Bhai meri limit aj active hui hai but me ise abhi use nahi karna chata aur jab tak nahi use kar raha hu tb tak kya koi problem hai . Nahi to me account band kara du
Ise close karne ke liye Aapko bas apne e mail id se mail send karna hai aur apna details share karna hai aur mobile number jaruri nhi hai but mail me mobile number mention karna hoga
@@silentguruji bhai pr ye achha app hai no cost 3 months emi ke k ye mere paas bhi credit card aa gaya pr me ye app rakhunga q ki isme 3 months no cost emi hai sirf processing fee jati hai
Bhai ek baat batao isme ye interest bhi to leta hai 549 ka par kisht par ar 1790 process fee ye sahi nahi hai inka jugad...
After deleting my account, how do I ensure that my account is deleted? Will cancellation of zestmoney affect my cibil score?
When ur account deleted after that u can't login to Zestmoney app. cibil score not affected
E-mandate bhi cancel ho jayega kya account close karne par?
Hn
Bhai phone leke emi pay karne Bina close kar sakte hai kya
Nhi Bhai koi due nhi rehna chahiye
Support option uthaya Diya
Zest money bale bahut chalu hai
Hn direct mail karke band karwa sakte ho help@zestmoney.in pe
Bhai m personal loan lia hu zest se 5 days ho gya bank account me credit nhi hua h ky kru customer service Wale v thik se nhi bata rhe kuch
Thora wait Karo aa jayegi
@@silentguruji bhai emi service v start ho gya h app m
Pata nhi kitna late hoga ye chiz
Ek baar fir se customer care se baat karke confirm karo
can you write customer support email of zestmoney
Help@zestmoney.in
Bhai meri limit aj active hui hai but me ise abhi use nahi karna chata aur jab tak nahi use kar raha hu tb tak kya koi problem hai . Nahi to me account band kara du
Nhi koi problem nahi hai
Zest money - Axio ' Bajaj EMI Card ki
Bank transfer ka liye msg me
Charge only 3%
Name or birthday date change nhi ho rha h Galt padi thi birth date...kaise kru
Mail karo Zestmoney ke mail id pe
How can i get NOC from zest money
Account close Krane ke baad mil jata hai
Bhai tum y bta skte ho amezon wale me voucher ka option kuy ni aa rha only for go to amezon kuy aa rha hai
Amazon me option nhi aata hai kabhi kabhi
@@silentguruji toh fir iska kya solution hai
Sir maine apna account details nahi diya h...., Par mai apna account delete karna chahta hu. Kaise hoga.
Maine jaise Kiya aise hi hoga..see my videos
Kosis karte raho mashallah achha video banate ho🌹❤️
Hello Sabreen hi how are you
@@MukeshGaming2000 fine
Zest money - Axio ' Bajaj EMI Card ki
Bank transfer ka liye msg me
Charge only 3%
Bro dubara chalu kar sakte hai account
Nhi bhai
Hello sir loding soon a arha h kb tak hoga lon
Kya kar rahe ho
@@silentguruji sir zeatmony m dehkha rha loding soon sir lon kb mil ga
Agar Aapko credit limit Mila hai to lon ke liye kuchh month wait karna hoga mil jayega
bhai zestmoney ka address dijiyega toh....
Bhai address ka kya karoge
bro how to close the gift vocher without using gift vocher
Without using u can't close
Zestmoney - Axio - Bajaj Emi card ki
Bank transfer ke liye message me
# charge only 3%
@@titaniumarmy1199 hi
Close krke reapply kr skte h kya
Nhi
Gmail Kiya hu fir v Gmail par kuchh nahi bata Raha hai
Thora wait Karo reply aayega
NOC letter mil
Mobile number kho gya to kaise hoga
Ise close karne ke liye Aapko bas apne e mail id se mail send karna hai aur apna details share karna hai aur mobile number jaruri nhi hai but mail me mobile number mention karna hoga
Bhai pan number alredy registered bta rha hai...aiesa q.
Please reply
+91-7440084400 is number pe sampark karo
Bro my app me support option is not available
App ko update karlo aa jayega option
@@silentguruji today only I downloaded the app bro after seeing ur video
Customer care ko call karke bhi band karwa sakte ho
aapne zestmoney close kyo kiya tha
Qki mujhe credit card mil gaya tha tab
@@silentguruji bhai pr ye achha app hai no cost 3 months emi ke k ye mere paas bhi credit card aa gaya pr me ye app rakhunga q ki isme 3 months no cost emi hai sirf processing fee jati hai
Zest money - Axio ' Bajaj EMI Card ki
Bank transfer ka liye msg me
Charge only 3%
@@silentguruji use karne time koi problem aayi thi kya
Nhi