Mam meri baby 1 month ki hone wali h. But mera breastmilk supply bahut kam h. Din me 3 baar hi breastmilk de Pati hu baby ko. Uske baad top milk dena padta h. Breastmilk badhane k liye kya karu?
Mam Maine doctor ke supervision me MTP kit li h bt baby ko kuchh hi der baad feed Kara diya esse mere bachhe ke upar koi major effects and problem to nhi hogi na plz reply
Hi di Mera ye question he ki breast feeding ke doran konsi sabji nahi khani chahiye? Mere relative muje matar, potato, okra jesi sabji mana kar rahe he.
Kya ham bachhe ko sulakarke breastfed kara sakte hai bahotse log nahi karanachiye aisahi suna hai par agar ham jyada dertak baithneke halat me na ho to ya fir rat me bachheko Brest fiding karani ho to kya lekar breast feeding kara sakte hai please muze eska real answer batate hai to bohotsare problem dur hojayene hamare
Mam mera 8 months ka baby hai... Kuchh issue ke liye wo abhi tak breast feeding nahin kar paya... Abhi milk aana v band ho chuka hai.. Mam kya karu jaise me baby ko dudh de paun... Plz mam reply me
Hlo mam mera c_ section hua hai ho mujhe 3 month complete ho gye me breastfeeding Kara rhi hu mera question hai ki Mera weight bhot jada loss ho gya hai kya me weight gain syrup le skti hu koi problem to ni hogi agr le skti hu to kitne months baad lu
Mam Meri baby 4 year ki h or feed krti h or kya y countinue rakh skte h isse baby ko koi nuksaan to nhi h na .. Actually usko other milk se alargy hai Please suggest me....
Ma'am, mere left breast men bohot pain ho rahi hai, or mujhe bukhar bhi hai 101.8, mujhe kya karna chahiye, kounse doctor ko dikhana hoga, plz suggest me
Hi mam,,plzzz plz help muze 10month ka baby he or muze food infection hua he mai Jab brest milk pilati hu to use bhi dysentery lag raha he plz mai kya kru ,, Brest milk avoid kr rahi hu to o bahot Jada ro raha he plz help,,yaha pe bhari barish ke vajase red alert Diya he ,plz baby ke liye help kare ,mai kya karu ?????
Meri beti 5 month ki h or m breastfeeding krarhi hu Mai apna waight loss krna chahti hu mam koi tips de plz mera waight bht tezi se bdrha h mam pls bataye.
Mam meri beti 2 saal ki h ab hum dusra baccha chah rahe h lekin meri beti abhi bhi feeding krti h.. kya mai pregnant ho sakti hu baby ko feed karate hue.. pls reply mam🙏
Q1. Mam due to home issues I could not breastfeed my first baby. Now he is 4 yrs old what to do noe for him. Q2. Due to some reasons I have to put baby over cow milk after 5 month. Now he is 1 yr old and I breastfeed baby only in night. Milk production is very low now. Any suggestion for me
Meri baby Sawa saal ki ho gyi hh 11\5 ki hone wali h July mein kisi Karan wash proper feeed na Krane ki wajah se baby ki habit ht gyi hh baby ko feed kaise kraye or Mera weight bhi bdh gya hh suna hh baby ko feed Krane se weight km hota h weight ko lekar or baby ko feed Krane ke matter ko lekar meinn bohut chintit hoon plzz help Mee mam 2 saal tk feed kra sakte hh toh feed kaise krayu or feed ke doran kya kya ahar loo kya kya khaun plzz help me mam😢
Hello mam Mera lscs hua hai abhi baby 1.5month ka hai After lscs 2days formula milk Diya Baad me breastfeeding Kiya to suck nhi kar rhi thi Milk nikalkar spoon se Diya Lekin 9days k baad milk flow kam ho gaya Aur abhi bilkul milk nhi ban Raha Kuch suggest kijiye pls
Hello ma’am Agar maa ko acidity ya heartburn ka issue hoto bacche ko wo feed karwate to ye problam use bhi ho jayegi kya??? Khana digest na ho ma ko to baby ko bhi indigestion rahega kya?? 2) Mother supplements le skti hai kya
Mam mera baby ik Sal ka hai or loosmotion karnye ki vja se admit that dr ne do din tak oskho breastfeeding mana Kiya tha but ab wo little bit theek hai kya main usye about breastfeeding karva sakti hu .
mam mujhe 4 months ki baby hai. mujhe bar bar UTI hota hai, mai niri tablet leti hu, 3 days ke liye. but fir after 6 to 7 day mein shuru hota hai. muze ek pehechan wali sister ne fosfocin sachet ke bare me bataya that's good for UTI kya mai ye le sakti hu?
Hello ma'am meri beti 2 years ki hai aor abhi suddenly feeling band kar diya hai aor milk bahut ban raha hai breast mein pain bahut Tej ho raha hai iske liye kya kar sakte hai?
Hi ma'am meri bachi 5 month ki h wo breastfeed krti thi prr uski tabiyat kharab ho gai thi to maine usse bottle se breast milk Dena shuru kr diya tha ab laakh try krene pe bhi wo breastfeed nhi kr rhi or milk supply bhi km hone lgi hai Mai bahut preshaan hu plz mujhe btaye ki Mai kya krun plzzzz reply kre
Mam jaise mein breastfeeding ka time increase ho raha hai, waise mujhe bhukh bahoot jyada lagti hai. Bhukh kam karne ko koi tips hai kya .please reply mam. Mera c section delivery hua hai 10 days before. Jiski wajah se mujhe baith ke feeding karane mein abdomen mein pain hota hai. Isiliye mein side mein late ke feeding kara rahi hoon. Mere baby ko urine aur motion correct aa raha hai.
If baby feeds for 5 -8 minutes and leaves the breast is the baby getting both hindmilk and foremilk ? And if the baby is demanding milk after sometime should we offer the same breast or opposite breast ?
Hi mam muze brest feeding ki bohat problem Hui mere nippal flat hai plz sazetion dijiye age kya kru mere baby ko dudh pina hi nahi ata tha ab vo 11 mahine ki hai me use cow milk deti hu plz nippal ke bare Mai bataiye muze
Mera 3+ saal ka baby boy hai jo av v maa ka breast feed kar raha hai kya ye sahi hai? Aur rice ya dusra health drinks kuch v nahi khata hai kya kare pls bataiye?
Mam mera baby10month ka h vo mera dudh nahi pita h Mai bahut kosis Karti hu muh lagata hpar pita nahi hai. kya is vajah se uska immunsystam kamjor ho jayega filhal to vo healthy h.kya aage Use problem hogi
After cs delivery my breast milk supply so low. I try my best , all type of home remedies and medicine I try but not get any helpful result. What can I do. Plz give me any suggestions.
Man meri premiture baby hai birth weight 2kg tha aj 1month 13days hai weight hai 3kg 300gm hai Mari lose motion ke liye dudh sukh geya tha par abhi thik hai baby ko bas brest milk hi pilana chati hu par mujhe doubt hai ki uska pet varta hai ki nhi Mai usko 1week se pure din mai brest milk de rahi hu or rat ko ek bar ya 2bar formula deti hu । Uske pure din mai susu 6 bar se upar hai poti bhi ak bar 2 bar or kabhi kabhi bar bar thodi si matray mai ho rahi hai Par mujhe samajh nhi arahi hai ki uska pet varta hai ki nhi .kiun ki kabhi kabhi to dudh pi kar so jata hai or kabhi kabhi bar bar khaneke liye mhu kholta hai ya kabhi kabhi rota hai. Or uske dudh pineke bad bhi brest milk brest mai rahe jata hai jo hat se pump karneke bad pata chalta hai Ab ap hi bataiye mam uska pet varta hai ki nhi plz bohot jagha pucha hai kisine answer nehi diya hai plz mam help me meri premiture baby hai isliye bohot dar lagta hai
Hello ma'am meri baby 5 week ki hai wo har bar feed lene ke baad bahut jor se roti hai kandhe pr bhi nahi rehti is liye use burping krna bhi bahut muskil hai aur aisa feel hota hai ki uske stomach pe pressure feel ho raha hai kya wajah ho skti hai uski
Ma'am mera baby sahyadri mai hi hua hai,aap mere saath the at the time of my baby birth...abhi vo 4 months complete kerne wala hai...use loose motions hue hai.... doctor told me breast feeding nahi krao abhi... kya karu
Hello mam ,mujhe c section se 4 August ko baby hua h,teen din fever hua daily ek do ghante k liye. Maine blood test kraya to usme typhoid + aaya or platelets bhi kam h lekin mujhe ab fever nhi h.mam plz btaye kya m apne baby ko feeding kra skti hu kya..plz mujhe koi guidance nhi mil pa rha h ..I req ki aap reply karein. Thank you
Mam meri beti 1sal ki hai use dysentery hai dr ne kaha hai ki breast milk mat do, mai use feed na karu to o bahut roti rahati hai mai kya karu mam please help me🙏🙏
Mai meri pahle delivery mein dudh Nahin hua tha bilkul bhi dusri delivery mein 10 Din Hua Uske bad ekadam se bhi nahin hota hai bilkul Kitna bhi koshish kar lo baccha bahut Peene ki koshish karta hai lekin dudh nikalta hi nahin Aisa Kyon please Mein Mujhe bataiye
Mein meri Pahli delivery Mein Mujhe bilkul bhi dudh Nahin hua tha dusri delivery mein sirf 10 Din dudh Hua Uske bad bilkul bhi nahin ho raha hai mera baccha bahut koshish Karta Hai Peene ki bahut khinchta hai lekin bilkul Dur Nahin nikalta Jise aur unhen lagta hai please Mein mujhe kuchh solution bataiye
Hlo mam mera baby 1 year ka hai usko me abhi fheed karva rhi hu but me bohat hi dubli hoti ja rhi hu kya kre or bhukh bhi bohat lagti hai or meri delivery bhi c section hui thi or mushe period bhi 12 days badh kar aa rhe hai mam l Please help me i am very week
Mam meri bitiya bachpan se hi mera doodh nhi piti thi to main ab formula milk deti hu bitiya ab 2 saal ki hone wali to mai sochati hun use doodh pilane ko try kru but wo piti hi nhi h aur bahut week bhi h
Nice information 👌🏻 thank you ma'am
Thank you so much mam..... Apki vdo bhot helpful hai
Nice information mam
Namaskar Ji very nice information thank you so much. Teh Dil 💝 se Sukriyada Madam Ji Smt.Sushila Devi AWW Gav--Harita,Dist. Hisar (Haryana)🤝💝🌹🌹🙏🙏
Badhiya Jankari Diya Aapne
Mam aap ne to meri sab tension door kardi AAP bhagwan ho
For more information or to book an appointment please contact on 88888 22222
or visit sahyadrihospital.com/
Bahut achche
Thank you
Very good advise 👌
thank you
Informative
Breast milk koi male (Husband) peene se koi problem hogi kya?? Plz bataye...
For more information or to book an appointment please contact on 88888 22222
or visit sahyadrihospital.com/
Mam meri baby 1 month ki hone wali h. But mera breastmilk supply bahut kam h. Din me 3 baar hi breastmilk de Pati hu baby ko. Uske baad top milk dena padta h. Breastmilk badhane k liye kya karu?
To connect with us please share your details in the following form
bit.ly/3uFmQSy
Very helpful video
Thank you
Bht achi video thi thnku mam
Welcome
Thanks
Thank you so much for your advice .
Mam Maine doctor ke supervision me MTP kit li h bt baby ko kuchh hi der baad feed Kara diya esse mere bachhe ke upar koi major effects and problem to nhi hogi na plz reply
For more information or to book an appointment please contact on 88888 22222
or visit sahyadrihospital.com/
Mem thank you apney bahut achi baatey btayi h ish video k jariye
mam ap ke jankare bhot achi he ham ko ye malumat hona ke brest milk kem he to kya pomp use kerne se mik badhe ga ples batay
zaroor btay
Hi di Mera ye question he ki breast feeding ke doran konsi sabji nahi khani chahiye? Mere relative muje matar, potato, okra jesi sabji mana kar rahe he.
To connect with us please share your details in the following form
bit.ly/3uFmQSy
Kya ham bachhe ko sulakarke breastfed kara sakte hai bahotse log nahi karanachiye aisahi suna hai par agar ham jyada dertak baithneke halat me na ho to ya fir rat me bachheko Brest fiding karani ho to kya lekar breast feeding kara sakte hai please muze eska real answer batate hai to bohotsare problem dur hojayene hamare
Thanks ye sab batane ke liya🙏
Very good news mam
Mam kya breastfeeding ke dauraan ayurvedic wait lose pills le sakte hain plz reply
To connect with us please share your details in the following form bit.ly/3uFmQSy
Mam mera 8 months ka baby hai... Kuchh issue ke liye wo abhi tak breast feeding nahin kar paya... Abhi milk aana v band ho chuka hai.. Mam kya karu jaise me baby ko dudh de paun... Plz mam reply me
For more information please share details in following form
bit.ly/3uFmQSy
or to book an appointment please contact on 88888 22222
Hlo mam mera c_ section hua hai ho mujhe 3 month complete ho gye me breastfeeding Kara rhi hu mera question hai ki Mera weight bhot jada loss ho gya hai kya me weight gain syrup le skti hu koi problem to ni hogi agr le skti hu to kitne months baad lu
To connect with us please share your details in the following form bit.ly/3uFmQSy
Mam Meri baby 4 year ki h or feed krti h or kya y countinue rakh skte h isse baby ko koi nuksaan to nhi h na ..
Actually usko other milk se alargy hai
Please suggest me....
To connect with us please share your details in the following form
bit.ly/3uFmQSy
Maximum Kitne sal tak bachhe ko breastfeeding karvana theek hai ?
To connect with us please share your details in the following form
bit.ly/3uFmQSy
Plz btaye ki... pragancy ke wqt ya baad me pehle bacche ko feed continue kar sqti hu
To connect with us please share your details in the following form
bit.ly/3uFmQSy
ब्रेस्टफीडिंग के दौरान अंजीर का सेवन किया जा सकता है?
Mam kya hath se brest me se dudh nikalne se dudh bnna km ho jata
Ma'am, mere left breast men bohot pain ho rahi hai, or mujhe bukhar bhi hai 101.8, mujhe kya karna chahiye, kounse doctor ko dikhana hoga, plz suggest me
To connect with us please share your details in the following form
bit.ly/3uFmQSy
Agar baby ki maa ko pressure ki problem ho toh kya baby ko dudh pila sakte hain
Hi mam,,plzzz plz help muze 10month ka baby he or muze food infection hua he mai Jab brest milk pilati hu to use bhi dysentery lag raha he plz mai kya kru ,, Brest milk avoid kr rahi hu to o bahot Jada ro raha he plz help,,yaha pe bhari barish ke vajase red alert Diya he ,plz baby ke liye help kare ,mai kya karu ?????
To connect with us please share your details in the following form bit.ly/44KCZqb
Kiya me psoriasis ki medicine le sakta hun homoeopathy treatment le sakta hun please reply 😭😭🙏🙏🙏
To connect with us please share your details in the following form
bit.ly/3uFmQSy
Meri beti 5 month ki h or m breastfeeding krarhi hu Mai apna waight loss krna chahti hu mam koi tips de plz mera waight bht tezi se bdrha h mam pls bataye.
To connect with us please share your details in the following form
bit.ly/3uFmQSy
Thanks for the video mam, I have brain vasculitis, that's why I am taking Lavera 500mg , Is it safe, my Neaurologist told me,it safe
Mam meri beti 2 saal ki h ab hum dusra baccha chah rahe h lekin meri beti abhi bhi feeding krti h.. kya mai pregnant ho sakti hu baby ko feed karate hue.. pls reply mam🙏
To connect with us please share your details in the following form bit.ly/44KCZqb
Q1. Mam due to home issues I could not breastfeed my first baby. Now he is 4 yrs old what to do noe for him.
Q2. Due to some reasons I have to put baby over cow milk after 5 month. Now he is 1 yr old and I breastfeed baby only in night. Milk production is very low now. Any suggestion for me
To connect with us please share your details in the following form
bit.ly/3uFmQSy
Ma'am kabhi2 mera brest soft ho jata hai.iska mtlv ye to nhi ki milk me kami aa jati hai... please reply Ma'am 🙏
Kya feeding kam karane per fever🤒 aa sakti hai kya???
To connect with us please share your details in the following form
bit.ly/3uFmQSy
Mam breast milk badane ke liye kya karna chahiye?
To connect with us please share your details in the following form
bit.ly/3uFmQSy
Thank you so much mam
Most welcome 😊
Meri baby Sawa saal ki ho gyi hh 11\5 ki hone wali h July mein kisi Karan wash proper feeed na Krane ki wajah se baby ki habit ht gyi hh baby ko feed kaise kraye or Mera weight bhi bdh gya hh suna hh baby ko feed Krane se weight km hota h weight ko lekar or baby ko feed Krane ke matter ko lekar meinn bohut chintit hoon plzz help Mee mam
2 saal tk feed kra sakte hh toh feed kaise krayu or feed ke doran kya kya ahar loo kya kya khaun plzz help me mam😢
My children is 3 years old so now how to stop my brest feed plz reply
To connect with us please share your details in the following form bit.ly/44KCZqb
Thnku mam brest se milk nikal kr kitne hours tk store rakh sakte hai jo ji baby ke liye safe ho
To connect with us please share your details in the following form
bit.ly/3uFmQSy
Hello mam
Mera lscs hua hai
abhi baby 1.5month ka hai
After lscs 2days formula milk Diya
Baad me breastfeeding Kiya to suck nhi kar rhi thi
Milk nikalkar spoon se Diya
Lekin 9days k baad milk flow kam ho gaya
Aur abhi bilkul milk nhi ban Raha
Kuch suggest kijiye pls
To connect with us please share your details in the following form
bit.ly/3uFmQSy
Mam mujhe psoriasis hai kiya dudh pilane se baby ko ho sakti hai please reply 😭😭
To connect with us please share your details in the following form
bit.ly/3uFmQSy
Thank you so mam
2 months ki baby h meri to kya me weight loss ke liye flax seed le skti hu???....c section delivery hua h mera..
For more information please share details in following form bit.ly/3uFmQSy or to book an appointment please contact on 88888 22222
Mam mera baby 16 month ka h,aur feeding k time bhut bite karta h , kya feeding rok dun mai
Kya pure din ka ruka hua dudh bcche ko evng m feed kra skte h
Waoooooo nice 🙏🙏
Thanks a lot
Very nice information 👍
Thank you so much for your kind reply. Please like, share and subscribe to our channel.
For more information visit www.sahyadrihospital.com
Nice information Mem
Thank you
Hello ma’am
Agar maa ko acidity ya heartburn ka issue hoto bacche ko wo feed karwate to ye problam use bhi ho jayegi kya??? Khana digest na ho ma ko to baby ko bhi indigestion rahega kya??
2) Mother supplements le skti hai kya
Ji nahi. Baby ko ye issue nahi hoga. Aap supplements le sakti hai
Mam mera baby ik Sal ka hai or loosmotion karnye ki vja se admit that dr ne do din tak oskho breastfeeding mana Kiya tha but ab wo little bit theek hai kya main usye about breastfeeding karva sakti hu .
To connect with us please share your details in the following form
bit.ly/3uFmQSy
mam mujhe 4 months ki baby hai. mujhe bar bar UTI hota hai, mai niri tablet leti hu, 3 days ke liye. but fir after 6 to 7 day mein shuru hota hai. muze ek pehechan wali sister ne fosfocin sachet ke bare me bataya that's good for UTI kya mai ye le sakti hu?
For more information please share details in following form
bit.ly/3uFmQSy
or to book an appointment please contact on 88888 22222
Mam mera dhoodh km aata hai m apne bacche ko bhains ka dhoodh pila rhi hu isse koi problem toh nhi hai? Plz reply mam🙏🙏🙏🙏🙏🙏🙏
To connect with us please share your details in the following form
bit.ly/3uFmQSy
Hello ma'am meri beti 2 years ki hai aor abhi suddenly feeling band kar diya hai aor milk bahut ban raha hai breast mein pain bahut Tej ho raha hai iske liye kya kar sakte hai?
To connect with us please share your details in the following form
bit.ly/3uFmQSy
Hi ma'am meri bachi 5 month ki h wo breastfeed krti thi prr uski tabiyat kharab ho gai thi to maine usse bottle se breast milk Dena shuru kr diya tha ab laakh try krene pe bhi wo breastfeed nhi kr rhi or milk supply bhi km hone lgi hai Mai bahut preshaan hu plz mujhe btaye ki Mai kya krun plzzzz reply kre
To connect with us please share your details in the following form
bit.ly/3uFmQSy
Mam meri normal delivery Hui h 23 may Mera waight bhut kam hote ja ra ky kru....waight increase ke liye
To connect with us please share your details in the following form
bit.ly/3uFmQSy
Mam mera baby 20 days ka h to ky hm matar vagara ki ghughuri khaa sakte h?
To connect with us please share your details in the following form
bit.ly/3uFmQSy
Breast se store kiya hua milk kitne der tak rakh sakte hain
For more information or to book an appointment please contact on 88888 22222
or visit sahyadrihospital.com/
Nice dr ji👍
Thank you
Thanks
Mam mujhe epilepsy ki bimari Meri beti abhi 15 days ki hai Kya Mai levera 400tablet Le sakti hu Maine pahle ye tablet NAHI khayi kabhi
To connect with us please share your details in the following form
bit.ly/3uFmQSy
Mam jaise mein breastfeeding ka time increase ho raha hai, waise mujhe bhukh bahoot jyada lagti hai. Bhukh kam karne ko koi tips hai kya
.please reply mam.
Mera c section delivery hua hai 10 days before. Jiski wajah se mujhe baith ke feeding karane mein abdomen mein pain hota hai. Isiliye mein side mein late ke feeding kara rahi hoon. Mere baby ko urine aur motion correct aa raha hai.
For more information or to book an appointment please contact on 88888 22222
or visit sahyadrihospital.com/
Mam kya khana chahiye mom ko taki baby thik rhe
To connect with us please share your details in the following form
bit.ly/3uFmQSy
Mere baby ko gastro huva hai aur doctor ne khud kaha he ki breastfeeding na karaye...to kya karna chahiye
To connect with us please share your details in the following form
bit.ly/3uFmQSy
If baby feeds for 5 -8 minutes and leaves the breast is the baby getting both hindmilk and foremilk ? And if the baby is demanding milk after sometime should we offer the same breast or opposite breast ?
For more information please share details in following form
bit.ly/3uFmQSy
or to book an appointment please contact on 88888 22222
Same breast
Ma'am 2 month baby girl hai bohot jyada roti a kya kre
Mam meri 11 month ki baby hai or uski mom ko arthritis hua hai to kya bacchi ko iska effect hoga..?
For more information or to book an appointment please contact on 88888 22222 or visit sahyadrihospital.com/
Mam kya hum bhug badana vala paudar kha sakate h mera baby 1mahine ka h plz mam bata dijiye plz
To connect with us please share your details in the following form bit.ly/44KCZqb
Khana khate huye breastfeeding krwa skte hai kya mam ??
To connect with us please share your details in the following form bit.ly/3uFmQSy
Tq mam
Welcome
Thanks
Hi mam muze brest feeding ki bohat problem Hui mere nippal flat hai plz sazetion dijiye age kya kru mere baby ko dudh pina hi nahi ata tha ab vo 11 mahine ki hai me use cow milk deti hu plz nippal ke bare Mai bataiye muze
To connect with us please share your details in the following form
bit.ly/3uFmQSy
Hii mom dobarare pregnant he to duo. Milk kabse mtlb ketne mheneise bandi Krna pasta he
mera bachha 1 year h or beech me me 2month nhi piya aur ab fir pine lga h to kya nukshan to nhi karega plz mam batao
To connect with us please share your details in the following form
bit.ly/3uFmQSy
Thank u mam
Mera baby 1.5years ka ho gaya h but uski growth or waight uski age se kam h.uski diet bhi kam h. Plz give me some advise how can i improve that?
For more information please share details in following form bit.ly/3uFmQSy or to book an appointment please contact on 88888 22222
Mera 3+ saal ka baby boy hai jo av v maa ka breast feed kar raha hai kya ye sahi hai? Aur rice ya dusra health drinks kuch v nahi khata hai kya kare pls bataiye?
For more information please share details in following form bit.ly/3uFmQSy or to book an appointment please contact on 88888 22222
Hello ma'am mere baby ko huye 40 days ho gye h but avi tk milk kafi nhi ho pata h use mera milk increase krne k liye kya kru?
For more information or to book an appointment please contact on 88888 22222
or visit sahyadrihospital.com/
Thanks mam
Ma'am agr phla bacha breastfeeding kiya hai dusra bacha breastfeeding nhi kr pa rha to kya kre
To connect with us please share your details in the following form
bit.ly/3uFmQSy
Mam mera baby10month ka h vo mera dudh nahi pita h Mai bahut kosis Karti hu muh lagata hpar pita nahi hai. kya is vajah se uska immunsystam kamjor ho jayega filhal to vo healthy h.kya aage Use problem hogi
To connect with us please share your details in the following form
bit.ly/3uFmQSy
Mam mujhe ek 4month ki baby h or mujhe masataitis h mujhe kya krna chahiye plz reply kare
To connect with us please share your details in the following form
bit.ly/3uFmQSy
Hello mam meri c section delevary hue h or 1 manth complete hote aara rha h bt mere pet bahar nikla huaa h me Kya kru , aap kuch solution btaeye
For more information or to book an appointment please contact on 88888 22222
or visit sahyadrihospital.com/
After cs delivery my breast milk supply so low. I try my best , all type of home remedies and medicine I try but not get any helpful result. What can I do. Plz give me any suggestions.
To connect with us please share your details in the following form
bit.ly/3uFmQSy
mera Breast feeding 4month se kam kam huva maine bahot aiushdhi li per abhi milk nahi banta ab mere bachhe 5 minth ke hai
To connect with us please share your details in the following form
bit.ly/3uFmQSy
Hello ma’am
I am fed my baby by formula milk and breast milk both. I want to know is this affect to immunity development in my baby?
mam mera baby boy 4 months ka h usko hre pile dst ho rhe hen kya kre
plz btao mam
Man meri premiture baby hai birth weight 2kg tha aj 1month 13days hai weight hai 3kg 300gm hai
Mari lose motion ke liye dudh sukh geya tha par abhi thik hai baby ko bas brest milk hi pilana chati hu par mujhe doubt hai ki uska pet varta hai ki nhi
Mai usko 1week se pure din mai brest milk de rahi hu or rat ko ek bar ya 2bar formula deti hu । Uske pure din mai susu 6 bar se upar hai poti bhi ak bar 2 bar or kabhi kabhi bar bar thodi si matray mai ho rahi hai
Par mujhe samajh nhi arahi hai ki uska pet varta hai ki nhi .kiun ki kabhi kabhi to dudh pi kar so jata hai or kabhi kabhi bar bar khaneke liye mhu kholta hai ya kabhi kabhi rota hai. Or uske dudh pineke bad bhi brest milk brest mai rahe jata hai jo hat se pump karneke bad pata chalta hai
Ab ap hi bataiye mam uska pet varta hai ki nhi plz bohot jagha pucha hai kisine answer nehi diya hai plz mam help me meri premiture baby hai isliye bohot dar lagta hai
Hello ma'am meri baby 5 week ki hai wo har bar feed lene ke baad bahut jor se roti hai kandhe pr bhi nahi rehti is liye use burping krna bhi bahut muskil hai aur aisa feel hota hai ki uske stomach pe pressure feel ho raha hai kya wajah ho skti hai uski
For more information please share details in following form bit.ly/3uFmQSy or to book an appointment please contact on 88888 22222
Ma'am mera baby sahyadri mai hi hua hai,aap mere saath the at the time of my baby birth...abhi vo 4 months complete kerne wala hai...use loose motions hue hai.... doctor told me breast feeding nahi krao abhi... kya karu
To connect with us please share your details in the following form
bit.ly/3uFmQSy
Mam mera abortion hua hai mere second baby m thodi problem thi tho kya m apna phla baby ko feed krwa skte hu
For more information or to book an appointment please contact on 88888 22222
or visit sahyadrihospital.com/
Mam kya ham Buffalo ka milk pi sakte hai
Mera baby 11 month ka hain. Usne breastfeeding Karna achanakahi bandh Kar diya h.
Firse breastfeeding karne lage usake liye kya karu?
For more information or to book an appointment please contact on 88888 22222
or visit sahyadrihospital.com/
Bachche ko formula milk ke alava or konsa doodh pilaya ja sakta h
To connect with us please share your details in the following form
bit.ly/3uFmQSy
Hello mam ,mujhe c section se 4 August ko baby hua h,teen din fever hua daily ek do ghante k liye. Maine blood test kraya to usme typhoid + aaya or platelets bhi kam h lekin mujhe ab fever nhi h.mam plz btaye kya m apne baby ko feeding kra skti hu kya..plz mujhe koi guidance nhi mil pa rha h ..I req ki aap reply karein. Thank you
For more information please share details in following form
bit.ly/3uFmQSy
or to book an appointment please contact on 88888 22222
Apka milk abhi b aa rha hai maine suna hai c section k bad milk ni ata
Mam meri beti 1sal ki hai use dysentery hai dr ne kaha hai ki breast milk mat do, mai use feed na karu to o bahut roti rahati hai mai kya karu mam please help me🙏🙏
To connect with us please share your details in the following form
bit.ly/3uFmQSy
Mam mera baby 42days ka ho gya h or mere baby n mera dhood peena band kr diya h m bhut preshaan hu pls muje btaye ki m kya kru
Same here ..ap doodh pila rahi hain ..mere baby v doodh nehi pita hain esiliye mere pura chati main dard ho gya
Apko Lactation expert se milke dekhna hoga ki samasya kya hai by breastfeeding observation
For more information please share details in following form
bit.ly/3uFmQSy
or to book an appointment please contact on 88888 22222
Mai meri pahle delivery mein dudh Nahin hua tha bilkul bhi dusri delivery mein 10 Din Hua Uske bad ekadam se bhi nahin hota hai bilkul Kitna bhi koshish kar lo baccha bahut Peene ki koshish karta hai lekin dudh nikalta hi nahin Aisa Kyon please Mein Mujhe bataiye
Mein meri Pahli delivery Mein Mujhe bilkul bhi dudh Nahin hua tha dusri delivery mein sirf 10 Din dudh Hua Uske bad bilkul bhi nahin ho raha hai mera baccha bahut koshish Karta Hai Peene ki bahut khinchta hai lekin bilkul Dur Nahin nikalta Jise aur unhen lagta hai please Mein mujhe kuchh solution bataiye
To connect with us please share your details in the following form
bit.ly/3uFmQSy
Hlo mam mera baby 1 year ka hai usko me abhi fheed karva rhi hu but me bohat hi dubli hoti ja rhi hu kya kre or bhukh bhi bohat lagti hai or meri delivery bhi c section hui thi or mushe period bhi 12 days badh kar aa rhe hai mam l
Please help me i am very week
For more information or to book an appointment please contact on 88888 22222
or visit sahyadrihospital.com/
Mam meri bitiya bachpan se hi mera doodh nhi piti thi to main ab formula milk deti hu bitiya ab 2 saal ki hone wali to mai sochati hun use doodh pilane ko try kru but wo piti hi nhi h aur bahut week bhi h
Kya kru kuch bataye
To connect with us please share your details in the following form bit.ly/3uFmQSy
Mera baby 2month ka hai mai chicken Biryani kha skti hu kya