Jameer Hosein - Mujhko Darray (Qawaali)

แชร์
ฝัง
  • เผยแพร่เมื่อ 21 ต.ค. 2024

ความคิดเห็น • 1

  • @Ramkabharosa
    @Ramkabharosa 2 ปีที่แล้ว +5

    As sung by Ustaad Pearu Qawwal - in the 1930s.
    0. Jannat jise kehatī hai, vo yasarab kī galī hai.
    Yasarab me' jo mar jāye, vo beshubā walī hai.
    Ye bāt mere dil se, mohabbat ne kahī hai.(ĀĪŪṛāīū)
    (Ref) Mujhko dar-e-mehabūbī pe, marne kī khushī hai.
    Arre mujhko dar-e-mehabūbī pe, marne kī khushī hai.
    He marne kī khushī hai, mujhe marne kī khushī hai.
    Hā', mujhko dar-e-mehabūbī pe, marne kī khushī hai.
    1. Is ho dariyā rakta bharosā, nahī' mujhko.
    Rehamat ke sevā ko-ī sahārā, nahī' mujhko.
    Jannat me' chale jāna kī tarakī, bhī nahī' hai. (Ref)
    2. Duniyā ne satāyā mujhe, duniyā ne rulāyā.
    Bedard dine rai rai ke mere, dil ko dukhāyā.
    Walā kabhī at merī, duniyā se pirī hai. (Ref)
    3. Yasarab kī hawā mujhko, thaharane nahī' detī.
    Rastī ne ye hasarat mujhe, marne nahī' detī.
    Hindī hā' merā dil, merī ulfat matanī hai.(Ref)
    .