Talli hoi mirchon ka achaar / Sambhariya Recipe By Chef Arif Dawood

แชร์
ฝัง
  • เผยแพร่เมื่อ 16 พ.ย. 2024

ความคิดเห็น • 14

  • @shaheenjavaid2727
    @shaheenjavaid2727 10 วันที่ผ่านมา +1

    Bohat zaberdast MashaAllah 👍🏻

  • @shaheenjavaid2727
    @shaheenjavaid2727 10 วันที่ผ่านมา +1

    Goes with all types of dal chawal n khichries 👌👌

  • @sushilhandoo7001
    @sushilhandoo7001 11 วันที่ผ่านมา +1

    A unique recipe. First time watched. We shall try it soon.
    AABAAD. SHUKRIYA.

  • @hinaahmed4427
    @hinaahmed4427 12 วันที่ผ่านมา

    Aslamalaikum Arif bhai MashaAllah Wao extremely Owsome tempting recipe hay aj ki ,Arif bhai ap nay jo achar ka masalah banaya hay bohut Zaburdust hay , achar main mukhtelif mirchoun ka istamal bohut Unique laga ,MashaAllah bohut Zaburdust method say recipe prepared ki ap nay bohut khoubsorati say presentation ki ap nay Arif bhai, jazakAllah Arif bhai itni Owsome tempting Achar ki recipe share kurnay k liyan Well done very nice MashaAllah ❤😀💐🤩👌👏👍

  • @ajazakhtar8091
    @ajazakhtar8091 12 วันที่ผ่านมา

    👍👍👍💯💯💯💯💯❤❤❤❤❤❤

  • @sardarfoods8508
    @sardarfoods8508 12 วันที่ผ่านมา

    Masha Allah bohat jhatpat recipe hai. Bhai yeh mukhtalif qism ki mirchiyan keyun istemal ki hain? Bareek wali hari /kali shahzadi ya hibird to bohat thiki/karwi hoti hai her kissi ke bas ki baat nahi hai talli hui bhi khana. Hamare ghar me to koi nahi kha sakta hum german (pakora mirch istemal kerte hain iss me bhi aur sauce wali chicken ya Alu bhari peri peri me bhi. Karachi me memon/Gujarati community ke elawa okhai dal chawal baichne wale bhi dete hain. Bohat zabardast hoti hain. Kuch fish fry wale bhi machli ke sath talli hui mirch complementary dete hain per shayad masala bohat kum hota hai ya nahi hota. Thank you for sharing this recipe.

    • @AKKWITHARIFDAWOOD
      @AKKWITHARIFDAWOOD  12 วันที่ผ่านมา

      Different type use kernay ka yehi maqsad hay ke agar kisi ko taiz mirch nahi khani wo shimla ya moti mirch kha sakta hay

    • @sardarfoods8508
      @sardarfoods8508 12 วันที่ผ่านมา

      Jawab durust huwa.

  • @hassanmirza1520
    @hassanmirza1520 10 วันที่ผ่านมา +1

    اگر میتھی دانہ کوٹیں تو کڑواہٹ آجاتی ہے

    • @AKKWITHARIFDAWOOD
      @AKKWITHARIFDAWOOD  10 วันที่ผ่านมา

      Nahi aeegi karwahat werna quantity kam kerdeen methi dana ki

    • @shaheenjavaid2727
      @shaheenjavaid2727 10 วันที่ผ่านมา +1

      ہم تو مکمل اچاری مصالحہ کوٹ کر اور ڈرائی روسٹ کرکے رکھ ليتے اور جس سالن سبزی ميں دل چاہے استعمال کرتے بہت اچھا رہتا اچاری ٹچ دينے کے لئيے ، بہت باريک پاوڈر نہی کرتے
      يقين کريں کوئی کڑواہٹ نہی ہوتی 🙏🙏

  • @nazneentanveer7257
    @nazneentanveer7257 12 วันที่ผ่านมา +1

    Recipe is the best but voice quality is poor.