Gadi ka engine garm hone ke kuchh der bad chalta hai fan thoda vate karke dekho chal jaega fan ....... Aur agar nahin chale to Gadi start karne ke bad temperature sensor ka socket likal Dena agar fan chal jaaye socket likalne per to wiring ok hai ... Agar nahin chale to fan ki relay change karke dekhna ya fir fuse dekhna fan ka .....
Wiring ok hai fer fan chal raha hai to... Thoda vate karke dekh lo gadi thodi jyada garm kar lo ho jaega fan chlu .... Aur agar fir bhi nahin hua to temperature sensor dusra dalna padega apko .... Agar aapane local temperature sensor Dala hai to vah Kam nahin Karega original sensor dalna padega tabhi kam krega ..fan
Thank u bro musibat mein kam aaya 🙏🙏
Thank you very much bhai bahut kaam laggi apki video
Thanks 🙏🏻
Very nice video bhai 👍🏼👍🏼👍🏼🌷👌👌👌🌷🤔🤔🤔🌷🤗🤗🤗🌷
Thanks 🙏🏻
Nice
Thanks
Fan on hone ke liye kitane der kat gadi chalu rakhe
15 Se 20 Minute chalu rakhe accelerator doge to jaldi gharam Hogi itne mein Ho Jayega fan chalu
@@CARMODIFICATION-uc6wz ac on karne pe hota he fan on ac band raha to nahi hota he on gadi garam hoti he
Temperature sensor, daldo fer ho Jayega
Bhai aapko garage kahan hai ?
Madhya Pradesh, indore , Vijay Nagar
Nice
Wagon r 2011 model ready water fan motor price
2000
Bhai meri gadi me bhi yahi hu rha h....ac pe fan chl rha h but bina ac ke nhi chlta...yar gadi hit hu jati h meri 10 mint me
Temperature sensor Dal Do or original hi dalna ho Jayegi problem solve
Ok kitne ka aata h.....?
Aur aur kha lgta h ye aur btna plz
Engine Per Jo pani ki pipeline jati hai Maha per elbow laga hua Rehta Hai wahi Par Aayega temperature sensor … price 500 ya 600 ka Aayega
Ok bhai kr ke dekhta hu
Hi
Badiyal
Fan continuously chalu hi hai ac chalane pe
AC on karne par continue Hi Chalta Hai fan
Temperature sensor dala new fr bhi fan nahi chal rha h heat hone k bad bhi
Gadi ka engine garm hone ke kuchh der bad chalta hai fan thoda vate karke dekho chal jaega fan ....... Aur agar nahin chale to Gadi start karne ke bad temperature sensor ka socket likal Dena agar fan chal jaaye socket likalne per to wiring ok hai ... Agar nahin chale to fan ki relay change karke dekhna ya fir fuse dekhna fan ka .....
@@CARMODIFICATION-uc6wz temperature sensor par se socket nikle par fan chal rha h lagane par nahi chal rha h
Wiring ok hai fer fan chal raha hai to... Thoda vate karke dekh lo gadi thodi jyada garm kar lo ho jaega fan chlu .... Aur agar fir bhi nahin hua to temperature sensor dusra dalna padega apko .... Agar aapane local temperature sensor Dala hai to vah Kam nahin Karega original sensor dalna padega tabhi kam krega ..fan
@@CARMODIFICATION-uc6wz minda k dala h
Minda ke temperature sensor mein bhi problem a jaati hai .. Maruti ka original dal do temperature sensor
Raditor fan ac me chal ra hai or ingne garm hone per nahi chal ra hai
temperature ti dal do ho jaega fan chalu ..