Agar apke pas kanch ki bottle hai to kanch ki bottle estemal karen aur dhakkan na laga kar cotton ka kapda bandh kar dhoop me rakhen, aur yadi barish ka time hai to kapda bandhne ke baad dhakkan bhi laga den. Thank you 😊
Ye achar time leta hai kyunki esme sugar hai. Jese neembu ka khatta meetha achar. Aap esme thoda acetic acid add kar sakte hain ya vinegar but taste alag ho jayega. Ya fir sabhi aam ke tukdon ko gravy se alag karen aur uske baad vinegar aur halka salt add karen aur dhoop dikha den kuchh din ki tb bhi soft ho jayenge aur uske baad wo aam ke pieces vinegar se nikalkar gravy me add kar den. Try karen ya wait karen kuchh months ka... Thank you.

Very nice testy achar🙏🙏
Thank you very much🙏
😋👌
Very nice 👌👍
Thank you
First viewer
Still watching pin please📌
Thanks for watching
Yummy aachar
Thank you.
Mam ye khrab to nhi hoga
Ye achar 4 se 5 saal tk bhi kharab nahi hoga. Please try karen aur apna feedback bhi share karen. Thank you.
@@FoodzLife thanks mam
Aap ne aam kitna liya tha
1kg raw mango liye the. Thank you.
Achar ko banane ke bad ise dhup me kese rkhna he ...matlab plastic k bottle me. Dhakan lga kr rkhna he kya?
Agar apke pas kanch ki bottle hai to kanch ki bottle estemal karen aur dhakkan na laga kar cotton ka kapda bandh kar dhoop me rakhen, aur yadi barish ka time hai to kapda bandhne ke baad dhakkan bhi laga den. Thank you 😊
@@FoodzLife ok dear thank u very much.. aese hi rkha he mene achar plastic ki bottle me dhakan lga kr ab dekhte he kesa banta he I hope khrab na ho😇
Mere achaar ke pieces aur masala soft nahin hua balki hard ho gaya h
Tasty to boht h bas soft nahin h abhi 10 days hue hien
Ye achar time leta hai kyunki esme sugar hai. Jese neembu ka khatta meetha achar. Aap esme thoda acetic acid add kar sakte hain ya vinegar but taste alag ho jayega. Ya fir sabhi aam ke tukdon ko gravy se alag karen aur uske baad vinegar aur halka salt add karen aur dhoop dikha den kuchh din ki tb bhi soft ho jayenge aur uske baad wo aam ke pieces vinegar se nikalkar gravy me add kar den. Try karen ya wait karen kuchh months ka... Thank you.
Agar kisi ke pas kanch ki barni nhi ho to
Fir kya use kre
To fir chini mitti ya plastic ki achhi quality ki bottle use kar len.
@@FoodzLife ok thanks ☺️
Please reply if anything else to do
Ye achar time leta hai kyunki esme sugar hai. Jese neembu ka khatta meetha achar. Aap esme thoda acetic acid add kar sakte hain ya vinegar but taste alag ho jayega. Ya fir sabhi aam ke tukdon ko gravy se alag karen aur uske baad vinegar aur halka salt add karen aur dhoop dikha den kuchh din ki tb bhi soft ho jayenge aur uske baad wo aam ke pieces vinegar se nikalkar gravy me add kar den. Try karen ya wait karen kuchh months ka... Thank you.
Maza Achar kharab zala😢😂