Noha lyrics : Ya Hussain Alvida, Ya Hussain Alvida Roke zainab ye karti thi bain alvida, Ya Hussain Alvida, Ya Hussain Alvida Aj akbar ki mayyat pe mai ro chuki, Hath afsos abbas se dho chuki, Kisko kisko kahu sabko mai kho chuki, Bhai ab zulm ki imteha ho chuki, Alvida malike mashreqain alvida. Jake ran me na jeeta fira nazneen, Aye zinda na fir akbar e mahjabeen, Tum bhi wapas na hoge hai dil ko yakeen, Ab to bhayya koi asra bhi nai, Alvida malike mashreqain alvida Bhai kya kahke rando ko samjhaungi, Sir khule kaise darbar me jaungi, Kaise baali sakina ko behlaungi, Mere maa jaye tumko kaha paungi, Alvida malike mashreqain alvida Bhai tum thokare run me khate rahe, Laash maidan se khaime me laate rahe, Har tarah din e haq ko bachate rahe, Apni manzil k nasdeeq ate rahe, Alvida malike mashreqain alvida Ab to besheer ki bezubani kahan, Akbar e naujawan ki rawani kahan, Ab wo abbas ki pasbani kahan, Alatash ki sada e hai pani kahan, Alvida Malike mashreqain alvida Ao tumko gale se lagaye behen, Ao bhayya k qurban jaye behen, Kaun baqi hai kisko bulaye behen, Ao ghode pe khud hi baithaye behen, Alvida Malike mashreqain alvida Run me halmin ki nahgaha ayi sada, Choor zakhmo se hai ab badan shah ka, Aye "muazzam" huyi zulm ki imtehan, Kat gaya shah e beqas ka sookha gala, Alvida Malike mashreqain alvida
Yeh noha bhagalpur ka hai iska aaplogo ne trz khrb kr diya hai is noha pr hmre bhagalpur me bhut matam hoti hai lyrics bhut acha hai pdhne waloko mola slamt. rkhe...
Nasreen bahan aapko is Alweda ke baare jankari kam hai shayad ye nauha aapke bhagalpur me nahi ye nauha puri duniya me momineen apne alag alag andaz me padte hain . Lekin iski sahi tarz or sahi anjuman or sahi shayar yahi hain .. Plzz Aisi baaten bina kuch jaane mat kiya karen ..
Alvida ya hussain alvida..Allah anjuman abbasia ko salamat rakhe.Abbas Rizvi.Azamgarh.
Noha lyrics :
Ya Hussain Alvida, Ya Hussain Alvida
Roke zainab ye karti thi bain alvida,
Ya Hussain Alvida, Ya Hussain Alvida
Aj akbar ki mayyat pe mai ro chuki,
Hath afsos abbas se dho chuki,
Kisko kisko kahu sabko mai kho chuki,
Bhai ab zulm ki imteha ho chuki,
Alvida malike mashreqain alvida.
Jake ran me na jeeta fira nazneen,
Aye zinda na fir akbar e mahjabeen,
Tum bhi wapas na hoge hai dil ko yakeen,
Ab to bhayya koi asra bhi nai,
Alvida malike mashreqain alvida
Bhai kya kahke rando ko samjhaungi,
Sir khule kaise darbar me jaungi,
Kaise baali sakina ko behlaungi,
Mere maa jaye tumko kaha paungi,
Alvida malike mashreqain alvida
Bhai tum thokare run me khate rahe,
Laash maidan se khaime me laate rahe,
Har tarah din e haq ko bachate rahe,
Apni manzil k nasdeeq ate rahe,
Alvida malike mashreqain alvida
Ab to besheer ki bezubani kahan,
Akbar e naujawan ki rawani kahan,
Ab wo abbas ki pasbani kahan,
Alatash ki sada e hai pani kahan,
Alvida Malike mashreqain alvida
Ao tumko gale se lagaye behen,
Ao bhayya k qurban jaye behen,
Kaun baqi hai kisko bulaye behen,
Ao ghode pe khud hi baithaye behen,
Alvida Malike mashreqain alvida
Run me halmin ki nahgaha ayi sada,
Choor zakhmo se hai ab badan shah ka,
Aye "muazzam" huyi zulm ki imtehan,
Kat gaya shah e beqas ka sookha gala,
Alvida Malike mashreqain alvida
Best nauha of Anjumane Abbasiya.maula slamat rkkhe
Ya Hussain..
Alwidai nauha isse zada baini nhi suna abhi tak..
MERI MAA NE MOULA HUSSAIN KA MATAM KARNE KE LIYE PALA HAI...
Beshak!
Salam Ya Mazloom imam Hussain 😭
Yahi alveda hamre yaha bhi hota chehlum ke din❤
zabardast. JazakaAllah. SubhanAllah.
Jio Mola Hussain ke Azadar jio salamat raho Ameen ilahi
Moula salamt rakhe labbaik ya hussain 🙌🙌
Mashallah labbaik ya Hussain 😓
Salam ya maula Hussain a,s
Ya Hussain A.S
mashaallah Allah salamat rakhe
Mashaallah moula salaamat rakhey
Mashallah maula salamat rakhe aapko
Labaik ya Hussain
Masha Allah bahut khoob
Muzaffarpur bihar
labbyek ya hussain
Masha and
MashaAllah
😭😭😭😭😭😭
Salam bhai... Is nohay ka lyrics kya ap de skte hai?
Number de aapko mil jaaegi
Haae 😭😭
Massalh
Lyrics Dal day
Wajeeh Ahmad apna nmbr do.. Hm de denge
Mashallha
sadabahar noha mashallah
syed sh
hai hussain
Salamat raho
mashallh
Yeh noha bhagalpur ka hai iska aaplogo ne trz khrb kr diya hai is noha pr hmre bhagalpur me bhut matam hoti hai lyrics bhut acha hai pdhne waloko mola slamt. rkhe...
Aap pahele pata kare kiss shayer ne noha diya hai tab baat kare
Nasreen bahan aapko is Alweda ke baare jankari kam hai shayad ye nauha aapke bhagalpur me nahi ye nauha puri duniya me momineen apne alag alag andaz me padte hain . Lekin iski sahi tarz or sahi anjuman or sahi shayar yahi hain .. Plzz Aisi baaten bina kuch jaane mat kiya karen ..
Iske writer moazzam pasha ne likha hai patthar gali shahganj allahabad......aap pehle pata kar lijiye fir boliye aur iski yahi anjuman hi hai
Nasreenraza pehly tehqeeq karen Ye Noha Muazzam Sahab Ka Likha Hoa Hai Or Kafi Old Noha Hey Anjuman e Abbasia Allahabd Ka Or Yehi Tarz Hae iski.
mohd mirza
Masood mamu marhoom spotted
Best nauha of Anjumane Abbasiya.maula slamat rkkhe
Ilaahi Aameen 🤲
MashaAllah