I totally agree with you,afsoos ki baat hai ummat ne haram aur madina dono ko picnic spot bana ke rakh diya hai...ibadaat kum aur selfies pe zayada dhayan dene lage h log
Aoa anam hope u doing well . Anam plz i need to ask u k mai inshAllah uk sy Melbourne move hri hu 2 months mai but maine suna h k wha bhht sanp( snakes) h Australia mai apne apni tk max video mai b yh bat kahi thi gold coast k baray mai ap Melbourne b eid pay gai thi kindly guide me k waqi melbourne b aesi h kia q k m sooo so much woried iss lie kia ghar mai ajatay h
Hey Rimsha! Don’t stress too much. Gold coast mein hotay hain but humain khud samnay abhi tak koi nazar nahi aaya. Baaqi Melbourne mein humaray friends ko nazar aaye thy when they went on hiking jungle mein, kaafi zyada thy wahan kiunkay jungle tha aur baaqi kisi ko nazar nahi aaye. It also depends on the area where you’re living. Gharon k andr wahan aatay hain jo ghar jungle wali or mountains wali side pe houn, jahan greenery bht hoti. Allah ney saanp k muu mein 100 kg ka lock lgaya hota hai and wo tab tak nhi kholta jab tak Allah ka hukam naa ho. So don’t worry just focus on your new journey, and Insha’Allah everything will be fine. ❤️
Ameen sumameen
Ma Shah Allah mama ki jaan
Ameen
Stay bless mery bacho
Allah hidayat day aese logon ko ameeen
Ameen
MasahAllah dear zaberdast video u r right dua krni chahye sb ki ❤❤❤right sb log camera on krty hai.Allah kismat ma kry tu aisy nhn krna chahye❤❤❤
Thank youu! 😊
Aameen yaa Rab-ul-Aalameen
Ma sha Allah Tabrqa Taala ❤❤❤
I totally agree with you,afsoos ki baat hai ummat ne haram aur madina dono ko picnic spot bana ke rakh diya hai...ibadaat kum aur selfies pe zayada dhayan dene lage h log
Nice vlog yes logo ko aisy nhi krna chahye
Aoa anam hope u doing well . Anam plz i need to ask u k mai inshAllah uk sy Melbourne move hri hu 2 months mai but maine suna h k wha bhht sanp( snakes) h Australia mai apne apni tk max video mai b yh bat kahi thi gold coast k baray mai ap Melbourne b eid pay gai thi kindly guide me k waqi melbourne b aesi h kia q k m sooo so much woried iss lie kia ghar mai ajatay h
Hey Rimsha! Don’t stress too much. Gold coast mein hotay hain but humain khud samnay abhi tak koi nazar nahi aaya. Baaqi Melbourne mein humaray friends ko nazar aaye thy when they went on hiking jungle mein, kaafi zyada thy wahan kiunkay jungle tha aur baaqi kisi ko nazar nahi aaye. It also depends on the area where you’re living. Gharon k andr wahan aatay hain jo ghar jungle wali or mountains wali side pe houn, jahan greenery bht hoti. Allah ney saanp k muu mein 100 kg ka lock lgaya hota hai and wo tab tak nhi kholta jab tak Allah ka hukam naa ho. So don’t worry just focus on your new journey, and Insha’Allah everything will be fine. ❤️
Thank u soo much for ur response stay blessed ❤best regards
@@AnaminAustraliaMa Shah Allah good answer
😢😢😢😢😢 afsoos
I asked for home tour and kitchen tour but u deleted my comment ..????
Why would I delete your comment? I did’nt. 🥲
I just saw it’s still there and I also replied with “sure”.
Ok …❤