Ek hi document lagega agar Adharcard upload kar rhe ho to aur self attested me usi ke niche paper me physical card rakh kar niche sign karke upload kardo easy ho jayega
@@PrayagrajWaleAmit bhai mera 13 january 2023 ko scrutiny completed ho gai thi but abhi tak RTO se Pending hai form LL approve nahi kiya gaya.... Mera bhi prayagraj RTO se hi hai
Finally I got correct information Otherwise all were wasting of time.
Thanks Bro!
Same happened with me that’s why I make a video on this ❤️
Bhai ek apna self attested document dikha dete video me
Bhai video me jaise likha hai waise hi same dala tha verify ho Gaya tha 🙂
Thanks bro
Welcome 🤗
Thankyou for the Info 👍
Nice Information 🙂
Age proof aur address proof dono me adhar hi lgeha ya koi aur docment pls reply SSLC lgana ho to wo bhi niche sign krke lgaye.
Ek hi document lagega agar Adharcard upload kar rhe ho to aur self attested me usi ke niche paper me physical card rakh kar niche sign karke upload kardo easy ho jayega
Bhai fir se documents upload sese Kiya
Upload karne ka option denge reject hone ke baad
Usme self attested karke daal dena
@@PrayagrajWaleAmit abhi tak pending bta rha hai rejected bhi nhi huaa
@@Singhvijendra14 wait karo tab
age proof & address proof
Dono me krna h kya attested
Mera document upload hi nhi ho paa Raha hai
Shi se upload karo self attested ke sath aram se hoga
@@PrayagrajWaleAmit ho gaya brother, thanks ,
& After fee payment kitne days me LL ban jayega
@@ABHISHEKYADAV-vv9wz exam clear karo tab ban jata hai 10 din ke andar
LL ki validity 6 month ki hoti hai
@@PrayagrajWaleAmit Learning licence ban ne k 30 days k baad , permanent licence k liye apply kr skte hai , ya apply karne k 30 days k baad ?
@@PrayagrajWaleAmit & pls tell me , LL test kaise k liye , preparation kaha se kar skte hai ?
Ya aise hi de de without preparation?
Bhai page pr kr ke hi upload kr skte hai kya
Hmm page pe likh kar self attested
Fee payment k baad , learner licence test kaise de ?👌
Self attested wala section verify hoga to link aa jayega mobile pe wait karo panic nhi mere sath bhi hua tha
@@PrayagrajWaleAmit kitne dino me aata hai ?
2 ya 3 din
Wait karle bhai ki jaan le ke hi Manega meri itne sawal 🥹🥲😜😆
@@PrayagrajWaleAmit 😂😂
Sorry brother
Document upload nhi ho raha hai...baar baar vhi upload krne ka page khul jata hai...kya kare sir?
Ek baar reject hojane do dubara self attested karke karna ho jayega verify
@@PrayagrajWaleAmit application submit hone se phle hi nhi ho rhe upload.... Reject to baad m hogaa na sir
@@PrayagrajWaleAmit self attested krke hi try kr ra hu... Na jpg m upload ho ra h na pdf m...baar baar vhi page khul jata hai
@@thevivekchoudhary332500 kb se jyada ki file nhi honi chahiye sayad is liye na upload ho rha ho check karo
Bhai test dene ke kitne din baad LL download ka option Aata hai
7 days
@@PrayagrajWaleAmit bhai mera 13 january 2023 ko scrutiny completed ho gai thi but abhi tak RTO se Pending hai form LL approve nahi kiya gaya.... Mera bhi prayagraj RTO se hi hai
Wait karo brother ho jayega ✌️
@@PrayagrajWaleAmit RTO jaana to nahi padega bhai kyuki mera form adhar KYC ke through bhara hai no visit to RTO show kar raha hai
Ha Agar KYC se hua hai to no Visit RTO
Matlab RTO nhi jana padega
Bhai mene self attested kiya sign kiya but ,but accept nhi hua. Reject huye ja rha h
Complain kar do complain or suggestion tab me
@@PrayagrajWaleAmit mene kia tha complaint usi din mene re load pdf sirf sign krke kiya ,fir bhi pahle jesi problem huyi
Same problem mara bhi hai sir
3 baar reject ho chuka hai please help me 😢
@@PrayagrajWaleAmit kya update hai bhai aap ke application ka
Complain karo
Bhai pc me type krke document upload kare self attest ka ya phir adhar card page pe rakha kr photo click karke upload kare
Nhi paper pe karo phir upload karo
Adhar card upar rakh kar niche sign karke
@@PrayagrajWaleAmitek page pe physical adhar card rakh kr ya photo copy kra ke
Physical adhar rakh kar niche Sign karke matlab self attested ok
@@PrayagrajWaleAmit sign ke sath name aur purpose and date bhi ?
@@Ranjeetyadav00 video dekho maine bataya hai kaise upload karna hai