Hello sir mai BSC se graduation complete kar chuki hu mujhe is year ITI government Stenographer mil gya hai 1 year complete kerne ke baad kya kare aage ka process please bata dijiye
सर क्या iti से स्टेनोग्राफर और कंप्यूटर सर्टिफिकेट प्राप्त करने के बाद मुद्रालेखन की सर्टिफिकेट भी प्राप्त करनी पड़ेगी?? या इसी को मुद्रालेखन की भी मान्यता है?? 🙏🙏
@@cbvikalitiguru sir, but UP ITI ka Jo government college admission wala form aata hai usme to Steno trade nhi hota hai , to kaise government college se Ye ITI ho payenga?
Private diploma bhi govt. Me count ho jata hai kya ....... ????? Hpsssb me documentation k lie govt. Diploma chiye... But mere pass private hai ... To me kya kru.. ab
Iti stenographer ke sath bsc regular kar sakte hai kya government job no problem solution
Ye course kya ham 12th ke bad ya fir graduation ke baad kar sakate hai
Iti me stano teacher kase bne is p video upload kro plz
Thank you so much sir 🙏♥️
Sir steno English ka jo paper honge vo sare English me hi honge ya Hindi bhi rahegi
Hello sir mai BSC se graduation complete kar chuki hu mujhe is year ITI government Stenographer mil gya hai 1 year complete kerne ke baad kya kare aage ka process please bata dijiye
Compatition ki taiyari with practice
Sir ssc stenographer me document verification ke time par stenographer certificate lagta hai kya
Agar aap koi course kiye hai to laga sakte hai,,, nhi to jaruri nhi hai
Private me job iti vale hi lga dete hai kya
Ye bhi btao isme pass bhi bahut km hote he
Kyu practice kro sab hoga
😂😂 sahi bol rahe ho bhai me bhi kar raha hu 🙂🙂 though hai bhaut 🥲🙂
Bhai pdhle ho jayega
@@princeyadav-nx3cg bhai abhi admission ho jayga kya isme
480number achive kiye h 80%😊
Kiya iti steno se karne se anudeshak government iti me ban sakte hi
Agar Aap iti ke bad CTi kar lete hai to chance jyada rahega
Sir is trade me shorthand ke alawa typing bhi sikhate he ??
Thank you so much
Sir iti stenographer mein placements hoti hain kya ?
Hoti hai
Thank you sir ji
Hindi aur english typing dono aati hai sir to SATNOGHAR diffcult to nahi hai sir ❤
Diffucult nhe h isme practise jyda h
Sir government sector me stenographer ke liye form bharte hai to question competition ka aata hai ki stenographer ke trade se
Up me pahle PET exam paas karna hoga fir typing achchi honi chahiye
PETexam me competition se questions ata hai ki stenographer ke trade se
Gk, gs ,math ,reasoning, hindi english trade nhi hota hai
Thanks sir love you
Most welcome❤👌
Sir m b com regular kar raha hu to ise iti ke alava aur kaha kar sakte h
सर क्या iti से स्टेनोग्राफर और कंप्यूटर सर्टिफिकेट प्राप्त करने के बाद मुद्रालेखन की सर्टिफिकेट भी प्राप्त करनी पड़ेगी??
या इसी को मुद्रालेखन की भी मान्यता है??
🙏🙏
इसी से हो जाता है,।
Sir ye course Kha se U.P. mein .
Sir private ITI college bataiye, pls
Govt iti se hota hai pvt me nhi hai
@@cbvikalitiguru sir, but UP ITI ka Jo government college admission wala form aata hai usme to Steno trade nhi hota hai , to kaise government college se Ye ITI ho payenga?
Hota hai
Sir isme kitne ghante ki class ki hoti hai iti goverment college me
Fees??
Private diploma bhi govt. Me count ho jata hai kya ....... ????? Hpsssb me documentation k lie govt. Diploma chiye... But mere pass private hai ... To me kya kru.. ab
Private certificate accept hua ki nhi? Or kitna fees laga private mai course kr k?
Or kitne months ka kara tha course?
Sir stenographer ke liye state me bhi cpct jase koi exam hota hai kya
Hlo sir mna abi stenography ka paper ps kr liya ha ab muja ky krna aaga sir pz reply
Kya government iti me bok free milti h ????? Plz tell me sir
Nhi
Sir boys ke liye CTI kaha se kare Hindi stenographer ke liye
Apke upar nirbhar karta hai,,, jaha se bharenge vahi hoga,,,
Sir ager ham Hindi stenography kre to ky isme English bhi aayegi meri English week h 🥺🥺 pls sir reply
अगर आप हिंदी से करोगे तो केवल हिंदी में ही सब आता है
@@eaglefitness3822 ok thanks
@@eaglefitness3822 sir hamne 6 month ka course Kiya hai....kya isise benefits mil jayega...ya 1year wala karna padega
Hindi me hindi rahta hai,,, english me english hota hai,,,,
Ek ya di sal ka kaurse jyada achcha hota hai,,,
Iti stenography English me kitna subject hote h
Steno mein itni karna jaruri hai gov.job ke liye
Please reply
Kar lete hai to benifet hi milegaa
@@cbvikalitiguru agar nhi karu matlab kisi institute se Sikh apply Karu toh koi problem toh nhi na hogi
Gov jobs k liye certificate hona chahiye Apke paas ye dhyan rakhiye,,, kahi se aap kar sakte hai,
@@cbvikalitiguru ek institute mujhe certificate Dene ko bol rahe hai toh kya mujhe karna chahiye aapki kya raay hai 🥺???
Pahle Aap Pata kar lijiye vo farji to nhi hai,,, nhi to problm ho baad me,,, sahi hona chahiye,,,
Sir eski govt vacancy aate hai kya
Aati hai
@@cbvikalitiguru Sir ye course Kha se U.P. mein .
Sir private ITI college bataiye, pls.
@@cbvikalitiguru sir iti base par vaccancy aati hai aise jyadater sir 12th base paer hi aati hai
Thankyou sir ❤❤🙏🙏🙏🙏
Sir stenographer Hindi ka banane ke liye graduation honi jaruri hai kya
Please Haryana me government stenographer Hindi ka banane ke liye kya karna padega please es pr video banayi
Nhi,,, jaruri nhi hai
Ok👌 update soon
Jiski percentage km ho uska self mai. No aa jata h means fees lgti h bs admission ho jati h 43% walo ki b self mai ho jati h adm.
Fees kitni lagti hai plz bataye
@@tabssumkhan1181 fees 6600 lgi thi bt scholarship b mil jayega form lgaoge toh
ITI me stenography trade lene ke liye kitna percent chahiye?
60+ hona chahiye,,, But har jile ki Merit par depend karta hai,,, merit alag alag banti hai,,,
@@cbvikalitiguru thank you so much sir😊
Sir mujhe English shorthand certificate banwlwana hai iti bala
Total fees kitni hoti hai sir ek saal ki
Mai allahabad se hu sir
ongc hindi stano walo ko bhi apprentice krte hai ky
Stenographer and secretarial assistant
Sir Iti steno 12 me 60 % me administration ho jayega kya
10 k adhar par hota hai
Government sector main iti steno k liye written hota hain??????
Gov job k liye hota hai,,
Admission lene ke liye pepar dena pdega kya sir
Nhi,, 10th k adhar par hoga
@@cbvikalitiguru tnx sir ji
Most welcome🎉
Nice
Ky iti hone k bad b yeh iti kr skte hai
Kar sakte hai
Syllabus kya hai is pr bhi video bnaye
Ok
Mera hoga gaya selection government college me with 83% .
Ho jayega
@@cbvikalitiguru ho gaya sir
@@satyamacharya1940 bhai fees kitni h government iti college me
@@user-vg7eo9we1b bhai meri 5300 thi har trade ki alag alag ho sakti hai .
@Lalit Mohan Govt. iti narmdapuram stenography
Or sir 10 me kitna percent chaye steno me
70+
Ho jayega
@@cbvikalitigurusir 10th m 70.83% hai ho jayega???
Mera aya hai stenographer main
Kitni %chiye hoti h
Sir job vacancy k kitne chance h
Aaj k date me inka demond badh raha hai,,
@@cbvikalitiguru stenographer ka kya sir ya Copa
Dono ka
@@cbvikalitiguru copa shi ya steno ka kon sa best rhe ga sir confuse hai kon sa kre
Steno jayada thik hai
Sir 10th se ho hata hai aur 10th me kitni number hone chaiye mere 75 hai
Ho jayega
@@cbvikalitiguru government iti college me fees kitni rehti h sir
780 ek saal ka
Great
Me Hindi me he padhe hote hai
Sir iski fees kitni hai
Fess ke baare me sab bataya hai
Best information
Form kab nikalte hai?
जुलाई में
Copa vacancy jada hoti h ya stenographer ki
Steno ki
Sir eski addmission kb hoge
June me hi hoga
Sir mera iti staino se hua hai
Iti steno bad kya apko college ki trf sy job ya Internship wagera kuch mili kya...
College kuthe ashe
Govt job me rahkar
Kar sakte hai kya
Nhi,,, problem ho jayega,,, aise subidha isme nhi hai
Iti college me hoga course iska
Government me hota hai,,,,
@@cbvikalitiguruiske government college kaha kaha h
Sir ITISTENO ke bad me kya kre
iti stenographer course aapka cmplt ho gya?
Ha complete ho gya
Ab btaiye kya kre
@@shaliniprajapati4840 to bahar se company bagera aati h usme aapko chance nhi mila ky
@@shaliniprajapati4840 Maine is baar form fill kiya h isliye maine pucha
Sir iska form kb ata hai
Abhi chaluho gye fom
Sir ishka form kab dal skte hai
Admission k liye,,,
@@cbvikalitiguru ji sir
Ladko ke lie nahi hai ye
Sabke liye hai
Hi
Jisse job jaldi mil ske
Iska liya 10/12 class m Kitna number chiya
10th k adhar par merit banti hai,,, achha no hona chahiye,,,
Ok sir.. thanks..... And iti ma ya farm kab nikalta hh
June me umeed hai,,
Hona chahiye
Age limit kya rhta h esme
70%
Mil jayega
0
ITI me
😅
sir aap apna nmbr do pls sir
Koi ITI college hai jo steno se ITI karta hai.mai Bihar se hu mujhe karna please college name and contact number send me
Kon si jgh se h
Fees?
Thank you sir