sir aap kisiko darate nahi aur perfect information de rahe he.good sir
आपकी इस विचार से भी आनंद प्राप्त हुआ। धन्यवाद सर जी। 😊
Bahut hi achhi jankari 🙏
Bahut hi sunder aur sahi jankari ki video hai. Dhanyawad sir👏🏻
❤ सर आपने बहुत अच्छी जानकारी दी इसके लिए बहुत बहुत धन्यवाद 🌹🙏🌹
राम राम सर जी सही में वास्तु के ज्ञाता आप ही हो जो हमको माता पिता की तरह समझा रहे हो
जय श्री राम भाई साहब आपने बहुत अच्छी जानकारी जी की वास्तु शास्त्र में कोई घर के अंदर होती भी नहीं दिखे तो मैं जाते थे फिर होती तो घर से काफी दूर होती थी लेकिन अब वही खाते हैं वही सोते हैं वही हंगते हैं
Bahut bahut dhanyavad sar bahut sahi jankari aapane Diya iske liye shukriya aapka
Bahut sahi sir, aapka bahut bahut dhanyawad.🙏🙏
Very important information given to us.
Bahut hi achhi bat batai aapko thankyou sir
Aap ne mere mn ka uljhan km kr diya dhire dhire khtm v ho jayega thank you
Sir bahut bahut dhanyawad aap ne sar se bojh hlka kar diya mane abhi Makan bnaye huye hai sab kuch jante huye bhi sahidhi ke niche bath room north west banvaya liya man hi man me soch rha kabhi galat to nhi ho gya 😊
बहुत सुंदर जानकारी धन्यवाद गुरु जी
Bahut achhi jankari di thanks
Aapka bahut accha laga sir hamko vi bahut log boleki sidhi k niche baathroom nahi hona chahiye my paresan tha aapka baat sunkar ke man halka hua sir
बहुत सुंदर
तार्किक एवं उपयोगी जानकारी
Koti koti naman guruji
Aapaka bahut bahut abhar mere man ko halka kar diya
Thank you sir for advice mera bathroom v Sidi ke niche h sb todne ke liye bol rhe the av nhi todugi😊
Aapne meri muskil aasan kr di thanku sir🙏
आप धन्य हैं।शंका हरते हैं देते नहीं है।
बहुत बहुत धन्यवाद श्रीमान जी।🙏🙏
Thank you very much sir for help full guide
सही लॉजिक ...👌
जिंदगी में अगर सुखी रहना है, तो वास्तुशास्त्री और ज्योतिषियों से दूरी बनाकर रखे...
आपके सुख, आपके सुख, सब आपके अपने कर्मों का फल है
Aap is article ko padhiye-
drive.google.com/file/d/1NCFzi-zlJgSQAuCrjPljOLK1lX6c4m9X/view?usp=share_link
@@vaastugurukuldeepsaluja1654 thank you sir bahut acha lga ki bhagwan bhi chahte h ki mera priwar sukhi rhe radhe radhe
@@vaastugurukuldeepsaluja1654sir mera ghar west bengal me ha,mere stair ke kiche new ak bathroom kiya ha,comod bathroom,koi khodai nehi kiya floor ka,o pahle dhalai,shan tha,us floor ko dobara 2 inch dhalai krke wall mount krke comod ko lagaya,east amd west par ha ye bathroom stair ki niche,magar gharke baki rooom se 8 inch niche ha ye bathroom,mujhe lagta ha ki basto ki kuch dosh chala raha ha,kuki kuch kharap time chal raha ghar me,kuch upai bolo sir.
Jai guru dev ji
Aap ke bat mujhe bahut achhi lagati hai sar purane makan ke samagri nai makan men laga sakte hai
Purane ghar ki samagri Naye ghar mai laga sakte hai, isse koi vaastudosh nahi hota hai.
Bhut bdia sir
Great 👍 sir
Jai shri krishna sir
Jai shri krishna
Sir
ji aapne meri bohut badi samasya ka samadhan kar diya mein paschim Disha mein toylet banane ka soch rahe hai mera makan Uttar Mukhi hai
I very glad to learn your videos l purchased a flat in 2019 north facing that is confusio how to find brahmastan middle point because NW is cut and NE cut that is builders planning in each floor 5 flats having different facing like South southwest SE and NW everybody having problems in Toilet and kitchen in my life l do not find such a flat which is 100 percent vastu in mumbai search years and yeas you will not get proper flat beacuse They are top builders like Lodha hiranandani Runwal Rustumji having top Architects but you will not find proper flat if if you get North entrance then toiled is in SE and SW kitchen is in NW what can l do some vastu consultens telling not to use some have Red bulb and Red patty at toilet seat l am in tension what can l do pl suggest
vaastu mai koi upay nahi hote hai, aap ise padhiye-
drive.google.com/file/d/1K2wgAolIFQWL9KV0Pb2lL-v9XHiUYOOY/view?usp=drive_link
drive.google.com/file/d/1pgHVisjdBI6mRVkYoPEW83_fzQ6D6CTw/view?usp=drive_link
drive.google.com/file/d/1W6HkJ8FpdF3He4-kMQagUo-vr4js-bCY/view?usp=drive_link
Sir you nice 🌹🌹🌹🌹🙏
Bahut bahut dhanyad
Sir ghr babwani ki soch rhe hai kis mhine mai suruat kare sar pleas batye
phagun mas bahut achcha hai. is video ko dekh lijiye
th-cam.com/video/loTFYonO330/w-d-xo.html
Thankyou sir ji
Good suggestion
बहुत बहुत धन्यवाद
Purba side siddi hai..uska niche bathroom aur safety tank bna sakte hai kya
purv mai bana sakte hai, lekin purv aagney ki taraf septic tank nahi bana sakte hai.
Sir mere ghar ke bhahar se sidhi bnai hai north direction se start h and south me sidhi ka end hai uske niche hum toilet bathroom bna sakte hai kya
vaastu niyamo ko dhyan mai rakhte hue jo mein samajh pa raha hun, aap uske niche toilet bath bana sakte hai.
nicely explained
Thanku sir very nice 👍
Sir, north-west me sidi k niche INDIAN toilet banane ki planning hai....floor level kaisa rakhna hoga ya kya upay karu please suggest 🙏
toilet ke upar baithne ka seat jitna hissa hi uncha kar dijiye. pura toilet uncha mat kariyega.
Thanks 🙏
sir agar toilet nHi banana ho agar bas nahane or kapde dhone k area banana ho to kya bana skte hai stairs k niche
bana sakte hai, lekin disha ke anusar uske floor level ka dhyan rakhe
@vaastugurukuldeepsaluja1654 ji sir thankyou ❤️
Sir vayab kod mai room hai uske andar siwar tank banwa sakte hai utar mukhi makan hai pleas
vayvay kon mai sever tank nahi banana chahiye. yeh mahatvpurna vaastudosh hai.
Too sir tank kaha banaana shuhb rahega
@@palpriya84 घर के मध्य उत्तर में
Sir mera ghar ka south/east me septic tank hay eskey bera may botaya
South-East mai Septic tank hone se aapke ghar mai vivaad aur kalah rehte honge, financial condition thodi kamjor hona chahiye. Ise mitti malba dal kar band karke madhya purv mai banayye.
Tank ko band karne ka tarika yeh rahega ki aapko tank ke upar ka slab todkar tank ki safai karani hogi, aur fir jameen mai 4-5 puncture karna honge, uske bad iske upar malba-mitti dal kar ise bharna hoga, fir iske upar pani dale jab mitti baith jaye to fir aur malba dale, jab tak malba puri tarah se thos na baith jaye tab tak us par pani dalkar malba dalte rahe. jab tank thos bhar jaye uske bad us par slab dal kar floring kar lijiye.
Sir 10*33 ka makan bna rh h kya toilet seedhiyo k neech bna de jagh km h
vaastu niyamo ka dhyan rakhte hue bana sakte hai
North facing me sefty tank or staircase kanha banyen north 28 digri hai
septic tank madhya uttar ya madhya purv mai bana lijiye, North facing ghar mai stairs wala video dekh kar bana lijiye.
Thank you so much sir
Most welcome
Sir mare ghr jo purv mukhi hai, me eshanya kon me pani ki taki hi jiska floor level baki floor level se yek fit kam hai iss se kya samsya aa sakti hi
JO HUM SAMAJH RAHE HAI, YEH SHUBH HAI.
Sir bataeye ki SW se SE agar nicha ho or NW se NE oncha ho to kya parbha padta h
Plan dekhe bina sahi salah nahi di ja sakti hai.
Sir, mera ghar 17 by 50 hai, north face ,lat bath South west me sefting tank ke uper hai vastu dosh ka upay bataye, dhanyawad
yeh bahut mahatvpurna vaastudosh hai, yaha toilet bath chal sakta hai, lekin gadda bilkul nahi, ise mitti dal kar band kijiye aur ise madhya uttar ya madhya purv mai banaiyye
Sir niche ke flor me Puja Ghar h aur uske upar ke flor me sidiya h to koi dikkat h kya
isse koi dikkat nahi hai.
Good evening sir
Mera ghar North facing h sidiya pavhim side me h sir sidiyo ke niche washbesan bana sakte h kya koi problem to nhi h na pl info
bana sakte hai. lekin iska floor level nicha nahi hona chahiye
Kya south east me septic tank bna sakte h
bilkul nahi bana sakte hai, isse vivaad aur kalah rahenge
Sir ji mera bathroom staircase k niche hai
Sir reply dijiye
Kiya hani hoga ya labh
staircase ke niche bathroom ho sakta hai
धन्यवाद।@@vaastugurukuldeepsaluja1654
Sir first floor per bhi vastu dosh hota h kya ?
Sir first floor per kaha pr kya ni banana chhiye?🙏
sabhi floor ka vaastu hota hai, jo niyam ground floor par lagu hote hai, wohi first floor par lagu hote hai.
Sir humare utar disha me bathroom combined h kya hum uske uper sidiya bnawa skte h plz reply fast
HAN BANA SAKTE HAI
@@vaastugurukuldeepsaluja1654 thank you sir
Sir toilet k upr four stairs aati h but humne toilet k ander us portion ko ret bajri material daal k bnd kr diya h toilet 12/5 ka h kya ye shi h
Plan dekhe bina koi bhi salah de pana possible nahi hai.
Sir mera makan purva mukhi hai isme paschim ke madhya mai sidi hai jo west se north direction mai ja rahi hai iske niche comod or bathroom hai or sidi se aage paschim mai hi septik tank hai uske uper toilet hai jo flor level se unchi hai
toilet-bath se koi dosh nahi hai, lekin pashchim mai septic tank hai iske vaastudosho ka prabhav waha rehne wale sadasyo par rahega, use waha se mitti dalkar band karke madhya uttar ya madhya purv mai shift karna hi hoga.
sir recent mera bathroom stair ke niche kara hu wall mount comod,north and east disha ke under,magar batjroom ka floor main ghar ke floor level se 8 inch down ha,magar comod ucha ha ghar ke floor ke level ke upar,ye sahi ha ya koi bastu dosh ha,agr ha to koi upay plz,kuki kuch problem ho raha ha ghar pe.
sidhi ke niche yadi bathroom 8 inch nicha hai aur commod thoda uncha hai, to isse koi vaastudosh nahi hai.
@@vaastugurukuldeepsaluja1654 thank u very much sir
Sir mera septic tank east m hai us k upar toilet hai par indian seat hone ke Karan vo normal bath room level se 2-4 inch lagega ususe koi dikhat
jaha toilet ki seat hai, sirf use 2-4 inch uncha kar lijiye, pure bath ko mat kijiyega.
Sir mere ghar k start me hi septic tank hai, west direction me, ghar ki facing bhi west direction me hai, sidhiyo k niche is an kone me toilet sheet hai,ghar me problem chal rhi hai kya kre, please🙏🙏🙏 reply me
aapke ghar ka septic tank west mai hai, yeh vaastudosh hai, iske karan samasya aa rahi hai, aapko ise madya purv mai karna hogi, isse aapki samasya ka samadhan ho jayega.
Good morning sir 👏
I have purchased 60sqyds facing west north corner can I get a house plan? If so please kindly reply me. Thank you sir
प्रिय, आप मुझसे तैयार प्लान चाहते हैं, जिसे दे पाना मेरे लिए संभव नहीं है। क्योंकि सभी के प्लाट साईज अलग-अलग होते हैं। उनका फैमिली साइज, जैसे किसी के यहाँ बेटा और बेटी दोनों है, किसी के यहां सिर्फ बेटे हैं तो किसी के यहां केवल बेटियां। किसी की फैमिली ज्वाइंट है तो किसी की फैमिली सिंगल। सभी की आवश्यकतायें अलग-अलग होती हैं, जैसे किसी को अटैच लेट-बाथ चाहिये, किसी को नहीं, किसी को पूजा घर चाहिये किसी को नहीं, इत्यादि। कोई केवल घर बनाना चाहता है तो कोई रेसिडेंशियल कम कमर्शियल प्रॉपर्टी बनाना चाहता है। इसी के साथ सब जगह गवर्नमेंट के नियम भी अलग-अलग होते हैं, उन नियमों के अनुसार प्लॉट पर कहीं कम तो कहीं ज्यादा जगह छोड़नी होती है।
@@vaastugurukuldeepsaluja1654 🙏🙏thank you so much sir for answering me
Pranam sir ji mandir agneye kon me h kya kre
yaha mandir hone se ghar ka mukhiya ghusse wala hota hai, aur use blood related problem hoti hai.
Isliye ise yaha se shift kar liya jaye to jyada achcha hai.
Sir we are planning our stairs in south west direction and a toilet below stairs. Is it ok?
No problem but Toilet ka floor level ghar ke floor level ke Barabar rakhna
Thank you sir🙏🙏🙏
Sir , toilet rahu se related hai but bathroom kis grah se related hai . Isko north east me banne se kyu nhi roka jata
bathroom ketu se prabhavit hota hai, ise north-east mai banane se koi dosh nahi aata isliye ise nahi roka jata.
@@vaastugurukuldeepsaluja1654 ketu ya Moon ko represent karta h
Thanks u so much
Sir west me sidhi ke niche septic tank bana sakte h
Floor level thoda niche rakh sakte h
west mai septic tank nahi bana sakte hai, septic tank madhya uttar ya madhya purv mai bana sakte hai.
West mai floor level nicha nahi rakh sakte
घर से बाहर बने सेफ्टीक टेक का वास्तु दोष होता है क्या?
Think you sir 🙏🙏🙏🙏
सरजी सेप्टिक टॅंक के ऊपर सिडिया बना सकते क्या कृपया बताऐं
sahi disha mai tank ho to bana sakte hai
Nameste Sir,
North direction mein ghar ke andar se staircase hai jiske niche english toilet bana hai ,lekin floor do step niche hai baki ghar se.Kya ye ok hai
Ji han, yeh ok hai. yeh koi vaastudosh nahi hai. North mai 2 step niche shubh hai
Thank u Sir.
Sar Mera toilet Purab aur paschim ke bich dakshin Disha mein hai kya kre
iska floor level nicha nahi hona chahiye.
Sir toilet ka tank north me porch me rakhna sahi hai ya north-west me sidhi ke niche ?
porch mai rakhna jyada sahi hai, tank ki sahi jagah north hai, north-west nahi
Thank you sir
Sir mere ghar me bhi toilet sidhi ke niche hai.
Toilet me indian seet hai and toilet ka floor, ghar ke floor se niche hai.
Ab toilet floor ko ऊंचा kease kare ??????
Please, reply sir 🙏🙏🙏
toilet yadi north aur east mai hai to thik hai south-west mai ha to galat hai
Sir south facing ghar me stairs k niche bathroom bana sakte h?
bana sakte hai, lekin iska floor level ghar ke barabar rakhna hi
Sir aapse samprk kaise ho ?
9425091601
Sidhi k niche only snan gher bana sakte hai?
Jo hum samajh rahe hai bilkul bana sakte hai.
Sir hamara ghar ban rah plot 10/45 h aur toylet Ghar utar mukhi h jagah kam hone ke karna hamko samjh nahi aa rah ki toylet kah banay sir help me please 🙏
Ishan kon ko chhodkar aap kahi bhi toilet bana sakte hai, lekin toilet ka floor level ghar ke floor level ke barabar rakhiyega.
जय श्री राम
निचे रसोई है
ऊपर दूसरे मंजिल पर आधे रसोई मे स्नानघर बना सकते हैं
लैट्रिन, बाथरूम अलग अलग है
Jo hum samajh rahe hai, aap bana sakte hai
Sir mera toilet ES corner me shidhiyo se niche hai sir sahi hai ya galat
East south mai toilet hone se koi dosh nahi aata iska floor level ghar ke floor ke barabar hona chahiye. Yaha par toilet ke liye western commod lagana sahi rehta hai
@@vaastugurukuldeepsaluja1654 sir ghar ke floor se nicha porch hai 4inch porch se 1inch niche bathroom ka floor hai.indian sheet hai.sir lekin sheet 3inch bathroom ke floor se upar hai
महोदय,यदि sw के किसी क्षेत्र मे Indian petren टायलेट लगानी मजबूरी हो और फर्श को उंचा नीचा न किया जाय लेकिन शीट को बैठाने के लिए एक न्यूनतम गहराई देना पड़ेगा ।ऐसी स्थिति मे क्या शीट बैठाया जा सकता है।
बताने की कृपा करे।
SW ke Indian seat ke murge ko koshish kare woh floor level ke barabar ho, seat thodi unchayi par laga lijiye.
@@vaastugurukuldeepsaluja1654 आदरणीय,
मुर्गा/ trap (s-trap,p-trap)की गहराई 6इंच के आसपास और शीट 8इंच ।ऐसे मे 14से16इंच के आसपास बैठती है।शीट को 6 इंच ऊचा रखने पर भी ट्रैप को 8 या 9 इंच फर्श के नीचे देना पड़ेगा ।ऐसी स्थिति मे क्या किया जाय ,मार्गदर्शन करे।मेहरबानी होगी।
@@vaastugurukuldeepsaluja1654 आदरणीय,
मुर्गा/Trap और शीट की ऊचाई 14,15,इंच के आसपास आती है ऐसे मे इतना उचा बनाना उचित रहेगा?
या ट्रैप को फर्श मे और शीट को फर्श के उपर किया जाय ।
कृपया मार्गदर्शन करें।
(आपकी की लिखित साइंटिफिक वास्तु को मंगाने का पता भी देने की कृपा करें।)
Sir aapko kaise contact kar sakte hai?
9425091601
Sir mera Ghar ka front north side h or seediyon k niche toilet k liye space decide Kiya h or toilet ka face East me ho rha h kya mai seediyon k niche toilet bnava skta hu plz sir bta dijiye new ghar bnava rhe h
Han sidhiyon ke niche toilet bana sakte hai, aur koshish kare commode is parkar lagaye ki aapka face East ki aur ho aur back West ki aur ho.
Is video ko bhi dekh lijiye-
th-cam.com/video/wba2WCLzgPA/w-d-xo.html
Sidhi ghar mein kitchen banaa hai paschim Disha mein achcha hai ki nahin
paschim mai kitchen bahut achcha hota hai,
N/W me'n ,English seet lga sakte hai'n . Flour label S/E k brabrbr hai.
North ,N/E. 3 inch neehe rkha jae to
JO MEIN SAMAJH RAHA HU, YEH KIYA JA SAKTA HAI.
Sir aap kaha rahte ho, or aap hamare yaha mere ghar aa sakte ho,agar possible he,
Mein Ujjain M.P. mai rehta hu, samay ke abhav ke karan vaastu visit possible nahi hai
@@vaastugurukuldeepsaluja1654 ok thanks
Guru jee mera Sidhi ke niche bathroom h wo uttar paschim ke taraf h ghar ka mukh purav me h to koi dikkat to nhi
Sidhi ke niche paschim disha mai aap toilet de sakte hai, lekin iska floor levle ghar ke floor se nicha nahi hona chahiye. yeh bahut mahtvpurna baat hai.
Sidhi ke niche bathroom bnaa sakte hai kya
bilkul bana sakte hai.
Good
सर,सेप्टिक टॅंक ओर टॉयलेट उत्तर पश्चिम दिशा मे सिडियो के नीचे चलता क्या
toilet to yaha chalega lekin uttar pashchim mai toilet tank nahi hona chahiye