Sir mere ghadi Scorpio mhawk chalte time kabi kabi miss kar deta hai ,jaise k acceleration chod deta hai 1 2 second k liye phir khud chal jata hai ! Kya issue hosakta hai
Sir meri gaadi scorpio mhawk 2010 hai ..... subha k waqt aadhe self pr start hojaati hai lekin uske baad ussi waqt engine 2-3 second k liye missing krta hai phir theek hojata hai..... dupehr k waqt kamm hoti hai problem lekin subha start krne pr zyada hoti hai ...... sir gaadi chalane mein bilkul koi problem nhi aarhi aur na koi check light .... Pick up , Mileage sab ok hai ........ Sir please reply boht pareshaan hain hum.......
Diesel line aapke jo thank se filter mein aaya hua hai aap use check aur returning ko v karaya problem usi mein RPM hi ho jane ke bad fuel sahi se circulate nahin kar pata hai
Friends aapka high pressure pump mein ek slow night switch laga hua hai usmein agar current Nahin aaega to aapka all Nahin aaega pahle aap electrician mechanic ko lekar aao aur use check karvao agar aapko electrical ke bare mein knowledge hai to aap bhi Apne se check kar sakte ho slow night switch mein karent aana jaruri hai
sir mera scorpio mhawk sle model 60 to 80 km running kar ne bad oil pressure low message ata ha but jab accelerator deta hun to message band ho jata ha .. ideal jab hota ha esa msg ata ha after 70 to 80 km run kar ne ke bad
Good
Thank you so much sir
Sir mera m hawk 2015 hai kala duwa nikal raha hai turbo v change kiya nahi huwa kala dhua k sathi pick v down hai oil v jyada kha raha hai
What regulates fuel pressure
Great
Mera Scorpio mhawk hipressure pump repair ke baad bhi nuzzle keliye fuel nahi araha hai, kya kare reply dijiye please
Fuel tank ki check
Sir on my scorpio diesel lift pump is getting air in side its normal are aney complaint will be there
No it's not normal ..u should contact your local mechanic or service centre .
@@AutomedMachanic ok thank you sir
@@First___Wave____ namaskar bhaiya ustad ji aap pahle humko bata dijiye ki yah time in plate ka wallpaper sar kaise kam karta
Sir mere ghadi Scorpio mhawk chalte time kabi kabi miss kar deta hai ,jaise k acceleration chod deta hai 1 2 second k liye phir khud chal jata hai ! Kya issue hosakta hai
Sir meri gaadi scorpio mhawk 2010 hai ..... subha k waqt aadhe self pr start hojaati hai lekin uske baad ussi waqt engine 2-3 second k liye missing krta hai phir theek hojata hai..... dupehr k waqt kamm hoti hai problem lekin subha start krne pr zyada hoti hai ...... sir gaadi chalane mein bilkul koi problem nhi aarhi aur na koi check light .... Pick up , Mileage sab ok hai ........ Sir please reply boht pareshaan hain hum.......
Injector check,diesel filter change
Sir mere paas scorpio mhawk 2010 h
Sir usko me 100 se 120 ki speed se chalate hi band ho jati hai plz sir btaiye kya mistak h
Diesel line aapke jo thank se filter mein aaya hua hai aap use check aur returning ko v karaya problem usi mein RPM hi ho jane ke bad fuel sahi se circulate nahin kar pata hai
Sar am hunk ka ward parshad timing plate ka kis Tarah kam karta hai kaise pata kare ki yah kam kar raha hai
Sir muje bhi faice keya esa problm
Pumphse oile nhi deray comon Real mai keya ishu hosekhta ha plz
Friends aapka high pressure pump mein ek slow night switch laga hua hai usmein agar current Nahin aaega to aapka all Nahin aaega pahle aap electrician mechanic ko lekar aao aur use check karvao agar aapko electrical ke bare mein knowledge hai to aap bhi Apne se check kar sakte ho slow night switch mein karent aana jaruri hai
@@AutomedMachanic sir crent job mai pura 12 bold v deya diract fir bhi tura tura korke geya hai to iska motlb keya hoga sir
Aap apna fuel tank ek bar kholkar check karvayen fuel tank unit mein agar kachra ho to yah problem sabse jyada hota hai
@@AutomedMachanic sir jo feul line hai pip khulke apni muhse khicha hai to normaly oile ata hai usmai koi Ear jam kuch nhi fir pumh ki hoga keya
Aap fuel unit Ko ek bar clean karao bahar nikal kar..
Servile paresha timing plate ka wallpaper sar kaise kam karta hai pata chalega kijiye kam karta hai ya nahin
sir mera scorpio mhawk sle model 60 to 80 km running kar ne bad oil pressure low message ata ha but jab accelerator deta hun to message band ho jata ha .. ideal jab hota ha esa msg ata ha after 70 to 80 km run kar ne ke bad
High pressure pump me sensor laga hua hai aap use nnew dalo ok
Kya solution nikla bhai
Aap ka giraj kaha hai sir
Tata Jamshedpur
Munnamiya
Namber aap ka shar