Riciter - Ehtesham Husain village Surauoli district sultanpur state uttar pradesh country india Poet- Khursheed Hasan village Baragaon District Jaunpur state uttar pradesh India
haay haay haay Ghabraegi zainab…2 shabe aashoor dhalti jaa rahi hai Ali ki ladli ghabra rahi h.. shabe aashoor dhalti jaa rahi hai..2 zamee chup hai falak sehma hua hai dile zainab pareshan ho raha hai ghàta zulmo sitam ki chaa rahi h…2 shabe aashoor dhalti….. Ali ki ladili…. kaza ki zad pe zehra ka chaman h hussaini kafela tashnadahan hai lahu chashme falak barsa rahi h..2 shabe aashoor dhalti….. Ali ki ladli… jidhar dekho nazar aata hai lashkar ajab purhaul hai sehra ka manzar yazidi fauj simti aa rahi hai..2 shabe aashoor dhalti… Ali ki ladli… kabhi Auono-muhammed ko bulaya kabhi sine se Akbar ko lagaya kabhi Abbas ko samjha rahi hai..2 shabe Aashoor dhalti… Ali ki ladli… kabhi gehwarae asgar jhulakar kabhi godi m bhai ko utha kar sakina khud ko yu behla rahi h..2 shabe Aashoor dhalti…. Ali ki ladli… Rasoole-paak ki masnad bicha kar ali akbar ko pehlu mai bitha kar sukoone qalb zainab paa rahi h..2 Shabe Aashoor dhalti…. Ali ki ladli… Khamoshi dasht me chae hue hai sàkina aaj ghabrae hue hai sadae al-a-tash bas aa rahi h..2 shabe Aashoor dhalti… Ali ki ladli… kalam khurshid likhta hi rahega ghame shabbir ka darya bahega khohar fikre rasal barsa rahi h..2 shabe Aashoor dhalti… Ali ki ladli…. haay haay haay Lyrics Submitted by Mirza tarannum zehra qasim Abbas
Complete lyrics... Ali ki ladli ghabra rahi h.. shabe aashoor dhalti jaa rahi hai..2 1- zamee chup hai falak sehma hua hai dile zainab pareshan ho raha hai...2 ghata zulmo sitam ki cha rahi hai… shabe aashoor dhalti… Ali ki ladili… 2- kaza ki zad pe zehra ka chaman h husaini kafela tashna dahan hai...2 lahu chashme falak barsa rahi hai... shabe aashoor dhalti… Ali ki ladli… 3- jidhar dekho nazar aata hai lashkar ajab purhaul hai sehra ka manzar...2 yazidi fauj simti aa rahi hai... shabe aashoor dhalti… Ali ki ladli… 4- kabhi Auono-muhammed ko bulaya kabhi sine se Akbar ko lagaya...2 kabhi Abbas ko samjha rahi hai... shabe Aashoor dhalti… Ali ki ladli… 5- Shahe wala ko khaime me bula kar Bahan kahne lagi aansu baha kar...2 Hamen Surat ajal dikhla rahi hai... shabe Aashoor dhalti… Ali ki ladli… 6- Rasoole-paak ki masnad bicha kar ali akbar ko pehlu mai bitha kar...2 sukoone qalb zainab paa rahi hai... shabe Aashoor dhalti… Ali ki ladli… 7- Kare kya shah ki hamsheer akhir Bachi hai kaun si tadbeer aakhir...2 Kali gulshan ki ab kumhla rahi hai... Shabe Aashoor dhalti… Ali ki ladli… 8- Khamoshi dasht me chai hui hai sakina aaj ghabrai hui hai...2 sadaye al-atash bas aa rahi hai... Shabe Aashoor dhalti… Ali ki ladli… 9- Kabhi soti hai seene par sakina Kabhi roti hai ghut ghut kar sakina...2 Kabhi baba se kuch batlaa rahi hai... shabe Aashoor dhalti… Ali ki ladli… 10- kabhi gehwarae asgar jhulakar kabhi godi me bhai ko utha kar...2 sakina khud ko youn behla rahi hai... Shabe Aashoor dhalti… Ali ki ladli… 11- Qalam khurshid ka likhta rahega ghame shabbir ka darya bahega...2 Guhar fikre rasa barsa rahi hai... shabe Aashoor dhalti… Ali ki ladli…
Riciter- Ehtesham Husain village Surauoli district sultanpur state uttar pradesh India Poet- Khursheed Hasan village Baragaon District Jaunpur state uttar pradesh India Anjuman Aza e Husain village Surauoli district sultanpur state uttar pradesh India
Shab e ashoor dhalti jaa rahi hai ali ki laadli ghabra rahi hai Shab e ashoor dhalti jaa rahi hai..(2) ali ki laadli ghabra rahi hai Shab e ashoor dhalti jaa rahi hai..(2) 1. {Zamee'n chup hai falak sehma hua hai dil e zainab paresha'n ho raha hai}..(2) ghata zulm o sitam ki chhaa rahi hai Shab e ashoor dhalti jaa rahi hai..(2) 2. {Qaza ki zadd pe zahra ka chaman hai husaini qafela tashna dahan hai)..(2) lahu chashme falak barsa rahi hai Shab e ashoor dhalti jaa rahi hai..(2) 3. {Jidhar dekho nazar aata hai lashkar ajab purhal hai sehra ka manzar}..(2) yazeedi fauj simti aa rahi hai Shab e ashoor dhalti jaa rahi hai 4. {Kabhi auno mohammad ko bulaya kabhi seene se akbar ko lagaya}..(2) kabhi abbas ko samjha rahi hai Shab e ashoor dhalti jaa rahi hai 5. {Kabhi gehwara e asghar jhula kar kabhi godi mein bhai ko utha kar}..(2) sakina khud ko yu behla rahi hai Shab e ashoor dhalti jaa rahi hai 6. {Rasool e paak ki masnad bichakar ali akbar ko pehlu mein bithakar}..(2) sukoon e qalb zainab paa rahi hai Shab e ashoor dhalti jaa rahi hai 7. {Khamoshi dasht mein chai hui hai sakina aaj ghabrai hui hai}..(2) sadaa e al atash bus aa rahi hai Shab e ashoor dhalti jaa rahi hai 8. {Qalam khursheed likhta hi rahega ghame shabbir ka dariya bahega}..(2) gauhar fikre rasa barsa rahi hai Shab e ashoor dhalti jaa rahi hai
I am hindu but i love this noha
Maula salamat rakkhe padhne waale ko bhi sunne waalo ko bhi jiye salamat rahiye
Heye heye mere mazloom mola maula ke katilo pe laanat heye mola hussain🙁🙁🙁😔😔😔😓😓😓😩😩😩😩😭😭😭😭😭😭☹☹☹☹😥😥😥😿😿😿😞😞😞😞😦😦😦😦😢😢😢😢😢😢😭😭😭☹
Hay Hay meri shazadi as. Ap hi ka jigar thaa jo apne itne masaeb uthae jise koi utha nahi sakta mere maa bap ap par qurban
Mera lakho salaam meri shezhdi bibi zainab as pr ❤❤❤❤❤❤
सिवाय रोने के दिल कुछ कर नहीं करना चाहता जब अली की लाडली का ग़म सामने याद आता है... अपना ग़म कोई ग़म नहीं है.... जो ग़म panjatan पाक ने सहा
वो कैसे मुशलमान थे
Khursheed bhai bohot accha kalam bhot accha padha allah slamat rakhe
Best noha
Allah ap ko jza dai Ameen
Haye mazloom husain as shabe ashur 😭 shahzadi zainab ke dil pr kaisi guzri hogi Haye mazluma 😭😭😭😭😭khuda ki Lanat ho aapke dushmano pr
Mashallahh Mola Salamat Rakhe Azadaro'n ko ... Aameen
Mashallah subashalla JUSHASHALL ali azfar rizvi ❤❤❤
Riciter - Ehtesham Husain village Surauoli district sultanpur state uttar pradesh India
Anjuman Aza e Husain sultanpur
Mashallah subashalla sweet voice ali azfar rizvi
Riciter - Ehtesham Husain village Surauoli district sultanpur state uttar pradesh country india
Poet- Khursheed Hasan village Baragaon District Jaunpur state uttar pradesh India
Anjuman Aza e Husain Surauoli sultanpur
haay haay haay
Ghabraegi zainab…2
shabe aashoor dhalti jaa rahi hai
Ali ki ladli ghabra rahi h..
shabe aashoor dhalti jaa rahi hai..2
zamee chup hai falak sehma hua hai dile
zainab pareshan ho raha hai ghàta
zulmo sitam ki chaa rahi h…2
shabe aashoor dhalti…..
Ali ki ladili….
kaza ki zad pe zehra ka chaman h hussaini
kafela tashnadahan hai lahu
chashme falak barsa rahi h..2
shabe aashoor dhalti…..
Ali ki ladli…
jidhar dekho nazar aata hai lashkar
ajab purhaul hai sehra ka manzar yazidi
fauj simti aa rahi hai..2
shabe aashoor dhalti…
Ali ki ladli…
kabhi Auono-muhammed ko bulaya kabhi
sine se Akbar ko lagaya kabhi
Abbas ko samjha rahi hai..2
shabe Aashoor dhalti…
Ali ki ladli…
kabhi gehwarae asgar jhulakar kabhi
godi m bhai ko utha kar sakina
khud ko yu behla rahi h..2
shabe Aashoor dhalti….
Ali ki ladli…
Rasoole-paak ki masnad bicha kar
ali akbar ko pehlu mai bitha kar
sukoone qalb zainab paa rahi h..2
Shabe Aashoor dhalti….
Ali ki ladli…
Khamoshi dasht me chae hue hai sàkina
aaj ghabrae hue hai sadae
al-a-tash bas aa rahi h..2
shabe Aashoor dhalti…
Ali ki ladli…
kalam khurshid likhta hi rahega
ghame shabbir ka darya bahega khohar
fikre rasal barsa rahi h..2
shabe Aashoor dhalti…
Ali ki ladli….
haay haay haay
Lyrics Submitted by Mirza
tarannum zehra qasim Abbas
thank you❤️
Maula salamat rakhen❤
Masha Allah maula slmt rakhe ❤️
Masha Allah
Anjuman Aza e Husain surauli sultanpur up
Ehtesham husain sultanpuri sb
....maula aap ko salamat rakhe. You recited this nauha so well.
Excellent noha dil ko chota hai direct
Yaa allah duniya ke sabhi musalmano ko shiya momin bana de.
JANASHEEN HAIDER ab aysa kaise hoga
Amir Mirza apne ander ka imaan jagalo tmhe khud b khud haq aur batil me farq dikh jaega
@@faraazabbas2446 right bro
Sab log pgl ho kya
Jio sada khush raho bhai kya dard h ap ki aawaz me
Salaam ya mere Moula
Complete lyrics...
Ali ki ladli ghabra rahi h..
shabe aashoor dhalti jaa rahi hai..2
1- zamee chup hai falak sehma hua hai
dile zainab pareshan ho raha hai...2
ghata zulmo sitam ki cha rahi hai…
shabe aashoor dhalti…
Ali ki ladili…
2- kaza ki zad pe zehra ka chaman h
husaini kafela tashna dahan hai...2
lahu chashme falak barsa rahi hai...
shabe aashoor dhalti…
Ali ki ladli…
3- jidhar dekho nazar aata hai lashkar
ajab purhaul hai sehra ka manzar...2
yazidi fauj simti aa rahi hai...
shabe aashoor dhalti…
Ali ki ladli…
4- kabhi Auono-muhammed ko bulaya
kabhi sine se Akbar ko lagaya...2
kabhi Abbas ko samjha rahi hai...
shabe Aashoor dhalti…
Ali ki ladli…
5- Shahe wala ko khaime me bula kar
Bahan kahne lagi aansu baha kar...2
Hamen Surat ajal dikhla rahi hai...
shabe Aashoor dhalti…
Ali ki ladli…
6- Rasoole-paak ki masnad bicha kar
ali akbar ko pehlu mai bitha kar...2
sukoone qalb zainab paa rahi hai...
shabe Aashoor dhalti…
Ali ki ladli…
7- Kare kya shah ki hamsheer akhir
Bachi hai kaun si tadbeer aakhir...2
Kali gulshan ki ab kumhla rahi hai...
Shabe Aashoor dhalti…
Ali ki ladli…
8- Khamoshi dasht me chai hui hai
sakina aaj ghabrai hui hai...2
sadaye al-atash bas aa rahi hai...
Shabe Aashoor dhalti…
Ali ki ladli…
9- Kabhi soti hai seene par sakina
Kabhi roti hai ghut ghut kar sakina...2
Kabhi baba se kuch batlaa rahi hai...
shabe Aashoor dhalti…
Ali ki ladli…
10- kabhi gehwarae asgar jhulakar
kabhi godi me bhai ko utha kar...2
sakina khud ko youn behla rahi hai...
Shabe Aashoor dhalti…
Ali ki ladli…
11- Qalam khurshid ka likhta rahega
ghame shabbir ka darya bahega...2
Guhar fikre rasa barsa rahi hai...
shabe Aashoor dhalti…
Ali ki ladli…
Mashallha Bhut khub khuda salamt rakhe apko
Masha Allah salamat rahe mola k chahne wale
Mashallah...
Heart touching NOHA...
boht acha poet aur us ku ada karny wala subhan allah ,muhammad e mustsfa ap ku ajar de
Haaye 😭😭😭😭😭
Mashallah baba ❤
Heart taching noha
Mashallah subashalla azfar nice noha subashalla sweet voice
Riciter- Ehtesham Husain village Surauoli district sultanpur state uttar pradesh India
Poet- Khursheed Hasan village Baragaon District Jaunpur state uttar pradesh India
Anjuman Aza e Husain village Surauoli district sultanpur state uttar pradesh India
❤❤❤❤
Masha Allah
ya hussain (as)
Mashallah subashalla sweet voice noha very good noha
Labbaik ya husain
Maula aapko salamat rakhey inshaallah
😢😢😢
Kya noha hai
Best nauha for shab-e-aashur
Jiyo matam daro Jiyo
jisne bhi is nauhe ko unlike kiya hai khuda ki kasam usko dozak me bhi jagah na milegi
Beshak
Salam Bibi zainab A.s
Labbaik ya Hussain
❤❤❤❤
this is very good noha
mashaallah maula zindgi aur badhaye
Mashallah khuda salamat rakhe
Salam ya Hussain
MashAllah
Bhai boht dard hai is nohe me😢😢😢
yaa hussain zinda baad
bahot purdard noha hae
aapne noha bahot Acha pada hai mamu
Mola salamat rakhe azadaro
Labbik ya Hussain as
mashaallah noha bahut achha
mashallah mola salamat rakhy
labaik ya hussain(as)
Mashaallah Allah slamat rkhe
Haq Husain ya Husain
Jazakallah
Mashallah Kya awaz hai
very nice nohay
Mashallah Allah salamat rkhe
Masha Allah mola slamat rkhe
what a excellent Noha Nd Noha khwan superb
❤❤❤❤❤❤❤❤❤ masha allah
Maula Salamat rakhe ❤️
moula salamat rakhe azadaro ko
Mashallah wah!
masha Allah ya hu .ya abbas
Mashaallah ❤️
Mashaallah 👍🏻
Mashallah...
labaik ya hussain
Mashallah 😢😢😢
Mola Abbas A.s
Masha allah salamat rahiye aap sab
Mashahallah Moula Salamath Rakhe
Very Very Very Very Very Very Very Very Good Massa Allah. Bhai
MASHALLAH
Maashallah dard bharat nauha
SubhanAllah
Mashallah Salamat Rahen
Khuda salamat rakhe aap ko lanat hai Hussain ke qatilo per😭😭😭😭😭😭😭😭😭😭😭😭😭😭
😭😭😭😭😭😭😭😭😭😭
Allah aap logon ko slamat rakhe
Maula aapko salamat rakhe
Mashaallah
Mashallah
Mola salamat rakhe jio bhai 🤲🤲🤲😥😥😭
jazak allah
Masha Allah
MASAH ALLAH
Allah salamt rakhe
mamu aapko mola salamat rakhey
masha allah
mola salami rkhy apna chna walo ko
❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤
subhanalla
mashallah
Manshallah Bhai
Lyrics of this noha please.
Shab e ashoor dhalti jaa rahi hai
ali ki laadli ghabra rahi hai
Shab e ashoor dhalti jaa rahi hai..(2)
ali ki laadli ghabra rahi hai
Shab e ashoor dhalti jaa rahi hai..(2)
1. {Zamee'n chup hai falak sehma hua hai
dil e zainab paresha'n ho raha hai}..(2)
ghata zulm o sitam ki chhaa rahi hai
Shab e ashoor dhalti jaa rahi hai..(2)
2. {Qaza ki zadd pe zahra ka chaman hai
husaini qafela tashna dahan hai)..(2)
lahu chashme falak barsa rahi hai
Shab e ashoor dhalti jaa rahi hai..(2)
3. {Jidhar dekho nazar aata hai lashkar
ajab purhal hai sehra ka manzar}..(2)
yazeedi fauj simti aa rahi hai
Shab e ashoor dhalti jaa rahi hai
4. {Kabhi auno mohammad ko bulaya
kabhi seene se akbar ko lagaya}..(2)
kabhi abbas ko samjha rahi hai
Shab e ashoor dhalti jaa rahi hai
5. {Kabhi gehwara e asghar jhula kar
kabhi godi mein bhai ko utha kar}..(2)
sakina khud ko yu behla rahi hai
Shab e ashoor dhalti jaa rahi hai
6. {Rasool e paak ki masnad bichakar
ali akbar ko pehlu mein bithakar}..(2)
sukoon e qalb zainab paa rahi hai
Shab e ashoor dhalti jaa rahi hai
7. {Khamoshi dasht mein chai hui hai
sakina aaj ghabrai hui hai}..(2)
sadaa e al atash bus aa rahi hai
Shab e ashoor dhalti jaa rahi hai
8. {Qalam khursheed likhta hi rahega
ghame shabbir ka dariya bahega}..(2)
gauhar fikre rasa barsa rahi hai
Shab e ashoor dhalti jaa rahi hai
Wa gurbta bibi zainab ky hal hoga shab e ashur mere bibi shazadi zainab ulaya maqam ka
Shubahn allah
😰mola salamt rakhe aapko
Qayamat ke misre
allah salamt rakhe